Duryodhan aur dhritarashtra adharmi tha sahi hai..par ek pita ke peeda mein aise hasna nhi chahiye 🙃 ye behan pehle se seriously Mahabharat dekhte aaye hai pata nhi achanak kya ho gya is scene pe 😂😂😂😂
@nimsangtamang351918 күн бұрын
That's true no matter jitna bhi adharmi kyu na ho apne hriday meh hamesha empathy rakhna chahiye dusro k pati, bhaley hi dhritarashtr aur unke putra bhi adarmi tha lekhin pita toh pita hota hai aur mata toh mata hoti hai. Unke dukh wastawik hi tha. Dharm se bare hriday kabhi apne shatru ka bhi bura nahi chahta toh kisi k pira meh manoranjan karna bilkul galat hai. But meh samaj sakti hu ki sometimes some situation meh apne aap hasi ajata hai. Rather than choosing as hero and villian if we really try to connect ourselves with each and every character of mahabharat that's when we can feel each individuals pain too. Maybe reaction karne wali kisi kisi character k sath hi connect huwa hoga isi liye dusra character k sath galat hote huwe bhi unhe jyada kuch mehsus nahi huwa hoga. I suggest ki agar ham saab characters ko dharmi and adharmi both character ko is tarah se dekhhe ki khud k zindagi meh bhi ham kabhi dharm, kabhi adharm aise karte hai toh ye mahabharat character's toh ek prakar se hamara khud ka hi traits represent karta hai( if we see from that perspective) then hame khud meh development lane meh bahot help hota hai. Khudko behtar banata hai. This is what I feel and this is one of my perspective.
@debajyotisarkar126018 күн бұрын
Woh scene me thoda overacting hain iss wajae se hi hua
@RajbirSingh-gb5wm18 күн бұрын
Pakistani hy bhai j log Pakistani bola hy samaj jao inke bare mein aur kuch bolne ki jaroorat e nhi hy
@skgamer102017 күн бұрын
Draupadi cheer garan ke samay audience ro rahi thi, dhritarashtr has raha tha😂😂😂
@BhoomiPandey-et8uh13 күн бұрын
Apne bilkul sahi kaha , mata pita ke dukh par nhi hasna chahiye
@AubreeValentine6918 күн бұрын
5:57 Ulta chor Kotwal ko Dante suna tha aj dekh bhi liya 😅🥲
@happysharma110318 күн бұрын
Next episode will be sad because a another mother's all sons will die ......when I see that seen first time I was amazed to see Pooja acting she really acted like a mother 👏
@SMRivu18 күн бұрын
Just not sons, brother also. She lost almost everyone.
@Haraldfinehair-in2wf18 күн бұрын
@@SMRivudeserved
@singh_shayari312818 күн бұрын
Devon ke Dev Mahadev serial start karlo fr please 🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏
@Mr.D.kothari18 күн бұрын
Heera ke andar mama sakuni aagaya hai sayad 😂
@AubreeValentine6918 күн бұрын
13:06 how cute 🥰 she said dono paksho se dekhna padhta hai 😅😊
@vipinkumar-nb8io18 күн бұрын
Bhai Cute toh pink topa h hi, yeh baat bilkul shi kahi tumne
@vipinkumar-nb8io18 күн бұрын
13:16 par dekho bro
@NGITACHI99918 күн бұрын
Next siya ka raam😊😊
@stranger_edits278018 күн бұрын
Dhritrastra vidur vidur uss pandu k putro se kho mai prajay manta hu 😅 guys jo log comment section mei khre hai ki hasre ho vo log islyy nhi hse kyuki Duryodhan k sth asa hua vo islyy hsre hai kyuki Dhritrastra kse rzng bdlta hain vo suru se dekhre hai uspr hsre hai jbb toh bda maze lera tha ye dyut sabha mein or 5 gao mange tbb bhi nhi dye . Iski hrkt pr hse hai
@SanatanDharm-m6q15 күн бұрын
Hasana nehi hai ek din tumahara saath hoga tab Pata chlaga 😢😢😢
@DSP_THE_GAMER18 күн бұрын
Nxt bharat ka veer putra Maharana Pratap 🚩
@snehp842618 күн бұрын
Dhritarashtra ka ek putra jinda toh raha yuddh ke baad. Yuyutsu. Child from servant of Gandhari. Gandhari ke saare mar gaye lekin
@parkash919818 күн бұрын
Ase kisi ke liye nahi haste chahe wo kitna bada bhi papi ho yahi sanatan dharm hai
@ankitarai597818 күн бұрын
Kya kya nautanki hai balram vahan yudhh chetra me aaye hi nahi the
@adityaagarwal948418 күн бұрын
Bhai likha hai Mahabharata me, aakhiri yudh me waha aaye the. Tu kaha se bol rha hai ki nhi aaye the.
