Yaar Kya Banda hai ye, kitni achi recipes banata hai. Bahot pasand aai aapki ghulati. 😋😋😋
@ajstyle88493 жыл бұрын
Munne bhai Same Mere bade Mamu jaan jaise Dikhte hai Same MashaAllah...
@DIVINENEURO4 жыл бұрын
Wah shb wah munne bhai kiya baat app ki or mam ki mujhe kafi samay se talash thi is recipe ki aj mujhe mil hi gaee shukriya mam app ka
@srikanthsurampally86322 жыл бұрын
Munna Bhai is very conscious, while cooking he is helping you. Thanks for this wonderful recipe, this really taste like Nizami kheer of Hyderabad
@ANWARKHAN-ml7he5 жыл бұрын
ماشاءاللہ بہت خوب
@chinmay6625 жыл бұрын
Your degi korma recipie was unbelievable ma'am. Thanks for sharing. And i love munne bhai. More power to your channel.
@Saba-jv5ub3 жыл бұрын
Thankyou for this recipe 😋😋😋
@sheebakhan-gj4fe4 жыл бұрын
Rampur ki gulatti ki baat hi koch Or hai💯💯💯😊😊
@fernandotorres65415 жыл бұрын
ؓمنے بہای ہرچییز اچہی بناتے ہین
@shaheenyasinbisora77835 жыл бұрын
MashaAllah
@hudkhan46952 жыл бұрын
Mashallah Mashallah
@feelgoodmusic244 жыл бұрын
Jai Ho Munne Bhai
@shaguftagohar29795 жыл бұрын
bohot dino se ye recipe talash kr rhi thi lkn nhi mil rhi thi... Hamare pas ye recipe pohchane k liye bohot shukriya.. Mashahalla bohot bardya recipe hai insha allah kl bnaugi or update karungi k kesi bani
@RaniRani-we1ij5 жыл бұрын
Wah mashallah bht mazedar
@rubinakhatri36312 жыл бұрын
A's salamalekum very testi yammy
@sayedmashkoorali15484 жыл бұрын
Asslam o alekum munna bhai ko salam bolen aapki videos bahot achi hoti hain
@mukhtalifzaayeke7864 жыл бұрын
Sayed Mashkoorali g zaroor jab Rampur jaeyngey to aap ka salam boldeyngey 😊bahut shukriya
@mohdslaam26575 жыл бұрын
Masha Allah munne Bhai ki resipi dekhne me hi maza aa gaya
@naheedkhan10104 жыл бұрын
Yummy thanks dear
@ishqemuhammad12383 жыл бұрын
MA SHA ALLAH
@tahirbashir49845 жыл бұрын
Thanks seems baji aur munna bhai the great zada abad aur shaad raho. We learning a lot from u
@Makh7863 жыл бұрын
Wow nice 💕💕💯👍😊
@nishatsharafat89474 жыл бұрын
Mashaa Allah 👍
@zakirhussainshaikh63723 жыл бұрын
Dekha jae to ye receipe kheer se milti julti hai bas isme khaas rampur ke nawabo ki khaas khaan paan ki history dikhti hai, Laaaaa jaaawab haiiii
@numberderaashu76025 жыл бұрын
Seema Baji main aapki sari video dekhta hun aur main bhi Rampur se hun
@shaizakhan93115 жыл бұрын
Yh bht acha kia sister rampur ki gullathi ki receipe vdo bnaii.. Jazakallah..
@blossomrose25925 жыл бұрын
Mouth watering 👍
@silversand20663 жыл бұрын
Assalamoalaikum My nanhyal is in Rampur. I visited Rampur only once in my life. I live in Canada. I can't forget gulathi flavour. I believe muney bhai prepared it in my khala's marriage.
@mukhtalifzaayeke7862 жыл бұрын
Wa aleykum Assalam warehmatullahi wabarakatu 😊
@tahiraiftikhar71995 жыл бұрын
اسلام و علیکم آپکی ڈش تو کمال کی ہوتی ہے میں ضرور بنا وں گی میں نے پہلی بار اس طرح کی ڈش دیکھی ہے
@thorinoakenshield32553 жыл бұрын
Ye hamarey seher rampur ki shahi dish hai..
@durraa74475 жыл бұрын
thank your for sharing i m going to sure make at home been in USA this kind of food always connect to your root . thank you once again to munne bhai to make such wonderful recipe i m sure try and let u know how it come out. please tell him to make more food and u upload it too. u are doing wonderful job keep doing it and sharing it .
