Subhan Allah, bahut hi pyara Kalam h, bahut hi dilkash andaz me....bahut se log,aur ulma e Kiram kahte h ki filmi dhun pe naat e pàak nhi padhna chahiye...mujhe aur Meri naat kameti" Gul e taiba" naat kameti chhindwara ke members ko isse aitraz nhi h...lekin shoeb Raza sahab ne filmi dhun par ye naat padhe h,ulema e Kiram ki moujoodgi me..tab kisi ne aitraz nhi Kiya...filmi dhun ye h is naat ki pàak ki..."zindgi pyar ka geet h, ise har Dil ko gana padega.". Mere kahne ka maksad to samajh Gaye honge aap log....ki ham log naat e pàak behter se behtar andaz me padh sakte h, chahe dhun filmi hi kyo na ho ..ye Meri apni Ray h...gustakhi maaf ho...
@RubinaKhan-f4y Жыл бұрын
3:08 masha allah
@aktharali30772 жыл бұрын
bahut hi khubsurat awaaz mein Allah tala aapko salamat rakhe
@pathanjunaid2342 жыл бұрын
Nice junaid
@gajalashahin-oq8hg Жыл бұрын
MasaAllah subhanAllah
@shakirahmad58632 жыл бұрын
Mashallah ☺️🥰🥰
@Habibiya48182 жыл бұрын
Ishq ka aap ek phool haen Jane rahemat ke makbool haen Dhoondo tu ab qayamat talak Aap ke Alahazrat rahenge