Thank you ma'am aapko pata hai aaj he morning mein kadhi patte ka stem le aayi thi aur apko he yaad kiya tha ki ma'am ki cutting video search kar k lagaungi... lekin kya coincidence hai ki aapne aaj phir se cutting video banayi...luv u ma'am...aap bhut achche ho aur bhut ache se batate ho ... aastha dwivedi luv from Rajasthan
@Manjugardening1Ай бұрын
Dil se shukriya video dekhne ke liye बहुत-बहुत dhanyvad 💐💐💐💐🌹🌹🌹🌹
@rukmanikatlam5583Ай бұрын
Lagane ka vidhi bahut Sundar bataya hai Manju ji aapko bahut bahut dhanyvad hai Durga navmi ka bahut bahut badhai
@Manjugardening1Ай бұрын
Video dekhne ke liye dhanyvad, thanks for visit 🙏💐 happy Navratri
@Cute-k6cАй бұрын
Ap her comment pe answer krti hain its showing your humble nature ❤❤❤❤❤
@Manjugardening1Ай бұрын
Thanks dear, thanks for visit 🙏💐💐💐💐💐
@lakshmigreenageАй бұрын
Bahut achhi jankari diya nice mei bhi kaphi cutting lagati hun to esa hi karti hun dear nice 👍
@Manjugardening1Ай бұрын
Dil se shukriya thanks 🙏
@PoojaMishra-er1ysАй бұрын
Bahut khubsurat h apke ghar k paas hoti to roj ati itna sundar drasya dekhne😊
@Manjugardening1Ай бұрын
Dil se aapka shukriya dost thanks for visit 🙏💐💐💐💐💐
@sharifsh3977Ай бұрын
Very nice information 👍
@Manjugardening1Ай бұрын
Video dekhne ke liye dhanyvad 💐💐💐🙏🙏🙏
@easygardening_Ай бұрын
Very nice information dear friend 😊
@Manjugardening1Ай бұрын
Thanks dear thanks for visit 🙏💐💐💐💐💐
@subashsoni4919Ай бұрын
❤
@Manjugardening1Ай бұрын
Thanks 🌹🌹🌹
@SalmaMuzaffer567Ай бұрын
Sister AJ AP bht piyari LG ri ho AP ne bht Acha samjhaya kating ke bare men sukrya
@Manjugardening1Ай бұрын
Dil se shukriya thanks 🙏🌹🌹🌹🌹♥️♥️♥️♥️♥️♥️
@SakhigardenАй бұрын
Veri good information for all cuttings plants thanks for sharing aapka looking so Veri beautiful😊😘🪴
@Manjugardening1Ай бұрын
Dil se aapka shukriya dost thanks for visit 🙏💐💐💐💐💐💐💐🌹🌹💐
@SalmaMuzaffer567Ай бұрын
Men AP ki video Pakistan se dekhti hn
@Manjugardening1Ай бұрын
Dil se aapka shukriya video dekhne ke liye बहुत-बहुत dhanyvad 💐💐💐💐💐💐🌹💐🌷🌷💐🌷
@kpurva567Ай бұрын
Aj Sadi bahut Sundar dikh Rahi hai....nice vidio
@Manjugardening1Ай бұрын
Thanks 🌹🌹🌹🌹
@anitapandey113Ай бұрын
V. Nice
@Manjugardening1Ай бұрын
Thanks for visit 🙏💐
@ReetaDewangan-x9tАй бұрын
Bahut sunder ❤❤
@Manjugardening1Ай бұрын
Thanks for visit 🙏💐💐
@deeppandeyvlog3922Ай бұрын
Bahut sandar Didi ji ❤❤❤❤
@Manjugardening1Ай бұрын
Thanks for visit 💐💐💐
@rameshjoshi9155Ай бұрын
Very informative vlog🎉🎉
@Manjugardening1Ай бұрын
Thanks 😊
@thepaintingpallette8864Ай бұрын
Very nice sharing
@Manjugardening1Ай бұрын
Thanks for visit 🙏💐💐
@bhumikajoshiuttrakhand2979Ай бұрын
Babu sunder
@Manjugardening1Ай бұрын
Dil se shukriya thanks for visit 🙏🙏💐🌹💐💐🌹🌹
@VijayKumari-x6dАй бұрын
Wow v very nice 👍👍
@Manjugardening1Ай бұрын
Thanks for visit 🙏💐💐
@farzanajahangir5641Ай бұрын
Manjo ji khad banana btayn
@Manjugardening1Ай бұрын
Video dekhne ke liye बहुत-बहुत dhanyvad ji khad banane ki video hai mere channel per aap mere channel per visit karo aapko video mil jayegi
@PradeepKumar-nu5jjАй бұрын
