😭super acting of suleman sultan. How these turkish actor acting such realistic acting love from india
@sallubhai42849 ай бұрын
Sumbul agha jaisa wafadar Koi nh 😢
@mahamsiddiqui604611 ай бұрын
The actual soul of this series was hurrem Sultan and after her death, everything got messed up,she took away all the happiness and joy of harem along with her , that's so heartbreaking to see such a mesmerizing place turned into desolate harem🥺she was the actual grace of this Harem 😔❤
@maaziqbal91309 ай бұрын
True
@chouhanchouhan46217 ай бұрын
True actual devil 😂😂😂
@pizzAholiC_18055 ай бұрын
@@chouhanchouhan4621 wo mahedoran h
@fullofmastiii47482 ай бұрын
@@chouhanchouhan4621 💯💯
@MuskanAnsari-ci9fq Жыл бұрын
bayazat or uske pisar ka seen bht hi imotional tha bht rona aaya mujhe karbala walo ki yaad aa gye vaha to real me 6 maah ke baccho ko bhi 3 din ka pyasa karke mara gaya thq😢
@TheGenerationalWealthClub Жыл бұрын
Beshak mola Hussain sb se bary mazlom Hain
@nuzhatkhanpathan928011 ай бұрын
Never ever try to compare between karbala with any other things.....
@priyaarora73538 ай бұрын
Nrak b nseeb nhi hoga
@AujMehdi-rf5ip8 ай бұрын
Beshak myry shezada Ali asgher s.a
@ar_artist7 ай бұрын
❤ yeah they doing wrong@@nuzhatkhanpathan9280
@sumairabashirbashir829310 ай бұрын
Sumbul aagah is the very important character in the series ❤❤❤
Buhat Rona Aya last drama sa magar sultan Suleiman Sab sa behtaren sultan Allah pak in Sab ko jannat Mai jagha ata farmaj
@Rizwankhan-ke1fz10 ай бұрын
Sulaeman qatil hai qatil
@RorAhyeon_luvvvz11 ай бұрын
Hurrem ki likhi hui book se ye drama ban paya ha ,mtlab mostly scenes wahi se uthae gae ,nigar,hatice,Ibrahim ke bare me....Iqtedar ke khel me koi masoom nhi hota said Hurrem sultan....us ne sab sach likha jo acha kia or jo bura even ke mustafa ke bare me b ....Hurrem jc koi nhi ayi dobara na kosem na safiya ...lekin nurbano ko asani se mila sab ....Bachpan me dekha tha drama lekin bar bar dekhna ko dil krta ha...4th time dekh ri hon....Really a Magnificent Century 👏✨️
@shamaparveen378110 ай бұрын
Kosem sultan kon h
@RorAhyeon_luvvvz10 ай бұрын
@@shamaparveen3781 lawful wife of Sultan Ahmed
@ahmadbepari202010 ай бұрын
Sultan Ahmed kon hai
@nilofarbano1308 ай бұрын
@@ahmadbepari2020 Sultan Ahmet Noor Bano k bete Murat ka beta h
@Balajikidashi8 ай бұрын
Sahi kaha
@muhammadatiq3375 Жыл бұрын
Bohat behtareen lesson h ye history and sultan Suleman is the best over all history going good end not bed
@farmanali65611 ай бұрын
sultan suleman ko yahna tak pahuchane me ibrahim pasha ka roll hai इब्राहीम no 1😊❤❤❤❤❤❤
@azansultanazan391311 ай бұрын
Ghalat
@azansultanazan391311 ай бұрын
Suleman khud b boht taqatwar tha
@anjupal760310 ай бұрын
Ibrahim ka bhut bra yogdan hai
@Ercel-f2o4 ай бұрын
Sultan Suleyman Looks Like A Lion , His Grace His Attitude His Manners Everything Is Just OMG
@MrVinaypratap Жыл бұрын
