Waah! Suman ji, uploads ke saath aapke visuals bhi sarahaaniye hote hain ! Dekh kar aise lagta hai jaise hum Mehdi Hassan Saaheb ko live hi sunn rahe hain! Iss private mehfil mein gaayi, Khan sb, ki ek aur nayaab peshkash ko saajha karke, hamein sunne ka mauqa dene ke liye, Rashdi sb, aur aapka dil se shukriya ! Khan sb, ne apni iss performance mein, Shastriye kala aur apni taaleem ke baare mein bade vistaar se bataaya hai, jisei sunn kar hamaare bhi gyaan ki jaankaari mein izaafa hua ! Shaayar ke dil ko choone waale alfaazo.n ki nazakat ko, motiyo.n ki tarah piroh kar pesh kiya hai, Khan sb ne ! ....Ishq ko shirk kee, hadd tak naa badhaa ..yuu.n na chhup humse, Khuda ho jaisey ! Bahut hee pyaare ashaar hain ....Log yuu.n dekh ke ha.ns dete hain, tuu mujhe bhool gaya ho .... Hitchkiyaa.n raat ko aati hee rahee.n ...Toone phir yaad kiya ho jaise . Aur ye aakhir ka sh'er to rooh ko chuu leta hai ...Zindagi beet rahi hai "Daanish".....Ek be-zurm, sazaa ho jaisay ! Unka sur laagaane ka bahut hee dil fareb andaaz tha ! Itne sakoon se gaate thay, ke sunne waalo.n ko bhi badi raahat mehsoos hoti thii ! Bahut hi aalishaan aalaaps aur harkato.n se sushobhit kiya iss peshkash ko unhone. Dil ki gehrayion ko chuu gaya unki utkrisht gaayaki ka ye andaaz-e-bayaa.n ! ❤ Bahut lutf aaya aaj ki iss naayaab ghazal ko Khan saheb kee makhmali aawaaz mein sunn kar ! Ustad Tari Khan sb ke baa kamaal table aur Ustad Asad Ali Khan ke harmonium ki sangat ne, nikhaar diya iss live performance ko ! Audience kee waah-waahi sunaayi de rahi thii , unki kala ki tareef mein ! Subhaan Allah! 👌👌👌 Hamaari shubh kaamnaayein ! 👍💐🙏
@ Atal Bihari Vajpayee ji bhi nazar aa rahe hain picture mein!
@sumansaurav712 ай бұрын
@vichitram7037 Yes. Atal Jee bhi khan saheb ko chaahne waalon mein se they.
@vichitram70372 ай бұрын
Kya unheen ke saath mein baithe hain , Jamal sb ?
@sumansaurav712 ай бұрын
@@vichitram7037 Ye tasveer alag mehfil ki hai?
@pakmusic81452 ай бұрын
Subhaan Allah.. Kia kamaal aor Lajawaab fankar thay.. Mehdi Hassan Sb.. Allah Maghfirat farmaey..
@sumansaurav712 ай бұрын
Thanks for feedback.
@kamleshpandya12712 ай бұрын
इसका नशा मरते दम तक नही उतर सकता!कैसे शुक्रिया अदा करू?
@sumansaurav712 ай бұрын
Shukriya sir for excellent feedback.
@narendralodhia2 ай бұрын
It’s wonderful to hear about Surav Suman Ji and his dedication to preserving the legacy of the legendary Mehdi Hassanji . Fans like him play an invaluable role in keeping Mehdi Hassanji ’s art alive for new generations, especially through sharing rare videos and recordings that bring back the magic of those timeless performances. Thank you, Surav Sumanji, for your passion and effort in sharing these treasured pieces of music history. Your work allows more people to experience Mehdi Hassanji’s unmatched mastery and dedication to ghazal music, ensuring that his contributions continue to inspire and touch hearts worldwide.❤
@sumansaurav712 ай бұрын
Thanks for feedback
@nirmalpande32072 ай бұрын
रियाज़ , रियाज़ और सालों का रियाज़ है जिसका ज़िक्र अपने कई सारे साक्षात्कारों में मेहदी हसन ने करा है, ... सुमन जी बहुत बहुत शुक्रिया आपका और जमाल रिज़वी जी का इस धरोहर को बचा कर रखने और सामने लाने के लिए ....🌹🌹🌹
@sumansaurav712 ай бұрын
Shukriya Nirmal Sir feedback Dene ke liye.
@hussainbhatti87212 ай бұрын
Halq or seene ki taanain Mehdi sahib na Laga sakte thy or callasical GANA Patiala gharane ka fan Hy Ustad amanat Ali Khan or Ustad Fateh Ali Khan gazal Mehdi sahib ne bohat ache Gai Mehdi sahib Tano ke baat karate Hain wo to thumri na ga saky maazrat yani jo thumri ka tariqa hy
@sumansaurav712 ай бұрын
@@hussainbhatti8721 shukriya sir for feedback.
@shawnalex834625 күн бұрын
your analysis is absolutely right and there are also many classical singers who are still signing classical music , like Khyaal, Raggs, thumri and trana , for example Pandit jaes raj , Pandit Bheem sing joshi and many others .
@kanekarvilas122 ай бұрын
Very nice ghazal by the king of ghazals.Thanks Suman ji & Rashdiji.
@sumansaurav712 ай бұрын
Shukriya sir for feedback.
