Kya baat hai sir Mashallah bohat Accha kaam hai Allah Madad farmaye Nazre bad se bachaye Ameen.
@barkatkhan454 Жыл бұрын
Dr. sahab ka vision bhot accha hai kaum ke liye, agar hum log faydan nahi uthange to nuksan mein rahenge.
@khurshaidahmad3388 Жыл бұрын
Allah madad farmaye
@SaadZaki-vt2uc Жыл бұрын
Mashallah
@wahim5908 Жыл бұрын
Asslamualaikum.mashallah
@noOnE16163 Жыл бұрын
Plz start in kashmir also
@SalehaKhan-x7h Жыл бұрын
10th k sath Aalmiat ka course bhi jari rakh sakte hain
@hasterahomuskurateraho533 Жыл бұрын
Main bhi admission loonga inshaallah
@nadeemuddin9538 Жыл бұрын
contect kro shaeen se
@Qasim_khanofficial Жыл бұрын
Main bhi admission loonga insaallah u taala
@mdniyamatullah3328 Жыл бұрын
Mera admission Kara degiye zindagi bhar ap ka shukr Ada karunga
@APSMANIPUR Жыл бұрын
Aap hafiz he to Ramadan ke baad jaeiye. Admission ho jaye ga.
@Madina197 Жыл бұрын
Ap apna no send karo me kara dunga ok dear
@bindassgirl_007 Жыл бұрын
Mera bhi nhii ho rha h lucknow m interview m nhii aaya m
@mdniyamatullah3328 Жыл бұрын
Dr sahab ham hafij hi or Bihar board se ten pas Kiya hi ham ko bhi admission Lena chahte hi Kiya karna parega
@reshmaperveen5630 Жыл бұрын
Ham bhi bihaar se hai. Yaha mat aana. Jo dikhta hai waisa kuch nahi hai. Apna waqt aor sehat bacha lo. Yaha jo aata hai zehni aor jismani bimaar ho jata hai.
@Madina197 Жыл бұрын
@@reshmaperveen5630 kyun kya hua please reply me
@ababeel388 Жыл бұрын
@@reshmaperveen5630 Tu jyada gyan mat de, jisko Accha lagega who Jayega, tumhe kya taklif hai, 🤔🙄
@shakirnazir054 Жыл бұрын
Please 🙏 🙏
@LalaKhan-hv9kh Жыл бұрын
Shirf Hafiz hi ke liye kyun Muslim Urdu medium ki bacchiyan bhi doctor banne ki kwahish rakhti hai but uneh Kon support karta hai
@imamhasan9796 Жыл бұрын
Hemra bacha hafij nahi hai 7class english medium me perta hai hamre bache ke liye sahin ekadmy me admission ho selta hai hamera gher west chemparen bihar ke betthia zila me hai
@shakirnazir054 Жыл бұрын
P😢😢😢😢 sir please
@asmarhaman362 Жыл бұрын
اسلام علیکم میی جھانسی سے ہوں میرا مدرسہ عالمانہ چل رہا ہے میی آپسے عاجزانہ درخواست کرتی ہوں آپ جھانسی میی بھی اور میرے مدرسے میی بھی اس نظم کو جاری کریی یہاں دور دور تک ایسا نظم نھی ہے میی بہت فکرمند ہوں اس اممت کی عالمہ بیٹیوں کیلیے اور چھوٹے بچوں کی بہترین تعلیم کیلیے انکو بچپن سے عمدہ دونوں عمدہ تعلیم حاصل ہوں
@mohdmstgfrbbk6665 Жыл бұрын
اگر یہ پتہ چل جاتا کہ 18مہینہ میں کس طرح سے نصاب کو مرتب کیا گیا ہے ،اور اسکی کیا شکل ہوگی ؟تو بہت بہتر ہوتا ، براے کرم توجہ فرمایئں ۔
@nadeemuddin9538 Жыл бұрын
Shaheen Group of institution se contact karna chahiye aapkp