Sir hum ne 1 month pehly apne ghar mein marble white colour ka lega hai per wo tootne lag geya hai es ki kiya weja hai
@citymarblessahiwal3 ай бұрын
@@muhammadazeem8043 thora explain karen k toot kis trha raha hai ? Cracks per rae hain ya tiles okhar rahi hain ?
@PanipumGamingworld12123 ай бұрын
Very well explained
@citymarblessahiwal3 ай бұрын
👍👍👍
@mzmobilebwn96083 ай бұрын
Sir virona daby wala lagwao ya suny gery dono may bater kon sa ha jis ki life zaida ho
@citymarblessahiwal3 ай бұрын
Sunny grey life mei best hai . Vesey dhabay wala verona bhe acha mil jaye jis mei dhabay ka pattern eik jsa ho ya chanti kar k achi tra lagaya jaye tou wo bhe thek rahay ga
@akabarabbasi78983 ай бұрын
Marbal main b Spencer lgty hain or filling
@citymarblessahiwal3 ай бұрын
@@akabarabbasi7898 sir normally marble mei spacer aor filling nai lagti cement se isey fill kar dia jata hai. Lekin aap space de kar ous mei different colour ki filing laga saktay hain .
@RAISARIFVLOG453 ай бұрын
Bhi Agr marble new lagi ho to uske polish 6month ke bad kar sakte hn
@citymarblessahiwal3 ай бұрын
G bhai jab marzi karwaen koi masla nai chahay saal baad karwa len
@HaseebZulfiqar-ku5re3 ай бұрын
Bhi badal marble 80 say 90 rupees per square foot ha or is ki rgri 20rs square feet Total 110rs bnta ha Or marble lgvanay pr kitna kharcha ay ga Per feet bta de
@citymarblessahiwal3 ай бұрын
@@HaseebZulfiqar-ku5re bhai labour 30 se 35 rs per sft parti hai normally aor 35 rs material lagta hai eik andazay k mutabiq
@mbbs0513 ай бұрын
گھر کے فرنٹ کے لئے کیا بہتر ٹائل، ماربل یا پتھر؟ رہنمائی کر دیں۔
@citymarblessahiwal3 ай бұрын
kzbin.info/www/bejne/e6ilc2SHjcutfaM Plz watch video given in link above
@faisalhameed21983 ай бұрын
geedarh sunghi kahan se milti hai ye bhi bta deen
@citymarblessahiwal3 ай бұрын
@@faisalhameed2198 Asa maloom hota hai apko meri koi baat buri lagi hai. Aap agar musbat tareeqay se meri islah karna chahen tou mujay khushi ho gi . Aap yakeenan bahot achay jughat baaz hon gy lekin is se islaah mumkin na ho gi .
@faisalhameed21983 ай бұрын
@@citymarblessahiwal koi baat buri naheen lagi bohat lamba process hai aap ne heading main asaan ka lafz likha tha. Gedarh singhi tip hoti hai kamoon ko aasaan kernay k lyy . Anyhow sorry agar bura laga
@rajadecoration3323 ай бұрын
بھائی مجھے مشورہ دیں کون سا پتھر بیسٹ رہے گا؟ سفید رنگ میں ہو۔۔۔۔۔۔۔۔
@citymarblessahiwal3 ай бұрын
@@rajadecoration332 sunny white ki achi lot talash karen bhai .
@ApnaPakistanOfficial3 ай бұрын
بھائی آپ کا نمبر کیا ہے میں بھی ساہیوال شہر سے ہی ہو ماربل کے بارے میں مشورہ کرنا ہے