This is what my mother in law taught me to cook all day
@amalzahra7454 Жыл бұрын
Ik masla ye Hai Jo Meri married life disturb krta hai.joint family system Ki Jo ik main problem Hai wo Hai Kam ka burden Jo bahu par dal dia Jata Hai K us ne pori family husband Ki Jo Hai un sab Ki khidmat krni hai.aese me to apni koi life reh hi nae jati.subah se le or rat tak kitchen me raho Khana pakate raho dheron bartan manjte raho Apne lea koi time nikalna itns mushkil ho Jata Hai even Apne bache ko time nae de sakte.bacha ro rha hota Hai K kab mama farig ho or muje pakre.biwi K sath to is tarah zyadti ho rahe Hai sath bache Bhi suffer kr rahe Hain.
@Rumy327shaikh Жыл бұрын
Sahi kaha bahen AAP ne😢
@truebeliever39483 ай бұрын
Bilkul GHALATH ho Raha hai 😢. BACHCHON KA HAQ tu dilwaey saas
@kirannajam4793 Жыл бұрын
zabardast app nay masla hi hal kar diya👍
@truebeliever39483 ай бұрын
Mae yahi karti Hun jaisae yeh khatoon KEH rahi Hain, agar bahu ko tense rakhaengae tu ghussa kids pe niklae ga, badlae Mae mujhey nafrath hi mil rahi hai laikin sabar kar rahi Hun , 71 Saal ki Hun ,Thora WAQT reh gaya hai sabar karnae Mae.AlhumduLILLAH
@muhammadzulkarnan6083 Жыл бұрын
Good
@Femtophysiker7 ай бұрын
mindset = religious growth only...if the wife knows her "boundaries in open and also in hidden" she would (believe me) need no instructions and the same goes to the husband....