My Menu and Prices on Foodpanda | Foodpanda Home Chef Menu and Prices Urdu/Hindi

  Рет қаралды 81,233

Shazia Khurram

Shazia Khurram

Күн бұрын

Пікірлер: 653
@manojkumar-rf6re
@manojkumar-rf6re 3 жыл бұрын
Aaj ki taarikh mein jaha koi kisi ko apne trade secrets share nahi karta, aapne ek ek baat sabke saath share ki hai aur sabko guide kiya hai.....dil se salaam hai aapko aur aapki sachaai ko🙏
@ShaziaKhurram
@ShaziaKhurram 3 жыл бұрын
Bohat shukriya. i just tried to help out others.
@afzalkhaliq7473
@afzalkhaliq7473 5 ай бұрын
Api abi tak ki is topic py sab videos me se sab SE bhtrreeen video aap ki hy well-done 😊
@ShaziaKhurram
@ShaziaKhurram 5 ай бұрын
Thanks JazakAllah
@falakkhtoislamicinformatio7171
@falakkhtoislamicinformatio7171 4 жыл бұрын
Mashallha maim ap boht achey s smjti h Allah Pak apko khusho abaad rkhe mra bchpn s chef bnne ka khawb tha Allah Pak n chaha or food panda ki support or apki esi hi achi achi videos milti rahi jinse hme boht seekhney ko milta h to inshallah mra y khwb pora ho ga thanks maim
@ShaziaKhurram
@ShaziaKhurram 4 жыл бұрын
inshaAllah Allah behter kare. aap shoro kare raste khud hi bante jaye gy. Allah aap ko aap ke maqsad main kamyab kare.
@falakkhtoislamicinformatio7171
@falakkhtoislamicinformatio7171 4 жыл бұрын
@@ShaziaKhurram ameen
@Syedamominabukhari-17
@Syedamominabukhari-17 2 жыл бұрын
JazakAllah buhat helpful buhat achy andaz main samjhaya ap NY Allah khush rukhy
@ShaziaKhurram
@ShaziaKhurram 2 жыл бұрын
Thanks, JazakAllah
@musiccc4797
@musiccc4797 3 жыл бұрын
Bht behtreen content or islamic treeqa qaar wow
@ShaziaKhurram
@ShaziaKhurram 3 жыл бұрын
Thanks, JazakAllah
@amberanwer3151
@amberanwer3151 2 жыл бұрын
MashaAllah ap ki sab video use full hain
@ShaziaKhurram
@ShaziaKhurram 2 жыл бұрын
Thanks,
@SurriyaKaKitchen
@SurriyaKaKitchen 4 жыл бұрын
You are doing great. I started following you and found your recipes and way of talking very impressive. Aap pehley Foodpanda ki videos share karti theen lekin aaj kal woh share nahi kar rahin. Kia aap nay Food Panda ko Khuda Haifz kar dia hey. Aap ka manu bahut achha hota tha aur aap bahut mehnat say apna kaam karti hain. Allah aap kay haathon main yeh zaiqa barqrar rakhey. Aameen
@malikghulamrasool1027
@malikghulamrasool1027 4 жыл бұрын
Aameen Sum Aameen
@BusinessInfoPakistan
@BusinessInfoPakistan 4 жыл бұрын
Allah mazeed kamyabian dey. Ameen
@ShaziaKhurram
@ShaziaKhurram 4 жыл бұрын
sab se pehle tu itne ache comment ke liye bohat bohat shukriya. actually foodpanda main ab profit nahi raha ulta nuksan hone lag geya tha, es liye phir main ne choor diya. abi kuch new karne ka sooch rehi, esi liye aaj kal videos bi nahi aa rehi. jald kuch new start karon gi.
@SurriyaKaKitchen
@SurriyaKaKitchen 4 жыл бұрын
@@ShaziaKhurram that is good decision. Business profut kay liye kia jata hey nuqsan kay lite nahi. Dadtak kay barwy main kia khial hey?
@ramshaabbasi4634
@ramshaabbasi4634 3 жыл бұрын
MA SHA ALLAH apki videos bht ache hoti hain. Bht maza ata hai deikhny mai ❤️
@ShaziaKhurram
@ShaziaKhurram 3 жыл бұрын
Thanks, JazakAllah
@quratfarhan4652
@quratfarhan4652 3 жыл бұрын
Allah tarakki de bhttt.. Sbko ameennnnn
@ShaziaKhurram
@ShaziaKhurram 3 жыл бұрын
ameen
@z.flines452
@z.flines452 2 жыл бұрын
Assalam o alikum! apki video's daikh kar bhot hosla mila hai.ap k samjhane ka tarika bhot acha or asan hai.Thank you so much.Allah tala apko mazeed taraqi ata farmaiye.Ameen
@ShaziaKhurram
@ShaziaKhurram 2 жыл бұрын
w salam, bohat shukriya, jazakAllah
@shaziashakir5500
@shaziashakir5500 3 ай бұрын
Thank you so much sister, your video is really helping n informative, JazakAllah ❤
@ShaziaKhurram
@ShaziaKhurram 3 ай бұрын
My pleasure 😊
@Hassan-oj8si
@Hassan-oj8si Жыл бұрын
Mashallah Apne bohat achy tariky se ab bataya ha warna APNA secret koi ni shere karta
@ShaziaKhurram
@ShaziaKhurram Жыл бұрын
ilam batne sy barta hai.
@FoodSecretsForBeginners
@FoodSecretsForBeginners 4 жыл бұрын
Very informative video...itny khloos sy ap ny video bnai hy... ALLAH apko aur barkat ataa kry ..mery bht sy swalo k jwab mujy mil gay hen...Meri B's last app reh gai hy ..baqi Sara meterial done hy
@ShaziaKhurram
@ShaziaKhurram 4 жыл бұрын
Thanks, Allah aap ke kaam main barkat dale.
