Bahut achhi Sankar di hai ap nahi bilkul sahi Tarike se abhi tak ka sabse sahi video mahakumbh 2025 ka full supported
@Vishnuyashsharma-ji9wi15 сағат бұрын
Very informative video explanation is amazing 🎉
@BHARATKEDARSHAN15 сағат бұрын
jai shri raam
@Shubham-fq2kg15 сағат бұрын
authorized Guide rate kita hota hai... Per person
@sarvagyasadashivКүн бұрын
13 to 26 Jan nahi " 13 Jan to 26 February tak chalega 🔱🕉️🙏
@DSTECH3t12 сағат бұрын
prayagraj chowki se prayagraj sangam kitna dur hai aur kaise pahuche hai
@BHARATKEDARSHAN7 сағат бұрын
5 km hai or saman relwau stion pe hi rakh de or ak pithu bag me sirf vo kapde rakhe jo nahane ke baad pahne ho ap ko vo leke chowki se nikl jaye snan ke liye or bheed bhi bahut hogi snan wale din
@Ram-t3y18 сағат бұрын
Jai Shri Ram Ji Ki Jai Ho Shri Hanuman Ji Ki 🙏🙏🕉️
@BHARATKEDARSHAN17 сағат бұрын
Jay shree ram ki video kisa bana hi shaab ji
@PanSpy-o9p15 сағат бұрын
Sir online booking nahi ho rhi toh offline me stay facility kaha kaha available hai rein basera kidhar hai coz mai akele travel kr rhi hu
@BHARATKEDARSHAN14 сағат бұрын
online banking to ho rahi hai kal subah video a rahi hai laose book karna hai online baki rain bashera railway stion ke pass or mela chhtra se pahle hai kai jagah pe akle hai yo kahi bhi ruk jana ap diikat nahi hogi baki sahi snnan par mat ana bus
@DSTECH3t12 сағат бұрын
hum to 14 January ka sanan karne wale hai luagauge ko kaise rakhe
@PanSpy-o9p15 сағат бұрын
Thoda guide kr dijiye coz shahi snan k liye aana hai
@BHARATKEDARSHAN5 сағат бұрын
bataya to hai
@PanSpy-o9p14 сағат бұрын
Bhot se site pe jaake date daal rhi hu but vo site unavailable bata rhi hai doormetry kaha hai description me tent city ka location hai nahi
@BHARATKEDARSHAN14 сағат бұрын
irctckumhtent booking pe jake irctc ke wabsite pe jao ap vaha. pe dormyry ki optionhai 1500 ki kar ke dekhe
@vaghelavicky16 сағат бұрын
Prayag kaha aya kashi me???
@BHARATKEDARSHAN16 сағат бұрын
matlab
@vaghelavicky16 сағат бұрын
@BHARATKEDARSHAN konse city me aaya he?? Banaras me ya koi or city me???
@TravelAnydayКүн бұрын
Nice information
@BHARATKEDARSHANКүн бұрын
Thanks
@manpreetgaba22 сағат бұрын
Triveni sangam ke paas konsa sector hai...
@pawankumartripathi713415 сағат бұрын
Us area mein to koi tent system hi nahi rakha gaya hai...usse thoda door hi hai...
@BHARATKEDARSHAN15 сағат бұрын
ha ji
@radhikagupta49412 күн бұрын
Rain basera m booking hog ki n
@BHARATKEDARSHAN2 күн бұрын
pahle ao pahle pao pe hoga sab rain basere me
@radhikagupta49412 күн бұрын
@BHARATKEDARSHAN kha pe h rain basera address
@BHARATKEDARSHAN2 күн бұрын
Kai jagah per banae ja rahe hain lete Hanuman Mandir Se pahle bande se pahle aapko mil jaega Prayag junction ke pass mein teen banae ja rahe hain aur Kai jagah bhi Mela Kshetra mein banae Ja Rahe Hain अलग-अलग sabhi ki location hai Hanuman Ghat Nishad dharmshala Sangam Marg
@dailyfunfillgourish36922 сағат бұрын
हेलो बहुत अच्छा वीडियो है धन्यवाद. मैं 3 फरवरी के शाही स्नान पर त्रिवेणी के दर्शन के लिए 2 फरवरी की सुबह आने की योजना बना रहा हूं। कृपया आवास और घूमने लायक जगहों के बारे में मेरा मार्गदर्शन करें
@BHARATKEDARSHAN21 сағат бұрын
भाई साहब आप आराम से ए जय हो सके तो पहले से ऑनलाइन बुकिंग करवा लीजिए होटल में टेंट थोड़ा सा महंगे अगर आप ऑनलाइन बुकिंग करते हैं तो या फिर रैन बसेरे में रुकने की कोशिश करेगा अगर आप अकेले आ रहे हैं तो और प्रयागराज में घूमने की कौन-कौन सी जगह इसका वीडियो बहुत जल्द आपको हमारे इसी यूट्यूब चैनल पर मिल जाएगा इसीलिए चैनल को सब्सक्राइब कर लें नोटिफिकेशन ऑन करें ताकि जैसे ही मैं वीडियो अपलोड करूं आपको मिल जाए जय श्री राम
@purnimabiswaskar128Күн бұрын
Varanasi se ane kon sa ghat pas milenge
@BHARATKEDARSHANКүн бұрын
ab bus se ayenge ya train se
@shashankagni2353Күн бұрын
Thank you for your information. Can you please confirm whether entry pass is required to take bath in Triveni Sangam during Maha Kumbh?
