Bahut achhi Sankar di hai ap nahi bilkul sahi Tarike se abhi tak ka sabse sahi video mahakumbh 2025 ka full supported
@AkankshaMathur-e13 күн бұрын
Hm a rhe hai 11feb ko 😊😊🤗jay mahakal 🥰❤️❣️ shiv baba 🙏😊😊😊
@BHARATKEDARSHAN13 күн бұрын
जय महाकाल
@sumitrajput173213 күн бұрын
M bhi 11feb
@AmanMishra-jp9zf11 күн бұрын
Humv😊
@mohansinghkorah29934 күн бұрын
Main bhi
@anna777rai12 күн бұрын
Thank you for ❤ information
@vishaldave917715 күн бұрын
हिंदू सब एक ही है। हिंदू लोगों का देश भारत है। जिसको रहना है हिंदू राष्ट्र है जान के रहे। मुस्लिम को पापिस्तान दिया है
@pratibharai18437 күн бұрын
Locker room ki facilities available hongi kya waha pe? Saman kaise kaha rakhe, koi suggestion
@bsBharatiya13 күн бұрын
Sir apki jankari bahut achcha hai. 18 January subah 5am subedarganj rail station arrival hai aur 18 January raat 8pm baje subedarganj rail station se train hai. Sir snan kar payenge na? Koi problem toh nahi hoga
@BHARATKEDARSHAN13 күн бұрын
हां कर लेंगे कोई दिक्कत नहीं होगी बहुत आराम से बस पैदल चलना पड़ेगा भाई इसके लिए तैयार रहना
@Vishnuyashsharma-ji9wi17 күн бұрын
Very informative video explanation is amazing 🎉
@BHARATKEDARSHAN17 күн бұрын
jai shri raam
@rakeshthakurevergreen247616 күн бұрын
Shivohm❤
@Shubham-fq2kg17 күн бұрын
authorized Guide rate kita hota hai... Per person
@dailyfunfillgourish36918 күн бұрын
हेलो बहुत अच्छा वीडियो है धन्यवाद. मैं 3 फरवरी के शाही स्नान पर त्रिवेणी के दर्शन के लिए 2 फरवरी की सुबह आने की योजना बना रहा हूं। कृपया आवास और घूमने लायक जगहों के बारे में मेरा मार्गदर्शन करें
@BHARATKEDARSHAN18 күн бұрын
भाई साहब आप आराम से ए जय हो सके तो पहले से ऑनलाइन बुकिंग करवा लीजिए होटल में टेंट थोड़ा सा महंगे अगर आप ऑनलाइन बुकिंग करते हैं तो या फिर रैन बसेरे में रुकने की कोशिश करेगा अगर आप अकेले आ रहे हैं तो और प्रयागराज में घूमने की कौन-कौन सी जगह इसका वीडियो बहुत जल्द आपको हमारे इसी यूट्यूब चैनल पर मिल जाएगा इसीलिए चैनल को सब्सक्राइब कर लें नोटिफिकेशन ऑन करें ताकि जैसे ही मैं वीडियो अपलोड करूं आपको मिल जाए जय श्री राम
@JustAWatcher7315 күн бұрын
Bhai shahi snaan ka divas snaan karne ki baat hum prayagraj se laut kar benares chal sakta hai?
@BHARATKEDARSHAN15 күн бұрын
ha bhai ja sakte hai
@JustAWatcher7315 күн бұрын
@@BHARATKEDARSHAN shukriya bhai..kisee ne kaha ki prayagraj shahi snaan ke baad do din pura bandh hoga.. Isiliye pucha 🙏🏽
@BHARATKEDARSHAN15 күн бұрын
achha jisene kaha un se pucho ki baki ke log jo ayenge vo kaha rukenge band rahne ka matlab hai ki 5 km tak convince n mil payega baki sab ayenge jayenge paidal chalna padega
@JustAWatcher7315 күн бұрын
@@BHARATKEDARSHAN dhanyavad bhai 🙏🏽❤️
@abhinavmishra213314 күн бұрын
Bhaiya, hum 12-14 tak varanasi mei hai... 14 ko humari varanasi se train hai joh praygraj se hote hue jaygi... Hum soch rahe the ki 14 ki subah subah bus se prayagraj phouch jaaye aur phir 14 ko saahi snan kar ke peayagraj station se apni gaadi pakad le... Prayagraj mei humari gaadi 4:30 bje ke aas paas rhegi tab tak snan ho jyga ka ?? Ya humme 13 ko hi snan kar lena chahiye??