@FoodSecretsForBeginners
@FoodSecretsForBeginners 4 жыл бұрын
Ameen Suma ameen
@safina9879
@safina9879 4 жыл бұрын
bht bht shukriya aapka itna sub share kr k asani krdi Allah aapke kamayi mai barkat de ameen 😍
@ShaziaKhurram
@ShaziaKhurram 4 жыл бұрын
Thank you very much, Allah aap ke kaam main bi barkat de, Ameen :)
@ShaziaKhurram
@ShaziaKhurram 4 ай бұрын
Thanks JazakAllah
@Rahilapsy
@Rahilapsy 4 жыл бұрын
Allah Pak aap ko ajr dy or aap k rizq mai bekat dy, Aameen suma Aameen
@ShaziaKhurram
@ShaziaKhurram 4 жыл бұрын
Ameen, JazakAllah,
@yummyportal7553
@yummyportal7553 Жыл бұрын
Awesome to explain clearly in detail doing great job well done dear
@ShaziaKhurram
@ShaziaKhurram Жыл бұрын
JazakAllah
@virilman818
@virilman818 3 жыл бұрын
Mashallah ap bht hardworker hain wish u for ur success
@ShaziaKhurram
@ShaziaKhurram 3 жыл бұрын
Thanks, JazakAllah
@virilman818
@virilman818 3 жыл бұрын
@@ShaziaKhurram I m also running my small Cafe n ur menu help me alot now I totally changed my menu accordingly so hopefuly it ll give boost up to my biz
@ShaziaKhurram
@ShaziaKhurram 3 жыл бұрын
@@virilman818 Good to know my videos helps you, inshaAllah you will get success. best of luck.
@virilman818
@virilman818 3 жыл бұрын
@@ShaziaKhurram Thank you for your moral support n reply here I w'd like to ask one thing that plz let me cleae my confusion abt foodpanda service whether shd I hire or not bcoz as you mention their scam n non professional attitude towards venders n wth the customers which is totally unrelaiable n disoppointing ..?
@ShaziaKhurram
@ShaziaKhurram 3 жыл бұрын
@@virilman818 Yes absolutely right, and that was the reason i left foodpanda. but i think aap already aik cafe run kar rehe hain, tu os ke saath aap foodpanda try kar sakte hain, kio ke aap ko koi special arrangement nahi karna parna. na aap ko khana bachne ki tension ho gi. jis ki waja homechefs ko sab se ziyada nuksan hota hai.
@mohammadriaz2096
@mohammadriaz2096 4 жыл бұрын
Salam Alaikum. Madam, Ma shaa Allah. Nice video and information. Jab choti Pakistan aaon gha tho food taste karain ghe. In shaa Allah. Allah aap ko kamyab kare. Ameen.
@ShaziaKhurram
@ShaziaKhurram 4 жыл бұрын
w salam, main ab foodpanda choor chuki hon. But thanks for liking. JazakAllah
@mohammadriaz2096
@mohammadriaz2096 4 жыл бұрын
Salam Alaikum. Madam. Sorry for late reply. I was busy in duty. May I know. Ab apki video kes bare main banee ghe. Insha Allah. Thanks for reply. Jazak Allah khair.
@TahirAli-uy1xh
@TahirAli-uy1xh 4 жыл бұрын
hi Allah ap ko apni hifazat main rkhy its informative
@ShaziaKhurram
@ShaziaKhurram 4 жыл бұрын
Thanks,
@TahirAli-uy1xh
@TahirAli-uy1xh 4 жыл бұрын
@@ShaziaKhurram i m happy to receive your reply my name is farah
@TahirAli-uy1xh
@TahirAli-uy1xh 4 жыл бұрын
i watch your all videos and sunscribe to you
@TahirAli-uy1xh
@TahirAli-uy1xh 4 жыл бұрын
plz you share the recipe n price of your mattka biryani
@ShaziaKhurram
@ShaziaKhurram 4 жыл бұрын
@@TahirAli-uy1xh Ok
@rupaafr8497
@rupaafr8497 Жыл бұрын
MashaAllqh very well explained
@ShaziaKhurram
@ShaziaKhurram Жыл бұрын
Thank you 🙂
@Qudratpure
@Qudratpure 4 жыл бұрын
Wao api ap bohat achi hain Allah ap ko jaza de bohat khushi hui apki video dekh K 🙂🙂
@ShaziaKhurram
@ShaziaKhurram 4 жыл бұрын
JazakAllah,
@alirazaaliraza8135
@alirazaaliraza8135 4 жыл бұрын
@@ShaziaKhurram mjh b ye job krni h api
@alirazaaliraza8135
@alirazaaliraza8135 4 жыл бұрын
@@ShaziaKhurram mainbht achi dishes bna leti hn
@ShaziaKhurram
@ShaziaKhurram 4 жыл бұрын
@@alirazaaliraza8135 Very nice, es ke liye aap ko foodpanda pa as home chef register hona pare ga. Foodpanda partner ka form fill kar ke submit kar dain. jab apa ki bari aye gi tu foodpanda wale aap ko call kar ke registration ka process shoro kar dain gain
@ahadmalik6296
@ahadmalik6296 3 жыл бұрын
Asalamo alykum dear sister thanks alot ap nay buht detail k sath har cheez share Kar di mujhy bhi ap ki tarah kam karnay hy plz ye bata dijiay dishes ka wait kaysay karti hy matlab rice ko kaysay wazan Kar k dain gi hamain kaysay pata lagaya ga keg hm kam day rahy hain ya ziada plz reply me
@ShaziaKhurram
@ShaziaKhurram 3 жыл бұрын
aap aik chota scale ly lain. os se wait kar lain. wesy aik plate main jitne rice aate hain wo aik plate hi ke braber hai.
