Thanks so much for recipe mayne banay Mashallha bohot lajij bane the sabko bohot pasand aaye👍👍👍😇😇😇
@HafsaKitchen3 жыл бұрын
Much thank you so much for trying our recipe
@shahsultanmerchant51264 жыл бұрын
Jazak Allah will definitely try
@gufranaansari3604 жыл бұрын
I made it today for iftar.. easy n tasty... markt wala taste.. thnks❤️
@HafsaKitchen4 жыл бұрын
Thxz😊
@sagarthakur48065 ай бұрын
M ne banai hu bohot accha bana tha h❤
@HafsaKitchen4 ай бұрын
Buhot buhot shukriya ❤️
@Craniax073 жыл бұрын
Mainey yeh last ramzan mei banai thy... Or aaj bhi baongi inshallah... Aapka method bht accha hai.. Or yeh bilkul bazar k tarah hi tasty bantey hai
@HafsaKitchen3 жыл бұрын
Thanks
@mubin93229099194 жыл бұрын
Amazing recipe, tried and tasted awesome. Thank you for sharing
@axkan.edits69 Жыл бұрын
Jazakallah for sharing us
@ferryyusufali67414 жыл бұрын
Very nice I make same way but I make into footballs way back home in Tanzania it’s a musts at 10am will try fir my customers these type most of them are Indian and Pakistanis.thanks JazakaAllah
@ctuikouygdyjmkkki5 жыл бұрын
Walaykum salam warahmatullahi wabarakatuhu ek number mashallah
@KS-bj7rt5 жыл бұрын
Very nice thank you so much for sharing such delicious recipes
@xyzkhan89552 жыл бұрын
Daily ramzan main new aur easy recip detey rahna
@nooranoorja95454 жыл бұрын
Masah allah bahut yummy mam thanks👌👍😊
@shikhafelix54074 жыл бұрын
Vry vry simple n easy...
@asmabatliwala66853 жыл бұрын
Jazakallah
@TahaTazmeen3 жыл бұрын
Masha Allah, very nice recipe ,
@firdausshaikh79534 жыл бұрын
Ma'sha Allah nice recipe
@rumanatolagi76174 жыл бұрын
Waooo thanks for Sharing this Recipes
@chandanhaitw.b.p.3303 жыл бұрын
Darun
@sarahussain14974 жыл бұрын
Assalam very easy way se sikhaya apne
@HafsaKitchen4 жыл бұрын
Walekum asalam
@rizwanarajkotwala3062 Жыл бұрын
Very nice i m frm mumbra
@farhatrashid13435 жыл бұрын
Bohat he badiya mashallah
@HafsaKitchen5 жыл бұрын
Shukriya
@shariqsiddiqi77495 жыл бұрын
Behtareen laajawab inshallah is ramzan zarur try karungi.
@reshamalireshamali79813 жыл бұрын
Zabardast mem itni imandari say aapnay recipe batai jazakallahkhair allah aapko darazi umar or halal rizaak Ataa karey
@HafsaKitchen3 жыл бұрын
ameen
@Dayss_months3 жыл бұрын
I made this..it was sooo tasty...pls give ur garam maslaa recipe
@nilofarkhan85503 жыл бұрын
Love n blessing from mumbra 😊🥰
@moinaqureshi38793 жыл бұрын
Aap distibson box main recipi k inkridiyan daliye
@HafsaKitchen3 жыл бұрын
inshallah
@mairasweeto404 жыл бұрын
Yumm
@azmeenathakur99713 жыл бұрын
Mumbra sun k bohot acha laga
@HafsaKitchen3 жыл бұрын
Shukriya
@shahenazshaikh825 жыл бұрын
Assalamu alaykum. Aapa ye cutlets k saat mohammad ali road pe mango chatni aur green chilli chtni milti hai wo bhi batao. Plz
@mahemoodaquujwijzjsisizkeg47422 жыл бұрын
Masha Allah 👍
@farhatrashid95522 жыл бұрын
MashaAllah aap seekh tandur restaurant wali banana sikhay plzzzzz coal par banatey hai waise plzzzzz
@HafsaKitchen2 жыл бұрын
Inshallah zaroor
@farhatrashid13435 жыл бұрын
Asalamualaikum rwbrkt mashallah bohat achay baney main ney try ki main ney thoda sukha bread pani say fouran nikal Kar add ki tow batter hard ho gaya Alhumdulilah jazakallahu khair bohat bohat shukriya ♥️ aap really profetional cook ho or aap k ammi bhi mashallah