@BHARATKEDARSHAN14 күн бұрын
Bhai 14 ko suba 8 baje tak pahuch jao pryag fhr jake snan kar lo jis ghhat pe fhid n ho matlab Triveni ghaat mat Jaana baki snan kar ke ap baith jao fhir tren me or tren kiss station se ha ye sahi se dekh lena kyuki pryagraj me milte जलते स्टेशन के नाम एक जैसे ही है बाकी 14 को आप बस से आओगे तो आपको पैदल चलना पड़ेगा काफी ज्यादा
@abhinavmishra213314 күн бұрын
@@BHARATKEDARSHAN Matlab saahi snan ke din bhi kuch ghaat mei aam aadmi snan kar skte hai na... Aur yeh hum family k saath hai... mai, mummy aur didi humare pas ek suitcase hoga bas toh voh rkhne vgera ka bhi koi safe jagah agar pata ho toh bta dijiye please
@abhinavmishra213314 күн бұрын
@@BHARATKEDARSHAN Iss video ke lie aur comment mei jawab dene k lie thankyou bhaiya... bhout helpful hai yeh video
@santoshbisoyi867117 күн бұрын
Dhanyawad Bhai
@BHARATKEDARSHAN17 күн бұрын
jay sri ram
@sanjayroy-xu8op12 күн бұрын
Konse sector me snann kare
@BHARATKEDARSHAN10 күн бұрын
Kahi bhi jo pass pade ap ko agar Triveni Sangam nahi karna to kahi bhi kar sakte hai bhai
@Renuka-e5l13 күн бұрын
भाई वीडियो अच्छी थी धन्यवाद कुंभ के बारे में कुछ नहीं पता कृपया आप बता सकते हैं की कौन सा स्नान पहले करना चाहिए कौन सा 3 से 4 स्नान के बारे में बताया गया है तो इसमें कोई भी स्नान कर सकते हैं क्या जितनी तारीफ किए गए हैं उसमें से कोई भी एक स्नान सकते हैं क्या प्लीज मुझे इसके बारे में जानकारी दीजिए धन्यवाद
@BHARATKEDARSHAN13 күн бұрын
भाई महाकुंभ जिस दिन से शुरू होगा और जब खत्म होगा उसके बीच आप कभी भी स्नान कर सकते हैं इसके अलावा शाही स्नान मुख्य देते होती हैं जिनका ज्यादा महत्व होता है तो आप इन डेट पर भी स्नान कर सकते हैं इनके अलावा नॉर्मल स्नान भी होते हैं जैसे की 13 जनवरी को नॉर्मल स्नान है महाशिवरात्रि का नार्मल स्नान है और कई सारी जो पुनवासी अमावस्या पड़ती हैं उन सब पर आप नॉर्मल स्थान भी कर सकते हैं
@anna777rai12 күн бұрын
Thank you ❤
@BHARATKEDARSHAN10 күн бұрын
You're welcome 😊
@VishnubhaiPatel-wh4di14 күн бұрын
Good
@BHARATKEDARSHAN14 күн бұрын
Sahi hai n video koi kami ho t batana ap sab bhai jo log dekh rahe hai
@ExploreWithMeavhi17 күн бұрын
jane ka man to hai but 40 crores log aayega ager kuch ho gaya to kisi ko pata bhi nhi lagega 😢😢😢 wohi dar lag raha hai kya karu solo travel kyse kru
@BHARATKEDARSHAN17 күн бұрын
solo ke liye to koi dikkat hi nahi hai baki sahi snnan par mat ana baki aram se snna kar payenge koi dikkat nahi hogi
@narsinghpradhan872915 күн бұрын
Online hotel ya cottage booking ke liye kya karna hai
@BHARATKEDARSHAN10 күн бұрын
Website pe jake kar lo lekin government waibsite pe hi jana
@sgourav3715 күн бұрын
Snan kha krna hai. Jha pr sabhi sadhu kre gai. Specific place bta dijiye
@BHARATKEDARSHAN15 күн бұрын
bahut sare ghhat ban rahe hai kahi par bhi kar sakte hai
@BHARATKEDARSHAN15 күн бұрын
sadhu to treveny sangam par karenge kile ki side se jana to sabse najdik padega
@sati186916 күн бұрын
Shahi snan ke alawa baki ke din bhi snan kr skte hain kya?? Uske liye pehle se booking krni padti hai ya aisa kuch ticket lena padta hai kya?? Please reply dena bhaiya, hum karnataka se aane wale hain..