@amnaimran5537
@amnaimran5537 4 жыл бұрын
U r an inspiration great work sister
@ShaziaKhurram
@ShaziaKhurram 4 жыл бұрын
Thanks :)
@TLPpakistan813
@TLPpakistan813 Жыл бұрын
Great information video and great job Allah barkat dy ap k kam mai Ameen
@ShaziaKhurram
@ShaziaKhurram Жыл бұрын
Thanks for liking
@englishwithdrfozia3362
@englishwithdrfozia3362 Жыл бұрын
Ma sha Allah nice information
@ShaziaKhurram
@ShaziaKhurram Жыл бұрын
Thank you 🙂
@hooriyavlogging1523
@hooriyavlogging1523 Жыл бұрын
Salam ap tu bht achi Ma shaa ALLAH acha batya hai I am from Karachi AP ka chanal subscribe bhi kar diya
@ShaziaKhurram
@ShaziaKhurram Жыл бұрын
Thanks
@skg-saminakitchengallery707
@skg-saminakitchengallery707 5 ай бұрын
Zbrdust. Bhut achy sy explain keya hy. Sister minimum Kitni earning ho jatii hy . M start krna chahti hun
@ShaziaKhurram
@ShaziaKhurram 5 ай бұрын
G kitchen chal sakta hai but ajkal itna profit ni raha behter hai na karain
@habibanoor7776
@habibanoor7776 3 жыл бұрын
Ma Sha Allah good job! API g I love your work...
@ShaziaKhurram
@ShaziaKhurram 3 жыл бұрын
Many many thanks, JazakAllah
@ahmednomanqureshi4754
@ahmednomanqureshi4754 4 жыл бұрын
Allah rizq mein barkat de apkay .
@ShaziaKhurram
@ShaziaKhurram 4 жыл бұрын
Bohat bohat shukria, JazakAllah.
@ShaziaKhurram
@ShaziaKhurram 4 жыл бұрын
Ameen
@SabirHussainKarbalai
@SabirHussainKarbalai 2 жыл бұрын
Sister aik video is cheez pe banaein k ap order lena chshein to lein na order na lein to foodpnada ko koi aitraz to nahi hoota. Matlab sp sirf 20 prathay hi deliver kerna chahtay hein to kya kerain. 2nd ye bataein k ye kaisay pata chalay ga k hum ne kya kya banaya matlab ha. Matlab hum apna mane kaisay show kerain gay.
@ShaziaKhurram
@ShaziaKhurram 2 жыл бұрын
aap ne apna menu jo diya howa hai wohi daily tiyar karna hota hai. ager aap ke pass koi item khatam ho jati hai ya aap bas 20 paratha hi deliver karne hain tu app main option hoti hai apni item ko menu sy hata dain. ager aap busy hain aur order delivery nahi kar sakti tu bi app main option hoti hai busy ki ya phir resturant off ki.
@wahidawahida478
@wahidawahida478 Жыл бұрын
Bhoot achi vedio hy aap ki
@ShaziaKhurram
@ShaziaKhurram Жыл бұрын
Thanks
@qasimkhann2957
@qasimkhann2957 2 жыл бұрын
AoA . Jb sale karengy . Toh kindly ye bhi bata dy . K present kaisay karengy kon sy boxes leny chahiay etc etc . Lassi . Chutni in k lia choty boxes kaisay milengy . Covered disposible boxes my daingy ya phr plates my . Or ye chezain khud leni parengi ya phr food panda day ga
@ShaziaKhurram
@ShaziaKhurram 2 жыл бұрын
w salam, aap packing material wali video dekho os main sari detail btai hoi hai. itna kuch comment main tu nahi btaya ja sakta.
@cakesandcarving
@cakesandcarving 2 жыл бұрын
Agar sweet Khali nahi chalega to MN garlic bread, garlic knots,pizza pockets etc bhi is menu MN add kr skti hn??
@rumaisabutt5115
@rumaisabutt5115 2 жыл бұрын
Assalamu Aliqum simple roti ki price bta dain aur qima ki dish kofty beaf aur chicken ki dish kitny ma sail keran aur shami tike beaf aur chicken ki price kitne ho
@ShaziaKhurram
@ShaziaKhurram 2 жыл бұрын
w salam, Sorry yae aap ko khud hi dekhna ho geya, kio ke muje chore hoye 1 saal sy ziyada ho geya hai, aur muje aaj ki prices aur commissions ka idea nahi hai. es liye mere liye btana mushkil hai.
@daudinsaari8414
@daudinsaari8414 4 жыл бұрын
Acha aapi ager starting my hum ager apna menu my kem cheezay rakhay or phir bed my acha response milnay per is my or items add kr k berha sktay hy n kya tareeka hy is ka
@ShaziaKhurram
@ShaziaKhurram 4 жыл бұрын
haan jee, aap kisi bi time apna menu change kar sakte hain. new items add kar sakte hain.
@Emaanfatime804
@Emaanfatime804 6 ай бұрын
Assalam o alaikum sister thanks ap ne bohat acha guaid kia but ap karachi se he hen na or ye sb prices karachi he ke hesab se hen na
@ShaziaKhurram
@ShaziaKhurram 6 ай бұрын
w salam no main faisalabad se hon
@kausarshah8903
@kausarshah8903 2 жыл бұрын
mam kindly tell me about timings mtlb ao kis time menue dy skty ya ap ny logo ko dirct delver krny h ya food panda
@ShaziaKhurram
@ShaziaKhurram 2 жыл бұрын
ager tu foodpanda saath kaam karna hai tu foodpanda ka rider deliver karta hai, aur ager khud direct sell karna hai tu phir khud deliver karna pare ga.
