145 songs for Johny Walker. Lovely. Long live Rafi Sahab. Nice effort. You missed beautiful song from Musafirkhana. Shamshad Begum sang full song, Rafi Sahab only humming without words. Memorable
@JAIN4703 Жыл бұрын
YOU HAVE DONE A GREAT DEAL OF RESEARCH! Thank you! ...Rafi had mastered Johny Walker's voice whenever he sang for JW!
@bharatimehta1227 Жыл бұрын
Lots of Thanks for a great effort for both the Artists. Rafiji was a very humble Artist who was always ready to sing for any Actor.. ❤❤❤
@lalitasingh13473 жыл бұрын
Wah wah rafi sahab ka jabab nai hai
@ashrafmanchekar52392 жыл бұрын
Chand me daag hota hai pr rafi Sahab ki awaz me andaz me akhlak me koi daag nhi tha Allah pak unki magfirat kren aamin
@gajendravishal19792 жыл бұрын
जॉनी वॉकर सुहाग मनमौजी कलाकार थे उनके जैसे कलाकार और कॉमेडियन और कोई नहीं आ सकता उन्हें कोटि-कोटि नमन श्रद्धांजलि
Sooo many songs n v beautiful ones. Johny saheb n Rafi saheb made a great team
@faridkasmani30874 жыл бұрын
Hy
@rpdsahil38993 жыл бұрын
Ek se Badkar Ek Gane. Wah Rafi Saab.
@sharadahire54152 жыл бұрын
Bada mazaa aaya Sir ji.!!!👍👌💐💐
@miteshsharma67092 жыл бұрын
145 songs is really a major number. Rafi Sahab once mentioned that Dilip Saab, Johny Walker ji and Rishi Kapoor ji gave very good lip sync to the songs which he sang for them. Jai Rafi Sahab ❤️🙏
@lallitasingh6165 ай бұрын
Rafi sahab ko mera Salam Namashkar ❤❤❤❤❤❤❤
@supermmast3 жыл бұрын
Janab Mohd Rafi Saheb the best singer of all time and the most humble human being. Excellent voice modulation by Mohd Rafi Saheb and if you close and just hear you will feel and know that it is definitely Johnny Walker. Only Mohd Rafi Saheb can do it.
@tanvirhussain5632 жыл бұрын
More songs than many leading actors. Amazing.
@shamienahoeseni7664 жыл бұрын
Wah wah Jhonny ji kietnie achie achie gane Mohd rafi ji aap ke lieyeh gaye.Sab gane benane ke Shukria .
@umeshnainwal12053 жыл бұрын
Bahut khoob kya baat hai kaafi acchi jaankari hai sir aapko Kuch gaane miss bhi hue hein Jabardast post aapki I think modern girl ka songs Thod diya chashma mera tune ari o bewafa
@JAIN4703 Жыл бұрын
Sir, hats off to you! You are an honest-to-goodness Mohd Rafi fan! This compilation of Johny Walker songs is a treasure! Kindly note that you have missed one of my favorite songs, which must be included here: Musafir Khana - Thoda Sa Dil Lagaa Ke Dekh - Rafi & Shamshaad Begum
@पापानटोले4 жыл бұрын
Commendable effort.. Especially for budding playback singers to understand what a range of voice Rafi Saab had and how he changes his voice quality for every singer and also for every situation.
@mkhan36443 жыл бұрын
Please
@SurinderSingh-ix2px3 жыл бұрын
@@mkhan3644 9
@liyakatmujawar90883 жыл бұрын
Rafisahab aur Geeta duttji donoke duait song bahut achhe hai. Musician Naushad Sahab ne ek mulaqat kahe the. asal jindagime Rafisahab Geeta duttji ko choti bahen mantete.
@poojajohar889410 ай бұрын
Naushad Sahab ko GEETA DUTT ji ko bhi chances dene chahiye they, selfish female singers ko kitne mauke diye, GEETA ji se sirf ek hi gaana gavaya apne pure career ke dauraan. Yeh baat khalti hai
@ashrafmanchekar52392 жыл бұрын
Masha Allah Rafi Sahab ki kya tarif kru hr actors pr fitt baitti thi
@vijayakrishnannair2 жыл бұрын
What a combination.. great songs .. great artists .. 👍🙏
@yaqub29804 жыл бұрын
Rafi ki kitni ajab kahani thee
@khurramrafiqlahori45484 жыл бұрын
I love rafi sab rafi sab jesa singer kbi ni ayega is dunia mein. Har acter pe awaz fit bethti thi unki great voice .
