महिला की मृत्यु के बाद उसकी प्रॉपर्टी किसकी होगी - मा की प्रॉपर्टी पर बच्चों या पति का अधिकार

  Рет қаралды 65,784

Tech Revenue

Tech Revenue

Күн бұрын

Visit website and read article:- techrevenue.in/
============================================= महिला की मृत्यु के बाद उसकी प्रॉपर्टी किसकी होगी - मा की प्रॉपर्टी पर बच्चों या पति का अधिकार
visit website and read article:-
dosto aaj ke is video me mai batane wala hu ki maa ki property par aapka kya adhikar hota hai. Agar ma ki death achanak ho jaye to uski property kiske naam par jayegi aaj ke is video me mai batane wala hu so dosto video ko last tak dekhe.
visit website and read article:-
follow us @ instagram - / cb_chakrawa. .
follow us @ faceboook - / chandra08797
Related topics:-
Mahila agar achanak mar jaye to uski jameen kisko milegi
Mahila ki mratyu ke bad uski property kisko milegi
Mahila ki jameen me uske pita ka adhikar
Ma ki jameen me bachcho ka adhikar
Ma ki jameen ka batwara kaise kare
Ma ki property me kya pita ka adhikar hota hai
Disclaimer:- There are some contents used for teaching and educational purpose under fair use. Copyright Disclaimer Under Section 107 of the Copyright Act 1976, allowance is made for "fair use" for purposes such as criticism, commenting, news reporting, teaching , scholarship, and research. Fair use is a use permitted by copyright statute that might otherwise be infringing. Non-profit, educational or personal use tips the balance in favor of fair use. if any copyright materials are found or used in videos then All credit for copyright materiel goes to their respected & real owner.
Tags for reference:- ma ki property ka batwara,ma ki property bachcho ke naam kaise karaye,ma ki jamen par bete ka adhikar,ma ki jameen ka batwara,mother property law,hindu lady property law,mahila ki property par uske pati ka adhikar,kya ek mahila ki property par uske pati ka adhikar hota hai,how to distribute mother property,rights in mothers property,ma ki jameen bachcho ke naam kaise karaye,hindu succession act 1956,hindu succession act 1956 section 1(a),batwara,jameen,jameen batwara,dakhil kharij,jameen dakhil kharij,fauti,mutation,sale deed,bainama,vasiyat,will,land property,chandrabhan
#hindusuccessionact1956,#makijameenmeadhikar,#batwara,#fauti,#namantran,#dakhilkharij,#landlaw,#propertydistribution,#bainama,#makijameenmehissa,#patnikijameenmepatikaadhikar,#jameen,#land,#batwara,#law,#landpropertylaw,#chandrabhan,#techrevenue,#succsessionact,#propertylaw,#registry,#vasiyatlaw,#challengevasiyat

Пікірлер: 97
@TheGamecracker7
@TheGamecracker7 Жыл бұрын
Jamin jiske naam se hai...vo Mr chuki h...uske pati sign krte h bachne Wale m...toh isse kya problem hoga ? Plzz rlpy Son and daughter bhi h unko
@TheGamecracker7
@TheGamecracker7 Жыл бұрын
Reply sir
@ManojKumar-ni3pt
@ManojKumar-ni3pt 10 ай бұрын
Or meri badi bua ki death bohot pehle ho chuki thi to kya unki family ko bhi hissa dena padega
@kamalanand9175
@kamalanand9175 2 жыл бұрын
Sir ak bat ka confusion h ….agar kisi mahila ko apne father k dwara property mili ho aur ush mahila ki koi santan ni h ush mahila ki mritu ho gyi Bina koi basiyet bnaye to ush property Kis k pas jayegi …… unke husband jinda h ???
@TechRevenue
@TechRevenue 2 жыл бұрын
husband ko first priority di jayegi
@ranjanameena5508
@ranjanameena5508 10 ай бұрын
Or agr ek beti hai beti ki shaadi ho gyi or husband bhi jinda hai par lone beti Chuka rahi hai tab hakdaar kon hoga?
