दीदी पुराने vidio मे मेरे पूछा था मोगरा मे खुशबु नही आ रही थी. पर आपका video देखा l और अब मेरे मोगरे मे खूब flowers है साईज भी बड़ा है, और खुशबु भी है बहुत बहुत धन्यवाद ❤❤❤❤❤
@Manjugardening18 ай бұрын
Dil se aapka बहुत-बहुत shukriya dear aur yah sab batane ke liye bhi बहुत-बहुत dhanyvad mujhe bahut achcha Laga 💐💐💐💐💐
@khanmblc3 ай бұрын
Aapke videos bahut achi aur useful hoti hai
@Manjugardening13 ай бұрын
Video dekhne ke liye बहुत-बहुत dhanyvad thanks for visit 🙏💐💐
@SahilArora218 ай бұрын
Apke chehre ki smile aur josh dekh ke plants toh kya insan bhi khilkhila uthte hein. Jai Mata Ki 😊
@Manjugardening18 ай бұрын
Dil se aapka shukriya thanks for visit 💐💐💐💐
@preetisbeautifulplants24318 ай бұрын
Bahut sunder mogra Nyc information 👍👍
@Manjugardening18 ай бұрын
Thanks for visit 💐💐
@CHHOTISIBAGIA8 ай бұрын
Bahut hi achi flowring ho rhe hai apke mogre k podhe m।❤❤❤❤
@Manjugardening18 ай бұрын
Thanks for visit
@myorganicterracegarden73288 ай бұрын
Bahot hi sundar vedeyo banaya he bahut hi achi falwaring 😊
@Manjugardening18 ай бұрын
Thanks dear 💐💐
@gardenhood7868 ай бұрын
Nice information related mogra plant ☘️
@Manjugardening18 ай бұрын
Thanks for visit 💐💐
@Manu.Creative.Garden8 ай бұрын
Bahut ache fertillizer share kerte ho aap friend ❤ very very useful video 👌
@Manjugardening18 ай бұрын
Dil se aapka shukriya thanks for visit 💐💐
@Sakhigarden8 ай бұрын
Hamesha Ki Tarah yah bhi video very very unique and awesome😊 Jabardast fertilizer all tips😊👌🪴🤩
@Manjugardening18 ай бұрын
Video dekhne ke liye बहुत-बहुत dhanyvad dear sister💐💐💐🌹
@kirankiphoolwari37698 ай бұрын
Bahut sunder flowering ho Rahi hai aapke mogra me rose me bhi bahut achhi jankari di aapne badhiya fertilizer
@Manjugardening18 ай бұрын
Thanks for visit 💐💐💐
@rameshjoshi91558 ай бұрын
Very beautiful mogra plant🎉
@Manjugardening18 ай бұрын
Thanks
@Sakhigarden8 ай бұрын
Very very healthy all plants😊🪴👌😊 thanks for sharing stay connected always 10:30
@Manjugardening18 ай бұрын
Thanks dear 💐💐💐
@Maahi8458 ай бұрын
Hmesha ki trha bhut useful information
@Manjugardening18 ай бұрын
Thanks 💐💐
@anubhagardeningchannelgard3928 ай бұрын
Lk 84 super bumper flowers ho rahi hai mogre mein bahut achcha khad bataya
@Manjugardening18 ай бұрын
Thanks for visit 💐💐
@dharmshilaskitchengarden28948 ай бұрын
V very beautiful मोगरा प्लांट 🌺👍🌺👍🌺👍
@Manjugardening18 ай бұрын
Dil se shukriya thanks for visit 🙏🙏💐💐
@radheradhegardening8 ай бұрын
😊 बिल्कुल फ्रेंड बहुत ही बढ़िया शानदार गुड लॉक
@Manjugardening18 ай бұрын
Thanks for visit thanks 🙏🙏
@indukatara98908 ай бұрын
Bahut sunder tips 🌹👏🌿
@Manjugardening18 ай бұрын
Thanks for visit 💐💐
@deeppandeyvlog39228 ай бұрын
Very nice 👌
@Manjugardening18 ай бұрын
Thanks 💐💐
@Durgathelife8 ай бұрын
Bahut sundar 👍
@Manjugardening18 ай бұрын
Thanks 🙏
@satvinderkaur10458 ай бұрын
Nice 👍
@Manjugardening18 ай бұрын
Thanks for visit 💐💐
@RakeshKumar-it3zo8 ай бұрын
Aap ka garden dekh kar bahut Khushi hoti hai thank u Manju ji....🙏
@Manjugardening18 ай бұрын
Dil se aapka shukriya thanks for visit 🙏💐💐
@kpurva5678 ай бұрын
Hi aunty nice video....