@Thakur__4006518 күн бұрын
Tu thoda gadha h kya 🤡 tu dekhne gya tha kya
@SandeepKumar-iz9oy15 күн бұрын
Aap ki biwi kitni cute hai
@user-zj8hfxfw15 күн бұрын
Glti thi to uska dand mil gya unko. Dushmani puri life ki nhi hoti. Unki jgh pr khud ko rkh k dekho tb pta chlega. Isliye hi Sanatan mahaan h, Sanatan yhi sikhata h ki kisi k dukh mein hsna nhi chahiye phir chahe vo dushman ka hi dukh kyu na ho. Mata Kunti ne bilkul shi kiya. Jiske 100 javaan bccho ki mrityu ho gyi ho unko shant krvana bhot hi accha kam tha. Puri Mahabharat dekh li pr Kshma( Mafi) ka mehetv nhi smjh paaye.
@maryaleena33518 күн бұрын
Siya ke Ram
@angrajkarn655118 күн бұрын
Duryodhana abhi mara nahi he 😂
@crickethighlights668418 күн бұрын
If I tell you that Vidura should become king because of his wisdom and clarity, and his cleverness, he has more knowledge about law yes, but at that time, the king's son was supposed to become the king according to the rule. So, how could Vidura know so much about everything? Let me explain. Once upon a time, Rishi Mandavya was mistakenly considered a thief and was punished by being made to sit on a sharp wooden rod. He endured this unjust punishment and then went to the God of Justice, Yama (also known as Dharmaraja), to ask why he received such a harsh punishment. Yama explained that in his childhood, Mandavya had caused harm to a small insect, and because of that, he had to face the punishment. Mandavya then challenged, saying that at that time, he was only 12 years old, and actions done unknowingly by children under 14 years of age cannot be considered sinful. He cursed Yama, saying that he would have to take birth as a human. Thus, Yama, in the form of Vidura, was born. This is the story of Rishi Mandavya and Yama (Dharmaraja, who is also known as Yama or the father of Yudhishthira)
@ठाकुरदिग्विजयसिंह-स1ह17 күн бұрын
I love you nafisa 😘😘😘
@ekta8517 күн бұрын
Ese to mat haso bhai vo jesa b ho ek baap h usje sb bcche Mr gye ese hu royega 😅
@Pdeka-nq3dl18 күн бұрын
Mujhe batao toh ki ek pita ke peerah pe ese hasna sobha deta hai kya , isme konsa yaha koi comedy scene dikha raha hai ?
@ankitarai597818 күн бұрын
Vaise yahi haal hota hai jab sevak ko kuch din ke liye bada bana diya jaye to apne swami par hi sasan chalne lagta hai unko hi aadesh dnne lagta hai. Balram ko delhkae bhi yahi lag raha hai. Bada banne ko kya mil gaya bhagwn ko hi aadesh dene lag gaye . Bhool gaye ki vo kayn hai. Vo trilokinath parmatma ke sevak hai
@Pdeka-nq3dl18 күн бұрын
Dhritarashtra's only one son was survived in the war name Yuyutsu , his mother was a servant woman
@akashjaiswal769118 күн бұрын
Next serial devon ke dev mahadev pe recat kariye
@stranger_edits278018 күн бұрын
Ias serial ko dekkr itna gussa aata hai gandhari pr draupadi ji ko khri hai or unke putro ko kya draupadi ji k putra inke putra jse neech ,paapi or adharmi the jo asa kha 😢 ik br apne putro k paap bhi dekh le jra vo or unhone krishn ji k sth bhi acha nhi kiya 😢
@gitesh48118 күн бұрын
That's the destiny which had to happen
@sachinkumar-yw3xq15 күн бұрын
Heera aapko hasna nhi chaiye tha
@gurjar_vishu14 күн бұрын
Kyu be Tujhe bda dukh hora h 😂
@prashantmaru318018 күн бұрын
Ye log bevkufo ki tarah haste kyu he.