@abhishekspfl
@abhishekspfl 5 ай бұрын
​@@TechRevenue please check again
@ekamsingh2186
@ekamsingh2186 26 күн бұрын
Sir agar aurat ki death ho jaye uske bache ki bhi death ho gy ho to keya property uske pati ko jayegi plz reply
@SycoVikas
@SycoVikas 2 жыл бұрын
Sir please Reply Sir Mahila ki Name pe property hai but uske pati ne all property bech diya. Kiya mahila ki pati property bech sakta hai. Kiyuki Jab mahila ki beta na balak tha tab becha tha. Kiya property return milega
@satvikshakya6029
@satvikshakya6029 Жыл бұрын
Sir kya married girls ke liye swargwasi pita ki property par claim karnne ki time limit 12 saal hai
@Suresh-kt6te
@Suresh-kt6te 2 жыл бұрын
Sir mujhe apse jankari chaheye please batye.agar mritak maa ki property bechne ke bad bhai mere hisse ka paisa Naa de to Kaya kare?
@rangabhaikatara4198
@rangabhaikatara4198 3 ай бұрын
Order ki copy mobile w .ap per bhejna
@kingpaimon3644
@kingpaimon3644 2 жыл бұрын
Sir meri dadi ki death hui hai, toh Kya Sab mere bade chacha ke pass Jayega especially ghar wasiyat nahi nahi bani hai.
@manjubhargava7564
@manjubhargava7564 2 жыл бұрын
Sir agar kisi pati ne apni kamai se property khareed k registry patni k naam ki h to kya ise patrik sampatti bolenge
@anilsharmaaks009
@anilsharmaaks009 4 ай бұрын
Sir agar Maa k naam makaan hai or Pita ka Nomeeni m naam likha hai to kya Maa k baad Beta ko milta hai makaan ya Pita ko mil jaayega ?
@vsc.7772
@vsc.7772 5 ай бұрын
Sir agar pati ne dusri shadi kar li h toh proerty first wife k bacho ko mil sakti h agar first wife ne khid se li ho
@SUDIPRAI-z1u
@SUDIPRAI-z1u 10 ай бұрын
Respected Sir Hamari unmarried bahan hai aur unki koi santan nahi hai. Agar wah Vashiyat ke bina mar gayi to unki self acquired property kis kis ko milega.
@savitabhupendrakandari2350
@savitabhupendrakandari2350 Жыл бұрын
meri Sass k naam pr Jo jamin h US pr ghar bna gya or Sass ke jaane k bd sasur jj ne dusri shadi kr lee or pencen m 2nd Wife ka naam likh diya h to. Mera sasur apne Jeete jee wo proerty pr dono bacho ka naam nhi likh rhe h kl ko sasur k chale jaane k BD agr unki 2nd Wife ne Hume nikl diya To wo ab Legal Wife kehlayegi to kya wo jamin v unke naam pr ho jayegi pls btaiye
@savitabhupendrakandari2350
@savitabhupendrakandari2350 Жыл бұрын
2wife k bache nhi hai pr wo bhut khatrnaak hai politician typ to pls btaiye wo jamin meri Sass k naam pr h to wo bacho ka hoga Ya ab jis 3nd Wife k naam pr gov.pension h wo Legal hone k bd wo jamin v wo hdp legi kya sasur k na rehne pr or kya wo jimn US ki ho jayegi 1 wife k bacho ka he hq rhega btaiye pls
@rupalakra4617
@rupalakra4617 4 ай бұрын
Sir mere mammi phale 2017mi mar gai fr mere papa dusre Sadi kiye ,2024 mi mere papa v mr gai mere mammi ka eklawata putr hu ,mere mammi Ka sampati mere ko (putr) ko miliga ya fr mosi mammi ko plz sir reply kare
@ashwanipathania2702
@ashwanipathania2702 2 жыл бұрын
🙏 tlak k baad beti pita k pas ho to maa ki property se hissa le sakti hai ya nahi , kaise , ya kyon nahi
@jeetsah3275
@jeetsah3275 Жыл бұрын
my mother died 2 years ago, we are three brothers living in our house with my father. now my father wants NOC from us so that he can become property owner, but we * three brothers) want to have the property with the name of us "three brothers" instead of father, is there any rule. ?????