Without Hurem Sultan.. Nothing....Miss hurem sultan
@monicabru25659 ай бұрын
Mahidora never regret her mistakes bt vil curse to other
@Farah-yz205 ай бұрын
Kia ye last episode tha
@sangeeta576910 ай бұрын
😢😢 bahut hi pyari aur amazing story thi sach mein bahut pyari thi❤❤😢😢😭😭😭
@kanwaliqbal466311 ай бұрын
So mesmerizing so heart touching so heart breaking 💔 amazing love story of the world history😢 unable to stop my tears in last few episodes...our generations should must know about such great 👑 kings n 👑 queen n their palace their autobiography specially of Hoorum Sultan... grateful to the crew who made it possible to turn this autobiography into a movie which is extremely easy to understand n feel each n everything ❤❤❤❤
@SarfarazKhan-tz4ve9 ай бұрын
😅😂😂😂😂😂😂😂😂😂🎉😂😅😂😂😂🎉😂😂
@wethehomemakers57359 ай бұрын
😂😂😂😂😂😂😂😂😂
@zarinboohariwalla5218 ай бұрын
Not a movie but a very lengthy series but was simply brilliant
@HanifShaikh-o6j9 ай бұрын
Sultan suleman jaisa insaan kiya phir se aa sakta hi jo logo ke liye samje aur insaafkare jisne apne sakti waqt me bhi apne saltnat aur apne awam ke baare me socha salaam hi sultan suleman ko
@meghabisht4342 Жыл бұрын
Sumbul very nice acting❤
@s......3234 Жыл бұрын
Jis thakth ke liye bhai ne bhai ko maara baap ne bete ko maara ko maara vo thakth rahe gya or sab mar gye thakt koi bhi saath nhi le gya afsos
@stonesparklightsparking868910 ай бұрын
तुर्क सल्तनत में सुल्तान के साथ सहजादो के साथ छोटे छोटे मासूम bacho ko b mar dalte Ek तख्त k खातिर कितना दर्दनाक टाइम था वो जंगल शेर krta vesa Bhad me gya asa तख्त जिसमे अपनो की जान ले kr raja bnna Isse acha h ase hi rhe
@kakasinghramgarhia6167 Жыл бұрын
Everything came to an end with the death of Sultan Suleiman Khan.❤
@ar_artist7 ай бұрын
Sumbul is greatest one ❤ uski wja se toh yeh story hum tk aai h ✨
@ArshiaAttiq10 ай бұрын
hurrem ne sab ko chalaya vo gai to sab khatam soliman bi😓😓😢😢😍
@muskancreations29949 ай бұрын
Àlhmdulillah Hm aam logon ki zindagi is shahi zindagi ze lakh guna behter h Jaha apno apno ka dushman h itna chalbazi koi na dost h na madadgaar
@geetupadhyay8009 ай бұрын
Very heart touching story and very emotional part's 😭 , Amazing character's sultan suleman fearless, adventurer, extremely flirtatious , skilled or adept. I am very proud of Actor sultan Suleman .
@HamzaIkram-q4g7 ай бұрын
And huram sultan also
@reshmajadhavmdrsdhp63239 ай бұрын
Super acting of suleman 👌
@QuranAlkareem-ly2gr Жыл бұрын
V. Good you finally completed all the episodes, Thanks, but don't delete it again
@sallubhai42849 ай бұрын
1st episode se lekar last episode tak Sirf do Shaks hai sultan sulaiman or sumbul agha
@heerasalman55644 ай бұрын
Wht about gulfam khatoon
@mominasif31623 ай бұрын
Last ep sy pehly mari gai wo b@@heerasalman5564
@pratisthakaushik737Ай бұрын
@@heerasalman5564 gulfam died when she tried to kill Suleiman 😅 Although Mahidevran was there.