@koushalendratiwari57064 жыл бұрын
Rafi sab is only singer in the universe whose voice suits every one
@Z29sept2 жыл бұрын
Every song is gem most of them were very very popular. Only Rafi Sirf Rafi.
@ukani52644 жыл бұрын
Wahha Rafi sahsb n Johney Bhai 👌👍
@shamsherinamdar10483 жыл бұрын
Thanks and GREAT MOHAMMAD RAFI SAHAB
@beingmanish4914 жыл бұрын
145 songs is a huge List. Rishi Kapoor Sahab once mentioned that Rafi Sahab once told him that Dilip Kumar Sahab, Johnny Walker ji, Shammi Kapoor Sahab and on him(Rishi Ji) his(God Rafi Sahab) voice suits the best with equivalent justice done by the respective actors. But above all Rafi Sahab to Paras ki tarah anmol the jisko bhi chua sona kar diya. Jai Rafi Sahab ❤️🙏
@ashiqueroomani23003 жыл бұрын
Rishi Kapoor was a big hypocrat. He was against Rafi Sahab's singing songs of Laila Majnu.
@beingmanish4913 жыл бұрын
@@ashiqueroomani2300 but he was honest enough to accept this since he was 70's chocolate boy image hero and had a view that Rafi Sahab the stalwart who has sung for legends like Dev Sahab, Dilip Sahab, Shammi Kapoor Sahab etc. who were of his father's age and since he was new and after Bobby, Shailendra Singh ji was his voice so he wanted Shailendra ji to sing for him and isme koi burai to nhi hain. May be he didn't knew about the calibre of Divine Legend Rafi Sahab but when his combination with him clicked in Laila Majnu there was no looking back and he always praised and credited Rafi Sahab for his success unlike other hypocrite actors jinke liye Rafi Sahab ne gaya par they never credited him but Rishi Sahab always credited Rafi Sahab and also in his biography he had talked in length about his association with Rafi Sahab. So before commenting anything bad about any legend and that too after he is not in this world anymore cannot be justified. So be careful before what u speak and about whom u speak.
@ashiqueroomani23003 жыл бұрын
@@beingmanish491 Sahir Sahab ne kaha hai, ' Aainese bigadke baith gaye, jinko jinki soorat dikhayee gayee'. Yahi haal aapka hai. Aaj kal log uthate baithate bina matlab samajhe 'Legend' shabd ka prayog karte hain. Agar Rishi ko lagta tha ki Shailendra Singh uski awaaz ho to Khel Khel me, Zahrila Insaan me is chocolate boy ne Kishor ki bhaari bharkam awaaz kaise accept kee. Saagar se to Shailendra Singh ke gaane hataye gaye tab aapke is honest legend(?) ne kya kiya? Nepotism Child hone ke bavzood usko Rafi Sahab ka calibre maloom nahi tha ! Kya gazab logic hai. 'Mulk' ke promotion ke waqt uski bakwas sun Tribune ne bhi likha tha 'Lot of his fans may not forgive him even after his death.' Kisike zinda hone ya na honese history aur sachchai nahi badalati aur phir main to Rishiki PR agancy nahi chalata. Main to Sahir Sahab ko manata hoon jinhone mujhe sikhaya hai ' Unhe pata bhi chale aur woh khafa bhi na ho, is aitihaad se kya mudda ki baat karen'
@beingmanish4913 жыл бұрын
@@ashiqueroomani2300 If u don't like someone its ur choice but ur liking or disliking is limited to u nd it doesn't apply to me or any other person. Rahi baat ki main kaisa hoon ye main acchi tarah se janta hoon I don't need the certificate of same from any stranger whom I don't know at all. Khush raho par logon ko izzat dena sikho chahe wo tumse bada ho ya chota mujhe to yehi sikh di gayi hain. Agar samajhdar ho to u wl understand what I am trying to say. Haan ek aur baat ek saccha fankar doosre fankaar ki hamesha izzat karta hain aur agar unke bich rivalry hoti bhi hain to sirf kaam ko lekar aur wo bhi clean competition bina ek doosre ko nicha dikhate hue par afsos ki baat hain ki ye baat unke fans nhi samajhte hain aur doosre kalakaron ke fans ko nicha dikhane ki koshish karte hain which is a very bad thing. I hope people like u get some piece of mind from this and wl gv respect to all. Main bhi Saahir Sahab, Rafi Sahab, Rishi Sahab ka fan hoon par main doosre kalakaron aur fankaron ko bhi utni hi izzat deta hoon. I hope u wl understand this and wl choose right word for the elders and stalwarts of the Hindi film Industry. Thanks.