@sunitakadam5198
@sunitakadam5198 2 жыл бұрын
sir mere ma ki deth ho chuki hai 18 sal pehle fir papa ne shadi ki unka ek beta hai. property ma ke nam thi khud ki kharidi hui. ab papa bhi nahi rahe to batwara kaise hoga. pehele ma ke do bacche hai 1 beti aur 1 beta aur ab dusari ma 50/50 karna chahti hai to ab kya karna hoga
@vaibhavvyas-ut6xs
@vaibhavvyas-ut6xs Жыл бұрын
Ptni ke deth ke bad pti ke upar kes dakhal hoi to kona nam pr mle
@ShivamSharma-gx1bt
@ShivamSharma-gx1bt 2 жыл бұрын
मेरी दादी death कर गयी है तो उनके जमीन पर किसका हक होगा सर प्ल्ज़ reply।
@TechRevenue
@TechRevenue 2 жыл бұрын
Unke bachcho ka matlab appke papa logo ka
@nikunjvala4354
@nikunjvala4354 Жыл бұрын
Sir ek property he prabha ben ke name PE unke 3 bete 1 beti he beti vidhva he unko ek santan he but vo dono hi prabha bem (Nani) ke ghar me rehrehe he 35 yr se Nani ne vasihat me kisi bete beti ka name nahi he nani ko guzre hua 5 yr hua ab only 2 bete property me hissa mang rahe he but Nani me sub beto ko bedakhal kar diya tha but vo paper pe nahi he verbally kaha tha to uska kuch ho sakta hs
@jayantiekka7245
@jayantiekka7245 6 ай бұрын
महिला अपने पिता से मिली हुई भूमि अधिग्रहण है, और वह सारी सम्पत्ति किसी और को रजिस्टर्ड कर दिया गया है। उस सम्पत्ति पर उसका अधिकार होगा या नहीं।
@jayantiekka7245
@jayantiekka7245 6 ай бұрын
महिला के बेटे को अधिकार मिल सकता है क्या?
@saloni_gupta.
@saloni_gupta. 2 жыл бұрын
Sir meri maa ki death ho chuki hai 24 saal pahle. Uske baad mere papa ne dusri saadi kar li. Dusre mummy se kewal ek beti hai. Tab property ka batwara kaise hoga
@wanjarishashikant6479
@wanjarishashikant6479 10 ай бұрын
2 beto me se kisi 1 bete ko self acquire property registered kar dedi to dusra beta kya kare
@ZFM_
@ZFM_ 2 жыл бұрын
Married beti k death k baad kya beti k maa baap kuch claim kar sakte hai uske husband se, jaise maanlo beti ko gold ya mobiles ya kuch paise diye ho?
@jspchauhan9625
@jspchauhan9625 Жыл бұрын
Sir, maine apani kamai se patni ke nam par jamin registry karai thi aur meri patni ka dehant ho gaya hai ab jamin automatically mere bachchon ke nam par ho gai hai ab bachche us jamin aur jamin par bane makan par apana adhikar jataten hain aur mujhe aur meri kanunan dusari patni ke sath gaali galauj tatha marpit karte hain, isliye ab main chahta hun ki wapas jamin mere Naam ho jaye to Salah dein, dhanywaad!
@livegaming447
@livegaming447 3 ай бұрын
Eska Solution Mila Sir
@princekeblog
@princekeblog 2 жыл бұрын
sir meri dadi ki death ho gyi h unki jamin papa k name p karbani h kaise hogi kyoki baba bechne bale h
@dilwarprajapati8937
@dilwarprajapati8937 3 жыл бұрын
सर मेरे दादी को अपने माता-पिता द्वारा संपत्ति मिला हुआ है और उसके कोई भी बच्चे नहीं है उसके माता-पिता भी जीवित नहीं है दादी के भाई बहन भी नहीं है मेरे दादा घर जमाई के रूप में 45 साल से मेरे दादी के यहां रह रहे हैं मेरे दादी के मृत्यु के बाद संपत्ति क्या दादा के पोते की होगी या किसकी सर प्लीज रिप्लाई जरूर कीजिएगा
@ghanshyamdadingghanshyam7363
@ghanshyamdadingghanshyam7363 Жыл бұрын
सर अगर किसी महिला की संपत्ति निवसीयत मुत्यु हो जाती है तो एक लडकी ओर पति दोनों का कितना शेयर होगा या पति का हिस्सा नहीं होगा
@Cutebabygirl-
@Cutebabygirl- 10 ай бұрын
Pati ka nhi hoga sirf maliha ka santan yani aulad ka hoga chahe ladki kyo na ho
@manishrao2024
@manishrao2024 Жыл бұрын
Husband govt service m the uski wife house wife lkin makan wife k naam jo bina vasiyat expire ho gai Ab husband bolta h ki meri paiso ki meri property h m kisi bete betiyo ko nhi duga ..to asa possible h
@annu.paul.
