Esb ka koi form bhrna ho toh Kya adhar or baki documents me jo address hai uske change ho jane se koi issue ho sakta hai form bharne me ? Matlab documents me jo address hai agr ab vhn nhi rehte toh form bharne mein kahan ka address dalna chahiye qki new rental hai uska address dalne ya documents vala hi plz jise idea ho btana
@mkc_oo724 күн бұрын
ESB me 2 tarah k adress fill krna hote h- 1). Corporation wala adress 2). Permanent Address Aap new adress (jha pr current me rh rhe ho) ko Corporation Adress me fill kr skte ho Or jha jo aapka Sthay pta h ya fir aapke papa ka adress h whi adress aap Permanent Address me fill kr skte ho agr ye nhi krna chahte ho to dono jgh current adress dal skte ho Koi issue nhi hota h adress ka