Nice video Like 123
@Manjugardening1Ай бұрын
Thanks for visit 🙏💐💐
@ShobhasWorld22Ай бұрын
Lovely 👌 👌 👌 😍
@Manjugardening1Ай бұрын
Thanks dear thanks for visit 🙏💐💐💐
@PradeepKumar-nu5jjАй бұрын
Manju ji 🙏 1st baar apke video pr comment kr rha huin 4, 5 baar pehle bhi dekh chuka huin ap bhut achi videos bnate ho uske liye apka dhnyawad 1 swal ha kya iss time pr bhi cuttings grow ho skti hn wo bhi bina poly se cover kiye apke ideas superb hote hn pr or log to rainy season ya February bolte hn cuttings grow krne ke liye please suggest or reply☘ 😊🙏 🍃
@Manjugardening1Ай бұрын
Video dekhne ke liye बहुत-बहुत dhanyvad, ji han bilkul abhi aap cutting Laga sakte hain October manth bahut achcha time hai jo ki cutting abhi fungus lagne ka dar nahin hota hai reni season mein Aksar logon ki cutting mar jaati Hain fungus ki vajah se jyada Pani ki vajah se yah samay bahut hi achcha hai ki ismein cutting lag jaati Hain aur abhi poly cover karne ka koi matlab hi nahin hai kyunki abhi ismein kohra ya pala nahin lag raha hai ya Thanda nahin hai to aise hi cutting bahut acchi lag jaati hai Maine lagai hai jo dikhai thi aap bhi lagaiye achcha result milega
@PradeepKumar-nu5jjАй бұрын
@@Manjugardening1 Thanks .🍃ap itne ache se or time de ke smjhate ho pta hi nhi tha or kuch log kuch line likh kr ulta kanfuse kr dete hn dil se .dhnyawad 🍃🌺☘
@PradeepKumar-nu5jjАй бұрын
Mam cocopit to nhi use krte khet ki mitti or kali gobber ki khad me kese grow kr skte hn please suggest ☘🍃🌺
@Manjugardening1Ай бұрын
Video dekhne ke liye dhanyvad cocopeat Na Ho to koi baat nahin aap Jo aapke gamlon ki purani mitti hoti hai na garden ki usko le le usmein extra khaad na milaen bus usmein Laga den
@PradeepKumar-nu5jjАй бұрын
@@Manjugardening1 Thankuuu mam ap bhut ache se smjhate ho to mann khush hojata ha aj se apka 1 subscribe or jud gaya apse 😊
@gajananhegde9424Ай бұрын
Gadeyar ful ki Bel katig mel sakti hai kya manjuji
@Manjugardening1Ай бұрын
Video dekhne ke liye dhanyvad ji aap rahte kahan ho kahan bhejungi kitne dur cutting kharab ho jaati hai
@PoojaMishra-er1ysАй бұрын
Mam ek baat btay please k gudhal aur bogenveliya ki cutting aur kitne din tk lga skte h knuki October to shuru ho gya h
@Manjugardening1Ай бұрын
Video dekhne ke liye dhanyvad ji abhi bahut achcha season Ho rakha hai na garmi hai na Thanda hai aur barish bhi bahut nahin hai jisse ki plant mein fungus lagta hai ya die back ki problem jyada ho jaati hai aur hamari cutting reni season mein jyada problem Ho jaati hai lagne mein abhi ka samay best hai abhi aap lagaen October manth mein pura Laga sakte hain
@muskandhekware8018Ай бұрын
Gulab ki cutting bhi aise hi lagaye Kya ma'am
@Manjugardening1Ай бұрын
Ji han bilkul ISI tarike se lagaye hundred percent successful hogi sari tips batai Hain video Dhyan se dekhen
@anjubehl6708Ай бұрын
Cutting abhi be laga sakte ha kya
@Manjugardening1Ай бұрын
Ji han bahut acchi cutting abhi gro hogi
@mdtahir4166Ай бұрын
Kya mam kuchh paudhe aap ke garden ke milen ge?