@annu.paul. Жыл бұрын
@Vivekrkshivyogi
@Vivekrkshivyogi 2 жыл бұрын
Meri bhua ne toh meri daadi ke shant ho ne 2 saal baad mere papa bhi shant ho gaye or meri bhua ke ladke ne hamari puri sampatti dhons dikha kar kabja karliya me or meri mummy or meri sister ko mummy ko wahn se nikalna papa mummy me or meri sister ko kuch kar na de isliye sab chor kar hamari sampatti chor kar nikalna pada boht kam or jabki meri bhua ko government pantion milti h or purna rup se Saksham hain meri bhua ke pas pehle se hi boht proparty h uske baad bhi unho ne ase kiya or mere papa sir private job karte or koi Sahara nhi thaa hamara hamare makan ke siwa wo bhi hamari bhua ne jabarjasti chin liya 🥺😭😭😭😭😭
@ayushtieari385
@ayushtieari385 Жыл бұрын
Yhi 😢 savidhan hai 😔😔 kanuni hi kharab hai
@Manojkumar-798
@Manojkumar-798 Жыл бұрын
पति छोड़ दे पत्नी को उसके बाद भी पति का अधिकार होता है सर जी
@mumtazbegum6092
@mumtazbegum6092 2 жыл бұрын
Kya please mujhe batayega agar ek ghar ke paper par ladke ki maa ka name or ladke ki wif ka name hai to kya ladke ki wife ladke ko ghar se bahar nikal sakhte hai please reply
@TechRevenue
@TechRevenue 2 жыл бұрын
Depend karta hai ki property ka type ky hai
@priyashinde428
@priyashinde428 11 ай бұрын
यदि कोर्ट मे केस चल रहि है भरन पोशन कि इस दरमियान पत्नी मर जाति है ओर बच्चा बी मर जाता है तो उसकि संपत्ती पति को मिलेगि
@pradeepsingh-xi1ie
@pradeepsingh-xi1ie 9 ай бұрын
Kisi mahila ki bina santan death hone pr uski property pr kiska adhikar hoga jisme mhila ko property apne pti se ya susur se mili ho or pti ke sge warsan na ho chchre bhaie b death kr gye ho chchere bhaie ke ldddke ladki b death kr gye ho or chcheere bhaie ke poter jinda ho to kin logo ko is mhila ki virasat property jayegi????
@anshutomar4081
@anshutomar4081 2 жыл бұрын
Agar main sahi samajh rha hu toh... Mata ki baad uki santaan vaarish hogi naaki uska pati??? Think h na??