@RaziyaKharbeАй бұрын
Mahedaura b to thi
@alia20809 ай бұрын
Best drama in tha world ❤old hurrem ❤️
@fivestars1919 ай бұрын
Is series ko dekh kar mostly viewers bahot taareef kar rahe Hain sultan aur hurram ki love story ki... mujhe bhi series achhi lagi lekin jo maine dekha mehsoos Kiya usne mere dil kai sawal paida kar diye...... turkey k liye mere dil me alag hi maqam aur izzat hai lekin...ab Mai soch me gum hun k...kya is tarah k insaaf se kaam liya jata tha us waqt..?? Kya us waqt haram me is qadar gandi politics hua karti thi..?? Ek baat yahan yeh bhi gaur kiya k kuch usiol inke apne banaye hue aise hain jiska shariyat se dekha jaye to sahi nahi...ek bhai ko qatl karna poori insaniyat ko qatl karne k barabar hai.... mujhe yahan islam kahin kahin hi nazar aaya.... poori series me bahot kam hi kahin salam kiya gaya hai...uske bar aqs Christian style apnaya gaya hai.... bahot si baatein aisi hai jisse dil ko takleef pahonchi...jo qatai durust nahi...
@atiqkhan62657 ай бұрын
Ies leya muhabath agar Allah Tala Kay seiwaa keisi awr say kei jaya tow woh muhabath nahei balkeeh gadari howtee hay ...awr ies badsaah nay kahei jagaah par gadarei kei tee ...awal yaa keeh iebraheem pasaah kow qataal keiyaa..dowsrei yaa keeh peer aapnei behaan kow qataal keiyaa yanei kazena kow jow aali usmaan teei ...peer Mustafa Kay sardaroow kow awr peer Mustafa kow peer sehzaday saleem kow awr per sehzaday beyazath kow ies Tarah saay yaa badsaah gadar aali usmaan bana ..awr qawaeedh awr zawabeith Kay ruwh say peer ies nay saltanath usmaaniyaa say gadarei kei yanei iekh aesay sehzaday kow taakhth Paar cowr deiyaa taah jow ies ka iehaal na taa awr saltanath usmaaniyaa kei buwnyaad heei khataam kar dei awr jees teharath yaa saltanath kaeeim howei yanei ies saltanath kei buwnyadei aswol.... Allah Tala kei wahdaneyaath ... muslman kei taraqei awr kuwsh halei...awr peer iensaaf..awr peer wafadarei..yanei aali usmaan say.....tow iensaaf yaa badsaah na kar sakaah awr aali usmaan say gadarei kei...jees wajaah say yaah samajh heei nahei sakaah ... afsoows keeh may dartaah huw us Allah Tala say kee Allah Tala ies kow ien dow wajoowhath kei beinaah Paar sazaah na day awr ieska hesaab na mangaay ...awr rahei bath muhabath kei tow ies nay woh beei iekh aowrath say kei awr quwraan kei ayath kow na dayeekhtay howay aapnay baytaay kow qataal keiyaa ...yanei Mustafa kow...awr peer jaab maloowm howa kee yaa sazeesh teei peer iensaaf na kaar sakaah...asal may agar iensaaf kartaa tow huwraam kow awr us kowtay wazeer kow awr aapnei bayteei kow sazeei muwth daytaa ..magar nahei... Allah Tala nay waqfay waqfay say aapnay bandoow Kay zareiyaa say ies badsaah kow kabar daar keiyaa taa magar yaa bath ies kei samajh say baheer tee keeh yaa samajh jataa ...jaab keeh ieskow Allah Tala nay kowa Kay zareiyaa beei samjaya taa kee may nay tumhay sehzaday Mustafa kow amanath kar deiyaah ieskei hefazath kaar magar nahei samjaah ...yanei yaah badsaah garoowr awr takabuwr may muwbtalaa how cowkaa yanei ies nay woh kar deiyaa jow na Karna taa huwraam kei muhabath may muwbtalaa Howa awr saltanath usmaaniyaa say gadarei kar leei Mustafa kow qataal kar kar ...jaab keeh us say iensaaf kei umeedh kei awr uskay iensaaf kow nazar andaaz keiyaa...jabkee us nay keeh bei deiyaah taa kee mujhay takhaath nahei caheiyaa...yaa tow