@BHARATKEDARSHAN16 күн бұрын
bhai koi tickat nahi leni hoti hai n koi pass sirf bheed rahti hai to aram se aye or pure kumbh mela jitne din chalega P kabhi bhi snan karne a sakte hai
@sati186915 күн бұрын
@BHARATKEDARSHAN dhanyawaad bhaiya
@BHARATKEDARSHAN15 күн бұрын
jay sri ran
@radhikagupta494119 күн бұрын
Rain basera m booking hog ki n
@BHARATKEDARSHAN19 күн бұрын
pahle ao pahle pao pe hoga sab rain basere me
@radhikagupta494119 күн бұрын
@BHARATKEDARSHAN kha pe h rain basera address
@BHARATKEDARSHAN19 күн бұрын
Kai jagah per banae ja rahe hain lete Hanuman Mandir Se pahle bande se pahle aapko mil jaega Prayag junction ke pass mein teen banae ja rahe hain aur Kai jagah bhi Mela Kshetra mein banae Ja Rahe Hain अलग-अलग sabhi ki location hai Hanuman Ghat Nishad dharmshala Sangam Marg
@TravelAnyday18 күн бұрын
Nice information
@BHARATKEDARSHAN18 күн бұрын
Thanks
@PanSpy-o9p17 күн бұрын
Bhot se site pe jaake date daal rhi hu but vo site unavailable bata rhi hai doormetry kaha hai description me tent city ka location hai nahi
@BHARATKEDARSHAN17 күн бұрын
irctckumhtent booking pe jake irctc ke wabsite pe jao ap vaha. pe dormyry ki optionhai 1500 ki kar ke dekhe
@ArvindSingh-se7sw15 күн бұрын
टेंट सिटी में बुकिंग कैसे होगा
@kaluramminjwa980317 күн бұрын
Har Har Mahadev om namah shivay 🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏 🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏
@BHARATKEDARSHAN16 күн бұрын
हर हर महादेव
@shashankagni235318 күн бұрын
Thank you for your information. Can you please confirm whether entry pass is required to take bath in Triveni Sangam during Maha Kumbh?
@BHARATKEDARSHAN18 күн бұрын
koi pass ki jarurat nahi hai kal hi yogi ji ka adesh aya ki koi prtocol nahi rahega sahi snan ke di
@yogeshdhotre532816 күн бұрын
26 feb tak hai n
@BHARATKEDARSHAN16 күн бұрын
Ha
@Students_helpsupport-kvs12 күн бұрын
13 jan. Se 26 Feb.
@artbreeze18 күн бұрын
Rain basere mein locker milega?
@BHARATKEDARSHAN18 күн бұрын
nahi
@PanSpy-o9p17 күн бұрын
Sir online booking nahi ho rhi toh offline me stay facility kaha kaha available hai rein basera kidhar hai coz mai akele travel kr rhi hu
@BHARATKEDARSHAN17 күн бұрын
online banking to ho rahi hai kal subah video a rahi hai laose book karna hai online baki rain bashera railway stion ke pass or mela chhtra se pahle hai kai jagah pe akle hai yo kahi bhi ruk jana ap diikat nahi hogi baki sahi snnan par mat ana bus
@DSTECH3t17 күн бұрын
hum to 14 January ka sanan karne wale hai luagauge ko kaise rakhe
@anuagrawalla15 күн бұрын
@@DSTECH3t14 January ko aam admion ko mauka nahi diya jayega snan ka shahi snan ka I think ...pls confirm kar ke jayiye
@DSTECH3t17 күн бұрын
prayagraj chowki se prayagraj sangam kitna dur hai aur kaise pahuche hai
@BHARATKEDARSHAN17 күн бұрын
5 km hai or saman relwau stion pe hi rakh de or ak pithu bag me sirf vo kapde rakhe jo nahane ke baad pahne ho ap ko vo leke chowki se nikl jaye snan ke liye or bheed bhi bahut hogi snan wale din
@abhinavmishra213314 күн бұрын
Bhai saaman railway station mei safe rhega?? Chori hone ka bhi toh khatra hoga
@manpreetgaba18 күн бұрын
Triveni sangam ke paas konsa sector hai...
