Guru ji stress se bahr kese nikle morning me head (sar) me ek side kafi dard hota h daily life me kya changes karu kuch suggest kijiye 🙏
@AnandDwivedi369Күн бұрын
meditation , compassion meditation , fast instrumental music ke saath body movements , natural food , packet milk ko avoid kijiye , ankurit moong achha hai
@Vineet-y7fКүн бұрын
@AnandDwivedi369 dhanyawad guruji 🙏
@AIR1-j3nКүн бұрын
Guruji mai apse milna chahta hu par 1000km dur hu jaha aap hai waha se aur 17 varsh ka balak hone ke karan aane mein asmarth hu kripya koi tarika batakar margdarshan kre 🙏
@AnandDwivedi369Күн бұрын
abhi email use kareinge : ananddwivedi@gmail.com
@prernasharan555Күн бұрын
Chhote bachho ke gusse aur chidhchidahat ko kaise theek karu? please guide kre🙏
@AnandDwivedi369Күн бұрын
meditation ke abhyas se
@Charvi112Күн бұрын
Guruji can meditation reduce weight? 😅 I try everything but unable to loose.
@AnandDwivedi369Күн бұрын
yes meditation is effective.........also avoid processed food and bakery stuff.....packet milk is also not good.........sprouted moong is good , cooked or raw.......and exercise with fast instrumental classical music
@Charvi112Күн бұрын
@@AnandDwivedi369thankyou guruji 🙏❤️🙏🙏🙏
@KarthikAryan-p4xКүн бұрын
Guru ji padhte samay aakhe nam si ho jati hai aur nind aane lagti hai !! Pls bataie kya kru 🙏🏻
@AnandDwivedi369Күн бұрын
eyes ki exercise kero. ........chalte hue padho
@Jai_HindBharatКүн бұрын
Namaskar 🙏! Self respect aur ahankaar par ek video.
@AnandDwivedi369Күн бұрын
ek hai. kzbin.info/www/bejne/moOZdKKFrq12qbMsi=EoLGH5ofpruYE_AI