@Manjugardening18 ай бұрын
Thanks dear thanks for visit 💐💐💐
@kavitajain82958 ай бұрын
AAP ko dekhakar hi dil khush ho jaata hai 🤗🤗😘
@Manjugardening18 ай бұрын
Dil se aapka shukriya thanks for visit💐💐💐
@muskandhekware80188 ай бұрын
Very useful information
@Manjugardening18 ай бұрын
Thanks for visit 💐💐💐
@myhobbyisgardening51648 ай бұрын
Wah bhuut sunder flowering ho rhi h nice fertilizer sharing friend 👌
@Manjugardening18 ай бұрын
Thanks for visit dear 💐🌹
@nitapatel13488 ай бұрын
Very nice aapka mogra ka plt.i get energies by watching yr videos. It's very important
@Manjugardening18 ай бұрын
Dil se aapka shukriya video dekhne ke liye बहुत-बहुत dhanyvad 💐💐
@Guriyasaluja278 ай бұрын
Nice information di
@Manjugardening18 ай бұрын
Dil se shukriya thanks 💐💐
@anitapandey1138 ай бұрын
V. Nice🎉🎉
@Manjugardening18 ай бұрын
Thanks 🙏
@HemChandra-n1b8 ай бұрын
Wow nice tips
@Manjugardening18 ай бұрын
Thanks for visit
@hardeepsingh81608 ай бұрын
Hello mam aap ka bahut bahut shukriya Mere hibiscus 🌺 plant me ab phool khilne lag gaye hai thank you 😊
@Manjugardening18 ай бұрын
Dil se aapka shukriya video dekhne ke liye bhi dhanyvad aur yah sab batane ke liye बहुत-बहुत dhanyvad bahut achcha Laga
@KiranVerma-cu3ei8 ай бұрын
Nice information
@Manjugardening18 ай бұрын
Thanks 💐💐
@isharatnaseem36978 ай бұрын
Mnjo mnju ilike your tips N i live u
@Manjugardening18 ай бұрын
Thanks for visit 😊
@pmbhojpurigeet8 ай бұрын
64 like very nice good
@Manjugardening18 ай бұрын
Thanks for visit 😊😌
@jaiprakashgupta69358 ай бұрын
Very nice
@Manjugardening18 ай бұрын
Thanks for visit 💐💐
@Tothetree8 ай бұрын
27.3k...Very nice work...subs kr liya hai
@Manjugardening18 ай бұрын
Dil se aapka shukriya thanks for visit 💐💐💐
@Sakhigarden8 ай бұрын
Good afternoon my sweetheart😊❤
@Manjugardening18 ай бұрын
Good evening dear 💐💐💐💐❤️
@geetapandey23198 ай бұрын
Nice sharing 🥰👍
@Manjugardening18 ай бұрын
Thanks
@yasminnishaa8 ай бұрын
Han main Ranikhet se aajkal Haldwani mein hun
@Manjugardening18 ай бұрын
💐💐💐🌹🌹😊😊
@creationwithsudha7 ай бұрын
Aur Pan Ke Patte ka paudha ya cutting Kaise lagaen
@Manjugardening17 ай бұрын
Pan ki paudhe mein arrear roots hoti hain vahan per se cut kijiye aur usko Laga Den badi aasani se gro hota hai leaves se bhi Guru Ho jaati hai
@hanumanbhakt.uttarakhandi8 ай бұрын
मैम किचन का खाद बनाने के लिए आप खाद बनाने वाला नल लगा टेंक कहाँ से लाई है प्लीज बताये 🙏
@Manjugardening18 ай бұрын
Video dekhne ke liye dhanyvad yeh aapko market mein shop mein mil jaega plastic wali badi dukaanon mein
@Priya-w5r8p8 ай бұрын
Mam mera Azalea ka plant garmi se kharab ho raha hai bahut care kar rahi hu fir bhi ..pattiyan sookh rahi hain..maine 3 din pahle vermi compost daal ke छाया wali jagah pe doosre plants ke paas rakkha hai fir bhi theek nahi ho raha hai..please mam koi upay zaroor bataye.. Maine winters mai mere Bamboo palm mai कीड़े lag gaye the to aapne mujhe jo upay bataya tha maine exact वो hi kiya aaj mera Bamboo palm ek dam स्वस्थ्य hai..Thanks for that . Please iska bhi उपाय bataye
@Manjugardening18 ай бұрын
Video dekhne ke liye dhanyvad Ajay liya plant ko ab aap Chhaya mein rakh do aur Pani hi dalo agar koi compost dalni hai to uska liquid banakar dalo usko ek din pahle bhigo dete FIR uska liquid dalte garmi kafi ho rahi hai isliye compost is tarike se mat dalo fanji site ka spry kar dena plant theek ho jaega
@Priya-w5r8p8 ай бұрын
@@Manjugardening1 Okay mam..thank you so much..mera plant theek hone par mai aapko update karungi.
