MashaAllahu La Quvvata Illah Billah Hil Aliyul Azeem.
@syedmohiuddinqadri3373 жыл бұрын
Aap ka pakwan bahot behtreen hai jazakallahu khair
@not_bxshra._4 жыл бұрын
Appka bolna batane ka thareeka behat accha hai aur aapki awaz me apnapan hai
@masrrathfatima96224 жыл бұрын
Masha Allah bahoot achi poriyan banai aap ne
@rizwanroshan55512 ай бұрын
My ap ke video's pure dekhti mashallah se ache rehte ap ke video's my har chiz ap ke video's dek kari hi banati mashallah tasty rehte recipes ap ke mashallah 🥰
@queenqueen50927 ай бұрын
Thank you My Iftiyari Mea Roza kholne K liye banaungi Aaj kheer Puri mashalla 😊😊😊❤❤❤❤❤
@kangenthewaterempire4 жыл бұрын
I have never seen usage of milk and khowa in puran ke puri. This must be aunty's invention!! its beyond imagination... different... new... new!!
@shaikkhaja61564 жыл бұрын
Mashallah bohot achi recipe hai Simple hai but bohot achi hai 😀
@starengg88244 жыл бұрын
Looking so yummy.aapka bolne ka andaz bohut pyara hai .mashallah
MashaAllah bahut achey baney mai bhi inshaaAllah try karungi.jazakAllah
@madihafatima99573 жыл бұрын
Mashallah bohat zabardast really liked it way of explanation
@rubeenabegum62913 жыл бұрын
Mi zaroor ye recipi karungi Tq madam
@kathijatarannum47324 жыл бұрын
Walaikumassalam jazakallah mam batane k liye bahut acha h 👌👌👌😋😋😋😋
@Khankhan-od3mp3 жыл бұрын
Walakum salam rahmath Allah MashaAllah
@a.skitchen63672 жыл бұрын
Mashaallah aap bohat achhi dishs banati he😇😇😇
@qizra3 жыл бұрын
So proud of you aunty. Apne ladkon ko kitchen ke kaam lagaye. Found in very rare hyderabadi households. 👏🏻👏🏻👏🏻
@Quotes999904 ай бұрын
Mashallah
@ayeshaanjum69634 жыл бұрын
اسلام علیکم ماشااللہ 👌👌
@thequeenoffun34674 жыл бұрын
Assalam u alykum mashallah bhoot b bhoot tasty banye aap seriously mai banyii mere saas bhoot khush hue mere bhai log k pass b bheji mai unlog b bhoot khush hogaye aap ka bhoot bhoot shukriya ye ho new way aap bataye seriously bhoot tasty different way to cook maim jazakallah khair
@ranzkabaria62644 жыл бұрын
Mashallah it's my favorite and it's looking super tasty and delicious 👌👌👌
@ss-ds3pu4 жыл бұрын
Aslkm mashallah it's yummy my fevrt🤤🤤
@mykitchentastydishes4 жыл бұрын
Walaikumasalam shukriya
@sbisbi11823 жыл бұрын
Assalam .dabbe me store karne par naram ho jaathe na.kya karna thoda crisp rakhne?
@mahira98494 жыл бұрын
Mashaallah
@kausarkaleem47013 жыл бұрын
Shukriya sister جزاك الله خير
@junaidyaseen57043 жыл бұрын
Mashallah beautiful
@user-st6bn3yv4s2 жыл бұрын
Assalamualaikum aunty shukriya bhut bhut asan tariqe se batadiye ap is saal mai pehli dafa milad shareef ki kheer pori banariu hamesha ammi hi banate, apki recepie dekh k.. Jazakallah
@mykitchentastydishes2 жыл бұрын
Walaikumasalam ji try karye
@anjumara8123 Жыл бұрын
Mashallah 👍
@hadiyakhan95094 жыл бұрын
Bahut hi zabardast....