wooh bath howei kee bachay kow aesei tarbeyaath dow kee Allah Tala Kay leyaa awr Allah Tala Kay qanown Kay leyaa aapnei jaan ka bee na sowchay yanei agar uska saar bei kathaay tow beei iensaaf Kay leyaa hazeer how ...peer us bachay say yaa uomeed karay keeh agar badsaah cahay tow us Kay kehnay par naiensafei karay ....saheed woh yaa bei kar lay taa magar iensaaf Kay feslay jees Deen awr jees Quran Kay zareiyaa Allah Tala nay deikaheei hay us may yaa keisi beei ayath may nahei keeh jeeskow Allah Tala nay Hakeem banayaah agar woh keisi bay guwnaah ka qataal karnay kow kahay tow kar low kabeei bei nahei... balkeeh zaleim ka hath rowkhnay kow kaha geyaa hay
@fashiontv19989 ай бұрын
Thank you for this beautiful and memorable series.. Everyone fights for their rights. All actors are fantastic. Their real acting makes feel us that we are really watching magnificent century. Sultan Suleiman and Hurrem ❣️❣️❣️
@Lifestylewithmeenu1652 ай бұрын
Hurrem voice scene made me crying😭😭😭😭😭😭😭❤
@Karishma_Jha_ Жыл бұрын
After hurrem all thing got changed ,bayside killed ,miharama left , suleiman died , Selim get throne
@javedahemad76809 ай бұрын
Nand ur bhabi ki ladai ta kyamat tak chalegi koi bhi jamana gujar jay😅
@balchal55558 ай бұрын
😂😂
@nilofarbano1308 ай бұрын
😅😅
@tabassumparween69456 ай бұрын
Aor sotan ka
@sitadevipyakhurel16899 ай бұрын
😢😢😢please continue the urdu dubbing for us.Hope so. Thank you.
@Sameerkhan9899510 ай бұрын
Wow Suleman the magnificent king of kings❤❤❤
@bilal-mt5qg8 ай бұрын
Allah paak magfirat farmy sultan suleman or hurem sultan ki Ameen❤🥹
@user-fc6kx2sd2v5 ай бұрын
Jahannam nasib kore enlugoko
@ShaikAhmed-he3df9 ай бұрын
Boht acha raha ye drama dil kra aur ek bar dekho pura drama hurrem ki wajhe se dekh te main
@gouravyt31769 ай бұрын
मुझे आका सुलेमान सुल्तान के मासुमो पर जोर जबरन जुल्म ना हों उन सभी इंसानो के साथ रहमदिली और सच्ची मोहब्बत का रवैया देख कर बहुत बहुत अच्छा लगा शुक्रिया है उनका। या अल्लाह, या खुदा जो भी नेक दिल इंसान हो मैं उन सभी के लिए दुआएं मांगती हूं उन सभी की हिफाजत करना और उनकी सारी जायज़ हाजत पूरी करें आमीन सुमा आमीन।हम सब अल्लाह की ईमान में रहें। अल्लाह सबको खुश रखें।
@AnastasiaVinogradova-zc3gs10 ай бұрын
Finally ended series is the greatest and sad together 😢❤ miss you Magnificent century ❤❤
@ar_artist7 ай бұрын
What's the name of Saleem's story!
@Mumtaz-ic2fs8 ай бұрын
Agr hurrum hoti too beyazad kabhi na marta salim ko wo jaan se marwa deti😢
@analysis8552Ай бұрын
Urdu dubbing is also overall of very high quality and perfectly matches the characters and their personalities
@bushikhushi53422 ай бұрын
End of series 🥺🥺 salim ki bi story bnni chahiye us pr bi season bnna Chahiye
@basantjoshi91079 ай бұрын
Ibrahim Pasha is top Character.
@razascollection61695 ай бұрын
Ibraheem, Khazeena, old Horrum, mahmat, mustafa, bagazt and his family mehrma sultan, sunmbul agha Great Sultan Sulaiman living always in our hearts and always praying 😢😢 everything waz realistic 🥺🥺😭
@GurmeetKaur-129 ай бұрын
Bhot hi achi kahani thi❤,
@Athrav29 ай бұрын
Best serial,best lesson♥️♥️ In Last few episodes I cried a lot ❤❤❤❤❤❤❤❤❤
@gulmohammad8729Ай бұрын
Hürrem sultan Mustafa Bayazat Jahangir miss all of them 😭
@shaheenshaikh8259 ай бұрын
Hazrat Ali ( R.A) ne farmaya.Jis ne Zalim par reham kiya us ne apne upar Zulm Kiya . Bilkul Bayazat aur Salim ki tarha.
