Hi, thank you so much for making this video 🙏 Im little confused- does this also fix the case where sparks are seen, but gas doesnt catch fire? We have one burner where spark happens but no fire, so use lighter. Gas comes properly
@nirupachadha63453 жыл бұрын
Thank you Saqib Sahib Will try cleaning & Chking my ignition contact wire. Allahphis
@amitavachakraborty27643 жыл бұрын
Accha Bhai jan iss automatic gas chulle ko normal chulle mein convert kar sakte hain kya. Jara bataye ga.
@saqibtech77223 жыл бұрын
sirf cell remove ker dein normal cholhey jesa ho jaey ga
@amitavachakraborty27643 жыл бұрын
@@saqibtech7722 Cell matlab konsa jara khulasa kijiye,.
@sunnymoon37274 жыл бұрын
Good video. Brother ak mob ko press kerny se dusray ignition b spark hona kun shuru ho Jaty hn. Kahan shortage hoti ha. Or flame kun ak jesa kun nahi hota. Kisi jaga se kam ya ziadah ?
@saqibtech77224 жыл бұрын
Kuch hob aisi hoti hen k jin ki koi b nob press kerny se sarey berner spark kerty hen. Or flame kuch jagah se zyada or kum hony ki wajah un ki jaliya jaha se flame niklta ha wo surakh kuch band huwy hoty hen or Jo surakh khuly hoty hen waha se flame pura nikal raha hota ha.
@sunnymoon37274 жыл бұрын
@@saqibtech7722 Thanks for reply brother. Many unko achi tara brush mar k dhoya tha Phir b wesy hi ha. Matti b saaf ki thi achi tara se...
@saqibtech77224 жыл бұрын
Ap phir us ka jett khol k saaf krein. Ya wait krein me is issue pe video bana k upload kroun ga.
@qualityxerox96884 жыл бұрын
good work
@saqibtech77224 жыл бұрын
Thanks for subscription and watching my videos.
@azamkhan594 жыл бұрын
Assalamualeum. Buhat acha work hay ap ka sir burner or nob new mil jati hain milay gi to kahan se lahore main replay zaroor kijai ga shukrya
@saqibtech77224 жыл бұрын
Lahore me abid market se ya shalmi market se shayad ap ko mil jaein.
@azamkhan594 жыл бұрын
@@saqibtech7722 ap ki shope kis jagha pr hay
@saqibtech77224 жыл бұрын
Jhelum k city dina me.
@ramjanamsiraapkanumberyato35893 жыл бұрын
Sir aap ka shop hai kiya
@saqibtech77223 жыл бұрын
G han.
@Suhaliamehmood4 жыл бұрын
Bhaijaan gyzer me pilot kise kehte Hain jaldi jawab bheju mehrbani hogi mehmood lndia
@saqibtech77224 жыл бұрын
Jo chota sa showla her waqt jalta rehta ha usey pilot kehty hen
@asharkhan27463 жыл бұрын
salam bro sanyo japan ka stove hai new li hai on nahi horaha air aarahe hain lekhn aag nahi lag rahe pls es ka haal batadein jazak Allah
@saqibtech77223 жыл бұрын
Natural gas pey use kerna ha kya? Or kharidty waqt shop waley ko ye btaya tha kya?
@MALICLAY44264 жыл бұрын
Saqib bhai automatic gas stove ki mokamal wiring zoom karky batain shukarya From Manzoor Alam karachi
@saqibtech77224 жыл бұрын
Mukammal automatic ko smajhna ha to ap meri ye video daikh lein "How to convert a simple gas stove into automatic gas stove | conversion into ignition mode | 2020"
@imransheikh21214 жыл бұрын
is ka button kasy theek krty ha kia is par koi viedo ha app ke
@UsmanAli-hf1em4 жыл бұрын
Bhai kit install karna ka b btay or cack install karnay ka b.
@saqibtech77224 жыл бұрын
(Cack) kya matlb?
@UsmanAli-hf1em4 жыл бұрын
@@saqibtech7722 kak jis sa on kartay ha gas. Yani os ki mukamal kit ko kasay fit kartay ha.
@saqibtech77224 жыл бұрын
OK aik do din me video bana k upload ker doun ga انشاءاللہ.
@salmandawood55144 жыл бұрын
Very nice
@mohammadsafder40243 жыл бұрын
thanks
@omerhafeez873 жыл бұрын
Assalam o alikum bhai Main ny aesa naya stove lia hai 1st time Or uski nosel change ki hai LPG cylinder sy chalany k liya Lakin jesy he us per koi bartan rakhty hain to flam neechy wires ki teraf jati hai Is masly ka hal bata dain Is waja sy main ab tak stove set nahi ker pa raha ghar walon k use k liya
@saqibtech77223 жыл бұрын
Nechey kisi jagah se gas leakage ho gi is liye is k ilawa or koi waja nai flame nechey janey ki
@azamkhan594 жыл бұрын
Good job.
@saqibtech77224 жыл бұрын
Keep watching.
@muradali-be1ek4 жыл бұрын
Ignition lighter khan par mil sakty Hain?
@saqibtech77224 жыл бұрын
Kisi b gas appliances ki shop ya gas appliances repair shop se easily mil jaey gey.
@kermanistoves1784 жыл бұрын
Assalam-o-allaikum saqib bhai mery cholay ki ye halat hai. Mjhy btein ky spare part kahan sy mily ga Mn lahore mn rehta hun.