@raghunathsharma76267 ай бұрын
Tea coffee almanda mai.dal Skte hai
@Manjugardening17 ай бұрын
Ji han bilkul dal sakte hain kisi bhi plant mein dal sakte ho
@raghunathsharma76267 ай бұрын
@@Manjugardening1 thanks.manjuji
@creationwithsudha7 ай бұрын
Mini bajuband mein meri growth Nahin ho rahi hai aur jaldi se growth aur flowering kaise ho
@Manjugardening17 ай бұрын
Ji Maine channel mein kafi sari organic fertilizer bataen yah sare plant mein istemal kar sakte hain inse plant mein acchi growth bhi hoti hai aur flowering bhi hoti hai
@geetakavar39898 ай бұрын
Mera Gulab ka podha 3 sal ka he uske ade patte gir Gaye he uske liy muje Kya karnachahiy Mera. Podhe 5 fit ka he
@Manjugardening18 ай бұрын
Video dekhne ke liye dhanyvad agar aapka paudha pot mein hai to Abhi barsat ke samay usko bahar nikaliye uske root cutting kijiye aur mitti ko recharge Karen FIR usmein lagaen aur agar jameen mein hai to usmein bhi mitti ko aap usmein khad daliye recharge Karen gulab ki plant mein fungi site ka spry karte rahen gulab ko Chhaya wali jagah per rakhna
@hardeepsingh81608 ай бұрын
Mam mere Shimla mirch ke plant me flower bahut ho rahe hai lekin phal nahi ban rahe please koi upay batay 🙏
@Manjugardening18 ай бұрын
Video dekhne ke liye dhanyvad agar phool gir rahe Hain to kuchh condition ho sakti hain ya to plant mein Pani jyada ho raha hai tab flower girte hain ya FIR polynator nahin a rahe Hain aapke garden mein tab flower gir rahe hain girte hain aur jyada dhup hone se bhi garmi se bhi aajkal flower karte Hain thoda fanji site ka spry kijiega insecticide ka mat Karna
@Sadiya-mb4jf8 ай бұрын
Karepak ke jhaad bad nai raha hay isliye kya karna chahiye
@Manjugardening18 ай бұрын
Is liquid fertilizer ka istemal Karen bahut achcha result aapka milega aur bhi bahut sare organic fertilizer Hain channel per aap unhen bhi dalen
@sultanasheikh54755 ай бұрын
Manju ji...Aap mujhe bataye organic furtilizer badal -badal kar bhi dalna hai to bhi 10 din ka gap rakhna hai kya?
@Manjugardening15 ай бұрын
बदल-बदल ke dalo to bhi 10 days mein ya FIR usi ko repeat karo to 10 days mein hi dalte Hain dekh lijiye agar bada pot hai bada plant hai parmanent to aap 7 din 8 din mein bhi repeat kar sakte ho
@sarojvishwakarma67708 ай бұрын
मैं हमेशा ऑर्गेनिक चीजें ही डालती हूं। अपने प्लांट में 🪴🌴
@Manjugardening18 ай бұрын
जी बहुत अच्छा ऑर्गेनिक ही इस्तेमाल करें
@Twinkle-hv4qo8 ай бұрын
Mam calcium k liye kya dale bone meal hum use nhi karte
@Manjugardening18 ай бұрын
Video dekhne ke liye dhanyvad calcium ka organic option hai khane wala chuna ya likhane wali chauk ya FIR kabhi ghar mein calcium ki expiry date ki goliyan Ho jaati Hain unhen bhi istemal kar sakte hain
@HaritUpvan8 ай бұрын
Aapake yahna garmi adhik nahi pafati hai to 46 degree temperature hai paudho ko bachana mushkil ho raha hai
@Manjugardening18 ай бұрын
Ji han bilkul abhi pahle paudhon ko bachana jaruri hai
@HaritUpvan8 ай бұрын
Hamare yahna46 degree temperature hai
@Manjugardening18 ай бұрын
Video dekhne ke liye dhanyvad han sab jagah अलग-अलग temperature hai 46 to kafi hai hamare yahan Aaj 43 chal raha hai
@sirinasif47293 ай бұрын
Mam Mera mogra ka plan Pura sukh gya lekin jre oski nhi suki he konsa ftilayzer dalu growth break mam ple. Solutions btae.
