Sir I accidentally delete my winword permanently How i recover it Please 🙏🙏🙏 sir reply
@RakeshMgs Жыл бұрын
First uninstall ms office and then install again
@nitindevgan4021 Жыл бұрын
Hello bhaiya ek help chahiye thi coreldraw ka koe diagram (physics) old version ka h wo2019 open kr rha hu to open nhi hota h ek bar bata jaiye
@RakeshMgs Жыл бұрын
Yadi koi Diagram ya Design old version ka hai to wo latest kisi bhi version ke CorelDraw me open ho jayega. Yadi Design naye version me bana hai to usi version ya usase latest version me open ho jayega
@RakeshMgs Жыл бұрын
Yadi aap kisi se diagram ya design ka cdr file liye hai to unse kahiye ki wo save karte samay CorelDraw 12 version me save karake bheje taki wo kisi bhi version me open ho sake
@nitindevgan4021 Жыл бұрын
@@RakeshMgs bhaiya bat ye hai ... mujhe apne presentation k liye kisi aur file se copy karta hu mean google se download karta hu .... to usko coreldraw m open krta hu to edit nhi hota .... jabki wo corel m bana diagram hai.... aur 2012 chalata tha pehle usme sab ho jata tha koe bhi diagram edit ho jata hai ....
@RakeshMgs Жыл бұрын
Wo file cdr me hi hai to ekbar ungroup karke dekhiye Kabhi kabhi likha hua text ko curve kar diya jata hai taki font missing hone ka tension na rahe lekin curve hone ke baad edit nahi ho pata hai text
@nitindevgan4021 Жыл бұрын
@@RakeshMgs ungroup ka option click he ni ho rha active ni h
@ANMOLKUMAR-cv2jv Жыл бұрын
Niche black patti me likha huaa haa raha hai wo thik nahi lag raha hai
@RakeshMgs Жыл бұрын
Jo hindi me likha hua aa raha hai wo caption hai use aap khud band kar sakte hai band karne ke liye video par ek baad tap karenge to jaise quality badhane ke liye option hota hai usi prakar c likha hua rahega uspar tap karke band kar sakte hai