Bhai ye sb repair karne ka kitna charges lete ho usko v batao bhai
@sandeshgujar243 Жыл бұрын
Iska kitna chrgess liye bhai
@mohitprajapat6518 Жыл бұрын
Isme 12-12v and 200-200ah ki two battery parallel me connect kr sakte hai kya
@kamleshelectrician Жыл бұрын
connect to kar sakte hain FIR charging karne ke liye problem hoga
@mohitprajapat6518 Жыл бұрын
Kaise Inverter to 1100w ka hai
@pathan739 Жыл бұрын
Bhai livguard ka and livfast inverter Beatty kaisi hai
@PriyanshuKumar-nd8so Жыл бұрын
Sir 2phase main board kaise banaye goverment line se
@kamleshelectrician Жыл бұрын
uska to video nahin banaya karo house wiring per banaya Gaya ek bathroom per do face ka connection hamare KZbin channel per check kar lijiye
@PriyanshuKumar-nd8so Жыл бұрын
Video kb upload hua hai mil nahi Raha hai
@electricalknowledge8132 Жыл бұрын
Sir samaj nahee aee.
@juganandasonowal9388 Жыл бұрын
Battery low problem dekhati hai keyo...battary full rahnesi vi..please reply.
@kamleshelectrician Жыл бұрын
aapka battery ful charge hone ke bad kitne volt ho raha hai vah mere ko bataiye
@juganandasonowal9388 Жыл бұрын
@@kamleshelectrician 12 . Something
@womenisonereasonbehindever204911 ай бұрын
@@kamleshelectriciancharge bhi ho rha h chl bhi rha h but fuse problem dikha kr rha jb bhi on krte h thode der m mcb off ho jati h bhar se
@daredevil60095 Жыл бұрын
Inverter ke phase me normal phase wire dala to kya hota hai
@sahebdutta-mf9pr Жыл бұрын
Short hoga
@mohammad-anas01 Жыл бұрын
Sir sabse achcha inverter aur battery kis company ki hoti hai.
@kamleshelectrician Жыл бұрын
abhi to market mein chal raha hai luminous ka battery aur luminous ka inverter pahle to microtek kafi acche quality mein aata tha abhi kuchh problem ho raha hai uske Karan abhi badhiya hai hamara microtek aapko donon mein se ek decide kar lena
@mohammad-anas01 Жыл бұрын
@@kamleshelectrician Thankyou for valuable information.
@mohammad-anas01 Жыл бұрын
@@kamleshelectrician Bhai Exide ka inverter aur exide ka battery kaisa hai sahi rahega.
@sandysheoran753 Жыл бұрын
Bhai ye problem to thik ho gai but fuse bhaut gram ho jata hai . Or fuse wale socket ko 3 baar chang karwa liya kya kre
@सत्यविजयजाधव Жыл бұрын
👌👌👌👌👌👌👌💐💐💐💐
@AnkitKumar-eg6kn Жыл бұрын
Mera bhai sahi tb same problem
@SunilKumar-ri3nj4 ай бұрын
Main line nahi aa raha h kiya problem h
@SachiKahaniya-pg6to Жыл бұрын
Fuse soket kaha se le
@AbhidhaGamingYt Жыл бұрын
Cb trip hua.. button restart bhi kiya.. main line bhi on ho gai... inverter charge bhi ho raha hain.. mager meri inverter wali line mein koi power nahi hain..koi pankha Kam nahi Kar raha Jo inverter se connected tha
@kamleshelectrician Жыл бұрын
aapki power socket per supply a Raha hai ki nahin dekhi vahan per nahin to Ek kam kariye inverter ka 3 pin top bahar ke liye Jo piche mein output mein laga hai usko power socket per Laga dijiye aapka ghar ka line chalu ho gaya to problem hoga aapka inverter mein