@Sameerali-by7hp
@Sameerali-by7hp 2 жыл бұрын
Buhat shukriya
@ShaziaKhurram
@ShaziaKhurram 2 жыл бұрын
Welcome
@newcollection5526
@newcollection5526 3 жыл бұрын
Sis dahi bary speghetti haleem Chicken burger choly ka plao magaz butt mash daal mix sabzi ap bataen mai kia 3 chize rakhon start Karna hai mujhe esi dish bataden 3 Jo daily sale hon.or aalo chicken ka paratha.or spicy 🍟 fries banati hn mai .
@ShaziaKhurram
@ShaziaKhurram 3 жыл бұрын
sab hi theek hain, aap jis main perfect hain wo item rakhain jo jaldi bana sake kio ke foodpanda time bohat kam deta hai.
@newcollection5526
@newcollection5526 3 жыл бұрын
@@ShaziaKhurram ok thanks
@newcollection5526
@newcollection5526 3 жыл бұрын
@@ShaziaKhurram speghetti burger rakhon shuru may
@DeliciousFoodWithMaria
@DeliciousFoodWithMaria 6 ай бұрын
I m your new subscriber .... Ek sawal hai k foodpanda par kia 1 or 2 items se bhi kaam start kia ja sakta hai ... Main kaam karna chaty hoon per two three items se 1 kfc burger 2 beef burger 3 double jamboo beef burger 🍔 4 shawarma 5 roll paratha And 6 simple tea And 7 pink tea And last simple fries 🍟 and pizza fries too. Plzzzz answer me
@ShaziaKhurram
@ShaziaKhurram 6 ай бұрын
Pehle 1 item se bi kar sakte thy, ab aisa nahi hai, aab Foodpanda ki minimum menu ki requirement hai.
@DeliciousFoodWithMaria
@DeliciousFoodWithMaria 6 ай бұрын
@@ShaziaKhurram 1 kfc burger 2 beef burger 3 double jamboo beef burger 🍔 4 shawarma 5 roll paratha 6 simple tea 7 pink tea 8 egg sandwich 🥪 9 cheese sandwich 10 chicken creamy sandwich 11 chicken pattie sandwich 12 methy rotiyan 13 keemay Ka paratha aur chai 14 chicken paratha aur chai 15 french toast 16 simple fries 17 pizza fries 18 shawarma bread pizza 19 White sauce chicken pasta 20 chicken macaroni 21 kemay Ka salan aur roty 22 Puri chicken roll paratha Itna enough Nahy hai ? I m waiting your answer
@mjcuisine3587
@mjcuisine3587 2 жыл бұрын
buht sukirya
@ShaziaKhurram
@ShaziaKhurram 2 жыл бұрын
aap ka bi shukriya :)
@mjcuisine3587
@mjcuisine3587 2 жыл бұрын
or ap aj kal kaya karhy ha kay food panda ka kam nahy karhy ap ny koi vidio nahy dali
@ShaziaKhurram
@ShaziaKhurram 2 жыл бұрын
@@mjcuisine3587 nahi main ab foodpanda pa kaam nahi kar rehi, choor diya howa. ab daily vlogging shoro karni, bas kuch din tak daily video dala karon gi.
@mjcuisine3587
@mjcuisine3587 2 жыл бұрын
mnay shop py bat ki h wo kha rahy ho ham kahna ly gy ap se api plz mujy baty mujy kiti handiya pakni cahyr roz or roti kitni k dynyi chaye
@mjcuisine3587
@mjcuisine3587 2 жыл бұрын
@@ShaziaKhurram main lahor se ho
@chatorasinn2601
@chatorasinn2601 2 жыл бұрын
AoA, Beverages ke packing explain kerdain please.
@ShaziaKhurram
@ShaziaKhurram 2 жыл бұрын
ab main foocpanda pa kaam nahi karti.
@tastybites5080
@tastybites5080 4 жыл бұрын
Aslaam sister aap boht acha samja rahi hen men cooking expert hun or rent pe reh rahi hun madters kiya he ye busnis ghar bethey krna chahti hun aap please mujey guid kren k kiya men ye buisnis ghar bethey kr sakti hun mujey is barey men builkul b nahi pata k food panda se pese kese kamatey hen🙏🙏🙏🙏🙏 hamesha duwaun men yaad rakhun gi Insha Allah
@ShaziaKhurram
@ShaziaKhurram 4 жыл бұрын
w salam, kaam kar tu sakte hain, mushkil nahi hai, lakin ab main kisi ko foodpanda join karne ka nahi kehti, aur main khud bi choor chuki hon. Foodpanda main ab profit margin bohat kam ho geya hai, aur new ke liye tu aur bi mushki hai profit nikalna, es liye ager tu aap afford kar sakti tu try kijye ga warna rehne dain. awe time aur paise zaya hon ge. haan ager sell bohat achi ho jaye tu kam profit bi theek ho jata hai, lakin es ke chance bohat kam hain.
@erkinrauf7062
@erkinrauf7062 Жыл бұрын
sister salan 200g zada ni ho jaega? means out of budget.or hamen kesy pta lagy ga k salan k lye knsa pack sahi h
@ShaziaKhurram
@ShaziaKhurram Жыл бұрын
yae tu depend karta hai. foodpanda pa tu loog shopper main bi pack kar ke dy dete hain.