@KiranShehzadi-zh6qf10 ай бұрын
Wow Suleman the magnificent king of kings ❤❤❤❤ Miss u suleman
@Rizwankhan-ke1fz10 ай бұрын
Sulaeman to qatil hai qatil bhot bara begairat insan
@jessieabraham135910 ай бұрын
Magnificent ending. Potrail of King Suleman's kingdom and its ending could be understood clearly. Characters chosen cleverly and executed excellently. Waiting for the continuation of King Saleem's regime. Thank you.🙏🙏
@ar_artist7 ай бұрын
It's available... But I don't know the name of series
@compilationsinfo98005 ай бұрын
There is nothing to show about saleem he just died after 5 6 years.he died by slipping in washroom while he was drunk
@ejazahmed537210 ай бұрын
Allah pak hr aik ko naik aur smjdar wafadar biwi ata kary
@arjumandfatima79224 ай бұрын
Aslamuailaikum india, hurrem was dynamic actress in Turkish series, but sultan sulaiman was the best king indeed. Hats off to whole team .
@taherashamid228110 ай бұрын
Byajat aur uske pisar ke katl ka seen bahut rulaya
@syedsaleema92289 ай бұрын
Best drama hai❤❤❤ Suliman khud faisle nahi kartye wo. Shaikul islam se mash wara leke ibrahim,mustafa,bayazad, ki saza di, Bd me wo bi gham karte ha Allah unki magfirat farma...
@gauravsharmasharma66562 ай бұрын
Most beautiful loyal innocent cracter sumbul agha
@manishajaswal1577Ай бұрын
Innocent.....are u for real....how can he be innocent pata nehi kitne k begunah marwa diye isne......
@sultansoomro1747 Жыл бұрын
Ab kosem sultan ka dor start hoga btw bayazat or uskai bacho kai sth galt howa kiya kar skte hai real story the mujhe bht rona aya ❤😢
@mahnoor84683 ай бұрын
Wo to or drama h na ?
@sifatahmed98393 ай бұрын
Abhi nurbanu or Safiya sultan ka dor shoro hoga phir kosem Aaiy gi
@mahnoor84683 ай бұрын
@@sifatahmed9839 noor bano ka to skip krdea h safiya sultan ka h wo bi dadi ki shakl men uski jwani ka dor nhi h
@_Ayang_10 ай бұрын
I love sumbul's character
@ahmedrabbani450911 ай бұрын
اللہ تعالیٰ سلامتی عطا فرمائے تمام امت مسلمہ کوآمین یارب العالمین
@robertclive47193 ай бұрын
The biggest best role of loyalty is sumbul agha in this drama series
@fullofmastiii47482 ай бұрын
Don't forget Fidan hatun. I don't know why she is least appreciated in terms of loyalty. Despite such a miserable condition of Mahidevran she always respected and served her wholeheartedly. Mahidevran n tou osse kaha tha k Nergisshah k sath Chali Jao but she preferred staying with her. Ache waqton m tou hr koi sath hota he insan ki pehchan tou bure waqton m pata lagti h k Kon apna h Kon paraya.