@Manjugardening1Ай бұрын
Most welcome aaiae aur le jaaiye 💐💐💐💐💐
@gsingh7107Ай бұрын
Garlic vine plant kya purani h ?
@Manjugardening1Ай бұрын
2 sal ki hai
@ManjuMinigardeningАй бұрын
Bahut acche flower Khele Hain Manjuri nice sharing
@Manjugardening1Ай бұрын
Thanks for visit 🙏💐💐💐
@sumitanath-ks6pfАй бұрын
Kon se month me cuttings lagana chahie.
@Manjugardening1Ай бұрын
Cutting bahut acchi raini season se shuru hoti hai agar aap acche se Laga lete Hain plant ko ya FIR February March mein acchi hoti hai lekin abhi October mein jab tak kohra ya pala nahin pada hai tab tak aap abhi bhi cutting Laga sakte hain, meri to acchi gro ho rahi hai
@sumitanath-ks6pfАй бұрын
Thank you so much mam.apke tarike se cutting lagakor dekhungi.
@shahrukhausaf2543Ай бұрын
Mere gultasbi aur madhu malti mai flowering nahi ho rahi aur patte pele ho rahe hai
@Manjugardening1Ай бұрын
Video dekhne ke liye dhanyvad ji guldaudi ka season ab shuru hoga jab Thanda badhta hai tab flowering Karti Hain aur gudhal ka hybrid gudhal khelne lag gaya hai aap plant ko nutrition Den pura dhup mein rakhen pani ke Dhyan den, gudhal ki video hai mere channel per latest hi Dali hain aap dekhen sari tips follow Karen
@shahrukhausaf2543Ай бұрын
@@Manjugardening1 ma'am namaste guldaudi nahi gultasbi ka pucha tha
@shobhakweera5748Ай бұрын
Mere Garlic veins mai 3 year hogye glower nhi aatshr hai
@Manjugardening1Ай бұрын
Aapane garlic wine kahan lagai hai jameen mein lagai hai to flowering hogi abhi bahut achcha time hai winter mein flouring hoti hai apni plant mein khad daliye aur pot mein agar lagaye hain to बहुत-बहुत bada chahie 30 Bai 30 se Chhota mat rakhna nahin to bel to acchi ho jayegi lekin phool nahin lagte
@khushvinderkaur5079Ай бұрын
Mam nimboo mai phool arhe hai lekin nimboo nhi arhe please reply
@Manjugardening1Ай бұрын
Nimbu ke bare mein sari tips bataiye video ko Dhyan se dekhen aur sari tips ko apnaen क्या-क्या karna hai kya fertilizer dalna hai Maine Bata Rakha hai, plant agar healthy hoga to flower rukenge aur fruit mein convert honge aur nahin to aane Wale samay mein February se kafi furiting hogi aap usko nutrition Den aur aage taiyar Karen
@VARUNJHA123Ай бұрын
Mam Mere gulab me do lambi branch hai dono Par ak ak phool aaya tha branch do foot lambi hai naye koi branch nhi aayi hai kya karna chahiye cting kar sakte hai kya please bataye
@Manjugardening1Ай бұрын
Video dekhne ke liye dhanyvad aap apne gulab ki cutting kar dijiye jitna aapko lambai chahie vahan Tak cut kar dijiye aur jo cut karoge usko aajkal aap Laga dijiye cutting aasani se lag jayegi
@VARUNJHA123Ай бұрын
Thanks 👍🏻
@farzanajahangir5641Ай бұрын
Ans k sy den gi
@Manjugardening1Ай бұрын
Aapko answer de diya thanks for visit 💐💐💐🙏🙏
@yashankumarАй бұрын
Aunty vse ap habs serial ki bano ki tarah lagte ho smile bhi bolna bhi sb same hi hai