Mashallah Allah Aap ki Omer draz karay Ameen summa ameen
@hasinakhan64187 ай бұрын
Manjar sahb Aap ki shayri Lajwab hai
@santoshkumari87896 ай бұрын
,❤❤❤❤❤
@bushrashamim67582 жыл бұрын
بہت شاندار۔ اناؤنسمنٹ۔ منظر بھوپالی کے متعلّق - جاندار اور شاندار کلام۔
@gufranahamad61202 жыл бұрын
Popppppooooproppppppppppppooppppppppppppppppppppprrrr wwww w a ru9 ulul a rahi
@mudasirmaqbooldar6683 Жыл бұрын
Love you Manzar sir
@naushadkhan4227 ай бұрын
ماشاءاللہ بہت خوب❤
@mazharhussainkhan38822 жыл бұрын
Urdu bahot meethi boli hai bahot apnapan hai
@thpcaps160 Жыл бұрын
मुबारक हो मन्जर भाई बहुत खुब
@santoshkumari87896 ай бұрын
🙏🙏🙏🙏🙏
@jakeerahman66602 жыл бұрын
بہت اچھا پڑھا منظر بھائی اللہ آپ کی خدمات اردو کو بے حد قبول فرمائے
@1101smartkooldude10 ай бұрын
he deserves a much better audience for sure- itne thake hue saameyeen aur shaya nasheen main shayad pahli baar dekh raha hoon- agar kisi ko 6000 mile door se bulaaya hai toh unki hausla afzaayi keejiye aur apni sher fehmi ka saboot dijiye, maine isi liye apni doosri comment mein kaha tha ke aksar mushairon mein wahi log hote hain jo ticket khareedne ki sakat rakhte hain ya free pass lene ki haisiyat, asli urdu ke mohib hote toh is tarah chup nahi baithte aur mehfil mein is tarah ka sannaata nahi hota. bus ek fashion sa hogaya hai koyi bade taqreeb mein haazri lagaana aur bade shaan se fakhr se uska tazkera karna har mumkin maukhe par. mujhe hairat hoti hai amjad islam amjad jaise bade log bhi chup chaap baithe hain koyi daad nahi koyi tehseen nahi, kya koyi is tarah se hona chahiye mushaira aur itne behtareen ash'aar ka isteqbaal- waah kya baat hai. Badi maazerat ke saath kehna padh raha hai, behud afsos ki baat hai.
@altafibbu59562 жыл бұрын
ذرا سا وقت گذر جاے غفلتوں میں اگر تو اچھے اچھوں کو پھر ہاتھ ملنا پڑتا ہے بیشک👍
@rashidachougle64902 жыл бұрын
0l00l00l0l00000l0ll0000l00000000
@drsubhankhan77362 жыл бұрын
Bahoot achcha
@gazala2344 Жыл бұрын
Sobhan allah bahut Kobe
@______-rd6ot2 жыл бұрын
خوبصورت سلسلہ
@fareesaquadri39392 жыл бұрын
Manzar sahab aap ko inqilabi shayeri suit hoti hai
@naiyaraliazhar99622 жыл бұрын
Bhut khoob Mashallah Manzar sb
@Trustisimportant96582 жыл бұрын
Ma Sha Allah Manzar saheb bahut qoob.
@______-rd6ot2 жыл бұрын
واہ
@mohdkhalid4152 жыл бұрын
ماشاءالله
@zeenatraza42792 жыл бұрын
MashaAllah MashaAllah bahut zaberdust Allah salamut rakhey ameen tum kaisey ho? Kahan ho?
@fkahrulhasan6352 Жыл бұрын
Mashallah
@raziabarkat98132 жыл бұрын
Very nice
@SzKhan-ef4to2 жыл бұрын
BAHUT ACHCHA MASHA ALLAH
@1101smartkooldude10 ай бұрын
naazima saheba agar copy ke bajaye nakhl kehteen toh behtar tha- ek adna sa taalib e ilm ka mashwara hai, kam se kam nizamat ke farayez anjaam dene waalon ko toh is baat ka khayaal hona chahiye.
@TaskeenAlamKhan8482 жыл бұрын
Masha Allah. Bohat allaa. ZABERDAST. Very well done keep it up May Allah bless you all. Ameen
@shahleatherimpex4691 Жыл бұрын
❤
@mirzabeg54522 жыл бұрын
Urdu ka jab kahe sazar lagta hai Tab Apne ankhon ke samne Aesa koe Manzar Lagta hai. Takhallus, Taffallus, Lachak, uthna, girna, Sab Ise zaban me hai, Hindustan, Pakistan, Kazakhstan, Afghanistan Sab ke Shan Hai. Written by Mirza Tauqeer Beg Adv.
@1101smartkooldude10 ай бұрын
urdu ko bachaane ke liye sirf mushairon se kaam nahin chalega aur woh bhi aise mushaire jahan sirf bade log jo ticket khareed sakte hain ya phir jinki rasaayi aur taa'aaluqaat hote hain free passes haasil karne ke liye warna aam aadmi ke liye toh yeh mayassar hi nahi hai. Doosri baat hum apne bachon ko urdu ki taaleem deni chahiye, woh chahe kis tarah se bhi ho. agar unke schoolon collegon aur university mein nahi padhaayi jaati hai toh uske liye khadam uthao taa ke har jagah urdu ki taaleem dasteyaab ho ya koyi aisa idaara banao jahan har ek ladke ladki ko urdu ki taaleem deejaaye. jaise maa baap apne bachon ko kisi na kisi shobe mein bhejne ke liye academies mein daakhila karwaate hain usi tarah ek urdu ki academy bhi ho sakti hai magar afsos hamaare yahan bacha angrezi mein bolta hai toh use fakhr samajhte hain jo theek hai main use bura nahi kehta magar apni maadri zubaan par tawajjoh deni hi chahiye jaise har zubaan bolne waale karte hain bus hum ko sharmindagi mehsoos hoti hai yeh apni ehsaase kamtari ka saboot hai. Teesri aur sab se sharm ki baat yeh hai ke hamaari mehfilon mein bhi urdu se zyaada english ya hindi ke bade bade ishtehaar dikhte hain aur us taqreeb ke ruqqe bhi hindi / english mein hi hote hain aur jo bhi sooba hai us zubaan mein hi hote hain, kam az kam hum itna toh kar hi sakte hain ke apni mehfilon mein uske ishtehaaron mein aur rukkhon mein toh urdu ka istemaal kar hi sakte hain. is zubaan ke dushman hi kya kam the jo hum bhi apni zubaan ke khaateme ke liye zimmedaar honge agar isi waqt is par koyi thos khadam uthaaya na gaya toh.