@TechRevenue
@TechRevenue 2 жыл бұрын
Bilkul
@rinkukumarichandel6740
@rinkukumarichandel6740 2 жыл бұрын
@@TechRevenue or mamaa ke husband ki death' ho gyi ho to mamaa ki sampti kiske nam pr hogi . Beta , beti dono ke nam pr ya sirf ldke ke nam pr
@motivationalshayari888
@motivationalshayari888 2 ай бұрын
Only pita ka hona chahiye
@nanichopda1186
@nanichopda1186 3 жыл бұрын
Sir point show nahi ho rahe hai
@TechRevenue
@TechRevenue 3 жыл бұрын
Ok I will try to make them more dark from next video
@umeshrajpoot6189
@umeshrajpoot6189 2 жыл бұрын
Sir pheli patni ki death ho gai hai or unki death ke baad dusri shadi ki to unki dusri ptni ke bache hai or ab pati ki death ho gai or unki pheli ptni ke bache ni hai to pheli ptni ki jamin kiski honi chahiye
@umeshrajpoot6189
@umeshrajpoot6189 2 жыл бұрын
Answer me sir please
@ManojKumar-ni3pt
@ManojKumar-ni3pt 10 ай бұрын
Sir mere dada ji ki death ho gayi hai
@victorthapa8363
@victorthapa8363 2 жыл бұрын
Sir Meri dadi or mera papa ke naam pe property hai dadi ki death ho gai h toh kya mere papa ki behen ka koi adhikar hoga
@ruraleducationpoint1
@ruraleducationpoint1 2 жыл бұрын
अगर वो विवाहित है तो उनका कोई अधिकार नही है।आपकी बुआ अगर अविवाहित हैं तो उनका अधिकार है वरना नही है। आप मेरे चैनल पर वीडियो देख सकते हैं।
@mohammadakhtar5388
@mohammadakhtar5388 2 жыл бұрын
Sir ye bataye mere MAA ke naam par zameen hai lakin wo death hochuki hi to or kis ke naam par zameen jayega beta hi or Beti ka Sadi hochuki hi papa abi Jinda hai my bada larka hoon mujhe zameen ka hissa nahi deraha hi to my kiya karun
@TechRevenue
@TechRevenue 2 жыл бұрын
Jameen aayega aapke or agar aapke bhai hai to unke or aapki bahno ke naam par pitaji ka name nahi aayega
@rambhavanpatel5968
@rambhavanpatel5968 Жыл бұрын
Mahila ne bhumi kray kiya hai uski koi santan nahi hai aur pati bhi mritak hai to uski mrityu ke baad uski sampatti ka warish kaun hogo .
@rambhavanpatel5968
@rambhavanpatel5968 Жыл бұрын
Bachhe aur pati dono jeevit hai to warasat kisko hogi.
@rohanranjan6949
@rohanranjan6949 11 ай бұрын
Do line jo baat kahna hai uske liye 12min ka vedeio banate hai ,ek hi baat ko baar dohrate rahte hai.
@nAyanama
@nAyanama Жыл бұрын
Hindu Muslim dono ka 1 he law ho ga na.... according to law
@sknajam459
@sknajam459 2 жыл бұрын
Meri Nani ne ek Jameen kharide the 1950 Mein uski Ek Ladki Thi To ladki ko Shaadi Karke Aur Jameen per Baitha Diya Hai Uske bad meri Nani Ne dusri shaadi kar di uski Ek Ladki Hai to Nani Ne mrutyu Ho Gaya Hai second ladki jo hai fast wala 1950 se Baitha hun Kya Karen
@sknajam459
@sknajam459 2 жыл бұрын
Sar meri Nani ne ek Jameen kharida tha 1950 Mein Nani ka Ek Ladki tha Nani Kya Kiya aur ladki ko shaadi kara kar Udhar Mein Baitha Diya Jameen per Nani Ne dusri per Shaadi Ki Hai Uska Ek Ladki Hai wali Ne civil expert party ka case kar diya hai
@hemantathya1987
@hemantathya1987 3 жыл бұрын
मेरा नाम मेरी बहन का नाम संशोधन पंजी में दर्ज है मेरी बहन खत्म हो गई है उनकी कोई संतान नहीं है
@udayshankarroy9994
@udayshankarroy9994 2 жыл бұрын
Agar mother ka deahth ho gaya aur uske tin putra hai bap jinda hai to mother ke nam ki property ko bap kisi ek putra ke nam kar sakta hai ya Aisa sambhab nahi hai
@ShwetaPandey-s6x
@ShwetaPandey-s6x Жыл бұрын
Same question ⁉️⁉️😮
@asmabano8190
@asmabano8190 Жыл бұрын
Aap kya bolna cha re sb upar jaara accha tareeka ni hia btane ka sahi ni hai....