@HafsaKitchen5 жыл бұрын
Walaikum assalam bahut bahut Shukriya 😊
@zumershaikh39802 жыл бұрын
thank you
@hasinakhalifa61785 жыл бұрын
In sha Allah mai try karugi
@albajikitchen4 жыл бұрын
Please aap is ki chatny ki recepi bhi batay ek to hary aur dusari yellow wali batay
@HafsaKitchen4 жыл бұрын
Inshallah
@fahimathevibrant83204 жыл бұрын
Hafsa plzz yaar chicken me ho bhi recipe apne haha banti hai sab daalne ki koshish karna pllzz. crispy .thrread ,russian.mayo balls,etccc
@sheelahooseinally4204 жыл бұрын
Bahot acchi lagi aur bahot baar bana chuki hu. Aap ka shukriya. Hah batana bhool chuki ke maine isme dhania patta aur fudina bhi add kerti hu aur tasty ho jata hai, aaj yane Sat davat hai so mai banai, guest ke comments ka interzar raheg☺️
@HafsaKitchen4 жыл бұрын
Thxz a lot
@samiyashaikh68133 жыл бұрын
Really nice recipe.. plz tell me what bread crumbs ur using in it...
@palmistryinfo3293 жыл бұрын
Nice look
@shadesaestheticsolutions2784 жыл бұрын
Mashaa allah tasty lag raha hai allah tumko aur tarrakki de hafsha best of luck
@ankitajadhav39624 жыл бұрын
Very nice 👌👌👌👌
@salimpatel83353 жыл бұрын
Thanks
@RehanKhan-pg1ow4 жыл бұрын
Main bhi mumbra ki hu mujhe pata h yah desh kese banti h but aap ka dish bhi bhot accha laga
@HafsaKitchen4 жыл бұрын
Thxz
@rif77153 жыл бұрын
Mashallah nice and easy recipe Hafsha Didi. Jazakallah o khair. 👌👌👌🙏🙏🙏👏👏👏😆😆😆😆 ... acha laga dekh k aap sab k comments padh k ❤ and reply dete ho warna har kisi k pass time kaha hota hai. Mostly busy hote hai sab New receipe banane me aur upload karne me .. thanks Hafsha Didi..🙏🙏🙏🙏👏👏👏👏👏
@HafsaKitchen3 жыл бұрын
Thanks
@mahekKitchen5 жыл бұрын
mashallah
@NisaCuisineVLOGS5 жыл бұрын
Big like sister new friend nice yummy cutlets 👌🏻👌🏻👍🏻👍🏻👍🏻👍🏻tfs stay connected
@tajmohammedayubkhankhan23524 жыл бұрын
I am also from mumbra 👍 Aapa Very nice recipe
@HafsaKitchen4 жыл бұрын
Thank you so much for appreciating my work it's really means a lot for me thxz 😊
@humanityfirst81544 жыл бұрын
kafi log yaha mumbra ke mil gaye
@sekhrajesh41523 жыл бұрын
mumbra kaha hai dear .Mumbai me kiya 🤔🤔reply me
@shadaanmalik38183 жыл бұрын
Yes its in thane district
@faridagirach93743 жыл бұрын
Looks delicious
@bunnyinteligent86684 жыл бұрын
Mouth watering
@zaaraaajmeri76834 жыл бұрын
thnks
@sameeraibrahim309 Жыл бұрын
Tried thanks
@HafsaKitchen Жыл бұрын
Great 👍
@anwarshaikh77854 жыл бұрын
Thanks 😋👌👍
@Hashmirealestate4 жыл бұрын
Mashaallah
@cookinghouseofdipty97135 жыл бұрын
Very nice recipe
@afreenali90264 жыл бұрын
Yes awesome i m very much fond of this cutlets acha hua aapne ye recipe share ki me b mumbra me hi rehti hu n these cutlets are very mch famous
@shamimbhilare62373 жыл бұрын
👍👍👍👍👍👍👌👌👌👌👌
@housecookscuisine25955 жыл бұрын
Wow🍱🍣🍲👏👍
@yasminchandia49744 жыл бұрын
Exactly how my mum used to make it!! Surprisingly same recipe ...only difference is she shallow fried them Also adding fresh corriander makes a huge difference
@sairaalshubaily60675 жыл бұрын
Nice recipe
@frankfernandes12825 жыл бұрын
Thanks didi god bless
@samsunggalaxys10515 жыл бұрын
Waoow it looks yummy 👌👍
@gretaaarons49415 жыл бұрын
Mutton cutlet seems to be a very good recipe.
