Madam kaya licence karunga may cybar caffa sa jaunga uska mara stat west bangal nahi dakh paunga
@ModicareRenugattani19 күн бұрын
Ap apne upline se baat kijiye ,wo bata denge
@samirkumarjena520918 күн бұрын
Yearly income 12 lakh ke upar hone bala to karega likha hua hai To sab knue kare
@ModicareRenugattani18 күн бұрын
Government rule ke according network marketing me food licence hona chahiye,aisa update hai.....itni jaldi sabhi nahi kar payenge to new update ka wait kar sakte hai....karna hoga sabhi ko to kar lijiyega
@mohammadasadullah490326 күн бұрын
Aapsabhi log chaploos hain buri baat ka saamna nahi kar sakti hain ghutne tek detehain 😅
@ModicareRenugattani26 күн бұрын
@@mohammadasadullah4903 AP Apne upline Se baate kijiye,hum sirf jankari de rahe hai, problem ka solution Bade leader ko bolne se niklega, to apne leader ke samne apni baat rakhiye 🙏
@mohammadasadullah490326 күн бұрын
@ModicareRenugattani OK mam thank you
@rashmiyadav102628 күн бұрын
Lekin yah new member ke liye to bahut hi vaise bhi log judate nahin hai aur yah Jab rs 100 wali baat unke samne new member ke samne karenge to vah aur bhi nahin work karenge hai na
@ModicareRenugattani27 күн бұрын
Big leaders tak apni baat rakhiye
@Poojayadav-mx8gxАй бұрын
Me bhi modi care mein work kar rahi hun 5 manth ho gaya na
@Poojayadav-mx8gxАй бұрын
Mam licence banvana achcha hai
@ModicareRenugattaniАй бұрын
@@Poojayadav-mx8gx Ha, modicare me sabhi ko banwana hai
@rashmiyadav102628 күн бұрын
Itni badi team ko karana possible nahin Ho payega kyunki kafi log ko kuchh bhi knowledge nahin hota hai aur ham agar usi mein Lage rahenge to new member ki bhi entry nahin hoga to business bahut down jaega Mera to yahi kahana hai food licence mein new member mein badi problem aaegi
@ModicareRenugattani27 күн бұрын
@@rashmiyadav1026 touch your upline, अपने upline से बताइए, koi solution निकल जाए
@gautamkumarnparmar776726 күн бұрын
Madam aapne Sabkuchh sikhaya to Sahi lekin aapka likha hua writing clear show nahi kar rahe hei.......
@ModicareRenugattani26 күн бұрын
I'll upload a short video for the same process later.... I will try to keep the better quality of that short