Green onion ki bajaye dhania use kr skte? Plz reply ta ke try kr saku ye recipe✨
@ridakhan44913 жыл бұрын
Mashallah i tryed ur reciepe it ws so awesome every one tasty v yummy 😋
@sabafathima44664 жыл бұрын
Thank u aunty for super recipe👍
@mohammedshareef3784 жыл бұрын
Walaikum assalam MASHA ALLAH yammi Mai is recipe Ko zaroor banaongi in Sha Allah
@mykitchentastydishes4 жыл бұрын
Jazakallah khair zaroor banaye psnd aayega apko
@zeeshananjum75284 жыл бұрын
Mashaallah bahut acchi hai aunty aapki recipe 👌
@mykitchentastydishes4 жыл бұрын
Shukriya
@adilmasrath89244 жыл бұрын
Walkumaslam it's looking yummy 😋 recipe
@mishayy6463 жыл бұрын
Im here coz i wanna make for dinner 😍😍😍
@GharKaPaka4 жыл бұрын
i am amazed its so unique has never seen it before.🤩💗
@mykitchentastydishes4 жыл бұрын
Thanks
@mujahedaliansari55483 жыл бұрын
👍👍👍👍👍👍👍👍♥️
@raisayasmeen99214 жыл бұрын
Assalamualaikum Mashallah bohot achi dish hai
@mykitchentastydishes4 жыл бұрын
Walaikumasalam shukriya
@syedabrar67374 жыл бұрын
Mashallah I will try this
@mykitchentastydishes4 жыл бұрын
Thanks
@mrsatifsyed4 жыл бұрын
Mashaallah zabardast .aap jeddah ki yaad diladeye.
@mykitchentastydishes4 жыл бұрын
Shukriya aap ka 😊
@rubyarif69404 жыл бұрын
MAA SHA ALLAH ye mutabaq ham ne Saudi Arabia mai khaye thy buht zabardas recipe he aur aap ne to itna aasan tareeqa bataye shukria 👌👌👍
@sheelachoudhary47494 жыл бұрын
U r very intelligent n brilliant house wife u r food is too good
@mykitchentastydishes4 жыл бұрын
Thanks a lot for your lovely comment:)
@dr.sarahnaheed84592 жыл бұрын
Spices kya use kiye
@mdparveen43404 жыл бұрын
Very nice 👌 👌👌
@mykitchentastydishes4 жыл бұрын
Thanks
@sabakouser12164 жыл бұрын
Walaikumasalam ....looking very delicious thanks pls mutton tikiya recioy share kare
@mykitchentastydishes4 жыл бұрын
Inshallaah
@shabbirhussainmohammad62394 жыл бұрын
Assalamualaikum wa rahmatullahi wa barkaatuhu Qhairiyat se baji Masha Allah different n easy recipe U r really great di 👍 Tq for sharing
@mykitchentastydishes4 жыл бұрын
Walaikumasalam alhamdulliah shukriya aap ka
@meharnigar45914 жыл бұрын
MASHA ALLAh
@mykitchentastydishes4 жыл бұрын
Jazakallah khair
@chiropractorsjaveedkhanyou14293 жыл бұрын
Assalamualaikum how ru .nice recipe. W r u frm
@mykitchentastydishes3 жыл бұрын
Walaikumasalam
@chiropractorsjaveedkhanyou14293 жыл бұрын
W r u frm how is everything
@sheelachoudhary47494 жыл бұрын
Show us easy n instand kababs
@seemayasmeen51044 жыл бұрын
Ander egg nahi pakega na Kacha rahega
@N.Khan.I.Ali.4 жыл бұрын
As salam alaikum aunty, zabardast easy n healthy nashta. Aunty apku aloo chips ki recipe boli thi mote aloo chips jo mirchi dalke milte bahar. Pls ap recipe share kariya na, mera naam neha ali..
@mykitchentastydishes4 жыл бұрын
Walaikumasalam inshallaah zaroor batange
@mykitchentastydishes4 жыл бұрын
Aur aap ka name longi inshallaah
@N.Khan.I.Ali.4 жыл бұрын
@@mykitchentastydishes jazak Allah aunty, Aunty apke koi ghar rent k liye hai lya ? Hyderabad meich rehtui mai, rent ke ghar ki zurat hai merku.
@shibrashibra54094 жыл бұрын
Very nice
@mykitchentastydishes4 жыл бұрын
Thanks
@ruhi.apatrawala68464 жыл бұрын
Kya hum whole wheat flour se bana sakte he kya ?
@mykitchentastydishes4 жыл бұрын
Banasakte magar thoda taste mei difference aata
@Hijabigirl_4684 жыл бұрын
Those Who Are Reading My comment Hope All They Are Safe😊😍And Live Long Life With Happiely😘
@sabeehabaig65052 жыл бұрын
Kya aap jaanti hn k achay cooks ya chefs sabse pehle kya seekhte hn nahi naa sabse pehle wo apne haathon ka zewar utaarte hn Yani rings nahi pehante hn
@sabafathima44664 жыл бұрын
Can we deep fry???
@jamindarmubeenaparveen9604 жыл бұрын
Assalam walaikum aunty.. Mai apki sabi recipes try karti hoon.. Mai Andhra se hoon...mujhe mutton ya chicken ki koi aisi recipe suggest kare bagare khane k sath.. Jo mere ghar walo ko behad pasand aaye..shukriya aunty
@jamindarmubeenaparveen9604 жыл бұрын
Apki favourite dish with bagara khana k sath suggest ki jiye aunty please
@mykitchentastydishes4 жыл бұрын
Walaikumasalam mere suggestions bagara khana ki sath hai chicken ya mutton ka khorma banaye jalde bhi banta hai aur Easy bhi aur thodi baher sai roti magaye ya aap banaye
@mykitchentastydishes4 жыл бұрын
kzbin.info/www/bejne/qoCXlKtvhKynpLc
@mykitchentastydishes4 жыл бұрын
Mutton ka khorma kzbin.info/www/bejne/iqe7nqNnpMasosk
@mykitchentastydishes4 жыл бұрын
Ya aap ye recipe bhi banasakte hai kzbin.info/www/bejne/bYLKoGRredybntk
@zebasaher63704 жыл бұрын
aslkm aunty agr piyaz ki patti nai rahi to skip kar sakte??? ya zaroori hai wo b??
@mykitchentastydishes4 жыл бұрын
Walaikumasalam nai pyaz ki patti se acha taste aata but agar apko skip karne hai toh karsakte
@zebasaher63704 жыл бұрын
@@mykitchentastydishes jazak allah aunty or plz mai us se phele b guzarish kari thi aalu ki tikki banana batae na aunty plz...
@mykitchentastydishes4 жыл бұрын
Inshallaah zaroor bataungi jldi hi
@zebasaher63704 жыл бұрын
@@mykitchentastydishes video me mera naam lo aunty plz mai aap hi bht badi fan hu bht zyada badi aap k videos dekh dekh k hi seekhi hr hr cheez mera naam zeba saher hai... plz