@akhlaqhamadh90225 жыл бұрын
Mashallah se aapki awaaz bahut acchi hai aur aapka recipe batane ka bhi achcha hai
@sheebakhan-gj4fe4 жыл бұрын
Rampur walo ka bolna acha lagta hai👌👌👌
@TahirKhan-vl2wh4 жыл бұрын
Munna Bhai aap great ho ....or baji hamari Dua ha ke Allah aapke Chennal ko bohat tarraqqi atta famye ,(Ameen) love from karachi 🌹 pakistan 🌹
@mukhtalifzaayeke7864 жыл бұрын
Tahir Khan bahut Nawazish aap ki brother aap ki dueyn Alllah tala zaroor kubool karey Ameen Summa Ameen Love From Mumbai 💐💐💐😊
@walehanakhan16375 жыл бұрын
Bht achi lgti h wo awaz azan ki
@sanasayed7095 жыл бұрын
Yumm...👌
@hudkhan46952 жыл бұрын
👌👌👌👌👌👌
@KaramDinDinKaram5 жыл бұрын
Vri Vari nice thank you
@owaisaktar31085 жыл бұрын
Ye bohot badiya h jb me rampur gya tha shadi m tb khai the
@zakirhussainshaikh63723 жыл бұрын
Rampur ke rampuri kabutar jitne famous hai world 🌎 me ye wali receipe bhi itni hi famous hogi ,
@shilpivlogunlimited37924 жыл бұрын
Mam isme plate pr ghee dal kr banee gulathee ko B sekka jata jo jala crust different taste karta hai kindly vo B share kare
@abubakarmaleen19742 жыл бұрын
Mai lucknow se hu but Love rampur bcz of many things,, Aligarh se maine education li hai,,waha mere friends sab rampur se the aur mra pehla ishq bhi rampur se.tha....love rampur،thanks for making such good videos ،love and respect for u my sister
@mukhtalifzaayeke7862 жыл бұрын
Your welcome 🤗
@lallandadarampuri31345 жыл бұрын
MAASHAA ALLAH SHUKRIYA AAPNE REQUEST PAR VIDEO BANAYI
@faneradoyce78905 жыл бұрын
Wow
@shaikhazher42245 жыл бұрын
Nice
@istqarahmad45075 жыл бұрын
Very nice
@nosheenkhan13565 жыл бұрын
Aoa,thnx for the recipe....Mash ki daal jo doodh ma pakti thi purana waqt ma wo saikhain xx
@98373184964 жыл бұрын
Please rampuri seekh kabab ki recipe eid se pehle share karen
@amnamukhtar26504 жыл бұрын
Thank u so much for sharing such a wonderful recipe.I was searching this recipe for a long time. I had this delicacy in my childhood and the taste is still fresh in my memory. Can't wait to try it . Can chirongi be omitted as I don't find it anywhere here..
@mukhtalifzaayeke7864 жыл бұрын
You’re Most welcome, yes you can
@amnamukhtar26504 жыл бұрын
@@mukhtalifzaayeke786 thanks for the reply
@iqbaljahan88225 жыл бұрын
Yammy🙂
@nusratjameel7615 жыл бұрын
Too good
@SamiKhan-ks4kh5 жыл бұрын
Didi maza agaya aaj mujhe mere papa ki yaad agayi mehdi hasan unka naam tha didi mere papa bhi bohut achha khana banate the mebhi rampur se hu abhi saudi arab me hu mere ko mere ko munne bhai jante honge please didi jarur puchhna
@arshzee29075 жыл бұрын
Assalamualikum baji aap rampur k kis jagah rehti ho
@arshzee29075 жыл бұрын
@@mukhtalifzaayeke786 acha baji mera rishta rampur m hua h or meri behen ki Shaadi bhi whi hui h
@numberderaashu76025 жыл бұрын
Rampur ke khane ki to baat hi Nirali Hai
@shaizakhan93115 жыл бұрын
Bilkul..
@suboorkhan36512 жыл бұрын
Assalamalikum The best part is Rampur ki azaan in the background.
@mukhtalifzaayeke7862 жыл бұрын
Wa aleykum Assalam warehmatullahi wabarakatu hu g 😊 Rehmat hai Masha Allah
@suboorkhan36512 жыл бұрын
@@mukhtalifzaayeke786 JazakAllahkhair for uploading the videos I am miles away from home but watching your videos,hearing azaan in the background,listening to Rampuri accent makes me feel I am home.For me the whole set up ,the background noises is more important than the recipes itself. Keep up the good work👍🏻
@Sarah823485 жыл бұрын
Plz seekh kabab b bnaena
@meenaashraf88625 жыл бұрын
Aap Rampur m kahan rehti ho
@foodaroma24465 жыл бұрын
Gulatti hamare Jaipur me B banti h par wo mawe wale chawal hote hain zarur kisi tarha bante hain aapki is dish ko main to kheer lahunga
@TahirKhan-vl2wh4 жыл бұрын
Or aap kabhi apni chhat se city Ka nazara Karaen...
