Supear anty ji bhot acha resipi batay ap 😋shukriya
@mohammadabdullahbinaltalib74523 жыл бұрын
Mashallah mashallah mashallah 👍👍👍
@salmapandit34854 жыл бұрын
Baji ❤️ Achi recipe hay Mashallah
@shaikabdulkader20212 жыл бұрын
Very very so super video thanks 😊 👍 🙏
@noorakhatri19544 жыл бұрын
Masha Allah I like your recipe too much
@jahanakhtar27544 жыл бұрын
Very nice Masha Allah app ki sabhi receipe achhi hoti he jzaak Allah khair
@nikhatjehanfarooqui54324 жыл бұрын
Thanks for kabab recipe 👍
@tohfaazeem4 жыл бұрын
Masha Allah bohut khoob....
@sarakhan-en7vr4 жыл бұрын
Assalaamualekum mam MashaAllah MashaAllah MashaAllah JazakAAllah khair
@tayyabasiji62633 жыл бұрын
Wow mam zaberdast 👍❤️
@babakhan63484 жыл бұрын
Nice recipe
@mohdzaidali88434 жыл бұрын
Asak aunty,har ek dish bhot achi banate aap
@mirzadastagirbaig80193 жыл бұрын
Walaikomussalam
@nomanabilal8874 жыл бұрын
Bht alaaaa♥️
@zeenathunissa4064 жыл бұрын
Bohot qhoob sister maasha Allah
@adilmasrath89244 жыл бұрын
Aslamualikum aunti my bhut chiza sikhe anti shukriya
@nazneenalsane13514 жыл бұрын
Assalamualaikum mashallah good combination aur is baar aapne one by one recipes bataae hain mashallah bahut acha samjhaaya aapne bahut ache aur tasty dishes hai shukriyaa
@mykitchentastydishes4 жыл бұрын
Walaikumasalam ji haan aap logo ki khayesh per ek recipe ki baad dosri recipe bataye hu
@Shehzad_editz00084 жыл бұрын
Nice
@arfathhussain44754 жыл бұрын
Me app k hi recipe continue karti huu Mashallah app bolne tariqa acha h
@mykitchentastydishes4 жыл бұрын
Jazakallah khair mere recipe try karne ke liye
@rayeesesmath23604 жыл бұрын
Assalamualaikum 🌹 Masha Allah baht acha hai baji 🌹 Insha Allah zaroor try karugi 🌹
@mykitchentastydishes4 жыл бұрын
Walaikumasalam shukriya apka
@abdulrazzaq94714 жыл бұрын
I like you very much recipes
@nazahmed58724 жыл бұрын
Ma shaa Allah.
@sultansalahuddin60174 жыл бұрын
Aslkum aunty khairiyat masallah ap bhut ache dishes bante
@afsarkhankhan91984 жыл бұрын
Masha allah
@tabassumnisar20784 жыл бұрын
Assalam walekum Masha Allah bahot khub.
@mykitchentastydishes4 жыл бұрын
Walaikumasalam
@merajahmed36734 жыл бұрын
MashAllah
@shaguftaaftab4 жыл бұрын
Asalam o alikum I like your all recipes please chicken Bombay biryani Banana sikha dain
@afsarkhankhan91984 жыл бұрын
I will try auntie
@mykitchentastydishes4 жыл бұрын
Zaroor try karke share kariye kaisa bana
@sabashuttari7733 жыл бұрын
As'salamualaikum, I love all ur recipes. Thank you for all the recipes. 💕
@rubyarif69404 жыл бұрын
MAA SHA ALLAH 👍👌👍👍aapki sab recipes buht hi zabardas hoty hen Allah pak aapko be hisab niamatoon se nawaze aameen
@mykitchentastydishes4 жыл бұрын
Jazakallah ameen suma ameen
@mustafakhan-kn3up4 жыл бұрын
Assalam alaikum auty apki recipes bhot hi zabardast hoti hai.. Meri ek Request. Ek baar restaurant style talahua gosht ki recipe bataiye na.. Jo alhumdulillah hotel ya Khaja hotel me mashhoor hai pls
@mykitchentastydishes4 жыл бұрын
Walaikumasalam inshallaah zaroor
@fozianasreen62603 жыл бұрын
Ap ki recipe hedrabaad ki Hoti heen ma apky khanay like krti Hun apni Meri ak dost yaad ajti ha wo bhie hedrabaad ki thien
@noorinsamdani28794 жыл бұрын
Asak...oil kitna liye aap nahi bataye.....plz bataeyaeh kyuki oil measurement bohot zarooru hai pulao mei....