@enjoyyourlifeandfood4329
@enjoyyourlifeandfood4329 4 жыл бұрын
Ma shah Allah great sis. Agr menu me jinge ki biryani rakhi jay and alu palak
@ShaziaKhurram
@ShaziaKhurram 4 жыл бұрын
haan jee, bilkul rakh sakte hain, JazakAllah
@batoolskitchen322
@batoolskitchen322 Жыл бұрын
Good information
@ShaziaKhurram
@ShaziaKhurram Жыл бұрын
Thank you, JazakAllah 🙂
@KB.TV2023
@KB.TV2023 4 жыл бұрын
aoa kesi hen ap? mn ap se pochna chahti hoon ke Daal Chawal mn kon si daal use krni chahye or daal ki Kitni quantity or price rakhni chaheye
@ShaziaKhurram
@ShaziaKhurram 4 жыл бұрын
Mere menu main daal chawal ki price 170 Rs hai. aur main chane ki daal main thori si masoor ki daal dhaal ke pkati hon. masoor ki daal sy thora krara pan aa jata hai. packing ke liye main rasmlai wali dibi use karti ho wo bhar ke deti hon. i think 100 sy 150 gram ke around wazan hota ho ga. main kisi din daal chawal ke order ki video bana ke laga don gi.
@feezavlogs.
@feezavlogs. Жыл бұрын
Mashallah very nice👌💖🌷
@ShaziaKhurram
@ShaziaKhurram Жыл бұрын
Buhat shukriya 👍👍😍
@salmarizwan
@salmarizwan 2 жыл бұрын
Good explanation thanks
@ShaziaKhurram
@ShaziaKhurram 2 жыл бұрын
Glad you liked it.
@ReactingTastebuds101
@ReactingTastebuds101 3 жыл бұрын
As Salam o alaikum kindly daal aur sabzi ka per plate weight bhi batain.shukriya
@ShaziaKhurram
@ShaziaKhurram 3 жыл бұрын
w salam, har plate ka wazan almost 200 gram hi hota hai.
@alimeer6088
@alimeer6088 2 жыл бұрын
Thank you for details
@ShaziaKhurram
@ShaziaKhurram 2 жыл бұрын
My pleasure, JazakAllah
@sabaamir7969
@sabaamir7969 10 ай бұрын
Asalam-o-ailkum kia food panda Mai ghr ki roti bhi Rakh skate hain menu Mai
@ShaziaKhurram
@ShaziaKhurram 10 ай бұрын
Haan jee, main rakhi hoi hai.
@fawadislam683
@fawadislam683 4 жыл бұрын
Sis plz batyen k agar aik hi item ho for example paratha tou apko order milny k kitni time mai prepare karna hota hay aur 1 item main kitna profit ho skta hay
@ShaziaKhurram
@ShaziaKhurram 4 жыл бұрын
profit to sell pa depend karta hai. ab aik pratha main tu aap ko 10 Rs bachat ho gi. aik item ka kabi bi hisab nahi lgate total sell ko dekhte hain. din main ager 10 order ate hain tu un main sy 3 4 bare order hoty hain jo pore din ki sell ko theek kar dete hain. wesy aap jis sy bi pochain gi wo aap ko yaehi kehe ga ke khane ke kaam main 50% tak bachat hoti hai. aur yae sach bi hai. lakin foodpanda pa thori kam ho jati hai kio ke foodpanda 40% tu commission ly leta hai.
@mehndiartbyfatimeen4043
@mehndiartbyfatimeen4043 2 жыл бұрын
Sis Ap ye batayen k jab 1 order aye ga to us time hum ready karen ge ya un ko daily ye sab dena ho ga. Please guide me
@ShaziaKhurram
@ShaziaKhurram 2 жыл бұрын
daily pore menu ka khana bana ke rakhna hota hai, jab order ata hai tu 10 min main deliver karna hota hai.
@viralvideosbytaj9355
@viralvideosbytaj9355 3 жыл бұрын
Well done👍....... mam ye daal kitni quantity kitni honi chahiye? Mtlb (1 kg)
@ShaziaKhurram
@ShaziaKhurram 3 жыл бұрын
Thanks, aap kis ke liye pooch rehe?
@saadafgohar4428
@saadafgohar4428 2 жыл бұрын
Or agar sirf aik item sy kam start karna ho to ,,,jesy aloo waly parathy sy bad my insan or item add karta jy asa hota hai ?
@ShaziaKhurram
@ShaziaKhurram 2 жыл бұрын
pehle tu 1 item sy bi shoro ho jata tha, ab suna hai ke koi limit dy di hai foodpanda ny, abi current information nahi hai. kio ke muje chore hoye kafi time ho geya hai.
@wahidawahida478
@wahidawahida478 Жыл бұрын
Ap aj kal ki price batain plzzz me ny bi shoro krna hy home shef ka kam
@ShaziaKhurram
@ShaziaKhurram Жыл бұрын
Abi to har cheez mehngi ho gai ha r main ny chor dya ha
@quratfarhan4652
@quratfarhan4652 3 жыл бұрын
Bhtt achi information.. 😊
@ShaziaKhurram
@ShaziaKhurram 3 жыл бұрын
Thanks, JazakAllah
@MirzajbMirza
@MirzajbMirza 4 жыл бұрын
V informative video jazak Allah
@ShaziaKhurram
@ShaziaKhurram 4 жыл бұрын
Bohat bohat shukriya. JazakAllah.
@feezavlogs.
@feezavlogs. Жыл бұрын
Good jop my sister 💗🌷
@ShaziaKhurram
@ShaziaKhurram Жыл бұрын
Thanks JazakAllah
@fadailyroutine3010
@fadailyroutine3010 Жыл бұрын
Aoa API ya rate to ap ka 2 sale porana ha .plz aj ka rate Bata dain parathy ka .amlate ka.chicken karahi. Biryani .dall .sabzi ka pl Bata dain aj ka raita with camition food panda
@ShaziaKhurram
@ShaziaKhurram Жыл бұрын
Ab main kam nahi karti
@fadailyroutine3010
@fadailyroutine3010 Жыл бұрын
Ap ny ku chora
@ShaziaKhurram
@ShaziaKhurram Жыл бұрын
@@fadailyroutine3010 comition buhat zayda ho gya tha
@fadailyroutine3010
@fadailyroutine3010 Жыл бұрын
Main ny b apply kia ha ab ......is lia porch Rahi thi
@KB.TV2023
@KB.TV2023 4 жыл бұрын
JazakAllah ap ne meri help ki!