@AishaSiddiqa-o7x9 ай бұрын
❤❤❤mujhe is kahani me sirf matrak ji aur biyazat aur Leo ka kirdar pasand aya sultan to na isaaf tha uska koi afsus nahi ❤❤❤
@Malik_Bilal30211 ай бұрын
Mustafa jetni episode ma tha wo sab episode bht Achi lgi
Allah sab sy bra hukmuran sab jahano ka malik...aik badshah sab sy badnaseeb hota hy... jo apni naqis aqal sy khud ko or apny pyaro ko takleef deta ..sab kuch hoty huvy b kaisi drri huvi zindagi guzari kitny ghalt log khud k gird jma kiye or kitny gunnah kiye ...aik badshah esa nai hota
@ABDULRAB3332 ай бұрын
زبردست اکٹینگ ❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤ شکریہ اُردو میں ڈبیگن کرنے والوں بہت پیاری آوازیں ہیں آپ سب کی اللہ تعالیٰ صحت دے آپ سب کو آ مین
@ajitsandhya1898 ай бұрын
😢I miss you suleman and hurem💔
@sheerusaiyyed10 ай бұрын
Mujhe ladhayi dekhni thi noor bano or uske bete muraad ki manzure Nazar ki..😩🙄
@alia20809 ай бұрын
Kosem sultan dykh lo phr....
@sheerusaiyyed9 ай бұрын
@@alia2080 okk
@nilofarbano1308 ай бұрын
@@alia2080 but Kosem sultan me Noor Bano or Safiya ki ladayi nhi balki Kosem or Safiya ki ladayi dikhayi h ...
@alia20808 ай бұрын
Mainy kosem sultan nhi dykha abhi
@sheerusaiyyed8 ай бұрын
@@alia2080 maine bhi
@MahiSone9 ай бұрын
I m crying 😢😢😢😢😢😢never want to end this series.. Heart crash 😢😢😢😢😢
@572125 ай бұрын
Is Badshah ki itni shan dikhai h to socho sb jo Asal Badshah thy HUSSAIN ibn e ALI a.s unki unk khandan ki kia shan o shout shouqat hogi.. ink upr zulm pr log roo rhy mgr Log nawasa RASOOL s.aw.w k ghum pr rona bura smjhty or shrm krty... jb k film or drama daikh k cinema sbk samny roty phirty
@ishmeetsingh417911 ай бұрын
This story is giving good lessons
@advmamta49228 ай бұрын
No words to say...❤❤❤❤❤❤ Every thing is super and very very pawar full I never seen like this series ❤❤❤❤❤❤ very very charming I have no words 💕💕💕💕
@adorableheart15299 сағат бұрын
Is serial se ye sikhne ko mila k sb kuch yhin reh jata hai aur mout ek din hmare Nishan mita deti h. Akhirat k liye jiyo
@zehra590111 ай бұрын
Kosem sultan se bhi jyada heart touching h y😢😢 Noor Banu ne sab sazishe ki😡
@shamaparveen378110 ай бұрын
Kosem sultan kon h ?
@zehra590110 ай бұрын
@@shamaparveen3781 kosem sultan series h... Esi hi h bohot achi h wo bhi mene dekhi h
@shamaparveen378110 ай бұрын
@@zehra5901 acchi h isi ki tarah ky ?
@zehra59019 ай бұрын
@@shamaparveen3781 thodi alag h isme sultan Zinda h usme bache chote hote h ne marjata h kosem sultan p zimmedari ajati h
@nilofarbano1308 ай бұрын
@@shamaparveen3781 Kosem sultan issi series k aage ki kahani h ...Kosem Noorbano ki grand daughter in law h
@payelbarman25984 ай бұрын
Sultan suleman Love you 💖💖 Love from india🇮🇳
@HafeezAhmad-q6u9 ай бұрын
Bht hi acha drama ha all episode very intrsting huram my favourit 😢😢😢😢
@dipabasnet693210 ай бұрын
Sumbul💗😢
@amypatel691010 ай бұрын
Salim lier to tell his son That he did kill his own brother for his son What lier
@usamabhatti903Ай бұрын
'Ibrahim' the last words of Suleiman ❤️
@shaikhsoaib3550 Жыл бұрын
اللہ تعالیٰ سلطان سلیمان القانونی رحمہ اللہ کی مغفرت فرماۓ اور جنت الفردوس میں اعلی مقام عطافرمائے
@Rizwankhan-ke1fz10 ай бұрын
Sulaeman qatil hai qatil
@paulasosa82898 ай бұрын
@@Rizwankhan-ke1fz 2:55
@paulasosa82898 ай бұрын
@@Rizwankhan-ke1fz5:01
@nayanachavda77897 ай бұрын
Hurram sultana 2 no ne achhe acting ki he sulema or Hurram ki love storie anokhi thi aesa prem kon esjmane ne me unki love me salam karti hu ❤❤❤❤❤
@IrfanAnsari-k3x21 күн бұрын
Allah paak sultan sulaiman ki magfirat farmaye ameen
@tahrilak8p5037 ай бұрын
Last 3 episode is very emotional for bayazat can't stop my 😭😭😪
@nawab55373 ай бұрын
😅
@abdulwahab38719 ай бұрын
اگر شہردہ مصطفیٰ تخت نشین ہوتا تو سلطنت عثمانیہ میں مزید اضافہ ہوتا
@RuksanaR-k3k6 ай бұрын
Or byazid bhi
@SaifullahkhanAlimughal5 ай бұрын
Mehmet bhi
@mahimahi17989 ай бұрын
Is series me kaee aise moment aye k aasu ruk na pae.
