Bahot achchi koshish ki gayi h. Urdu ke students aur professors ko urdu ki baqaa k liye aisi videos ki zururat hai
@UNSEENINDIA-darefortruth4 жыл бұрын
Best ever lecture on urdu nazm ki irtaka
@aabehayaat6 жыл бұрын
کاش کہ ہم اپنے تاثرات و استفسارات کو بھی اردو میں لکھتے۔ اردو ہم سب کی زندگی۔
@dr.hisamuddinfaruqui5442 ай бұрын
Adab aur ghair adab ke farq ke sath..nazmon ke different format ke sath nayye tajurbat ko misalon se Baatcheet mein Lana zaruri hai...
@dr.hisamuddinfaruqui5442 ай бұрын
Har hisse par baat karte waqt .kuch nazmon ke un hisson ki ppmisalen pesh karte rehna zaruri hai....nazmon ke hawale shayar ya nazmon ke unwan ka zikr karte waqt bhi..misalon ke sath baat ko aage barhana zaruri hai...hubbul watan ya dusri unwanat ki misaal har jagah zaruri hai..Azad ya hali ke kisi nazm ka hissa tak guftugu mein nahin laya gaya..
@barkatullah53716 жыл бұрын
good
@raza60488 жыл бұрын
Awsome lectures really very beneficial jazakallah plz tanz o mizah, autobiography, khaka w maktoob nigari per bhi lectures upload karen
@alizaidi50818 жыл бұрын
bahut achhe
@ikramullah87807 жыл бұрын
Zbr10.
@mdirshadalam-ww2ti7 жыл бұрын
wah
@sabihasadaf34006 жыл бұрын
Sir isi tarah ki or video baneye
@mohdzaidsayed32036 жыл бұрын
Bahut acchi baat hai AAP Ko pasand hai
@ershadkhan35506 жыл бұрын
sir,app ka lecture behad hi umda hai and kargar hai...plz sir app allama ekbal pe tafsil se vedio daliye....
@drf85086 жыл бұрын
Great...... maroozi sawalat par plz kuchh video upload kare....MANUU ke sabhi video bahut malumati he...urdu literature se MUTALIQ kisi bhi imtehan me bahut kam aane vale hen....urdu students ke liye khas kar ugc net aur deegar urdu se related muqabla jati imtehan ke liye online koi mavad mojud nahi he...aisi condition me...MANUU ke ye malumati video bahut kam aane vale hen....agar kuchh maroozi sawalat par mabni vidio upload kar den to....tamam mulk ke urdu literature ke imtehan cbse net/assistant professor urdu VAGAIRA ko online urdu ki malumat hasil ho sakegi...aur tamam desh ke urdu students ki rehnumai bhi ho sakegi...madhya prdesh me taqriban 25-30 sal me assistant professor urdu ke liye exam ho raha he...lekin dukh ki bat ye he ki urdu me online MOCK test aur urdu literature mojood nahi he....ummeed he is guzarish par gaur farmayenge....
@aabehayaat6 жыл бұрын
کاش کہ ہم لوگ اپنے تاثرات و استفسارات کو بھی اردو میں لکھتے۔ اردو ہم سب کی زندگی۔۔
@ershadkhan35506 жыл бұрын
sir tankeedpar tafsil se vedio bnaye....
@sambhaltest9316 жыл бұрын
ghazal be waqt ki ragni h yeh kisne kaha
@ershadkhan35506 жыл бұрын
sir, t.s. Eilat and se le kar LAN jaynas per lekchar chahiye qki is topic se ugc si net me trah taha ke sawalat puche jate hai plz ......plz .....vedio daliye
@dr.hisamuddinfaruqui5442 ай бұрын
Ilm ko iqbal ne ahsaas mein badla..misaal kyon nahin di gayi...is baat ka lihaz kar ke guftugu ho ke sunne wale ka utna mutala aur takhleeq ko tanqeedi nazar se parhne ka tajurba nahin hota hai..chahe mauzu ke kuch hisse par hi baat ho ..lekin guftugu mein musalsal ..misalon ka dete rehna zaruri hai..
@sambhaltest9316 жыл бұрын
Sir Aap ans reply nahi karte
@dr.hisamuddinfaruqui5442 ай бұрын
Nazm ki misalon ka zikr na hoga..tu subject ki tafseel communicate nahin ho pati hai..