@ShaziaKhurram
@ShaziaKhurram 4 жыл бұрын
No problem, mere liye bas dua kar dije ga. JazakAllah.
@KB.TV2023
@KB.TV2023 4 жыл бұрын
@@ShaziaKhurram Allah apko sehat wali kamyabi wali zindagi De.
@ShaziaKhurram
@ShaziaKhurram 4 жыл бұрын
@@KB.TV2023 Ameen, Allah pak aap ko bi apne hifzo aman main rakhe.
@caileyfam8720
@caileyfam8720 2 жыл бұрын
thank u very helpful sis
@ShaziaKhurram
@ShaziaKhurram 2 жыл бұрын
Welcome 😊
@PakistaniCuisineVlog
@PakistaniCuisineVlog 3 жыл бұрын
Nice sharing sister
@ShaziaKhurram
@ShaziaKhurram 3 жыл бұрын
Thanks for liking, JazakAllah
@cakesandcarving
@cakesandcarving 2 жыл бұрын
Assalamualaikum Kia ye sub items Jo apne batai hn sari ek hi order MN to nahi jate na
@ShaziaKhurram
@ShaziaKhurram 2 жыл бұрын
nahi, lakin sometime ziyada items ka order bi aa jata hai.
@badarnisa6
@badarnisa6 Жыл бұрын
Great
@ShaziaKhurram
@ShaziaKhurram Жыл бұрын
Thanks
@basitali4121
@basitali4121 3 жыл бұрын
Food panda start Krny ke lye kitni dishes ka Honna must hota ha
@ShaziaKhurram
@ShaziaKhurram 3 жыл бұрын
Main tu start main 4 hi rakhi thi. ab ka pata nahi.
@ssmreenfatima4726
@ssmreenfatima4726 2 жыл бұрын
Masha allah good job👍
@ShaziaKhurram
@ShaziaKhurram 2 жыл бұрын
Thanks, JazakAllah
@rizwansiddique2449
@rizwansiddique2449 3 жыл бұрын
Mam agr kisi ny start krna ha to wo kia kry ur kasy Manu set kry ur kasy register krway
@ShaziaKhurram
@ShaziaKhurram 3 жыл бұрын
es sab pa meri videos bani hoi hain. aap deekh lain.
@areenacrafts589
@areenacrafts589 2 жыл бұрын
Dear etny sary salan roz bna k rakhny hain kia? R agr na sale hon to loss
@ShaziaKhurram
@ShaziaKhurram 2 жыл бұрын
haan jee, esi liye tu main chora hai.
@OsamaObaidOfficial
@OsamaObaidOfficial 4 жыл бұрын
Ammaaaazing yar you have good Confidence
@ShaziaKhurram
@ShaziaKhurram 4 жыл бұрын
Thanks, JazakAllah
@saeedabano4765
@saeedabano4765 4 жыл бұрын
@@ShaziaKhurram of
@sobiairam5969
@sobiairam5969 Жыл бұрын
Menu ko daily set krna hota hai kaya
@ShaziaKhurram
@ShaziaKhurram Жыл бұрын
Nahi, aik hi baar karte hain,
@Subhan2324
@Subhan2324 2 жыл бұрын
Me b ye kam krna chahti hu lekin mujy sary processor ka nai pTa ap plz Meri help kry gi
@ShaziaKhurram
@ShaziaKhurram 2 жыл бұрын
Main ab foodpanda pa kaam nahi karti, muje psand nahi. aap ne karna tu Foodpanda ki website pa form ho ga wo fill kar ke submit karain, phir foodpanda wale khud hi aap sy rabta karain gy. aur step by step proses complete kare gy.
@shazianasir4427
@shazianasir4427 3 жыл бұрын
Good work
@ShaziaKhurram
@ShaziaKhurram 3 жыл бұрын
Thank you so much 😀
@syedashahgillani6979
@syedashahgillani6979 Жыл бұрын
Explained very Well 💞💞💞🌈🌈🌈👍👍
@ShaziaKhurram
@ShaziaKhurram Жыл бұрын
Thanks and JazakAllah
@malikwaqas8398
@malikwaqas8398 Жыл бұрын
A. O. A main b ye kam krna chati hon plz koi information dy dain mjy
@ShaziaKhurram
@ShaziaKhurram Жыл бұрын
w salam, main apni videos main sab kuch bata chuki, videos deekh lain, ager phir bi koi question ho tu pooch lain main bata don gi.
@andleebzahara3107
@andleebzahara3107 3 жыл бұрын
Aoa, Mam foodpanda team ghr me vist b krny ati ha jb ap kam strt krty hain??plz reply my coment
@ShaziaKhurram
@ShaziaKhurram 3 жыл бұрын
wsalam, Yes, kitchen visit karne ate hain.
@syedsaffihaidershah9003
@syedsaffihaidershah9003 4 жыл бұрын
Baji kya foodpanda wale gr kitchen ka visit krny b aty hn?
@ShaziaKhurram
@ShaziaKhurram 4 жыл бұрын
haan jee.
@HeallingSoul11.11
@HeallingSoul11.11 3 жыл бұрын
آپ یہ بتائیں کہ جو مینو ہم رکھیں گے وہ ڈیلی کتنی کوانٹٹی میں بنانا ہے؟ بریانی وغیرہ کہ سیل ہو جائے کتنا ٹائم ملتا ہے بریانی کا آڈر آ جائے تو فریش بنانی ہے کہ بنا کے رکھنی ہے daily?
