wsalam , shah sab will visit pakistan form 1st april to 22 april . you are welcome to meet him at madrassa qadria jilania , faisal colouni , tench bhatta , rawalpindi
@555pak45 жыл бұрын
@@meetsasam1 اسلام علیکم بات یہ ہے کہ کاروباری حالات بہت بہت پریشان کن ہے کویت میں رہتا ہوں ۔برائے مدینہ میرے لیے دعا کروادیں آپ کا احسان ہوگا عبدالرؤف فرام کویت
@meetsasam15 жыл бұрын
@@555pak4 g zaroor . allah ap ki mushkilaat ko asaan farmay .
@आतिफरजाखांअल्वी5 жыл бұрын
aap to allah ke woli hain.
@farooqsumbal3 жыл бұрын
Ya Arhamarrahemen
@n.s.52783 жыл бұрын
Is qibla Shah Sahib still speaking publicly?
@meetsasam13 жыл бұрын
Yes...
@n.s.52783 жыл бұрын
@@meetsasam1 masha'a Allah. Where and when. I'll try to visit, but am up north.
@meetsasam13 жыл бұрын
@@n.s.5278 he is delivering live lectures on internet through youtube channel jilanimedia and also he is delivering friday speach at walthomstow london.
@mohammedyaseen34146 жыл бұрын
Sarkar aqa kareem pak ne har mushkal ka har masle ka har gunah ki talafi ka ilaj sade bab quran me apne farman me bata diya hey koi gunah ho jaey to Us ki mafi talafi kufara kis tareeqa se mumkin hey ye bhi bata diya Abb sarkar dunyavi zindgi se ham me mojood nahi app ka hukam farmaf mojood us ki taraf rajooh kiya jaeyga phir gunah ki bakhshash ho jaegi Asal tareeqa ye hey agar sarkar pak abb bhi usi tarah jalwa farma hote to ham tamam masail le kar un ki bargah me jate Lakin app ne bata diya akhri khutbah me quran our meri sunnat ko thaam lo kabhi gumrah na hoongey abb jo bhi mamla masla dar pesh hoga quran our hadees sunat se hal kiya jaega
@mohammedyaseen34146 жыл бұрын
Shah sahib janab Jis admi se kuch gunah hoa Sarkar aqa kareem pak bhi is duniya me tashreef farma they wo shakhas bhi to allah ne kaha wo app ke pas jata app us ke leye bakhashash mangte me bhi maaf kar deta Sawal ye paida hota hey ajj dunya me lakhoo ghareeb musalman hey jo aok waqat ki roti bhi nahi kha sakte un se agar koi gunah ho jaey wo madeena nahi ja sskte wo to mshroom rah gaey un ke gunah kis tarah maaf hoongey Ye bataeye zara
@syedkhalidpasha7865 жыл бұрын
Qibla, Habib e Kibriya Sallallahu Alaihe o Aalihe o Sallam Hamare Dil May Jalwa Farma Hain. Aap Ne Zara Sa Sir Jhukana Hii Aur Ruju Karna Hi. Aaqa o Moula Sallallahu Alaihe o Aalihe o Sallam Momin Ki Jano Se Ziyada Qareeb Hain (Quran e Paak). Ru Siyah Syed Khalid Pasha
@tayyabshahzad6882 жыл бұрын
Jaisa ke Qur'an se saabit hai, gunah ho jaane ki soorat mein nabi (s.a.w.) ke paas tashreef le jaana. Aur choonke Ahlus Sunnah Wa'l Jama'ah ke majority scholars ka muaqqif yeh hai ke aap (s.a.w.) apni qabr mein aaj bhi zinda hain, unko du'a karne ko kehna ya shafa'at keliye kehna jaaiz hai. Isay tawassul kehte hain. Yeh tamaam chaar fiqhon mein jaaiz hai. Magar isay karna na to farz hai aur na hi isay kiye baghair dua ke qabool na hone ka koi suboot hai. Yeh ek jaaiz amal, jis se dua ki qabooliat jald ho jaati hai ya yaqeeni ho jaati hai. Durood shareef parhne se bhi dua jald qabool hoti hai. Aur yeh ek mustahabb amal bhi hai. Magar agar banda yeh na kare toh dua phir bhi maqbool hogi Allah ke paas kyunke Allah koi dua radd nahin karta. Doosri baat tawassul (waseele) keliye Madina jaana shart nahin hai. Kyunke huzoor (s.a.w.) hamare alfaaz ko sun sakte hain aur amaal ko baqaida dekh sakte hain (Sahih hadees). Isliye namaz mein unko mukhatib karke salam karte hain kyunke woh salam ko khud sunte hain. Assalamualaikum!
@russelindia6 жыл бұрын
Rasulallah SAW us waqt Moujood thein , is liya Umar RA gaye , rasulallah ke wafat ke baad nahi jaate thein.
@meetsasam16 жыл бұрын
rasulallah ke wafat ke baad nahi jaate thein .. kindly provide ref for this claim . thanks
@russelindia6 жыл бұрын
@@meetsasam1 Brother , show me one evidence from hadeeth that any companion went to ask advice from prophet after his death ? Evidence should be provided by people who claim against natural flow of events . If I say Muhammad SAW was human , I do not need prove that , because it is natural , if I say he was non human , then I have to show evidence. Did ayesha RA ask prophet whether she should go on war against Imam Ali RA ? Do you people go there and ask whether we should do rafa yadain or not ? After death of prophet has he influenced this worldly life in any manner ? is there any evidence?
@meetsasam16 жыл бұрын
@@russelindia DEAR BROTHER , i just asked the ref of your claim . can you provide it or not ?
@russelindia6 жыл бұрын
@@meetsasam1 Brother , If I ask you to show where is it written we cannot give adhan for Eid salah , can you provide ? The problem with your question is that , you do not understand what The Moulana is claiming that was not aqeedah of companions , they never went and asked for anything after the death of prophet , that itself is evidence. After death no one can do anything.
@meetsasam16 жыл бұрын
@@russelindia dear brother , i respect your opinion but i would like to say we can provide all the evidences which are required for AQAAED OF ALHLAY SUNNAH WAL JAMAAT from very authentic sources . we all are seeking for truth if you want to read the details with open heart i can recommend the books . after reading them you can either accept or reject our aqaaed as you prefer . i hope with this good will you can provide a positive feedback .