Thank you for the video bhai, mne spark plug change kiya tha, sb theek se ho gya, start bhi ho gyi thi lkin fr ek dmse bnd ho gyi aur fir start hi nhi ho rahi, battery bhi km ho gyi scooty ki
@JaiKumar-wd5wk Жыл бұрын
அண்ணா வீடியோ சூப்பர் நல்ல இருக்கணும் நல்லா Anna keep it up don't confusebecause you are see,the world so you are videothe world supportfirst of all I support
@sharmsdamodar462811 ай бұрын
Super dro
@ff-gaming-175 ай бұрын
Bhai kha se ho aap
@babudhankumar61582 жыл бұрын
Very good guru ji
@uniquenom48472 жыл бұрын
Heating problem kese solve kore mestro edge scooty ka uska ek video toh bntah hai vai 👍👍👍👍
@VikeshKumar-dc7ys Жыл бұрын
Bhai mere pass mestro bs4 hai morning me sating problem rehti h 10 baar bhi self maro satart nahi hoti ek baar sarat ho jaye to ek baar me satart ho jati hai 3. 4ghante ghadi rehti h fir se sartat hone me prolam hoti hai meknik ko dhikya to usne bola preser kam ho gaya hai
@technosbikevlog Жыл бұрын
Bhai head khulwakar vall ko grand karwalo sahi ho jayegi sirf labour charg hi lagega
Bhai meri scooty ko jab mein chla ke band krta hu aur ussi waqt start kru toh start nhi hoti plzz solution btao meri scooty hai maestro edge 110cc
@technosbikevlog2 жыл бұрын
Carboretor spark plug ise clean karwalo aur rocker ki setting jarur karwa lena uske baad carboretor ki tuning badiya karwado problem solve ho jayegi
@arvtach84302 жыл бұрын
Gjb bhai
@sumansaurav31922 жыл бұрын
Sir same scooty hai problem start hota hai lkn jb band krte hai toh start na self se hota hai na kick se phir kuch der baad self le leta hai , kya kare sab kuch sahi hai bola mere saamne .. kya kare
@technosbikevlog2 жыл бұрын
Bhai ek baar tifit set karwa ke dekhlo
@paramjitsingh40342 жыл бұрын
Mar gadi ma air filter ma engine oil a rea ka karn ho sak ta
@technosbikevlog2 жыл бұрын
Engine oil dalte kitna ho engine me
@akeelahmed965427 күн бұрын
Bike nahi ye scooti h bhai
@Nion782 жыл бұрын
Bhai same scooty,,, mera scooty to start hota he lekin,,,, jese accelater se haat hatau tab scooty bandh ho jata he lekin 1 kilometre tak agar me race se bina haat hataye salaw to thik jo jata he,,, mene rpm bhi badhke dekha,,, air filter saf,, carburetor clean bhi ki par koi solution nahi...
@technosbikevlog2 жыл бұрын
Sabse pahle vall set karo uske baad carburetor tareeke se set karo dono scroo ko average wala aur rpm wala bilkul thik ho jayegi
@CBHADI2 жыл бұрын
@@technosbikevlogSir vall kaha hota hai ?
@technosbikevlog2 жыл бұрын
@@CBHADI ingine ke head me
@CBHADI2 жыл бұрын
@@technosbikevlog Sir nahi dikh raha hai mujhe uski photo send kare please help me
@technosbikevlog2 жыл бұрын
@@CBHADI ingine ke upar wala cover kholo usi ke andar hai rocker vall dono
@AshrafAli-qk3xl2 жыл бұрын
भाई टैपीट आवाज कर रहा है
@pravinmhaisane39572 жыл бұрын
Bina timing ke
@toksanghphom81052 жыл бұрын
Bhai, mera scooty bhi maestro bs4 hai...scooty kabhi kabhi ek try mein start ho jata hai ..lekin kabhi kabhi start hi nahi hoti hai.. kick marne se bhi kuch bhi Asar nahi hoti hai..30 mins - 3 hour ke bat hi start hoti hai woh bhi lagatar try karne ke bat...Garage mein bhi visit kiya aur mechanic na bola kuch bhi problem nahi hai...aap ekbar batao na mera scooty mein kya problem hai.😔
@technosbikevlog2 жыл бұрын
Scooty battery sahi se charg kar rahi ya nahi ye cheack karwao ye sahi hai to dusri battery lagwake cheack karlo 1din kr liye
@toksanghphom81052 жыл бұрын
@@technosbikevlog shukriya bhaijaan, jesa aap ne kaha wese ekbar try karke dekhta hu..love from Nagaland.❤
@SagarRai-kx8dj Жыл бұрын
Pagl bna rha h 3 Mistry plug ko nhi change kiy honge lgta hai helper ho kya 😅😅😅😅 or koi nhi mila pagl bnane ko