@DhaniaSahil18 күн бұрын
बलराम ने जाते जाते ये बोला कि अगर मेरे बाद कोई सबसे ताकतवर गदाधर हैं तो वो युवराज सूर्योधन हैं और मैं सदैव भीम को धिकारता और भीम se लज्जित rahunga!!
@sanjaysahoo102318 күн бұрын
Or abhi baki hai 😊
@RajbirSingh-gb5wm18 күн бұрын
Adharmi pandav jokers 😂😂
@adityaagarwal948418 күн бұрын
when you realise, balram, bheema and duryodhan are probably of same age closely
@harshatomas83518 күн бұрын
No Balram was older than all Pandavas and Kouravas
@adityaagarwal948418 күн бұрын
@@harshatomas835 according to my research, all sons of devaki were born each year consecutively, so balram was one year elder to krishna, and krishna and arjun are said to be of same age, and pandavas were also born each year consecutively, so bheem is elder to arjun by one year, and duryodhan was born just after bheem, so i think they were of same age
@SMRivu18 күн бұрын
Yes Aditya you are right
@harshatomas83518 күн бұрын
@@adityaagarwal9484 I have heard that Balarama was born many years before Krishna
@kumaransh226918 күн бұрын
Kisi ka beta marr gaya toh aap log hass rahe ho
@kirankaur47018 күн бұрын
Aab chaarsahibhzaade movie dekho guru govind singh ji baccho ke balidan par h best movie h baad mai koi bhi series start kar dena
@gokuu77218 күн бұрын
With duryodhana and karan ❤❤❤❤
@BirdyVibo18 күн бұрын
If you want to watch another series, my suggestions are Ramanand sagar Ramayan or Jodha Akbar Rest other mythological serials are either incomplete or wrong script wise.
@vegeta206518 күн бұрын
Joadha akbar konsa reality base hai hame bhi bata do bas mughalo ko glorify karne ka propaganda serial hai
@sachinkumar-yw3xq15 күн бұрын
Ye comedy serial nhi hai
@NaviSingh-ed9uk18 күн бұрын
Chaar sahib zaade movie pe react kro
@NaviSingh-ed9uk18 күн бұрын
Chaar sahib zaademovie
@mrvazy864118 күн бұрын
next series should porus ❤❤❤
@Shallfenshall943218 күн бұрын
Noo
@SnehaKumari-iy7cz18 күн бұрын
Iske baad please Mahakali serial start karna Love your reactions ❤❤
@DeepikaYadav-ov9lq18 күн бұрын
Please radhekrishna rect
@Krishna066018 күн бұрын
Radhakrishna serial dekho....lekin sirf 300 episodes tak....bahut acchi serial hai but usse aage mat dekhna kaafi fake cheeze aad ki hai
@sandhu843918 күн бұрын
stop reacting apko itna pta hona chiye agar koi marta hai hasa ni jata ap yeh show fun and paiso k liye dekh rhy stop doing this
@bikashdas938418 күн бұрын
Next radhakrishn
@clbyrahul544918 күн бұрын
Ab suryaputra Karna me aage ke episode mil jayga
@yashasvisingh602418 күн бұрын
Totally fake serial 😂😂😂
@harshatomas83518 күн бұрын
@@yashasvisingh6024This serial was fake as well
@yashasvisingh602418 күн бұрын
@@harshatomas835This serial is 50% correct but Suryaputra Karn serial of Sony TV is totally fake
@harshatomas83518 күн бұрын
@@yashasvisingh6024 Both are 40-50% accurate BR Chopra's Mahabharatha is accurate upto 70-80% Tamil Mahabharath(Sun TV) is accurate upto 80-90%
@yashasvisingh602418 күн бұрын
@@harshatomas835 No, Suryaputra Karn serial of Sony TV is totally fake