@pawankumartripathi713417 күн бұрын
Us area mein to koi tent system hi nahi rakha gaya hai...usse thoda door hi hai...
@BHARATKEDARSHAN17 күн бұрын
ha ji
@Ram-t3y17 күн бұрын
Jai Shri Ram Ji Ki Jai Ho Shri Hanuman Ji Ki 🙏🙏🕉️
@BHARATKEDARSHAN17 күн бұрын
Jay shree ram ki video kisa bana hi shaab ji
@KUNALK_EC_14 күн бұрын
Bhaiya hamari train na 26 feb ko subah subah 7 baje prayagraj junction par utaregi. Aur uske baad snan karne ka plan kiya hai aur sham 16.30 baje wapasi ki train hai tooh itne time mein snan ho jayega udhar because bheedh hogi shahi snan wale dinto
@KUNALK_EC_14 күн бұрын
Thoda aap guide kar dijiye plz kafi dur se aayege tooh ye plan feasible hoga ya nhi. 🙏
@BHARATKEDARSHAN14 күн бұрын
ha ho jayega bhai snana kyuki bheed kam ho jaywgi tab tak
@BHARATKEDARSHAN14 күн бұрын
lekin agar ap ki tren let huyi 3-4 ghante tab ap kya karenge tab ap sirf snana kar ke ab ko bhagna padega baki ke darshan n kar paoge ab to
@KUNALK_EC_14 күн бұрын
@@BHARATKEDARSHAN ha Bhaiya sahi kaha aapne but time constrained hi hai . Kuch question aur the jaise prayagraj junction sangam se 6-7 km hai aur video mein dekha ki 5 km ka area bandh rahega tooh pedal hi chalna hoga na station se to sangam ghat.
@BHARATKEDARSHAN14 күн бұрын
bus chalengi chaha tak bus jaye bus se jana nahi to paidal
@purnimabiswaskar12818 күн бұрын
Varanasi se ane kon sa ghat pas milenge
@BHARATKEDARSHAN18 күн бұрын
ab bus se ayenge ya train se
@vaghelavicky17 күн бұрын
Prayag kaha aya kashi me???
@BHARATKEDARSHAN17 күн бұрын
matlab
@vaghelavicky17 күн бұрын
@BHARATKEDARSHAN konse city me aaya he?? Banaras me ya koi or city me???
@sarvagyasadashiv19 күн бұрын
13 to 26 Jan nahi " 13 Jan to 26 February tak chalega 🔱🕉️🙏
@bsBharatiya13 күн бұрын
13 to 26 January Tak hi hai 😂
@Devsrivlog20 күн бұрын
NICE INFORMETION
@BHARATKEDARSHAN20 күн бұрын
Dhanyavaad!
@muthumurugan455818 күн бұрын
Locker room facility?
@BHARATKEDARSHAN18 күн бұрын
Ha milegi bhai
@akshaysharma567415 күн бұрын
Bhai jo aapne website btai h government tent ka rates bht high h 1 night ka 12000 14000 ese sbow kr rha h
@BHARATKEDARSHAN15 күн бұрын
ha bhai sab bahut mahegi hai
@akshaysharma567415 күн бұрын
Km rates me rehne ki suvidha kaha milegi please btaiye middle class itna afford nhi kr payega
@BHARATKEDARSHAN15 күн бұрын
milegi bahut sari vayvstha hai local logo ke homstay hotal tent city sab ban raha hai
@priyakantju708817 күн бұрын
hm 2 husband wife ka kharcha ayega 1 din ka raat nhi rukna h aur 26 ko aane ka plan bna rhe sahi h n ki feb m aye
@BHARATKEDARSHAN17 күн бұрын
jada nahi auega pahle se room book kar ke aye bus baki koi diikat nahi hogi ap ko
@vishnuchaitanya32012 күн бұрын
I am going alone solo travel how to keep bag phone and clothes safe while bathing
@kumarContent90518 күн бұрын
Online tent city kaise book kre ..wo bhi bataye please
@BHARATKEDARSHAN18 күн бұрын
video me bataya to hai bhai
@BHARATKEDARSHAN18 күн бұрын
or nahi to sithe up turism ki wabsite pe jake karlo vaha se bhi ho jayega bhai
@chatararamchoudhary180713 күн бұрын
26 फरवरी तक
@bijaykumaragrawal927618 күн бұрын
Mahakumbh ke jane se koi registan karna hai kya
@BHARATKEDARSHAN18 күн бұрын
nahi bhai
@artbreeze18 күн бұрын
Dormitory advance mein online book kar sakte hain kya?