@ShaziaKhurram
@ShaziaKhurram 3 жыл бұрын
yae tu koi bi nahi bata sakta ke kitne orders aye gy. Foodpanda ka bi pata nahi chalta kab area shrink kar dy. baki khana pehle se bana ke rakhna hota hai. aur order deliver karne ka time 10 se 15 min milta hai. shoro start pa 2 3 plates hi bnaye, sell ho jaye tu phir bana lain.
@HeallingSoul11.11
@HeallingSoul11.11 3 жыл бұрын
@@ShaziaKhurram thank you very much 👍
@binte.1918
@binte.1918 4 жыл бұрын
Aoa.very nice..sister,Ap kis shehar main hain.
@ShaziaKhurram
@ShaziaKhurram 4 жыл бұрын
Wsalam, main Faisalabad sy hon.
@HumaBT
@HumaBT 2 жыл бұрын
Thanks sister
@ShaziaKhurram
@ShaziaKhurram 2 жыл бұрын
welcome.
@sairawaqar1287
@sairawaqar1287 4 жыл бұрын
Sister Assalamualikum iam from lahore sister mera kitchen foodpanda pe register hy karachi Homemade food k name se haleem or nihari hy mery pas plz help me k order kesy zada ayegy
@ShaziaKhurram
@ShaziaKhurram 4 жыл бұрын
w salam, mere hisab sy aap ki 2 mistakes hain. aik tu aap ka time kuch kam hai. aur dosra rates bohat high hain. wo kuch kam karain aur quantity bi 1 plate ke hisab sy sell karain. aur aik suggestion hai ke aap saath rice ki koi item bi add karain.
@islamicwazifachanel
@islamicwazifachanel 2 жыл бұрын
Daily ek hi menu Rakh skaty Hai ya daily menu change hoga
@ShaziaKhurram
@ShaziaKhurram 2 жыл бұрын
apni marzi hai, lakin mostly daily aik hi menu hota hai.
@islamicvideo5568
@islamicvideo5568 3 жыл бұрын
السلام علیکم Sis Meri wife bhi ye Kam krna chahta hai ap bataye ye Kam krna theek hoga ya nhe homemade kitchen please jawab de?
@ShaziaKhurram
@ShaziaKhurram 3 жыл бұрын
w salam, ager tu khana bana ke khud sell karna tu bohat acha kaam hai, profit bi acha hota hai. Lakin ager aap foodpanda pa sell karna chahte hain tu mera mashwara hai na karain. ab foodpanda pehle jesa nahi hai, commission or fesses bohat bhar gai hain. almost 50% foodpanda cut kar leta hai aur baki ke 50% main aap ne khana bnana bi hai aur apni bachat bi nikalni hai jo ke na hone ke braber rah jati hai.
@joyfull5873
@joyfull5873 4 жыл бұрын
plz ap mujai batahai k manu list kis tara write kar k send ki jaty hai food panda ko
@ShaziaKhurram
@ShaziaKhurram 4 жыл бұрын
Foodpanda wale example send karte hain, osi ko edit kar ke apna menu bana lain aur send kar dain.
@ekrimahbaqai5211
@ekrimahbaqai5211 4 жыл бұрын
Food panda home kiya hotels ki tarah hai kay har waqt hur cheez honaa zaroori hai ya phir ismain kuch flexibility hai Please answer me
@ShaziaKhurram
@ShaziaKhurram 4 жыл бұрын
aap ne aik menu dena hota hai aur time btana hota hai ke itne se itne baje tak kaam karna hai. os time main aap ke pass apne menu ki har item honi chahiye ager koi cheez khatam ho jaye ya nahi bani tu ose disable kar sakte hain.
@Nimra_S_channel
@Nimra_S_channel 4 жыл бұрын
I have yesterday received my food panda device so i get starting now Nimra kitchen 😃
@ShaziaKhurram
@ShaziaKhurram 4 жыл бұрын
Best of luck. Allah pak apa ke kaam main barkat dale.
@mayag6597
@mayag6597 4 жыл бұрын
Aameen
@A_B_cubing
@A_B_cubing 4 жыл бұрын
Aap ko Kelsey mili he kindly answer
@A_B_cubing
@A_B_cubing 4 жыл бұрын
@@annieshahzad8970 kitchen visit Kia he ya nhi
@aerogaming2525
@aerogaming2525 4 жыл бұрын
Assalam o alikum main bhi food panda chef bana chati hon plz guide kij kaisay ..??
@AyeshaNaveed-c2c
@AyeshaNaveed-c2c 5 ай бұрын
Sis ma bhi ye work start krna chati ho kindly guaid
@ShaziaKhurram
@ShaziaKhurram 5 ай бұрын
Sis behter hai na karain mehnat buhat zayada ha aur bachat ahista ahista na hony ke brabar ha is se acha ha apna shoro kar lain
@AyeshaNaveed-c2c
@AyeshaNaveed-c2c 5 ай бұрын
@@ShaziaKhurram apna Kesy start kro any suggestions
@BushraAzeem
@BushraAzeem 4 жыл бұрын
Good job
@ShaziaKhurram
@ShaziaKhurram 4 жыл бұрын
Thanks, JazakAllah
@cookingwithhamza6127
@cookingwithhamza6127 3 жыл бұрын
Ye menu jo aap na btaya ha poray week ka ha?
@ShaziaKhurram
@ShaziaKhurram 3 жыл бұрын
nahi daily ka hai.
@APEX22805
@APEX22805 4 жыл бұрын
Sis itny kam time ma kese banta ha biryani items
@ShaziaKhurram
@ShaziaKhurram 4 жыл бұрын
pehle sy bana ke rakhte hain.