@nayyargousia20792 жыл бұрын
👍
@fouziatabbu6463 жыл бұрын
Can u make with khima
@ameenabegum99264 жыл бұрын
As salaam alaikum. Mam, aap garam masala me Jo 4 ingredients add Kare wo equal quantity me Lena hai ya Kam zyada Lena hai. Aur kabab ka gosh agar hard hai aur properly grind nahi hora to dahi to Pani add karna ya dahi. Aur kabab k gosh ko kacha fridge me bana k rakh sakte Kya please bataiye.please reply Mam.
@mdanwerullahkhananwerkhan92844 жыл бұрын
Assalamualaikum Aunty Mashaallah nice receipe kaise hai aap sab i request you to make karyapak ka char or dum aloo recipe plzz
@mykitchentastydishes4 жыл бұрын
Walaikumasalam ek recipe mere channel per char ki hai link dalongi inshallaah dum aloo ki recipe uplode karongi
@mdanwerullahkhananwerkhan92844 жыл бұрын
@@mykitchentastydishes Assalamualaikum Aunty ok I will wait for it thank you soo much
@ameenabegum99264 жыл бұрын
As salaam alaikum, sorry ek aur question tha , aap please bataiye ki aap kaunsi brand ka basmati rice use karte . Kafi acha paka .
@mykitchentastydishes4 жыл бұрын
Walaikumasalam ji me koi famous brand ka basmati rice nhi use karte hu general store sai basmati rice rupees 120 kg wala leti hu jaha hum monthly kirane ka saman lete hai
@ameenabegum99264 жыл бұрын
Madam please bataiye ki aap ne Jo 4 ingredients bole hai garam masala me wo equal quantity me Lena hai ya Kam zyada Lena hai. Aur kabab ka gosh agar grind hote waqt hard Raha to Kya karna padega. Aur kabab ka gosh kacha fridge me bana k rakh sakte Kya. Please bataiye.
@zazahassan64603 жыл бұрын
Assalamualaikum. BBQ coal se bhi smoke desakte hai ?
@mykitchentastydishes3 жыл бұрын
Walaikumasalam
@SA-op3ue4 жыл бұрын
Good 👍👍👍tasty
@tabassumnisar20784 жыл бұрын
Kabab me pyaz Kate Hui nai dal sakte?
@PHONEGAMES123454 жыл бұрын
Assalamualaikum aunty Ye basmati rice kounse hai ?
@syedaijaz30604 жыл бұрын
Aunty description box me link nahi Haiti
@shaikareef3534 жыл бұрын
Askm Aunty Khairiyath se Hy ? Mashallah mashallah yummy 😋 recipie s Acha sonchke pakaate Aunty hamare😀 Shukriya Aunty.tamater ka kut another style share kariye Aunty .if possible
@mohdadnan29954 жыл бұрын
Mashallah mashallah
@sufianajeeb64884 жыл бұрын
Assalamualaikum wrwb I made kawab today. Came out very well,JazakAllahkhair sister May I know where do you live in Hyderabad ? I am from Hyderabad too.
@mykitchentastydishes4 жыл бұрын
Walaikumasalam jazakallah khair mere recipe try karne ke liye
@rozirajpoot20764 жыл бұрын
Kababs ko deep fry kr skty hn Kia?