@BHARATKEDARSHANКүн бұрын
koi pass ki jarurat nahi hai kal hi yogi ji ka adesh aya ki koi prtocol nahi rahega sahi snan ke di
@Devsrivlog2 күн бұрын
NICE INFORMETION
@BHARATKEDARSHAN2 күн бұрын
Dhanyavaad!
@artbreezeКүн бұрын
Rain basere mein locker milega?
@BHARATKEDARSHANКүн бұрын
nahi
@kumarContent905Күн бұрын
Online tent city kaise book kre ..wo bhi bataye please
@BHARATKEDARSHANКүн бұрын
video me bataya to hai bhai
@BHARATKEDARSHANКүн бұрын
or nahi to sithe up turism ki wabsite pe jake karlo vaha se bhi ho jayega bhai
@priyakantju708817 сағат бұрын
hm 2 husband wife ka kharcha ayega 1 din ka raat nhi rukna h aur 26 ko aane ka plan bna rhe sahi h n ki feb m aye
@BHARATKEDARSHAN17 сағат бұрын
jada nahi auega pahle se room book kar ke aye bus baki koi diikat nahi hogi ap ko
@muthumurugan4558Күн бұрын
Locker room facility?
@BHARATKEDARSHANКүн бұрын
Ha milegi bhai
@bijaykumaragrawal9276Күн бұрын
Mahakumbh ke jane se koi registan karna hai kya
@BHARATKEDARSHANКүн бұрын
nahi bhai
@artbreezeКүн бұрын
Dormitory advance mein online book kar sakte hain kya?
@BHARATKEDARSHANКүн бұрын
alag se lovkar room milenge ap ko vaha pe jab sanna karme jaoge to
@BHARATKEDARSHANКүн бұрын
nahi kar sakte hai sirf irctcki dormtry ki booking pahle se online kar sakte hai to kar lo 1500 se 2000 ke bich me book hon jayegi
@ExploreWithMeavhi16 сағат бұрын
jane ka man to hai but 40 crores log aayega ager kuch ho gaya to kisi ko pata bhi nhi lagega 😢😢😢 wohi dar lag raha hai kya karu solo travel kyse kru
@BHARATKEDARSHAN16 сағат бұрын
solo ke liye to koi dikkat hi nahi hai baki sahi snnan par mat ana baki aram se snna kar payenge koi dikkat nahi hogi
@PrinceShaw-vy5tc23 сағат бұрын
6 logo ka ketna kharch hoga...?? (1 night stay)
@BHARATKEDARSHAN21 сағат бұрын
भाई कब आ रहे हैं आप किस डेट को आ रहे हैं उसे पर डिपेंड करेगा
@PrinceShaw-vy5tc21 сағат бұрын
@@BHARATKEDARSHANend January ya 5 Feb ko ... howrah se prayagraj, special train kumbh se aane ka soche hai..
@BHARATKEDARSHAN21 сағат бұрын
भाई साहब फरवरी में आएंगे तो बजट थोड़ा सस्ता हो जाएगा तब तक थोड़े बहुत टेंट भी खाली हो जाएंगे और भीड़ भी काम हो जाएगी स्टार्टिंग में फिर बहुत ज्यादा होने वाली है
@PrinceShaw-vy5tc21 сағат бұрын
@@BHARATKEDARSHAN bhai ye special train aur normal train mein kya antar hai...?
@pawankumartripathi713415 сағат бұрын
I'm from Prayagraj, meri maaniye to aap normal city mein hotel le lijiyega... Aur snaan ke din aake snaan kr lijiye... simple
@gauravvadhel4742Күн бұрын
Tent ⛺ rent kya he ?
@BHARATKEDARSHANКүн бұрын
jo gavirment wale jitne bhi ban rahe sab mahnge baki saste me 1000 se 1500 baki online book kar lo pahle se agar kar sakte ho to
@IndianRailwayfan7773Күн бұрын
Online booking btao@@BHARATKEDARSHAN
@BHARATKEDARSHANКүн бұрын
bhai dono jiche video me batayi hai or discription me jake wabsite hai dekh lo nahi to irctc tent bookin pe ja ke kar lo
@dmccomedy7334Күн бұрын
Muje 50 logo k liy dharmshala chy km peso me kha milege
@BHARATKEDARSHANКүн бұрын
bhai 50 logoke liye to ap ko yaha par ake dekhna padega rain bashera hi sahi rahega
@RampraveshkumarPaswan-g7sКүн бұрын
Family ke liye kaha room Lena chahiye
@BHARATKEDARSHANКүн бұрын
hotal me room lele jada sahi rahega mere hisab se kumbh me mela jaha lagata vaha thandh bhi bahut rahti or suvidhay bhi naam matre ki milti sahi baat hai ye
@hiramanichandra3275Күн бұрын
साधु संतों के द्वारा भी तो अपने अपने अखाड़े मे लोगो को नि:शुल्क रहने और खाने पीने की व्यवस्था रहता है क्या
@BHARATKEDARSHANКүн бұрын
ha rahta hai bhai lekin un se agar ap ka sampark hai to hi ho pata hai kyuki etni jada bheed me vaha pe bhi un ke anuyayi pahuchte hai
@a.deepakshroff59022 сағат бұрын
Government tax sab me🎉
@BHARATKEDARSHAN22 сағат бұрын
Ha jo ap govermant ki tent city me book karenge to hai