@HafsaKitchen5 жыл бұрын
Thxz 😊
@darickrebello83185 жыл бұрын
Looks delicious. Are those breadcrumbs fresh or the dried ones you can buy from the bakery
@abbasahmed49645 жыл бұрын
Mashallah
@afrozamirza26855 жыл бұрын
Jazakallah for sharing...now please share keema ki khamiri puri
@HafsaKitchen5 жыл бұрын
Inshallah zaroor
@afrozamirza26855 жыл бұрын
@@HafsaKitchen ❤❤❤
@riwafarooquebubere41885 жыл бұрын
I'm also in mumbra
@HafsaKitchen5 жыл бұрын
Nice 🙂
@nilzb14685 жыл бұрын
Superb yummy
@sanajinah55693 жыл бұрын
Agar beef keema istemaal karungi to bhi same recipe hogi? Aur kya keeme ko pura dry karke grind kiya hai aapne?? Plz do reply. Thanks..
@HafsaKitchen3 жыл бұрын
yes bana sakte ho Haa keeme ko pura dry hi karna hota hai
@abdulahmedmohammed72615 жыл бұрын
Mashallah nice
@shehnazmudassir27535 жыл бұрын
Thank u so much..... i was searching for this reciepe since many days.....
@ShabnamShaikh-eq8sz4 жыл бұрын
Can we make it with chicken..plzz reply soon..
@arshiyashaikh60735 жыл бұрын
Aapa hum subah mey banakar or bread crumbs mey lapait kar freeze mey rakh sakte hai or shamko ko fry kr sakte h kiya...
@HafsaKitchen5 жыл бұрын
Haa rakh sakte ho
@arshiyashaikh60735 жыл бұрын
Bread crumbs soft to nhe hoge na freeze mey...
@arshiyashaikh60735 жыл бұрын
Thank you aapa
@qaynat14 жыл бұрын
Kiya hum iss bana kar freeze karsakte hai. Ramadan me. 15.din keliye
@HafsaKitchen4 жыл бұрын
Ji bilkul rakh sakte ho
@ratankaliwada37743 жыл бұрын
nice
@zaidmemon5435 жыл бұрын
👍🏽👍🏽👍🏽👍🏽👍🏽
@shahinshaikh70862 жыл бұрын
Mutton ko masale laga kar kuch time k liye rakhna hai ya immediate laga kar banaye to bhi chalta??
@HafsaKitchen2 жыл бұрын
Immediately bhi banaa sakte ho aur Agar half Anar ke liye side mein rakh do to aur Jyada batter test aaega
@lovedoastydance89645 жыл бұрын
plzz answer zaroor dena aj mujhe bnana h
@reshamalireshamali79813 жыл бұрын
Mem kya naan or pav bananay ki recipe batasakti hai UAE mei naanChap walay naan or pav nahi miltay
@HafsaKitchen3 жыл бұрын
inshallah zarror
@shwetashetty58265 жыл бұрын
Mujhe mutton seekh kebab ki recipe chahiye jo Mohammed Ali road pe milta hai