Mein jab frist time apse milnay aya Tha Radio par tuo mujhe FM ka nahi pata tha kahan hai mein purani chungi uthar gia tha wahan se apko live show mein call kar poCha tha apne batya tha Agye aa jao Azad mangaward ke pass tuo purni chungi se walking kar ke aya tha Radio Station tak😊❤
@MisterRadioTV3 ай бұрын
Ofooo AP itnaa paidal chaly Thay ?
@faisalmalik72133 ай бұрын
@MirpurAzadkashmirr Hanji bilkul but us din Garmi bohat thi July ke month mein