Bahut hee badhiya bhiya apne bilkul sahi jankari di baki to sb paise lootne ne lage hai good job 😊
@VIKAS-MAROTA2 жыл бұрын
अदभुत जानकारी
@raahulrathod17022 жыл бұрын
wah ji wah meri gaadi me head gasket jalte jalte bach gayi he kyoki meri gaadi me ek baar overheat ho gayi thi raste me kahi se coolant leak ho gaya tha jaise hi light aayi thi overheat ki mene engine off kar diya tha aur mechanic pas me hi tha to mene waha dikhwaya thermostat valve aur hose pipe ka issue tha usko repair karwake radiator ko flush karwake laga diya ek dum ok he head gasket barabar hai koi leakage nahi he.
@SHYAMAHAR2 жыл бұрын
good..
@hemrudhj.j1432 Жыл бұрын
Bro , Hyundai verna model 2007 head gasget price? Plzz reply 🥺
@PERFECT.395 Жыл бұрын
Sir mera eeco car hai usme engine ke niche se coolant ka pani leak ho raha hai kya karu koi solution batao mene mseal laga ke chala raha hu
@SHYAMAHAR Жыл бұрын
sir leakage band karavo nahi to engine kharab ho jaye ga
@robinsingh8172 Жыл бұрын
Terrani ke coolant bootle mai engine oil aa rha hai kya problem hogi
@SHYAMAHAR Жыл бұрын
headgasket leak hai
@robinsingh8172 Жыл бұрын
@@SHYAMAHAR engine oil cooler ya oil separator ki wajah se bhi ho sakta hai kya?
@TarunKumar-xv2dl2 жыл бұрын
Nyc information
@mohamadsajidshaikh2889 Жыл бұрын
Sir geskite chang karne ka cost kiya hota hai
@rahulnikam1279 Жыл бұрын
Mere gadi main same issue hai...muze 10k-11k ka kharcha bataya hai mechanic Wale ne🙂
@BramhaSahu-s6kАй бұрын
Sar head gasket ki kimat
@SHYAMAHARАй бұрын
300
@lallulalsharma62292 жыл бұрын
Sar gas kit lagane mein kharcha Kitna aata hai engine ko laane kitne paise lagta hai dikhao sar
@SHYAMAHAR2 жыл бұрын
sir video chek karo
@danishkotwal82575 ай бұрын
Kitna khrcha aya tha bhai
@prakashrao9982 жыл бұрын
Gascat change karneka paisa kithna hey
@SHYAMAHAR2 жыл бұрын
2-3 k, vese gasket 190rs ka aata hai..baki head face kerane ke or labor..