@mykitchentastydishes4 жыл бұрын
Ji haan karsakte
@MazharKhan-ng8uo4 жыл бұрын
mashallaha madam vvv good ur all dishes is v tasty i give u 99 ouf of 100 kee it up madam realy i respect you frommy heart👌👌👍 and show more veggi dishes madam im from DUBAI work in hotel as a restaurant manager last 14 yrs thank tou MADAM
@mykitchentastydishes4 жыл бұрын
Thanks for appreciating me jazakallah khair aap ka
@mirzadastagirbaig80193 жыл бұрын
Mom
@Shadowgirl504 жыл бұрын
😋👌
@syedrashed39733 жыл бұрын
Assalamualaikum kabab stick nh hai to kya use karan madam bolay.
@mykitchentastydishes3 жыл бұрын
Walaikumasalam spone ki dandi ya ✏ bhi use karsakte
@sarazarish42014 жыл бұрын
Mashallah sare dishes ache bane lekin ap vegetables fry nai kare...
@shaziakhan61374 жыл бұрын
Assalamoalaikum, batalai kya hotai hain plz batain
@mykitchentastydishes4 жыл бұрын
Walaikumasalam
@beezeeandsons1173 жыл бұрын
Kabab andar sai galay nhi Hungary.
@sarakhan-en7vr4 жыл бұрын
Assalaamualekum mam ye kitne log ka hai please boliye
@mykitchentastydishes4 жыл бұрын
Walaikumasalam 1 kg rice me 6 ya 7 members khasakte hai
@sarakhan-en7vr4 жыл бұрын
@@mykitchentastydishes ok JazakAAllah khair mam 4 reply
@smartcooking14104 жыл бұрын
Mashallah
@decentrecipeswithrubab79724 жыл бұрын
So yummy 😋 and look tasty 😋
@tahurabegum70983 жыл бұрын
Assalamualaikum warehmatullahi wabaraka tuhu Kache gosht k kabab mein besan bhoon k daal na ya phir aise hi daal dena.....bina bhonewa dale toh kache besan ka taste nai ata....
@mykitchentastydishes3 жыл бұрын
Walaikumasalam nhi aata
@tahurabegum70983 жыл бұрын
Jazakallah khair.....Allah tala aap k channel ko aur bulandi aur kamiyabi ata kare. Ameen Your recepies are tooo good mam.... thank you 👍
@sameerafatima20264 жыл бұрын
Anti Mai aap ko bahut Pasand kartihu Mara naam sameera Hai aap Mara naam laigiya please
@mykitchentastydishes4 жыл бұрын
Ji zaroor lungi
@pakistanichannelgermany4 жыл бұрын
Niec
@selmabilgrami7903 жыл бұрын
Pullao was not so good but other two items were good
@haneenzainab40274 жыл бұрын
Dear- you are the same person before comes as HYDERABADI CHATKARAY ??
@mykitchentastydishes4 жыл бұрын
No I'm not
@erumrizwan76634 жыл бұрын
Buy skewers use them instead of pencil.😒
@neeloqadri22632 жыл бұрын
Sub behtreen tha us waqt tuk jub tuk qusori methi nahi daley thy aap use behter parsley dal lety ya hara dhaniya mazeed dal lety...aajkal yaha hyderabad mey bhi hr khaney mey qusori methi dal ker asl hyderabadi taste barbad kerdere. ...hata k hotels aur restaurants ki biryani mey bhi qusori methi ka taste biryani k asl taste ko bigad dere....zaiqa pora tabah barbad.hyderabadi khano ko hyderabadi rehney diye toh achcha hey, may be logo ko achcha lagta hoga pr hyderabadi authentic taste nahi hota khushbo zaiqa khatum hojata.
@kalyanivats14614 жыл бұрын
Chii how cn any body eat beef Ohh God smells a lot