khuda ki kasam ye wo ulmah hain jo Allah swt ki rehmat hain
@MuhammadImran-go3ot5 жыл бұрын
Ye ulama e haq hain, jin ke chehre ko dekh kar khuda yaad aata hai. Ye bekhouf ho kar saachi maslaq ki baat kartein hain chahey koi khush ho ya naraaz. In ki azmatoon ko mujh hakeer ke adab bhara salaam