@Manjugardening13 ай бұрын
Video dekhne ke liye dhanyvad Mogra ka plant abhi to nahin sukhta hai aapke roots mein Na fungus lag gai hai Pani rokhra hoga plant mar jaega aise aapko na usko Pani nahin dena hai dhup mein Rakhna hai aur fungi side Mila do usmein thoda drainage hole check karo niche se aur fertilizer kuchh nahin dena hai
@sirinasif47293 ай бұрын
Mam dhanyvaad
@sirinasif47293 ай бұрын
Mam abi baris hoti he pot me niche hold he
@neerajdubey92994 ай бұрын
Ma'am mere mogre k plant mein pichle month bhut flowering hui leki us k baad se nahi hui ...patto mein bacterial infection ho rakha hai..
@Manjugardening14 ай бұрын
Aap Neem oil mein Aadhi chammach baking soda milaie 4,,5 booth shampoo ki milaie aur uska spry kar dijiye
@neerajdubey92994 ай бұрын
@@Manjugardening1 Ok ma'am thank you 🥰
@ektagoyal98398 ай бұрын
Mam mere gulab ke sabhi poudho ke patte kharab ho kar gir gye hai or naye nai aa rahe hai kya kru itna kuch karti hu tab bhi
@Manjugardening18 ай бұрын
Video dekhne ke liye dhanyvad Maine Kai bar videos mein bahut sari tips share ki hai aap gulab ke plant mein fanjisite ka spry kijiye ek bar
@saimanadeem223 ай бұрын
Hello mam is waqt ye liquid dal.saktay hain kya?
@Manjugardening12 ай бұрын
Ji han kabhi bhi dal sakte ho
@jaipalsharma96648 ай бұрын
आप कहाँ सै है । आपकै पास ट्रेनिंग के लिये आना पड़ेगा। नही तो मोगरा का इतना शानदार पौधा उठाकर लाना पडेगा । आप के हाथ मे तो कला है ।दूसरा तैयार कर लेगी ।
@Manjugardening18 ай бұрын
Ji video dekhne ke liye aapka बहुत-बहुत dhanyvad Dil se shukriya thanks 💐💐💐💐💐
@sumanmahour8978 ай бұрын
Mere mogra plant Me kidee lag gye h kya kiya jaye plz tell solution
@Manjugardening18 ай бұрын
Video dekhne ke liye dhanyvad mogra ke plant mein kide kis tarike ke ho rahe hain chalo Jo hain aap Neem oil ho to usmein spry kijiye ya FIR mara channel mein organic insecticide ki videos Hain unhen dekhen aur dalen
@kmeera66947 ай бұрын
Apne kaise mogra ki cutting lagaya,kis mahene mei lagaya ?
@Manjugardening17 ай бұрын
Cutting lagane ki video Dali hai channel mein abhi barsat ka samay shuru hone wala hai FIR aap cutting lagaiye
@kmeera66947 ай бұрын
Thankyou ,I will watch that video 🙏
@snehakushwaha14408 ай бұрын
Didi mera gulab ka plant 1 saal ka ho gya usme abhi TK kaliya nhi aai h kya ap bta skti h ki usme Kaliya lane ke liye kya dalna hoga pls btaiye didi
@Manjugardening18 ай бұрын
Video dekhne ke liye dhanyvad gulab ka plant ek sal se agar aapane pot mein lagaya hai to aap abhi rainy season mein usko bahar nikal kar uski roots ko cut karna halke se aur mitti ko fir se recharge karna FIR achcha result milega aur plant mein organic liquid fertilizer Jo mein dalti hun unhen istemal karo bahut achcha result milega khoob Kali aaengi
@snehakushwaha14407 ай бұрын
Didi mene coffee paich magnwaya h to usme power nhi nikla h usme chayptti ki trh dane nikle h to chayptti ka pani baol kiya tha to usme dalu ya nhi agr coffee powder ko chayptti ke pani me baol krke dalege ya ese hi plant me dalege bina baol kiye
@dilwaliyokifojj8 ай бұрын
दीदी मेरी मोगरा की कटिंग नहीं नहीं लग रही किया करें आप की कटिंग तो बहुत अच्छे से लग गयी है और मेरे मोगरा के फूल में खुशबू नहीं आ रही है तो किया करें
@Manjugardening18 ай бұрын
Mogra ki cutting aasani se lag jaati hai cutting mein aloevera lagaen ya haldi powder lagaen aur usko acche se laga Den cutting ki video bhi Dali hai maine unhen bhi dekh le aur khushbu aane ke liye aap Jo organic liquid fertila mere channel per Hain Hain inhen hi Dala Karen tabhi khushbu aati hai aur night ko jyada khushbu aati hai plant flower mein cutting abhi barsat mein lagana ab
@alakhnarayansingh74446 ай бұрын
Aapke pot ka size kya hai mam?