@vijayakrishnannair2 жыл бұрын
@@ashiqueroomani2300 true,, First Rafi saab will never hurt the others he sang for ,.. And Bharat Bushanji, Devanandji, Rajendrakumarji , and Sunilduttji give more grace to Rafisaabs voice than wastes like Rishikapoor ,, Jhonny Walkerji Shammiji Dilipji is ofcourse great, here uncle added himself ,i think , in this elite list .. Every body fits to Rafijis voice since it is god's voice .. This story must be made by the megalomaniac himself, Rafisaab must not be even aware of this , ,,😀
@ypshahi42334 жыл бұрын
I like rafi uncle songs since my childhood.
@bharattrivedi5669 Жыл бұрын
I think Rafisab ne sabse jyada geet jhoniwakerke liyehi gaye he riht.👌👌🌹🙏
@niraj-2113 ай бұрын
nahi shammi kapoor ke liye sabse jyaada 185 gaana gaaye hai
@narayanamurtygundala17954 жыл бұрын
Thank you for sharing this wonderful information. There are around 32 songs composed by great OP Nayyar and all are super duper hits. Rafi Sahab, Johny Walker ji and OP Nayyar Sahab were the best combination. However some other great composers like SD Burman ji, Ravi ji and Shankar Jaikishan ji scored good music for Johny Walker ji. Madan Mohan Ji's compositions for Johny Walker Sahab resembles OP Nayyar Sahab's style.
@gameplaysandtricks99862 жыл бұрын
Amazing video. Need more work on script
@ahsanakhlaq29074 жыл бұрын
Aap ka shukriyah Sahab k bare main jaankari k liye dil ko choo liya
@LalJi-sv1dw6 ай бұрын
Wa kya bat he rafi sahb 👌♥️
@waquarahmed56082 жыл бұрын
1964 में आई फिल्म शहनाई मे दो गाने जॉनी वॉकर साहब जी पर फिल्माए गए थे।
@VijayKumar-kf6vq7 ай бұрын
Lajawab jankari aap ki research aur peshkash behtareen hai.
@qumaruddin36074 жыл бұрын
Buht Mehnat ki aap ne es Video ko bananay men, ❤ #SoCute 😘😍
@hashnikumar95114 жыл бұрын
Incomparable versiltiaty of Rafi saheb is the most valuable trait of his heavenly and cosmic voice.
@rashidaukani52872 жыл бұрын
Great 🙏👍👌
@RafiKoYaadKaro2 жыл бұрын
Thank you! Cheers!
@mianasif32494 жыл бұрын
Thanks Admin for download this informative video
@sandeepsinghmaurya9769 Жыл бұрын
The great Rafi Sahab 👍❤️ Unforgettable 🙏🏿
@harimohanmodi98505 ай бұрын
Bhai apki effort kadile tarif hai.Kabhi nahi lagta yeh geet Rafi saab ne gaye balki lagta hai Jhonny ne gaye.Bahut pyara artist they.Amar geet ke bhagidar ban gaye jo aaj bhi hum enjoy karte hai aur mujhe too meri jawani yaad ati hai.Ek Farishta aya aur apne samay ke saab star ko amar bana diya .Apne kuch gane miss kiya jo hone nahi chahiye tha. Aaj maine comment pada humko lagta hai bahut se log pur video dekhe bagair faltu ilzam lagate hai.Main Rafi saab ko two times LIVE dekh liya jiban main Bhagwan darshan ho gaya.Baki comment dusra video main .Thanks.
@melodymakers25593 жыл бұрын
Amazing compilation... Hats off again for your hard work finding the videos. The songs are listed in the book by Mr. Saleem-ul-Haq in chronological order, you have given another dimension with this upload
@nushratdilshad13234 жыл бұрын
Bhai aapne dil khushi se bhar diya
@skshajahanali2743 Жыл бұрын
Aap badut achchhe se bol te ho aap ko very very thanks
@nafeesk3104 жыл бұрын
night in london me lata ji ke sath ek song aur hai bol hai maine to nhi.... bahut se song miss hain... sabse mahngi chiz mohabbat
@gajananmanapkar9039 Жыл бұрын
Rafi sahab was great singer
@AshokKumar-km3or3 жыл бұрын
Xcellent combination.
