Mahabharat | महाभारत | Kya maanga Dronacharya ne Eklavya se?

  Рет қаралды 89,473

StarPlus

StarPlus

Күн бұрын

Пікірлер: 26
@maitysanaj3567
@maitysanaj3567 11 ай бұрын
Arjun 💕💕💕💕💕🌹
@RanveerRoy-m8q
@RanveerRoy-m8q Ай бұрын
He is from my town
@AshokGaat-zo6sf
@AshokGaat-zo6sf 25 күн бұрын
अर्जुन 💕💕
@Deepakprasad-j4o
@Deepakprasad-j4o 3 ай бұрын
एकलव्य निषाद जिंदाबाद❤❤❤❤
@poojag6235
@poojag6235 Жыл бұрын
Agar eklavay ka agootha nhi lete to vah bhi dhram ke naam par poora jivan karn ki tarah shkuni ka daas ban jata
@dhangarraj155
@dhangarraj155 Жыл бұрын
Parantu sabhi karn ki Tarah andhbhakt nahi hota h vo ya kahta ki jab tak tum Dharm ki rah par chalaga Tab tak ma tumhara Sath duga ya vachan data hu
@dhangarraj155
@dhangarraj155 Жыл бұрын
Ya kahkar dron Ka paap chupa nahi sakta eklavya na kaval abhyas sa hi sabdh bhadi baan chalana sikh liya isi Ka usa bhay tha Ki agar iska angutha na Kata gaya to mara sankalp satriyo ko sarast Banana kisi kaam nahi aayaga agar abhyas sa ya Sikh gaya fir to na Jana agar sabh kuch Sikh gaya to aana Vala samay ma satriyo Ki sabsa badi badha banaga
@peerzadaabrar2482
@peerzadaabrar2482 Жыл бұрын
Naamkaran upload kro
@subhadas8248
@subhadas8248 5 ай бұрын
Is still he consider to be called as guru dornachya 😌
@adityadalavi4049
@adityadalavi4049 Ай бұрын
😢
@SatnamKaur-v9o
@SatnamKaur-v9o 5 ай бұрын
Eklavya ka purav janam hu tha.dropdi ky Bhai ky roop may. Drupad. Ant may drupad ny dronacharya ko yudh may unka sar dhar sy alag Kiya tha aur apna badla liya..
@kabinakabina1762
@kabinakabina1762 Жыл бұрын
Akalby Kn bhulu thila taku Ete bada danda milila
@Learnee360
@Learnee360 11 ай бұрын
Ya ha pa guru dron na maha pap kiya tha😶
@Nikhilkumar-cw9ye
@Nikhilkumar-cw9ye 5 ай бұрын
Are bhai tum pagal hai agar guru dron Eklavya ka angutha nhi mangte to eklvya bhi karn jese papiyo ka sath deta
@dhangarraj155
@dhangarraj155 Жыл бұрын
Eklavya Kahin Arjun Se shreshth Na Ban Jaaye isiliye Dronacharya Ne angutha Mang liya aur log Arjun ko shreshth samajhte Hain😂😂
@KARAN_GITE_0092
@KARAN_GITE_0092 Жыл бұрын
Tumhe uske samne ka kuch malum hai
@AaradhyaSingh-r1o
@AaradhyaSingh-r1o 6 ай бұрын
Dronacharya ne padkpat kiya glt kiya bahut
@chambalkesher8289
@chambalkesher8289 Жыл бұрын
Mitrata hee sbse bda dharam hai..angota na lete to kitne yadav ki jaan bach jaati
@ShreeRamBhaktaman55
@ShreeRamBhaktaman55 2 ай бұрын
Kaise bhai vo jarasandh ke mantri ka putr tha gawar ho ka ekdam
@rajkamalsingh9145
@rajkamalsingh9145 5 ай бұрын
Jo eklavya apna thum kaat kr de sakta h, Kya wo dronacharya k kehne pr hastinapur pr attack krne ka vichaar nahi cchhor sakta tha? Wo to aisa insaan tha ki dronacharya k kehne pr kuch bhi kr deta lekin baat ghumaai jaati h ki dron ko eklavya me hastinapur pr aandhi aani dikh rahi thi jbki sachhai ye h ki dron arjun ko best archer banana chaahta tha lekin eklavya arjun se jyada medhaavi aur talented tha lekin kyun ki wo lower caste ka tha to bas yahi baat dronacharya k pichwaade me mirch ki tarah ghus gayi ki "lower caste ka ladka aur raajkumaaron se bhi aage! Nahi nahi. Ye main nahi hone dunga." Aur katwa liya eklavya ka thumb taaki arjun ko best archer bana sake aur dronacharya to bharatvarsh k top teacher parshuram se shiksha paa hi chuka tha to ab wo top warriors aur top archer kisi bheel ko thode hi banaayega kyunki SC, ST k logon ko to manuvaadi/brahmanvaadi Raakshas samajhte hain na!....................... So......................................................... Isliye