@Manjugardening16 ай бұрын
Ji yah wala port 14 inch ka hai
@sanjutiwari41165 ай бұрын
Kash mai aap ke pass hoti to denrat aap ko follow karti ki aap kya dalti ho
@Manjugardening15 ай бұрын
Video dekhne ke liye dhanyvad ek mahine ke liye aap Jo chijen main apni plant mein dalti hun unhen dalen apply Karen video dekhen roj , inhin sab chijon Ko follow Karen tab dekhen aap Kitna achcha aapko result milega 🌹🌹🌹🌹🌹💐💐💐💐💐💐
@ektagoyal98398 ай бұрын
Kya yahi fertilizer sabhi me daal du
@Manjugardening18 ай бұрын
Video dekhne ke liye dhanyvad ji han sare plant mein dal sakte ho
@ossmniru04086 ай бұрын
Groth to ho rahi hai par mogra bilkul nahi a rahe
@Manjugardening16 ай бұрын
Ji video dekhne ke liye बहुत-बहुत dhanyvad mogra ke video mein kafi tips Bata rakhe hain maine aap unhen follow Karen kafi liquid fertilizer Hain unhen follow Karen aur bhi video channel per hain aap unhen dekhen aur cal mein nai video mogra per hi dal rahi hun aap use bhi dekhen 🌹🌹💐💐💐🌹🙏🙏🙏🙏🙏🙏
@kalajoshi17988 ай бұрын
Vah aapka garden to itni garmi mein Kitna Hara bhara ho raha hai
@Manjugardening18 ай бұрын
Thanks 😊
@rita918378 ай бұрын
Mera mogra to abhi tk flower nhi diya maine ese September me lgaya tha sb kuchh dal k dekh li Eski shakhao ko kb chhatna chahiye Man ho rha puri ki puri chhatae kar du
@Manjugardening18 ай бұрын
Video dekhne ke liye dhanyvad dear abhi to mogra mein flowering hoti hai abhi aap iske light cut kijiye aur agar aapke plant mein root bond Ho Gaya hoga tab bhi flowering nahin Hoti hai aapko plant Ko jab barish shuru hogi bahar nikalna iski roots ko cut karna soil ko recharge karna aur jo nutrition mein dalti hun na plant mein unhen dalna aap jo maine bataye Hain acchi flowering hogi
@dilwaliyokifojj8 ай бұрын
दीदी आपका ये एक ही पोधा है इस गमले मे या दो तीन पोंधे है
@Manjugardening18 ай бұрын
Video dekhne ke liye dhanyvad yah Keval ek hi paudha hai
@sarojvishwakarma67708 ай бұрын
मेरे नींबू,अनार ,अमरूद के पौधों में फल फूल नहीं आ रहे हैं। सभी गमले में लगे हैं। क्या करूं।❤❤❤❤
@Manjugardening18 ай бұрын
वीडियो देखने के लिए आपका धन्यवाद देखें 2 दिन पहले ही मैं अनार की वीडियो डाली है आप उसे खाद को नींबू में अमरूद में सारे प्लांट में दे सकते हैं से तरीके से बहुत अच्छा रिजल्ट मिलेगा आप अनार वाली वीडियो देखेगा
@sarojvishwakarma67708 ай бұрын
मंजू मेरे मोंगरे के पौधे में इस साल खुशबू नहीं आ रही है 🪴🌲🌳
@Manjugardening18 ай бұрын
जी आप ऑर्गेनिक चीज इस्तेमाल करते हैं तो खुशबू आएगी मेरे मोगरे के प्लांट में कुछ फर्टिलाइजर बताए हैं आप उन्हें इस्तेमाल करें जरूर खुशबू आएगी