@indiadilse34624 жыл бұрын
Jai Mohammed Rafi Sahab.
@oscar-f2j7e4 жыл бұрын
Brother you have do done very hard work on this rafi saab sing for various actors i enjoy watchin very nice songs keep up the gud work from england
@AshokKumar-km3or3 жыл бұрын
Excellent combination two Legends of indian cinema..
@lokendrabhoyle37603 жыл бұрын
Jay Rafi sahab
@mdhasib93234 жыл бұрын
Very nice
@AS-nd6tl4 жыл бұрын
भाईसाब अगर ये सारे गीत आपके पास है तो महेरबानी करके अपने चैनल पर अपलोड करें प्लीज ये सारे गीत रफ़ी साहब का अनमोल खज़ाना है
@ranjitsingh81122 жыл бұрын
Excellent efforts dear
@ManjinderSingh-wg6rw3 жыл бұрын
Very hard work sir thanks johany ji rafi saab mein itni samanta koi judgement nahi kar sakta rafi saab ne ik punjabi movie walayat pass mein 4 geet johany walker par gaye hain
@Akashkumar-dm8rz3 жыл бұрын
Very nice Sir 👍👌
@jagdishmehta3826 Жыл бұрын
He was so funny and Fortunate to be Friend and cowoerker of the Great Classical Gurudutt Pyaasa. KAGAZ KE PHOOL AND સીઆઇડી Dr Jagdish B Mehta
@ramakrishnasubbaro88064 жыл бұрын
Rafi Saab, always great.
@tajkhan60244 жыл бұрын
1964 me shahnai ayi jisme 2 song hai, 1 kitni jawan hai zindagi kitni haseen bahar 2 song hai jane mann janane mann
@ashrafullahkhan85592 жыл бұрын
Waqi apne bohot mehnat se Baya he video nice
@ayubahmedshariff65988 ай бұрын
Thanks for your hard work
@mdasghar73984 жыл бұрын
Wahh bhai wahh aap ki yaad drust hai bahot accha laga ab Mehmood sahab ka bhi saare geet suna dijye🙏
@lallitasingh616 Жыл бұрын
BHAYIYA YE SAARE GAANE UPLOAD KAR DIGIYE PLEASE .. RAFI SAHAB KO MERA SALAM JI RAFI SAHAB NO.1 SINGER HAI
@rakeshchopra90723 жыл бұрын
Yeh programme orr accha hota, agar aapki awas na hoti. Films ka names aap type kar sakte thee....
@sanjeevmehndiratta57534 жыл бұрын
Johnny Walker aur Shammi Kapoor ji per picturies songs singing wise bahut difficult song thy jine Mohammed Rafi Sahab hi ga sakte thy Mohammed Rafi Sahab Sangeet ki ek duniya apne saath le kar chale Gaye 10 Janmo tak unke jaisa Parshav Gayak paida nahi hoga Duniya ki sabse khubsoorat Aawaj Suro ke shenshah Aawaj ke jadugar Voice of God Jai Mohammed Rafi Sahab
@koushalendratiwari57063 жыл бұрын
Only and only Rafi sab voice suits Jonny Walker
@soolt.15484 жыл бұрын
Miss both of you rafi Saab and Johnny Saab
@mohdharoon36764 жыл бұрын
Rafi sahab ka koi Tod nai
@danishsaifi87312 жыл бұрын
Very Very Best
@MuhammadUmar-fh8xx4 жыл бұрын
Sukhriya Bhai jan video dene ke liy
@mohdharoon36764 жыл бұрын
Love you rafi sahab
@anilnayyar1251 Жыл бұрын
Bahut mehnat,. Shhabash
@kskumar-mg9iu10 ай бұрын
Wow!
