Please 9 class ki ghazlein bhi share kar dein aise hi
@S.Aurduacademy Жыл бұрын
Thank you so much for your comment ❤️❤️❤️ class 9 ki Ghalib ki ghazal Kuch roz pehly upload ki ja chuki he ap videos me dekh lijye baqi ghazlein bhi jald hi upload ki jaingi In Sha Allah
@Masoomaadil Жыл бұрын
Thank you 😊😊🙏
@Masoomaadil Жыл бұрын
Buhat mushkil lagti hai bilkul bhi samj ni aati ghazle par ap ne buhat achy se samjhaya he
@S.Aurduacademy Жыл бұрын
JazakAllah beta thank you so much for your feedback ❤️❤️❤️ Or beta Shuru me sub ke sath aisa hi hota he In Sha Allah ahista ahista samjh aany lagy gi ap ko
@Masoomaadil Жыл бұрын
😍😍🤩🤩
@alyyasin710 Жыл бұрын
Mam ye itni easy wording ha to marks to nh minus honge q ke mere notes wagera mei to kaafi hard wording ha to mei apki wali ye likh sakta ho
@S.Aurduacademy Жыл бұрын
Ji beta ap bilkul likh sakty hain words mushkil hon ya asan bus shair me jo bat he uski wazahat honi chahye ap bilkul yeh tashreeh yad kar ke likh sakty hain ya ise parh kar ap ko jo samjh aye ap woh apny words me bhi likh sakty hain jese ap ko asani ho
@S.Aurduacademy Жыл бұрын
Thank you so much for your comment ❤️❤️❤️
@ruik987 Жыл бұрын
😢😢plzzخواجہ میر درد کی تشریحات شیئر کر دے ہمارے ساتھ
@S.Aurduacademy Жыл бұрын
Thank you so much for your comment ❤️❤️❤️ Mir dard ki ghazlyaat jald parhai Jaingi In Sha Allah
@S.Aurduacademy Жыл бұрын
Assalamualaikum beta khuwaja Mir Dard ki Ghazal no 1 upload kar di he ap dekh lijye
@ruik987 Жыл бұрын
@@S.Aurduacademy thank uuu
@ruik987 Жыл бұрын
@@S.Aurduacademy ms ap iktabas ki tahsri share karden
@S.Aurduacademy Жыл бұрын
Ji Zarur In Sha Allah
@SultanKhan-cq6gc Жыл бұрын
Asalamolaikum mama this is is easy but itni wording kafi h
@S.Aurduacademy Жыл бұрын
Walikumassalam beta ji yeh words kaafi hain ap aram se likh sakty hain shair ki tashreeh itni hi hoti he bus zaruri he ke shair me Jo bat kahi ja rahi he tashreeh me uski wazahat honi chahye baqi ap ager mazeed barha kar bhi likhna chahein to uska tareeqa yeh hota he Ke ap ek jumly ko yaani ek hi bat ko 2 ya 3 mukhtalif tareeqon se repeat kar sakty hain tashreeh ko barhany ke liye
@S.Aurduacademy Жыл бұрын
Misaal ke tor par Is ghazal ke doosry shair ki tashreeh me ek jumla he "Un ke aanson bilkul usi tarhan se behty hain jese tez Barish hoti he" Ab ager ap tashreeh ko barhana chahein to isi ek bat ko 2 3 bar mukhtalif tareeqy se duhraa sakty hain jese ke "Un ki aankhon se aanson bilkul Barish ki tarhan barasty hain" "Un ke aanson tez barasti hoi Barish ki tarhan behty hain" to is tarhan tashreeh ko mazeed barhaya ja sakta he jitna bhi chehein jo tashreeh video me parhai gai he wo kaafi he but ap chahein to barha sakty hain