Definitely will try zebra cookies and let you know. Stay blessed
@farhaishrat52376 күн бұрын
Ji han Bilkul hamare ghar me b ye gud ki chikki khoob pasand ki jati hr or Till k laddu b...ap b try kijiega ye dono cheezein faidemand b hoti he is mosam me
@HinaMasood-pm2my5 күн бұрын
Dear sabeen apii,,, puri dunia k vlogs aik taraf or apka vlog dusri taraf.... Apky vlog ko mai aksar rat ko Sony se pehly daikhti hun.. Jb mai duty or baqi cooking,,or washing k kamon se farigh hojati hun.. Namaz prhny k bad apka vlog enjoy krti hun... Bara sakuun milta ha apka vlog daikh kr... Or aik suggestion ha k Ap apny mini vlogs mai tilawat lgaya kren ya kisi bhi vlog k pechy back ground mai koe tilawat lgaya kren kbhi kbhi... Wesy bhi bht soothing hoty han apky vlogs or apki awaz... Stay blessed always 💜💚💕
@samiakhan20117 күн бұрын
Kisi din raat se din ka transition bho daliye ga vlog ko start kartay hue..... love for Hussain ❤❤❤❤
@fehmidaehtisham95966 күн бұрын
Yes humarey ghar mein bhi bunti hai or ye sardion ke sughat hai.
@Ambreens.kitchen7 күн бұрын
MashaAllah zabardast Yummy cookies n chikki Hamre Ghar bhi banti thi main bhi banati hon purani yadein main har saal sardiyon mein banati hon 😊❤ daal mein Atta gondh Kar yummy ghee wali rotiyan hamari Ammi k Ghar banti then or ab bhi banti Hain
@shaguftafarahsheikh24836 күн бұрын
MAASHALLAH MAASHALLAH. Yummu🎉🎉🎉. ALLAH BLESS YOU
@zimaltahir84887 күн бұрын
Mai bhi gurr chikki bnati hoon, peanut k sath bhi aur white sesame seeds k sath bhi, specially winters mai, cookies bht zbrdst bnae aap ne 👌👌👌
@PriyankaSingh-wm1st6 күн бұрын
Humare yahan bhi banayi jaati hai winters may Hum Bachpan may gajak bolte the and mere sasural may gur ki patti bolte hai
@Mr.Nobody-fp6bo7 күн бұрын
Yummy cookies🍪🍪❤❤
@shaziarizvi16952 күн бұрын
Salam sister you are my favorite I am watching your all videos
@Rukh-m4l6 күн бұрын
We called the melted gurr “ kak”” . It aas my favorite when i was a kid😁
@ahmedkhan02017 күн бұрын
Yes of course it's faverate peanut chicki
@hrd.grriffinn7 күн бұрын
Very nice vlog 👍
@nailaghafoor95696 күн бұрын
Great
@arat58687 күн бұрын
Mashallha mashallha nice
@pathan10957 күн бұрын
My mother also used to make this katkati..my mom used to add dry ginger powder and sauf..during winters
@Nausheen-o1h7 күн бұрын
I always say u make me remind my mamma ji she make lots of gudchikki
@sharnakhan44847 күн бұрын
Assalamuwalaikum api❤ Ma sha Allah ❤ lot's of love 😊
@faryalshahid26144 күн бұрын
Meri ammi banati hain chikki. Wo peanuts, murmuron ya til say banati hain
@shaziahabib42665 күн бұрын
Assalaam o alaikum,hamare ghar bante hain jab daal bach jati hai tu sab shoq se khate hain😊
@RabiyaBhaimia7 күн бұрын
Masaallah ❤
@mehernomani82827 күн бұрын
Ji hum bhi ban atey thy bachpan may or hum is ko patisa ya chakee khetey thy
@khalb61507 күн бұрын
Plz kitchen tour bee dny
@Daniyal_20176 күн бұрын
Jisko aap katkati bolte hain na usko Hamare yaha Mumbai me chikki kahte hain .safed till: mungfali; nariyal ya fir mix dry fruits bahot types ki hoti hai ..lonavla famous chikki aap google karein aapko ideas milenge.. KZbin pe bhi milenge recepies.
@SabaSiddiqui-h6b7 күн бұрын
Humare gher bhi ye bnti he aur katkati hi bolte hrin shaed sp bhi bihar se hein
@Waseem11g7 күн бұрын
Mery ghr may bhi Lazmi banti thi hum log usko patt boltay hain 😂😂😂😂
@AsemaThekiya7 күн бұрын
Mashallah
@nazkhan90657 күн бұрын
Making these, you havent mentioned the amount of ingredients. PLEASE DO.
@mrrasheed70726 күн бұрын
Assalamualaikum G phalli nahii aaloo shayed jaldi gal jate haii