brahmin, kshatriya ya vaishya ko hi banayega best warriors aur archers kyunki is desh me aaj bhi brahminvaadiyon k pichwaade me casteism ghusa hua h aur is desh k kisi bhi kone me chale jaao, Aaj bhi log aapki caste jarur nikaal kr, maaloom krke laayenge kyunki is desh me saare kaam caste dekhkar kiye jaate hain. Main ye nahi keh raha ki SC, ST me sabhi sirf achhe hi log hain. Nahi..... Bure log bhi bhi hain. Khoob hain lekin kuch bahaut achhe log bhi hain lekin unko bhi wahi dutkaar aur injustice milta h is samaj me sirf aur sirf caste ki wajah se. Jo ki bilkul galat h. Lekin sab chalta h kyunki prejudiced log hain is desh k brahminvaadi/manuvaadi jo jaati dekhkar hi saare kaam krte hain. Rohit vemula jese ladke ko bhi suicide krni pad gayi is bhayanak casteism ki wajah se aur neech makkaar, mahamadarchod brahminvaadiyon ne usko pareshan kr krke maar daala aur wo ladka marne se pehle bhi apne suicide note me ye likhkar gaya ki "mere in hatyaaron ko maaf kr dena. Shayad mera janm hi mera durbhaagya h." Ye sachhai h is desh ki aaj bhi aur yahi haalat h is desh ki. Sirf rohit vemula hi nahi balki hajaaron, laakhon log is bhayanak casteism se tang aakar suicide kr chuke hain aur neech maansikta k neech hatyaaron ko aur unke supporters ko sharm bhi nahi aati aur hatyaare khuleaam ghoom rahe hain. Padhe likhe aur ger padhe likhe samajhdaar logon ko ye baat samajhni hogi ki sirf caste ya rang ya shakl ya gender ki wajah se kisi k bhi saath kesa bhi durvyavahaar aur injustice nahi krna chahiye balki sirf qualities k base pr hi kisi k bhi saath vyavhaar krna chahiye. Agar vyakti me achhi qualities hain aur uski neeyat aur karma aur vyavhaar achha h, to usko full support kijiye fir wo chahe kisi bhi caste ka ho. Aur yadi vyakti me durgun hain, vichaar aur karm kharab aur bure hain, to uske pichwaade tod kr laal kr dene chahiye, fit krna chahiye use Fir wo chahe kitne hi oonche kul me kyun na paida hua ho Kyunki koi bhi vyakti kisi bhi kul me paida ho jaane se ooncha ya neech nahi hota balki insaan apne guno/qualities/virtues aur neeyat aur achhe vichaar, achhi vaani aur achhe karmo se hi ooncha hota h aur Durgun/vices, galat neeyat, kharab aur bure karm aur karkash aur badtamiji bhari vaani aur durvyavhaar se hi koi vyakti neech hota h. Remember always that kisi ka bhi janm uske haath me nahi hota but sirf intention, vichaar aur karm hote hain aur inse hi pata chalta h ki falaa /koi vyakti wakai ooncha/shreshtha h ya fir neech/mahaneech. Agar ishwar ne aapko kutta, gadha, ghoda, suar, sher, haathi, crow ya makhhi, devta, daanav, hijda, normal human being, etc. bana diya to ye sab sirf ishwar k haath me h ki wo kisi bhi aatma ko kis jeev ka sharir de lekin koi bhi sharir milne k baad jeev k karm uske apne haath me hote hain. Isliye ishwar jo bhi sharir de, Use sabhi sweekaar kijiye but vichaar, intention, karm aur aachran hamesha dharmsangat, nyaaysangat, free from all prejudices, achhe aur saaf suthre rakhiye to hi aur bas to hi aap oonche aur best hain warna sirf kisi so called uchh kul me paida ho jaane se aap oonche nahi ho sakte. Eklavya wakai bahaut achha ladka aur student tha aur wo us dronacharya ko itna maanta tha ki thumb to kya, Apni gardan bhi kaat kr de deta to hastinapur pr attack na krne ka vachan dena kon si badi baat thi. Lekin nahi sahab................................. Baat kuch aur hi h Aur asal baat ye h ki droncharya bhi baaki sabhi