Aapki language itni aschi he samjhane ki ek baar me hi sab samajh aa jata he Thanks Guruji
@shyamchilwante47699 ай бұрын
Khup mahatwacha video aahe sir. Thank you. Agala video 21 Ema par
@angelone9 ай бұрын
Aaplya tippanisathi dhanyawaad. Aamhi aapli suchna vicharaat gheu. 21-day Exponential Moving Average (EMA) trading strategy ek tareeka hai share market me trend ko pehchanane ka aur usi hisaab se trade karne ka. Isme ek indicator istemaal hota hai jise 21-day- EMA kehte hain. Isse pichle 21 dino ki keemat ka ausat(average) nikal kar ek trend line banayi jati hai lekin simple moving average ke ulat EMA haal ki keematon ko jyada mahtwa deta hai, yani haal me jo utaar chadhav ho rahe hain unka asar is line par jyada padta hai. Iske baare me or jaankari paane ke liye is article par padh sakte hain. tinyurl.com/bdhfhbp3
@omkarphalke48699 ай бұрын
Best ever explanation heard about MACD.👍👌
@Bharatlifestyle-m4n9 ай бұрын
सर बहुत ही शानदार तरीके से समझाया है आपने।❤
@GuruGhyan-tn6zk9 ай бұрын
very informative and nicely explained
@samraat34244 ай бұрын
Nicely explained! Shukriya!
@siddhusingh69459 ай бұрын
Apka trading ka tarika bahut accha h bhai
@PinkwebMall9 ай бұрын
Acche se samjhate hain aap ...thanks
@shibaadak60869 ай бұрын
THANK YOU SIR ITS A MOST HELPFUL INDICATORS
@SateeshSKPSateeshSKP9 ай бұрын
Good sir❤❤❤❤❤
@ashishgojiya14659 ай бұрын
Kafi information Mali hai iss video me❤
@hemkantagogoi99 ай бұрын
Most valuable video.. ❤ thank you dear sir..
@dattatrayrasal55683 ай бұрын
Very.nice
@IntegralPradyumanVerma9 ай бұрын
This is really meaningful
@MitaliGhosh-f9o9 ай бұрын
Very good Sir.
@amolgaikwad7679 ай бұрын
Superb sir thanks for larning like kar diya
@anuragtrendtraderm72169 ай бұрын
superb😀😀
@kapil755712 күн бұрын
Thanks angel one.
@hitendrachaudhari85238 ай бұрын
👌🏻👌🏻🙏🏻thanks sir
@lalitmehta8522 ай бұрын
Mast ..naya sikhs 😂thx
@hanmanthmadige90849 ай бұрын
❤thnk you sir
@ajinathbade269 ай бұрын
❤❤❤
@AnandKumar-ty1hx9 ай бұрын
Thank you sir..
@prashantjha53859 ай бұрын
Thanks for ❤
@jitendrasingh-qy5cv9 ай бұрын
Good
@riteshkumar38248 ай бұрын
Sir option aur intraday trading ke liye sab se achha indicator kaun sa hai plz batayega aur saath hi iske uper video bhi banayega
@Shintu_bhai_929 ай бұрын
Thank you
@ushakanwar-te9bx9 ай бұрын
thanks sir 5 and 15 ema per video banay
@user-bf4jn9ul5n9 ай бұрын
Diversion wala point thoda aur elaborate karke baataye..... Plz... Nice information
@angelone8 ай бұрын
Hi, aapke comment keliye dhanyawaad, jab stock price kisi ek direction me move karta hai (chahe upwards ya downwards) indicator uske saath hi opposite direction me move karta hai, jisse ki hume divergence ka pata chalta hai. Aap iske baare me detail me is article me padh sakte hain: tinyurl.com/26ya4dbm
@VANRAJSINGTREDAR9 ай бұрын
Aap ko dekha kar lagata he market opan hone vali he
@psnishad10029 ай бұрын
THANKS
@Dharini8729 ай бұрын
Thanku
@SatrughanYadav-wf9ee9 ай бұрын
❤❤❤❤🎉🎉🎉
@MphStyle9 ай бұрын
Sir LONG STRADDLE strategy ke baare me bataieyee... DAILY BANKNIFTY ME USE KAR SHAKTE HE KIYA..?
@angelone9 ай бұрын
Aapke comment ke liye dhanyawaad, hum aapke sujhav par kaam karenge. Long straddle strategy ke baare me jaane ke liye aap is article ko padh sakte hain, yahan humne Long straddle strategy kya hai, kab istemaal hoti hai or isme kya risks involved hain, in sabke baare me vistaar se samjhaya hai: tinyurl.com/6twpt3sn
@malivenkatreddy63399 ай бұрын
Sir algo setap pe video banayie job parsons kealiye please sir
@RahulKumar-iw8ub9 ай бұрын
We need videos on leading indicators.