@mukhtalifzaayeke7864 жыл бұрын
Tahir Khan ji zaroor jab Rampur jaeyngey to zaroor karaeyngey
@anwarkhan-nd5vf4 жыл бұрын
Asalam walekum
@mukhtalifzaayeke7863 жыл бұрын
Wa aleykum Assalam warehmatullahi wabarakatu hu
@anwarkhan-nd5vf3 жыл бұрын
Assalam alaikum
@tanukhan-ln8ox Жыл бұрын
3litre Milk 600grmMawa 600grmSugar 125grmBadam Elachi 60grmNaryal powder 125grmKaju 60grm Chorizi Fresh cream Rose essence 500grmDesi ghee 200grm chawl sookhe pisna h 30grmNariyal ka lachcha
@ayazsiddiqui46714 жыл бұрын
Salam Baji, aapki recipies ka to koi jawab he nahi.. Munne bhai to shan hai Rampur ki.. unke bolne ke desi andaz bahut he pyara hai per aap unhe cover kerne ki koshish kerte rehte hai.. bus ek request hai aapki Munne bhai wali almost sabhi videos me Azaan ke waqt aap kaam stop nahi kerte..is per zara dhayan dejeye.. baki as usual aapki mehnet ko dil se salam aur bahut sari duayee..
@mukhtalifzaayeke7864 жыл бұрын
Ayaz Siddiqui wa aleykum Assalam warehmatullahi wabarakatu hu bahut shukriya Brother Rampur mey back to back kaafi Masjid sey Azaan ki Awaaz aati hai first Azaan key baad hi recipe shoot ki jaati hai ager hum sab key liey rukey to lunch Ko evening ho jaeygi yehi ceez hum ko Mumbai mey bhi paish aati hai hum ko yeh baisey rehmat lagti hai 😊
@ayazsiddiqui46714 жыл бұрын
Thanks for the reply.. means u r taking care about ur viewers.. bahut bahut Shukriya Azaan wali baat per reply ke liye.. u r taking care Allah bless u as always.. ameeen
@mukhtalifzaayeke7864 жыл бұрын
Ayaz Siddiqui summa Ameen
@ayazsiddiqui46714 жыл бұрын
Salam baji aap Mumbai me hai yeh Rampur me? Munne bhai ke shami kabab ke recipe aapne kabhi share kare hai? Hume nahi dekhi, pl ager ho to link share kejeyega..ek sawal Khash Khash ke jagah korme me kya use ker sekte hai..yahan saudi me ban hai.. Jazakallah kherun
@mukhtalifzaayeke7864 жыл бұрын
Ayaz Siddiqui wa aleykum Assalam warehmatullahi wabarakatu hu g Hum Mumbai mey rehtey hain aap ki fermaish zaroor puri ki jaey gi jab Rampur jaeyngey tab
@shaikhamiruddin58485 жыл бұрын
Munne bhai Zinda Baad. Nariyal ka lachha kiya hota hai ,aisi cheezon ka close-up pic dikha diya karen ta k samajhne mein aasani ho.
@nomanmian80095 жыл бұрын
.🌹
@dawoodkhan56624 жыл бұрын
Cream nahi padti hai gullatthi me
@mukhtalifzaayeke7864 жыл бұрын
UAE Vlogs nahi sir
@ghazalakhursheed10145 жыл бұрын
میرے دادا کا نام محفوظ حسن عابدی تھا وہ رامپور کے تھے کوئی اگر انکے بیٹوں کو جانتا ہو میں کراچی کی ہوں
@mansoorahmed99105 жыл бұрын
Confused..... Yahan pakistan men to gulatti khoye or sela chawal se banti hy.chawal grind nhi kertay.zarday ke trah banti hy
@shaguftagohar29795 жыл бұрын
Very disappointed ☹️.. Mene ye exactly same recipe bnai but ye wo gulathi nhi hai jo hum Rampur shadi m khate hain
@walehanakhan16375 жыл бұрын
Apki video's m hmesha azaan ki awaz ati h
@GufranKhan-er4vl4 жыл бұрын
Plz munne bhai ka numbar send kijiye
@mukhtalifzaayeke7864 жыл бұрын
Gufran Khan aap ney Munney bhai key interviews waley video key discription May nahi deykha 2 Number add kiey huey hai