@syedaffan7273 жыл бұрын
Aslamualaikum masha allah
@iyazkhan15344 жыл бұрын
Aslwkum me aap ki cooking daktiho mashalla bahut aacha hoti
@mykitchentastydishes4 жыл бұрын
Walaikumasalam shukriya
@madinasiddique49824 жыл бұрын
Saniya Siddique
@bharakathnisha94584 жыл бұрын
Hi I from tn. no. of years I find this recipe today I got it.thank u
@madinasiddique49824 жыл бұрын
Saniya Siddique
@sohailsheikh28562 жыл бұрын
Masha Allah 😍❤😋
@naninawasichannel60392 жыл бұрын
🤲🤲🤲💕💕💕🌹🌹 very nice very
@syedmatheen83984 жыл бұрын
Assalamualaikum ji sach mein aap ki recipe bahot hi achche hote hain bahot madad milti hai
@jahanshah39582 жыл бұрын
Assalamualykum baji Steaching & ...link nahi hai..? Link daliye baji. Jazakallahukhaira
@mrsaasimbaig98462 жыл бұрын
Assalammuliakum mam Eid ul milad un nabi s.w.s mubarak Jazakalla hu khair
@mykitchentastydishes2 жыл бұрын
Walaikumasalam app ku bhi Mubarak
@happylifehappylife4 жыл бұрын
MASAAALAH bahut acchi banai apne
@mykitchentastydishes4 жыл бұрын
Shukriya
@syedali11024 жыл бұрын
Popper p
@emadkhan7733 жыл бұрын
Mam aapne churiyan bahut achchi pahni h👍
@fayazmj17683 жыл бұрын
Well done
@SNHyderabadiKitchen4 жыл бұрын
Mashallah bahut achchae Puriyan mazedar lag rahi hai
@thequeenoffun34674 жыл бұрын
Yummmmm
@hameedab83964 жыл бұрын
Asalamualikum Milad Un Nabi Mubarak, Alhamdulillah bohoth zyada tasty baney it was my first try....n trust me it was ossome dil khush hogaya khakey just wow....Thank you aunty my loves the way you give measurements..... Shukriya...I have tries ur roat n now puri I loved both....
@mykitchentastydishes4 жыл бұрын
Walaikumasalam jazakallah khair aap ka
@faridatasleem89732 жыл бұрын
Assalamualaikum milad un nabi mubarak bohut bohut shukriya aap k tip k liye aur 1kg maide mein kitne bante puri batane k liye baji thankyou very much jazakallah khair 🤗😊
@asiyabegum4082 жыл бұрын
Pu
@mezkhan923 жыл бұрын
mashallah
@amreenfatima8464 жыл бұрын
Assalam alekum baji kaise hai ap tabiat kaisi hai apki me apke cooking ki bahot badi faan hun alhamdulillah..ap stitching ki link nahi dale plz share kijiyega jazakhallahu khair Allah hafiz
@mykitchentastydishes4 жыл бұрын
Walaikumasalam stitching ke link hai check karijiye
@mykitchentastydishes4 жыл бұрын
Description box mai
@ashfaqkhan21404 жыл бұрын
Assalamualikum khiriyt aunty mai makkah se hoon mashallaha aap ki recipes bahut hi acchi hoti hai mai try karti hoon . Mere husbd ko bhi bahut acchi lagti recipes. Aunty allha aap ko sahet de aur aap ka kamiyab kare . Ameen👌
@arshadsaqlain25124 жыл бұрын
Aameen
@shahenakudtahvparinda63944 жыл бұрын
Superb
@shaikareef3534 жыл бұрын
Askm Aunty Khairiyath se Hy ? Mashallah Mooh me paani aagaya 😋😆 👌👌jazakallahu khairoon Aunty Everyday cooking ke liye Aapke videos open karna cooking karna hora Ammi ku disturb Karne ki zaroorath ny padri 😆Aunty Mashallah mashallah very nice cooking’s
