Mai Gulame Khwaja Hu | Hind Hai Watan Mera 🇮🇳 | HD Kalaam By : Syed Abdul Wasi Sahab.

  Рет қаралды 142

Bilal Syed

Bilal Syed

Күн бұрын

Kalaam e Huzur Syed Nazmi Miya (Alay Rahma).
By : Aulad e Syedna IMAM E JAFAR Al Sadiq (Radi Allahu Ta'ala Anho) Syed Abdul Wasi Sahab.
Location : Noori Masjid (Juhapura, Ahmedabad, Gujarat (India).
Date & Time : 10 of February 2022, After Namaz e Isha.
@Bilal Syed #kalaam #marehrasharif #syedabdulwasi #bilalsyed
Full Kalaam Lyrics :
Unki jaame jam aankhen
Shishaye badan mera
Unki band muthi me
Sara baakpan mera
Arze gang meri hai
Khittaye jaman mera
Mai gulame khwaja hu
Hind hai watan mera
Aashiqe nabi hu mai
Warise ali hu mai
Maila ho na payega
Hashr tak kafan mera
Naate mustafa kehna
Naate mustafa sun na
Mujhko bakshwayega
Haa yahi chalan mera
Hashr me nida hogi
Yeh gulam kiska hai
Mujh ko dekhe aur kehde
Ya shahe zaman mera
Arsh jhoom jhoom utha
Qudsiyo ko wajd aaya
Naate Mustafa me jab
Khul gaya dahan mera
Aap chahe ho jaye
Sari mushkile aasan
Aap chahe mit jaye
Ranj aur mehen mera
Maine sare kaam apne
Mustafa ko saupe hai
Kya bigad payega
Daure pur fatan mera
Waqfe zikre ahmed ho
Ta abad qalam ya rab
Hashr tak rahe jaari
Chashmae sukhan mera
Azmate mere aage
Sajda roz ho jaye
Unke dar se chul jaye
Kash payrahan mera
Hashr me tarazu par
Tole jayenge aamal
Kaam aahi jayega
Naat ka yeh fal mera
Arsh se pare jaakar
Mustafa ne batlaya
Yeh zami bhi meri hai
Aur hai gagan mera
Gulshane madina se
Nazmi mujhko nisbat hai
Ek ek kali meri
Gul mera chaman mera
Mai gulame khwaja hu
Hind hai watan mera

Пікірлер
Tajdar-e-Haram | Naat | By Atif Aslam
9:56
Be Influenced
Рет қаралды 11 МЛН
Unveiling my winning secret to defeating Maxim!😎| Free Fire Official
00:14
Garena Free Fire Global
Рет қаралды 17 МЛН
1ОШБ Да Вінчі навчання
00:14
AIRSOFT BALAN
Рет қаралды 5 МЛН
"هو - Ho" حلقة ذكر (حضرة) Zikr 2024 محمد ياسين المرعشلي
19:22
Almarashli Ensemble | فرقة المرعشلي
Рет қаралды 1,5 МЛН
Data Sahib K Mazar Ka Waqkia  - Al Shaykh Muhammad Mohsin Munawar Yousafi
16:23
SHAYKH MUHAMMAD MOHSIN MUNAWAR YOUSAFI
Рет қаралды 330 М.
درب العشك | محمد الجنامي
18:44
محمد الجنامي / Mohammad Al Jannami
Рет қаралды 74 МЛН
New Qawali 2023 - Ya Jeelani Shainillah - Abdullah Niazi Qawwal
16:43
RAZZAKIA KHUDDAM E GHOUS UL AZAM
Рет қаралды 1,1 МЛН
Darudo Ki Shama Labon Pe Sajao
8:15
Arifa Rahmat - Topic
Рет қаралды 82 М.