@BhagatSingh-q8x2 ай бұрын
असरदार गायकी और सुरों की मिठास 🙏🙏🙏🙏
@sumansaurav712 ай бұрын
Thanks for feedback.
@sonaliyajatin55332 ай бұрын
Aur ek Ustad ji ki lajawab ghazal ka bahetarin taufa Suman ji Aur Jamal Rashdi saheb ki taraf se❤️ Thank you both 🙏🙏
@sumansaurav712 ай бұрын
Thanks 🙏🙏
@maheshsoni50512 ай бұрын
Poetry of Ehsan Danish Ji and sweetness in singing of Mehandi Hasan Sb... Ishq ko sheerk ki had tak na bada...yu na mil mujhse khuda ho jaise...
@sumansaurav712 ай бұрын
@@maheshsoni5051 Shukriya sir for Feedback.
@sherafzal9834Ай бұрын
❤❤❤wah wah mehdi Hassen Sahib
@sumansaurav71Ай бұрын
Shukriya sir for feedback.
@hnmirza12 ай бұрын
Another priceless gem! Thank you. Khan saheb in full flow.
@sumansaurav712 ай бұрын
Thanks for feedback.
@amjad2682 ай бұрын
Thank you both of u Suman ji and Rashidi Sb ❤. ❤ ❤
@sumansaurav712 ай бұрын
@@amjad268 thanks 🙏🙏
@LatifAhmad-vf4sz2 ай бұрын
Mehdi Hassan Sb. Pay Allah Taala ka khas Karam tha k behlawy ki aamad byintaha the aur in k sur ki pukhtgi aur khubsurti KY lea wo apni mesal app he thy. Allah Taala un k darjat buland farmay aur unhain Janat ul Firdous main aala maqam atta farmay Aameen Summa Aameen
@sumansaurav712 ай бұрын
Aapne bilkul sahi farmaya sir. Shukriya for regular feedback.
Mehdi Hassan/Tari Khan- Yuun Na Mil Mujh Se Khafa Ho Jaise [From audio Archive of Jamal Rashdi ] Tabla -Tari Khan Harmonium -Ustad Asad Ali Khan This private Mehfil was organised in Houston in Early 80s. Thanks to Jamal Rashdi saheb for sharing this classic recording with music lovers. This ghazal is composed in Raag Bilawal+Bhairavi.
@sherafzal98342 ай бұрын
Wah wah mehdi Hassen Sahi❤❤b
@sumansaurav712 ай бұрын
Thanks for feedback.
@PoetAminulIslam-g4o26 күн бұрын
Just mesmerizing !
@sumansaurav7126 күн бұрын
@@PoetAminulIslam-g4o Thanks for feedback.
@GhazalStudioChannel2 ай бұрын
Incredible ❤❤❤❤❤
@sumansaurav712 ай бұрын
Thanks 🙏🙏
@skgquranacademy33172 ай бұрын
Thanks sir
@sumansaurav712 ай бұрын
Thanks for feedback.
@FerozPathan-m7m2 ай бұрын
धन्यवाद भाई, उम्दा रचना आपने पेश किया.
@sumansaurav712 ай бұрын
Thanks for listening and sharing ur feedback.
@gaaykistudiosranjitpunjabi44592 ай бұрын
Thanks ji ❤❤❤
@sumansaurav712 ай бұрын
Welcome
@basant1612 ай бұрын
❤❤❤❤
@sumansaurav712 ай бұрын
Thanks for feedback sir.
@pongleekapyar2 ай бұрын
Saurav ji, aap ne to kamaal h kar dya ha ye jaadoo ki puryaupload kar ke, mere paas alfaaz nah han aap ko dhanyavaad kehne ke liye!
@sumansaurav712 ай бұрын
Shukriya sir for feedback.
@RaNaAli-ts8cc2 ай бұрын
Mashallah ❤️ ❤️ ❤️
@sumansaurav712 ай бұрын
Shukriya for regular feedback sir
@pradikmr2 ай бұрын
❤
@sumansaurav712 ай бұрын
Thanks for feedback.
@sufimehfil20232 ай бұрын
Kon kon dekh rha hai
@sumansaurav712 ай бұрын
Thanks for listening and sharing ur feedback.
@sanjaygadhvi22012 ай бұрын
Vah! Is Shri Bajpaiji in audience?
@sumansaurav712 ай бұрын
@@sanjaygadhvi2201 jee but this picture is from different mehfil.
@KAMALK320Ай бұрын
Àlfaz men tareef mushkil hay
@sumansaurav71Ай бұрын
Shukriya for feedback.
@AshokKumar-gp1li2 ай бұрын
Lajwaab Gayak aur lajwab Gayaki ❤
@sumansaurav712 ай бұрын
Shukriya sir for feedback.
@shawnalex834625 күн бұрын
Mehndi hussan bhi insaan thay koi farishtay nahi thay, ab jis nay classical nahi gana os nay koi na koi nakks to nikalna hae pure classical main , koi na koi bahana to bna k uzzar paish karna hae k classical kuoon chhoda ya kuoon nahi gatay. saaf saaf such bolnay aur ye kehnay ki bajjay k mujhay pure classical main itna intrest nahi aur mujhay sirf ghazal gana aur sunna he ziyada pasand hae is leay maen pure classical nahi gata ye log bhi badi dhetai aur confidence k sath jhoot boltay haen aur Noshaad jesay baddimaag aur biased log inki han main han mila k chamcha geeri kartay haen.