मगरिब की नमाज़ का सही तरीका|| Namaz Practical || Namaz ka tarika | Magrib ki Namaz #namaz #islamic #information #video @AkhtarIslamic
Пікірлер: 27
@islamichistorywatch84310 ай бұрын
good content,,, mashaallah
@optimistclassesdelhi726317 күн бұрын
Masaallah
@singingbysaifan45524 ай бұрын
Aap ka bahot bahot shukriya
@KhurshidAlam-lc8om9 ай бұрын
Subhan Allah ❤
@WbTime-kz4ic6 ай бұрын
❤❤❤❤
@foundThings-ov9zg7 ай бұрын
MASHAALLAH❤❤
@IbjalHussain-oc4eu6 ай бұрын
Subha allah 😢😢😢😢❤❤
@apiyabehen98824 ай бұрын
Isha namaz ka tarika
@AkhtarIslamic4 ай бұрын
Insha Allah 🌹
@SadikaAmbrin_Official4 ай бұрын
Bhai hmko aaj pta chala k magrib k farz namaz k teesri raqat me surah nhi padhte. Ky meri namaz qubool hogi?
@AkhtarIslamic4 ай бұрын
Ji Namaz surah bhool kar mila lene se bhi namaz durust hoti hai Aapko to maloom hi nahi tha Ab Farz ki pahli 2 rakat me hi surat milaye Teesri ya chauthi ma na milayen bhool kar mila den to koi harz nahi Aur sunnat ya wajib ki har rakat me surat Milani hai
@SadikaAmbrin_Official4 ай бұрын
@@AkhtarIslamic jazakallah khair bhai
@Sacular15 күн бұрын
farz namaz ke baad ki dua to aap ne padhi hi nhi ?
@bantiraza55884 ай бұрын
Hazrat Maine agar ek rakat mein fajar ki surah Kausar padi to dusri rakat mein kaun si surat kaun si surat
@AkhtarIslamic4 ай бұрын
Surah ikhlas
@Sacular15 күн бұрын
har farj namaz se pehle takbeer padhi jati h,,,o aap ne to padha hi nhi ?🤔 Please reply?
@AkhtarIslamic14 күн бұрын
Ji haan Mai ne sirf namaz ka tarika bataya hai aap farz se pahle Takbeer bhi padh len ye sir jamat ke liye wajib hai Akele ke liye mustahab
@Aryangaming22a6 ай бұрын
isha ka video banaye
@AkhtarIslamic6 ай бұрын
Ji inshAllah
@Ufhvhhch10 ай бұрын
Assalamu alaikum g bhai koi esi book batao jis me hindi me har jgah dua or fatiha magne ka tarika ho ho please reply bro
@AkhtarIslamic10 ай бұрын
Bhai fatiha har jagah ek hi tarike se padh sakte ho dua hi to mangne me thora bahut chenge karoge aur wo apne par hai ke aap kis jagah mang rahe ho aur kiske liye aur kya dua karna hai aap khud samajh sakte ho
@AkhtarIslamic10 ай бұрын
Alag alag dua ki koi kitab nahi hai bhai
@mohdejam691110 ай бұрын
No mil sakta hai aapka Mujhe v kuch fateeha ke doubt poochne h aapse