Bhaiya maine mp e Pravesh se 1st round me online admission liya tha to medhavi mein centralise counselling dalo na pls reply 🤔🙏
@12thstudent-e6t3 күн бұрын
Bhaiya OTP aagya per 12th me 23- 24 show nahi ho raha kya karu?🤔🙏
@unpleasentsoul25 күн бұрын
Sir mai 1st year ki student hu and btech kar rahi hu 2024-25 ke liye last date 31st dec 2024 bata rahe hai par yeh date to parso hi hai and kuch smjh nhi aa raha hai ki kab mmvy ka form bharna kyuki protap hi nhi smjh aa raha hai kya hume renewal 2023-24 mein password id banana hai pehle kya karna hai plss bata dijiye
@shivammishra-tn6ty28 күн бұрын
Medhavi aur sambal dono scheme ka benifit le sakte hai kya
@Pradeep_singh510Ай бұрын
Third year ke sambal ke form kab se bharenge
@12thstudent-e6t7 күн бұрын
Medhavi me Starting me ragistration me samgra I'd dalte he taab OTP nahi aara he kya karu 20 Tak Dena he davv ke exam form ke liye 😭🤔😞😞
@MRAdityafactz4 күн бұрын
Ab aane lga
@12thstudent-e6t3 күн бұрын
@MRAdityafactz ha per 12 th me 23-24 show nahi kar raha kya kare?
@MRAdityafactz2 күн бұрын
@@12thstudent-e6t college kon sa hai
@12thstudent-e6t2 күн бұрын
@MRAdityafactz suno institute code scholarship portal 2.0 per he vo vala ya fhir jab epraves se admission liya tha usme Jo college code tha vo dalna he
@MRAdityafactz2 күн бұрын
@@12thstudent-e6t mai nhi apply Kiya hu abhi 12 vale jo 2024 me paas kiye hai aa gya
@dimplechourasiya246627 күн бұрын
Third year wale students kb se form bhar payenge?
@shivammishra-tn6ty28 күн бұрын
Medhavi ki kab milegi registration
@DrVyomPandey19 күн бұрын
2024-25 ka renewal kab se hoga bhai
@AJAY-SINGH9825 күн бұрын
2024-25 k registration kbse start honge yr
@Kartikktales25 күн бұрын
Bhai pta chala
@Shivbatham-n4pАй бұрын
Registration form start hone se pahle karna jaruri hota hai kya
@EchonfireАй бұрын
hello bhai any updates regardings regsitration ki 23-24 me registration kr skte hai
@EchonfireАй бұрын
registration 24-25 ka kab chalu hoga
@Shivbatham-n4pАй бұрын
@@Echonfire nhi bhai mujhe bhi samajh nhi a raha
@bhupendrkushwaha-qx1lgАй бұрын
मध्य प्रदेश मेधावी विद्यार्थी योजना कितने परसेंट से मिलती है 2024-25❤❤
@abhinav_fitness_00018Ай бұрын
70%
@PankajRaikwar-ny1twАй бұрын
Gao ki beti yojna or pm medhavi yojana dono bhar sakte hai