@shadnaseem18494 жыл бұрын
Is program me ek song miss ho gaya our wo ye hai chherhoge mujhe agar jaan to kehdoongi abba jaan rafi saheb yaha se hai abba se hum bhi chele hai jumma khan ke
@ekinulkhan26604 жыл бұрын
Please also tell all the duet songs of rafi sahab with lata ji
@mohdharoon36764 жыл бұрын
Mo rafi sahab India ke nayaab tohfa he
@يحيىخليل-ظ9ع4 жыл бұрын
Please Mohammed Rafi Sahab singen For the Stars SHASHI KAPOOR, BISWAJEET, RAJENDRA KUMAR and JOY MOKERJE. With many thanks. 🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌸🌸🌸🌸🌸🌸💐💐💐💐💐💐🌲🌲🌲🌲🌲🌲🌲🌲🌲🌲🌲🌲🌲🌲🌲🌲🌲🌲🌲🌲
@جبرانخليل-ب4ي4 жыл бұрын
I support your suggestion, Mr. Khalil Yahya. A wonderful request . تحياتي من عاشق فريدالاطرش و الاغاني الهندية القديمة
@asgharimam52484 жыл бұрын
Shahnai & Night in London ke gaane miss kiya aap ne
@ashrafali15874 жыл бұрын
Mahmood with rafi sahab per baniye
@RafiKoYaadKaro4 жыл бұрын
Zaroor
@rathershabir46294 жыл бұрын
🌻🌷🌻super💕💙💕vedeo🌻🌷🌻
@Siddiquisahab55994 жыл бұрын
Sukriya Lovely bro
@soolt.15484 жыл бұрын
Thanks too much for the video
@drashtishukla40634 жыл бұрын
Good compilation. Keep it up. But you missed atleast on song from movie Musafirkhana - Thoda sa dil lagake dekh
@aamirkhan-mx5nb4 жыл бұрын
Please make video mohammad rafi association with dev anand
@RafiKoYaadKaro4 жыл бұрын
ok
@taslimchoudhary12534 жыл бұрын
Good information 🌴🌴🇮🇳🌴🌴
@shakilpariyani23454 жыл бұрын
Ek gana app miss kar gaye o data o data de humko bhi ek pyara bugla
@mohdharoon36764 жыл бұрын
Old is gold
@mohdharoon36764 жыл бұрын
Jabab nai mo rafi sahab ka jhony walkar ji ke liye bhi itne song gay ESA lag raha he walkar ji khud GA rahe he marhoom haji rafi sahab zindabad the zindabad he zindabad rahenge sada
@azeemansari92382 жыл бұрын
Rafi sahab with music director
@muneesansari54274 жыл бұрын
Bohat badya bhai
@mohammadsalimsayyed73014 жыл бұрын
Make a video on Dev Anand songs by Mogammed Rafi.
@aasmohammedansari7772 жыл бұрын
रफी साहब के द्वारा कुछ एक्टर के लिए गाए गए गीतों की संख्या शम्मी कपूर 190+ गीत जॉनी वॉकर 155+ गीत राजेंद्र कुमार 134 गीत शशि कपूर 129 गीत भारत भूषण 105 गीत जितेंद्र 104 गीत धर्मेंद्र 104 गीत देवानंद 100 गीत दिलीप कुमार 77 गीत सुनील दत्त 75+ गीत महमूद 85 गीत जॉय मुखर्जी 80+ गीत विश्वजीत 60( लगभग )गीत प्रदीप कुमार 65 गीत संजीव कुमार के लिए 50+ गीत ऋषि कपूर 50 (लगभग) गीत विनोद मेहरा 51 गीत मनोज कुमार 42 गीत राजकुमार 38 गीत फिरोज खान 37 गीत राज कपूर 32 गीत राजेश खन्ना 28 गीत अशोक कुमार 28 गीत गुरुदत्त 25 गीत अमिताभ बच्चन 21 गीत किशोर कुमार 11 गीत मिथुन चक्रवर्ती 11 गीत
@sharifshaikh43804 жыл бұрын
Nice video thanks
@narpaliasif58134 жыл бұрын
ISHTIYAQ BHAI 🕵️ KO THANKS
@jaswantsingh92874 жыл бұрын
I was fully engrossed.
@mostafijurrahaman48264 жыл бұрын
MD Rafi ❤️❤️❤️❤️
@mohammadsalimsayyed73014 жыл бұрын
رفیع صاحب کے راجندر کمار کے لیے گائے ہوئے نغموں پر بنائیے ویڈیو Make a video on Rafi sahab's songs for Jubilee Kumar Rajinder Kumar.
@rafikadeewanmanoj17504 жыл бұрын
Very good
@RafiKoYaadKaro4 жыл бұрын
Thanks
@mochand29664 жыл бұрын
Galti ho gayi aapse bade bhai or bhi gane hai jo apse chhoot gaye