@BHARATKEDARSHAN18 күн бұрын
alag se lovkar room milenge ap ko vaha pe jab sanna karme jaoge to
@BHARATKEDARSHAN18 күн бұрын
nahi kar sakte hai sirf irctcki dormtry ki booking pahle se online kar sakte hai to kar lo 1500 se 2000 ke bich me book hon jayegi
@PanSpy-o9p17 күн бұрын
Thoda guide kr dijiye coz shahi snan k liye aana hai
@BHARATKEDARSHAN17 күн бұрын
bataya to hai
@PrinceShaw-vy5tc18 күн бұрын
6 logo ka ketna kharch hoga...?? (1 night stay)
@BHARATKEDARSHAN18 күн бұрын
भाई कब आ रहे हैं आप किस डेट को आ रहे हैं उसे पर डिपेंड करेगा
@PrinceShaw-vy5tc18 күн бұрын
@@BHARATKEDARSHANend January ya 5 Feb ko ... howrah se prayagraj, special train kumbh se aane ka soche hai..
@BHARATKEDARSHAN17 күн бұрын
भाई साहब फरवरी में आएंगे तो बजट थोड़ा सस्ता हो जाएगा तब तक थोड़े बहुत टेंट भी खाली हो जाएंगे और भीड़ भी काम हो जाएगी स्टार्टिंग में फिर बहुत ज्यादा होने वाली है
@PrinceShaw-vy5tc17 күн бұрын
@@BHARATKEDARSHAN bhai ye special train aur normal train mein kya antar hai...?
@pawankumartripathi713417 күн бұрын
I'm from Prayagraj, meri maaniye to aap normal city mein hotel le lijiyega... Aur snaan ke din aake snaan kr lijiye... simple
@Swatishital14 күн бұрын
Kalpwas Pure machine shakya nahi ho payega to kaise karen
@BHARATKEDARSHAN14 күн бұрын
bhai kalpvash 1 din 3 din 1 mahine 45 din 12 mahine ka hota hai to ap jitne din ka kar pao kar lo
@gauravvadhel474219 күн бұрын
Tent ⛺ rent kya he ?
@BHARATKEDARSHAN19 күн бұрын
jo gavirment wale jitne bhi ban rahe sab mahnge baki saste me 1000 se 1500 baki online book kar lo pahle se agar kar sakte ho to
@IndianRailwayfan777318 күн бұрын
Online booking btao@@BHARATKEDARSHAN
@BHARATKEDARSHAN18 күн бұрын
bhai dono jiche video me batayi hai or discription me jake wabsite hai dekh lo nahi to irctc tent bookin pe ja ke kar lo
@dmccomedy733418 күн бұрын
Muje 50 logo k liy dharmshala chy km peso me kha milege
@BHARATKEDARSHAN18 күн бұрын
bhai 50 logoke liye to ap ko yaha par ake dekhna padega rain bashera hi sahi rahega
@RampraveshkumarPaswan-g7s18 күн бұрын
Family ke liye kaha room Lena chahiye
@BHARATKEDARSHAN18 күн бұрын
hotal me room lele jada sahi rahega mere hisab se kumbh me mela jaha lagata vaha thandh bhi bahut rahti or suvidhay bhi naam matre ki milti sahi baat hai ye
@hiramanichandra327518 күн бұрын
साधु संतों के द्वारा भी तो अपने अपने अखाड़े मे लोगो को नि:शुल्क रहने और खाने पीने की व्यवस्था रहता है क्या
@BHARATKEDARSHAN18 күн бұрын
ha rahta hai bhai lekin un se agar ap ka sampark hai to hi ho pata hai kyuki etni jada bheed me vaha pe bhi un ke anuyayi pahuchte hai
@a.deepakshroff59018 күн бұрын
Government tax sab me🎉
@BHARATKEDARSHAN18 күн бұрын
Ha jo ap govermant ki tent city me book karenge to hai