@SherSingh-ih8xz
@SherSingh-ih8xz 2 жыл бұрын
Aapki aawaz bilkul sahi nahi aa rahi nato samajh me aa raha ki aap kya kah rahe hai esi liye aapki video unlike hui hai
@bhawnashukla7080
@bhawnashukla7080 8 ай бұрын
Bhaiya ek he bat ko 10 bar repeat kar diya
@NazrulIslam-ir9ey
@NazrulIslam-ir9ey 2 жыл бұрын
Agar bahan ka koi Santan Nahin Hai to use bahan ka prabhati Kisko mil sakta hai
@TechRevenue
@TechRevenue 2 жыл бұрын
Bahen ke husband ke bhaiyon ke ladko ko kyonki vo first class ke varis hote hai
@priyankabarse9430
@priyankabarse9430 2 жыл бұрын
🤨🤨🤨🤨🤨😢😢😢😢
@jharkhand_tourist_places.
@jharkhand_tourist_places. 10 ай бұрын
Abe 2 min introduction hi de rhe ho bataoge kab
@shivsingh6288
@shivsingh6288 8 ай бұрын
Video achi nhi hai
@njyoti1366
@njyoti1366 3 жыл бұрын
Sir meri maa ki death 4 October 2021 ko hui hai meri maa 2 wife thi pehli wife se 2 bache hai aur meri maa ki mein akeli hun sir ek flat hai jismein meri maa ka aur papa ka dono ka naam hai kya mujhe mummy ka hissa milega ? Aur milega to kitne percentage kyunki papa apne pehli wife ke bachhe ko sab dena chah rahe
@njyoti1366
@njyoti1366 3 жыл бұрын
Sir please help 🙏🏻
@shubhamkalia6592
@shubhamkalia6592 3 жыл бұрын
Apke papa ki jo bi property hogi uska 1/2 hissa apki mmi.Ko milega or apki mmi ki death ke baad bo 1/2 hissa apko jrur jayega
@sumankumawat8563
@sumankumawat8563 2 жыл бұрын
@@njyoti1366 hello mam koi solution mila
@njyoti1366
@njyoti1366 2 жыл бұрын
@@sumankumawat8563 no
@harkeshkumar4513
@harkeshkumar4513 Жыл бұрын
Boss bahut dimaag ghumaane wali video hai
@harkeshkumar4513
@harkeshkumar4513 Жыл бұрын
Bas ye bataaiye ki meri mom ki death ho gayi hai...koi wasiyatnama bhi nahi banaa hai...hum 3 bhai hain jo ki pitaji k sath rehte hain...bahan ek hai. Jiski shadi ho gayi...ab kya karna hoga
@PawanSharma-dm8hf
@PawanSharma-dm8hf Жыл бұрын
साला एक बात को बार बार - बार बार रिपीट कर रहा है
@ZafarSahab-bj6vq
@ZafarSahab-bj6vq 2 жыл бұрын
Bhut Pakara
@uditkumargupta542
@uditkumargupta542 2 жыл бұрын
Want to talk to you On phone call
@ShashiSharma-zh8oe
@ShashiSharma-zh8oe 7 ай бұрын
😂😂
@exponentialclasses6965
@exponentialclasses6965 2 жыл бұрын
Bakbas video
@rupalakra4617
@rupalakra4617 4 ай бұрын
Sir mere mammi phale 2017mi mar gai fr mere papa dusre Sadi kiye ,2024 mi mere papa v mr gai mere mammi ka eklawata putr hu ,mere mammi Ka sampati mere ko (putr) ko miliga ya fr mosi mammi ko plz sir reply kare
@Suresh-kt6te
@Suresh-kt6te 2 жыл бұрын
Sir mujhe apse jankari chaheye please batye.agar mritak maa ki property bechne ke bad bhai mere hisse ka paisa Naa de to Kaya kare?
@Suresh-kt6te
@Suresh-kt6te 2 жыл бұрын
Sir mujhe apse jankari chaheye please batye.agar mritak maa ki property bechne ke bad bhai mere hisse ka paisa Naa de to Kaya kare?
@Suresh-kt6te
@Suresh-kt6te 2 жыл бұрын
Sir mujhe apse jankari chaheye please batye.agar mritak maa ki property bechne ke bad bhai mere hisse ka paisa Naa de to Kaya kare?
When ur grandma sneaks u money
00:32
Adam W
Рет қаралды 19 МЛН
OSho Present is Everything  ||  Present is life
20:10
Osho mind
Рет қаралды 732 М.