@angelone9 ай бұрын
Thanks for sharing your feedback, Rahul. We'll certainly work on creating more videos on Leading Indicators. Meanwhile, you can learn more about leading indicators like RSI - RSI is a leading indicator that tells investors when a security is oversold or overbought in the market. Read about it here: tinyurl.com/mryd49f3
@Snlife219 ай бұрын
Stocks ke upar banye sir buy krne se pahle kya kya fundamental check kare long time ke liye
@angelone9 ай бұрын
Hi, Stocks me nivesh karne se pehle uske baare me jaana athva isse jude sabhi fayde or nuksaan ko samjhna jaruri hai, yadi aap stocks ke baare me janana chahte hain, to is link par click kar article padh sakte hain : tinyurl.com/2dek9t26 Remember, conducting your own research and understanding the inherent risks are vital before making any investment decisions.
@ArifAli-0069 ай бұрын
Volume ke sath macd use kare gajab hai
@kingkonjyotikonwar46688 ай бұрын
Sir make vidieo on best indicator which helps in Intraday trading.
@angelone8 ай бұрын
Hi, thanks for your comment. Trading indicators are beneficial tools that are used with a comprehensive strategy to maximize returns. You can learn more about it in detail here: tinyurl.com/25yeks3f
@satishyadav-cp3jj9 ай бұрын
🙏🙏❤❤❤❤❤
@doefu19629 ай бұрын
Sir limit order ka ek details video sahiye plz sir
@angelone9 ай бұрын
Hi, aapke comment ke liye dhanyawaad. Hum aapke sujhav par jarur kaam karenge, agar aap limit order ke baare me or jaankari chahte hain, to aap is article me padh sakte hain: tinyurl.com/367yprvn. Yahan Limit Order kya hai or kaise istemaal kiya jata hai vistaar me samjhaya gaya hai.
@Hitujain169 ай бұрын
Sir.....cpr indicator ka b video leke aao pls
@angelone9 ай бұрын
Aapke comment ke liye dhanyawaad, hum aapka sujhav par kaam karenge. Central Pivot Range (CPR) ek aisa indicator hai jo aapko asset ki price mein patterns samajhne mein madad karta hai, jisse aap trade karne ki achchi jagah (entry point) aur bahar nikalne ki jagah (exit point) choose kar sakte hain. Iske baare me jyada jaankari ke liye aap is article ko padh sakte hain, yadi aapke iske alawa bhi koi sawal ho to hume jarur batayein: tinyurl.com/mtsvyexc
@Forvideos639 ай бұрын
Trend line importance?
@angelone9 ай бұрын
Hi, Trendlines are crucial for traders because they help predict price movements. By understanding the overall trend, traders can position themselves to benefit from market forces. You can learn more about it here; tinyurl.com/483js5n5 Please feel free to share if you have any other questions!
@Chotka0009 ай бұрын
🙏
@akluck51269 ай бұрын
Sar Mein Pichhle 2 Sal se Sikh raha hun Pichhle 1 mahine se intraday trading kar raha hun lekin Fir Bhi abhi tak loss hi ja raha hai Iske Upar ek video banaaiye Sar please
@angelone9 ай бұрын
Hi, Intraday trading jitna aasan lagta hai utna hota nahi hai, acha munafa kamane ke liye aapko kayi cheezon ka dhyan rakhna hota hai. Ek aur jaruri baat ye hain ki Intraday trading me share bazaar me niyamit nivesh ki tulna me kahin jyada utaar chadhav hota hai. Saath hi, trading shuru karne se pehle aapko apne jokhim lene ki shamta ka sahi aaklan kar lena chahiye. Intraday trading ke kuch strategies padhne ke liye aap is link par ja sakte hain: tinyurl.com/2p9zuxxk
@ashokvaghelaa_1239 ай бұрын
First ❤
@Rajesh-j5u9 ай бұрын
Present sir ✋
@mayankbhandarijain11759 ай бұрын
🙋🏻♂️
@vasantiajaykarotiya64179 ай бұрын
Macd with heikinashi
@jaswantnegi86349 ай бұрын
Option buying
@angelone9 ай бұрын
Hi Jaswant! Option Buying ke baare me jaane ke liye aap is article ko padh sakte hain, yahan humne Option Buying kya hai, kab istemaal hoti hai or isme kya risks involved hain, in sabke baare me vistaar se samjhaya hai: tinyurl.com/3rpn9s8u
@BabluKumar-wc3co9 ай бұрын
0 se class Dene ki Kripa kare sir
@angelone9 ай бұрын
Hi, Aapke comment ke liye dhanyawaad, yadi aap apni financial journey ki shuruwaat kar rahe hain or investing, trading seekhna chahte hain, to aap Angel One ke educational platform - Smart Money ko jarur dekhein, ye un logon ke liye ek muft platform hai jo trading or investment ke baare me or seekhna chahte hain jisse wo dhyanpurvak nivesh kar sake : tinyurl.com/44twmprw
@inazre9 ай бұрын
👍Sup.er
@saurabhmandhare75919 ай бұрын
Third 😅
@theindianonly85809 ай бұрын
यह सब theoretical लगते है?? Practically,reality में hardly work?? नहीं करता (मतलब पैसा कमाकर नहीं देता)