@Syedamominabukhari-17
@Syedamominabukhari-17 2 жыл бұрын
Agr aik hi time main different orders aa Jaen to kesy manage krti hain
@ShaziaKhurram
@ShaziaKhurram 2 жыл бұрын
baagh dhoor kar ke, kabi saath husband lag jate tu kabi dewrani, bas aisy hi ho jata hai.
@aymanraza1702
@aymanraza1702 4 жыл бұрын
Thanks api g
@ShaziaKhurram
@ShaziaKhurram 4 жыл бұрын
Thanks for liking.
@abdulqudus2221
@abdulqudus2221 4 жыл бұрын
Masha Allah Very nice
@ShaziaKhurram
@ShaziaKhurram 4 жыл бұрын
Thanks,
@mehndi_by_fatima_noor7468
@mehndi_by_fatima_noor7468 4 жыл бұрын
Ap plzz mujhe thora guide kr skti h Kya Mera NIC nh h to Kya huby ka nic chalyga or ek bat yeh bhi k menu ki pic kesy le or kesy food panda p Jo pic h khane ki wo kese le
@tastyfoodbysafia9909
@tastyfoodbysafia9909 4 жыл бұрын
G bilkul
@ShaziaKhurram
@ShaziaKhurram 4 жыл бұрын
Jee bilkul use kar sakti. aap restaurant register hi huby ke naam pa karain. Foodpanda ko menu excel file main bi dy sakti hain. image hona zarori nahi hai.
@mehndi_by_fatima_noor7468
@mehndi_by_fatima_noor7468 4 жыл бұрын
@@ShaziaKhurram Excel file mtlb
@ShaziaKhurram
@ShaziaKhurram 4 жыл бұрын
@@mehndi_by_fatima_noor7468 Excel aik software hai. google pa search karain samaj aa jaye gi.
@mehndi_by_fatima_noor7468
@mehndi_by_fatima_noor7468 4 жыл бұрын
@@ShaziaKhurram oh acha thank you
@musafir791
@musafir791 Жыл бұрын
Kya koi payment bhi krni parti he homechef bane k lye? Please btye ga
@ShaziaKhurram
@ShaziaKhurram Жыл бұрын
haan jee, suna hai ab fee hai registration ki.
@Emaan_kashif615
@Emaan_kashif615 Жыл бұрын
Yani one day me chiken Kitna bana Kar rakhy.ya rice Kitna bana Kar rakhy
@ShaziaKhurram
@ShaziaKhurram Жыл бұрын
Yae depend kartahai ke order kitne ate hain. Main wesy start pa 1kg rice sy start kiya tha.
@madeehagoher2913
@madeehagoher2913 2 жыл бұрын
Thank u sooo much for ur guiedance sister, Biryani ya pulao mein chicken pieces ka b plz guide kar dein keh konse pieces aur weight kya ho un ka rice se alag ?
@ShaziaKhurram
@ShaziaKhurram 2 жыл бұрын
main chicken ke 12 pieces karwati thi aur aik plate main 1 piece dalti thi, ager boti ziyada choti hon tu 2.
@hibanaeem238
@hibanaeem238 4 жыл бұрын
Mai kam shru karna chahti hoon pulao kabab raita salad kay sath kitnay paid on mai don or start mai kitnay chawal pakaon
@ShaziaKhurram
@ShaziaKhurram 4 жыл бұрын
es ka sab sy acha hal yae hai ke aap foodpanda ki app open karain aur dekhe ke aap ne area main jo dosre home chefs hain wo kitne main dy rehe aap bi osi rate main laga dain, kio ke rates har city ke different hote hain. main pulao 170 main sell karti hon aur siraf raita saath deti hon.
@hibanaeem238
@hibanaeem238 4 жыл бұрын
Starting main kitni quantity mai banaon pulao plz guide
@ShaziaKhurram
@ShaziaKhurram 4 жыл бұрын
@@hibanaeem238 half kg sy ziyada na bnaye, khatam ho tu phir bana lain, half kg main 3 sy 4 plates bane gi.
@hibanaeem238
@hibanaeem238 4 жыл бұрын
@@ShaziaKhurram boti ka size kya rakhon or half kg means 500 grams aik serving mai kitna dalon kindly batadain
@hibanaeem238
@hibanaeem238 4 жыл бұрын
Or gher kay kitchen sy yeh kam aj kal kay halat mai faidamand hay kya
@narjiskhan3147
@narjiskhan3147 2 жыл бұрын
Mae nae food panda join to kr lya hy ,but confused hon.kuch video dekhi hyn jis mae bataya hy k loss hota hy.plz guide me fairly..
@ShaziaKhurram
@ShaziaKhurram 2 жыл бұрын
haan jee, ab foodpanda nahi theek, profit na hone ke braber hai, esi liye tu main chora tha, aur apni video main btaya bi tha.
Packing Material And Prices Details By Foodpanda Home Chef Urdu/Hindi
9:10
Мясо вегана? 🧐 @Whatthefshow
01:01
История одного вокалиста
Рет қаралды 7 МЛН
Beat Ronaldo, Win $1,000,000
22:45
MrBeast
Рет қаралды 158 МЛН
How Much Food Panda Rider Can Earn Monthly | Cyber Tv
3:55
Cyber Tv
Рет қаралды 99 М.
online food business (small business idea urdu / hindi)
10:14
Idea TV infotainment
Рет қаралды 77 М.
I Survived Pakistan's Craziest Market 🇵🇰
33:39
Wild CARLOS appeared!
Рет қаралды 32 М.
Chased by Scammers in India | [E107]
24:28
Krikkos Adventure
Рет қаралды 42 М.
50 One Dish Millionaire Business Ideas
19:57
Azad Chaiwala
Рет қаралды 208 М.