@saqibtech77224 жыл бұрын
Or kisi b gas appliances ki shop se is k spare parts mil jae gey
@sshafat7864 жыл бұрын
Saqib bhai, Mera centre walay cholay main ignition kaam kaar rahaa hai gas bhi aa rahai hai laikin cholaa On/jaltaa nahain hai Pls batain kiia maslaa hai
@muradali-be1ek4 жыл бұрын
Jhit saf karo
@khalidcheema45984 жыл бұрын
اسلام وعلیکم بھائی جان میرے پاس 3 برنل والا چولا ھے اس کی پرابلم ھے اس میں سیل ڈالتا ھوں وہ اسی ٹائم سپارک کرنا شروع کر دیتا ھے ویسے تو کام سہی کرتا ھے بس سپارک کرتا رھتا ھے پلیز اس کا ھل بتائیں آپکی یہ ویڈیو بہت اچھی لگی
@saqibtech77224 жыл бұрын
Top cover utaar lein. Or sari wires check krein or dekhen k koi wire body se touch na ho siwaey kali wire k.
@mhkhan0064 жыл бұрын
Salam Saqib sir, mere pass olsenmark ka auto burner ha us ka masla ye ha k jab tak ap us ko press rakhte ha tu flame ata ha jab chor dete ha tu band ho jata ha please koi tariqa batao. Thanks
@saqibtech77224 жыл бұрын
Is issue pey meri aik video ha. "How to fix gas stove with thermostat in kitchen" Is title se.
@saifalikhansa2 жыл бұрын
Sir mere stove k button jam ho gaye shop pr beja bolta han ye china k lgy huye han button mil ni ray new plz help me dubai sy ao ko msg kr rah hu koi aor b bahi help kr den plz
@syedatif073 жыл бұрын
Bhai hamar Grace ka marble top hai. Uska main ne cell nikaal k rakha hua hai kyunke left wala spark rukta he nai hai. Musalsal tik tik krta rehta hai
@saqibtech77223 жыл бұрын
us ki nob utar k spindle k side pey WD-40 sprey ker dein thora sa.
@girish13164 жыл бұрын
Bich wala burnal sudharneka video banao bhai
@javedshaikh22124 жыл бұрын
Sir Hub stove me agar botton zada der daba kar rakhne par hi wo jalta hai ya fir botton daba kar gas stove chalu bhi hota hai par wo hath botton se hatane par wo hub stove ban hone par kya karna chahiye ye batao kya karna chahiye...hob stove chalu kiya or fir botton se hath hatane par wo band hota hai to kya karna chahiye..
@chhotifarhat94862 жыл бұрын
Same yhi issue mery stove k sath bhi hy
@SumairHassan4 жыл бұрын
saqib bhae automatic gas stove ke uper vale screews pe zank laga wa hai zada zor laga ne sy screew kharab ho rha hai pr khul ni raha.. ab serew ke sy khulain gy...
@saqibtech77224 жыл бұрын
Ap screw ko 8 no ki chabi sey kholny ki koshish krein or pehly sub screws pe oil lgaein ya ager wd40 available ha to wo spray kr k try krein ager chabi na ho to 8 k T rod se try krein.
@SumairHassan4 жыл бұрын
@@saqibtech7722 bhae mery pas jo stove hai us me is tarhain ke screw lage vy hain.... ap link pe click kr ke pic dek lo.... www.sailrite.com/Product%20Images/Screw-Flat-Head-6-x-1-2-Key-II_1.jpg?resizeid=3
@SumairHassan4 жыл бұрын
@@saqibtech7722 is screw ko kholne ka tarika batao....
@saqibtech77224 жыл бұрын
Kya ap top cover k oper waly screws ki bat ker rhey hen. Ager wo ap se screw driver se nai khul rehy to 8 no k T rod, ghoti ya 8 no ki key se try krein ya grip plas se try krein. Ager bhir b nai khulty to commit kijye ga.
@SumairHassan4 жыл бұрын
@@saqibtech7722 theeek hai bhae try krta hoon....
@AlkaSingh-xq6we4 жыл бұрын
Mera hob spark kar raha hai aur short circuit ho raha hai Kaise solve karoon
@saqibtech77224 жыл бұрын
Nob k nechey se points saaf krein or ignition wali wire k oper sleeve laga dein
@saqibtech77224 жыл бұрын
Us ka ignition cell se work kerta ha ya bijli se?
@hamrapakistan62034 жыл бұрын
Ignation wire kasay changekarain
@saqibtech77224 жыл бұрын
Kya problem ha ignition wire me?
@muhammadahmadjaved19973 жыл бұрын
Bs 1 auto chala bakii button saff karna ka bawjood bee nhi chalta
@saqibtech77223 жыл бұрын
Un k lighters me issue ho ga.
@girish13164 жыл бұрын
Sir bich Wale burner ka video kaha hai
@saqibtech77224 жыл бұрын
Beech waley berner ka kya problem ha?
@chhotifarhat94862 жыл бұрын
سر اگر ماچس سے بھی آگ نہ پکڑے لیکن گیس ہو پھر کیسے ٹھیک ہوگا
@saqibtech77222 жыл бұрын
Phir nozzle ko saaf krein.
@khawarabbass60754 жыл бұрын
Yr ng model
@khawarabbass60754 жыл бұрын
Kay bry my batae
@AbdulJabbar-ym5bs2 жыл бұрын
saqib sir app ka institute kahan hey
@saqibtech77222 жыл бұрын
Jhelum me
@আলোরপথেরঠিকানা-ড৮ব4 жыл бұрын
bro spark sound is not enable. what can I do,same gas stove
@sufianazam53114 жыл бұрын
guid kr den
@muhammadahmadjaved19973 жыл бұрын
Aghar bas 1 side ka auto chal raha hoo bakii na chala