Jazakallah Khair ustad e mohtarum stay connected and counsling us
@misbahashfaq77082 сағат бұрын
Thanks for this compliment
@SamiaSwati4 сағат бұрын
Assalam.o.alaikum yahan p hm sawal puch skty hn kya ..plz jawab dena hai hai.
@princessmehwish-o8w7 сағат бұрын
Boht zada pareshan hun mufti saahab shor ne 3 talq aik sath di hain mujhe leqin cal pe ami abu or bahnoi ko maine naji suna kano se or shak ki bunyad pe wo aksr mujh se boht zada piyar jatata hai 3 talq kia 3 bar aik sath bolne se hoti ya 3 3 bar alag alg time. Or ab maira dil nahu manta k mae us shaks m sath rhun itne sal maa bap ne majbor kkya ager mae unke gher kuch arse k lie rhti hu to baten tane sun k depresion hojata waps shor ki trf jana parta mae apna alg gher le k apni aulad k aath rhhna chahti hh to mujhe gusa dekhate k hum kia khandan ko mu dkehnge maire bache b hain or mae boht pareshan hu k jaun tk jaun kaha saber nahj ata plz jo bahtr faisla ya fatwa hai wo ap maire shor ma bap k lie kahen take mae unhe sunao saba karachi se
@princessmehwish-o8w8 сағат бұрын
Mufti sahab maire shor ne maire ami abu or bahnoi ko cal karke kaha mae ise talq deta hu halake mae wahan moujd nahi thi or mujhe 4 din bad pata chala or phr ma bap chahte guzra karu or shor humesha shak me hi rhta hai bus jo gunah na kiya ho ha tuba ki ho uspe tourcher karta rhta hai bohtt zadaa pareshan hu k talq hogai ha k nahi
@MdIbrahim-l8z2g7 сағат бұрын
Mufti sahab ham college ham zohar ki namaz padthe hai per koi bhe hafize Qur'an nahi hai kya namaj alag alag padni chahiye rehnumaye farmaye, MOHAMMED IBRAHIM, INDIA, HYDERABAD SE
@kzunair_2 сағат бұрын
Walekum assalam Bhai me bhi india hyderabad se hu, bhai zaruri nahi hai hafiz e quran ke picche padna namaz koi bhi pada sakta muslim. Behtar hai sabse bade ya akal mand padana or koshish karo jamat se padho
@SamiaSwati4 сағат бұрын
Pta nhi ab jawab KB aye ga
@AmrinSultan-jd6lm6 сағат бұрын
Mufti sahab mere sasural Wale bht bad akhlaq h baat baat pr chilla kr bolte hai...Kiya m bhir bhi inke sath akhlaq se baat kru Amrin sultan India se
@AmrinSultan-jd6lm6 сағат бұрын
Mere sasural Wale mere sath husne slook nhi krte or bht badakhlaqi se paish aate h deendar bhi nhi h.... kya m bhir bhi inse husne slooq kru Amrin sultan India se