manuvaadi/brahminvaadiyon ki tarah janm pr based oonch neech ki gandi mentality se peedit tha aur wo brahmin aur kshatriyon ko hi education dekar unme hi apne best warriors paida krna chaahta tha aur arjun ko best archer banana chaahta tha aur fir apne students ko ready krke king drupad se apne apmaan ka badla lena chahta tha. Aur yahi usne kiya bhi. Eklavya ki jaati uski samajh me na aayi to usne use education nahi di aur jab eklavya baahar se hi chip chip kr archery seekhne laga to kai log dron ki tarah bhonkte hain ki wo education to usne churai thi. Are jab sikhaane wala hi itni neech mentality ka ho ki jaati dekhkar tab baat aur vyavhaar krta ho to Agla aadmi aur kya kare? Jese brahmin, kshatriya aur vaishya so called lower works nahi krna chaahte, Wese hi aur bhi log hain jo in kaamo ko nahi balki aur better works ko krna chaahte hain aur unme talent bhi hota h aur wo bahaut achha kr sakte hain. Koi insaan education le, apni yogyata k according kuch bhi kaam kare to kisi ko koi dikkat nahi honi but bas wo adharmi, paapi, galat aur neech karmo wala nahi hona chahiye bas. Baaki janm/caste, complexion, gender aur physical appearance to gon/minor baatein hain jabki asal/main cheej h manushya k vichaar, neeyat, vyavhaar, vaani, aachran aur karm. Ye hain genuine cheejein. Lekin roodhivaadi gadhon ko shayad asal/real ghee hajam nahi hota aur wo apni gandi aur neech mentality k according hi cheejon aur jeevon ko tolte hain
@worldofgadgets7017
@worldofgadgets7017 2 ай бұрын
Jab tujhe brahmin se itni hi nafrat hai toh tum Mahabharat kyun dekh rahe ho koi logic hai tumhari baat ka aklavye निसाद raj ka Putra tha yani woh ek chetriya hi tha or dusra magad ush samay Hastinapur ka शत्रु desh tha ager hamara indian army officer kisi pakistan ke soldier ko yeah bolke training Dene Lage ki yeah bahut acha meri bahut izzat karta hai toh kya yeah apne desh se gaddari nhi hoga desh sabse uper hota hai isliye dronacharya ji ne jo kiya woh sahi hai
@rajkamalsingh9145
@rajkamalsingh9145 2 ай бұрын
@@worldofgadgets7017, Bakwas mat kr. Eklavya se poori baat krta wo manuvaadi dron to pata, chalta use ki eklavya kabhi hastinapur pr attack nahi krta. Are jo shakhs apne maane hue guru k kehne pr apna thumb kaat kr de sakta h, Kya wo kuch bhi nahi karega uske kehne pr?
@worldofgadgets7017
@worldofgadgets7017 2 ай бұрын
@@rajkamalsingh9145 bakwaas nhi hai yeah Sach hai samjha tumhe sach bakwas lagta hai or eklavya kshatriya tha lakin tumne sayad kuch padha nhi hai sahi se isliye tumhe acha nhi lag rha hai
@rajkamalsingh9145
@rajkamalsingh9145 2 ай бұрын
@@worldofgadgets7017, Maine jo kaha h, Wo h sach.
@worldofgadgets7017
@worldofgadgets7017 2 ай бұрын
@@rajkamalsingh9145 Maine bhi sach kaha hai koi jatiwad nhi tha karan ke pita khstirya or maa Brahmin thi or aishe maa baap ki santaan ko hi sutputra kaha jata hai dono hi upper cast hai toh phir jatiwad kaise hua har jagah tamasha laga rakha hai logo ne or jo sc/st ramayan ko nhi mante or Mahabharata ko nhi mantey woh hi ahke pehle boltey hain yeah dekho jatiwad ho raha hai jab tum log manusmriti ko nhi mantey ho toh phir Mahabharata or ramayan per tum logo ke opinion ka koi importance nhi hai
小天使和小丑太会演了!#小丑#天使#家庭#搞笑
00:25
家庭搞笑日记
Рет қаралды 58 МЛН
Kluster Duo #настольныеигры #boardgames #игры #games #настолки #настольные_игры
00:47
黑的奸计得逞 #古风
00:24
Black and white double fury
Рет қаралды 13 МЛН
Pandavas Entry In Mahabharat
3:01
Drumenski
Рет қаралды 1,4 МЛН