@analysis8552Ай бұрын
The helplessness of Queen Mahdura, the candle going out while reciting the Qur'an Symbol of Sultan Suleiman's spirit flight and flute music These are all things that are disturbing to the human spirit
@ahmedabu462710 ай бұрын
Sultan Suleiman NY sab se ziyada waqt badshahat ki 1520 se 1566 tak
@Balajikidashi8 ай бұрын
Subbul ka last me rona a gya dekh kr,esa lag rha tha mai apna ghar chhor rahi hun ,yaha. Itne saal bitayi hun haram per...apna ghar lag tha ,nahi jane la man tha ,rok lo,isi ghar me,
@Balajikidashi8 ай бұрын
Esa lg rha is series ko khtm ni hona chye tha mere ghar pariwar jsa lgne lga rona a rha ye last episode hai,
@muskanshaikh522910 ай бұрын
Bohot acha thi ye story, hakikat akhri manjil mout hai
@Balajikidashi8 ай бұрын
Mera sultan her ek admi ka jindagi ka jang hai yahi hakikat hai
@ALiVibes5 ай бұрын
You Think The World is your,s but at The End You Realize You Are Nothing In this World.Your Good Manners Are Still Alive After Your Death.
@NoorFatima-tv1jx10 ай бұрын
Nighar. Khazeena. Hurram wao
@nazima-afnan_journey_in_islamАй бұрын
The most selfish in this series Nurbanu and Selim. We are grateful that we are in a generation where we all are free. Why did they kill many innocent princes?
@eshanoor204 Жыл бұрын
Fav beyadiz
@_Ayang_10 ай бұрын
Want to know how Salim rule the kingdom after sultan sulieman
@noveenarif1618Ай бұрын
Allah pak un tamam logo ki maghfirqt farmai jis jis ny es saltanat ki khidmat ki or eski bakaa ky liye apni jano ka nazrana paish kia Allah unky darajaat buland kry Hurram Sultan or Suleiman Khan ky Darajaat buland kry Ameen summa ameen ya rabb ul alaameen!❤
@zaparray8 ай бұрын
Amazing Story: Nice actors, Nice acting, Hurrem character, sultan sulaiman, Ibrahim were best. Cmg to real story: Allah Sultan sulaiman k jo galti hue hai unko Allah maaf karein... Kyunki unhu ne bohat aise kaam b kiye hai jo Islam k liye behtar sabit hue. Iss drama mai kuch cheeze islam k hisab se bohat he alag dikhaye, halanki itni halata kharab honi nahi chahiye... Osmania Sultant ki, Osman was real Muslim, following sultans they become Aish parst and Aourato se khelne wale. Allah sab k gunnah maaf karein. 🙌🙌 Hurrem character was ❤
@kiranhashmi55852 ай бұрын
Amazing series 👏🎉❤
@currentaffairs89692 ай бұрын
Great Sultan Allah magfirat krey . Ameen Sumah Ameen ❤️
@parasartcentre733910 ай бұрын
Ibrahim k marne k baad mahal barbadi ki or badta chala gaya