@mykitchentastydishes4 жыл бұрын
Walaikumasalam alhamdulliah aap khairiyat se jazakallah khair aap ka
@shaikareef3534 жыл бұрын
my kitchen tasty dishes Ji alhamdulillah Allah ka Ehsaan Hy
@madinasiddique49824 жыл бұрын
Saniya Siddique
@mdirfanirfan89904 жыл бұрын
Walaikum Assalam nice video di aap k mothi k bangals bahut ache hain 👌
@alraheemcooking37434 жыл бұрын
Assalamu alaikum kya aap shabd shaljam ka banana bata sakte hai kya Delhi ki recipe main please please thank you
@mykitchentastydishes4 жыл бұрын
Walaikumasalam inshallaah koshish karongi
@farhanikhat2844 жыл бұрын
Hihi chumtiyan lena 😂 bachpan k yad taza hogye...sub milke puriya banate the boys chumtiya lete the pure pe 🤦🏼♀️😂
@syedmatheen83984 жыл бұрын
Hmmm
@sakeenabepari74364 жыл бұрын
Nice dal Puri so much sister 👌👌👌👌👌👌
@mykitchentastydishes4 жыл бұрын
My new channel Hyderabadi shahi dastarkhwan ko pls subscribe kariye link hai check karijiye kzbin.info/www/bejne/q3u7eGiKrct5etk
@farheenabegum24924 жыл бұрын
Assalamualaikum madam . MASHA ALLAH aap bahut hi pyari shaksiyat hai .
@guardedsoul1817 күн бұрын
Khowa nahi hai toh kuch aur dalskte please advise
@taufiqshaik76584 жыл бұрын
Tasty food
@syedquadri6593 жыл бұрын
Aata gooonte wakht sirf doodh n ghee he daalna chayye...pani bilkul nahi???? Please reply...
@mykitchentastydishes3 жыл бұрын
Water bhi dalsakte hai
@msher4797 ай бұрын
Thanks for all your hyderabadi nawabi authentic recipes! My puran became dry please advice what I'm doing wrong. I add a lot of ghee still its dry
@mykitchentastydishes7 ай бұрын
Don't cook puran for more time. Consistency should be medium... once the puran cools down, however, it becomes thick, so don't cook it for more time
@msher4797 ай бұрын
@@mykitchentastydishes thank you
@mirsultan53023 жыл бұрын
👌🏻
@ameerahbaig8638 Жыл бұрын
Salaam Alaikum, very well explained. Can we add jaggery instead of sugar? If yes how much jaggery for half KG dal?
@mykitchentastydishes Жыл бұрын
Tast ki hesaab se add karye
@iammisskhan26564 жыл бұрын
Assalamualaikum wr wb! Khairiyat Aunty?😃 Jazaki ALLAH Hu khayran! For sending pooris.. They were yum Ma Sha ALLAH! 😋
@mykitchentastydishes4 жыл бұрын
Walaikumasalam
@rosey18452 жыл бұрын
Di 1½ kg puriya or kheer ka measurement boliye na mujhe kal banana hai plz fast reply
@AsifSyed1233 жыл бұрын
screen pay ingrediets aur quantity text may likhay english may likhay. ziada helpful raheyga.
@rfathemasameer74834 жыл бұрын
Wow pure Hyderabadi dishes...Aap bahot ache Hyderabadi dishes banate MashaAllah ,actually mai bahot dinse searching me thee jazakAllah khair,...sap reshe ka gosht aur nargis kofta bolte dekhye wobi bata saktey kya...
@mykitchentastydishes4 жыл бұрын
Jazakallah khair nargisi kofte hai mere channel per link dalti hu check karlijiye kzbin.info/www/bejne/mHicmZl_n5megrM
@farzanakhatoon85492 жыл бұрын
Bht ache receipe hai mgr design acha nai banaye aap