Namaaz-e-Fazar ki ahmiyat aur fazilat. By Shaykh Hafiz Mohd Afzal Rahmani.

  Рет қаралды 11

Usman Bin Affan Foundation

Usman Bin Affan Foundation

Күн бұрын

Friday Khutbah.
Date: 05/07/2024
Khatib: Shaykh Hafiz Mohd Afzal Rahmani.
Topic: Namaaz-e-Fazar ki ahmiyat aur fazilat.
Venue: Masjid Usman Bin Affan ( R.A)
152/1381A, MHB Colony D.G Nagar, Malwani,
Gate No 8, Malad West Mumbai 400095
For Any Queries Call +91-9920955597/9819603361
Donation Appeal For Masjid Usman Bin Affan ( R.A)
Malad Malwani Gate no 8, MHB Colony Musalmano ki aabadi wala Mumbai ka ek Bada elaka hai Jaha Allah ki Taufiq se Kuch Tauhid Parast gharane bhi baste hai Is elaqe mein Tauhid aur ittaba-e- Sunnat ka kaam badi tezi se chal raha hai aur Alhamdulillah bahut se log Quran aur Hadees Ki Dawat Kubul Kar rahe hai, Logo ki Badti Tadad ke maddenazar is elaqe mein Masjido ki Sakht zarurart Mehsoos horahi thi ushi munasibat se Masjid Usman Bin Affan ( R.A) Ki Buniyaad Pichale Saal Ramzan mein Rakhi gai.
Alhamdulillah Masjid mein Namazi Judne lage Bachche Maktab ki Talim Hasil karne aane lage Dawati Durus ka ahtamam hone laga log ahaista ahista Badi Tadad mein Jumuah mein shirkat karne lage, Masjid mein Namazio ki Badti Tadad, Bachcho ki Talim wa tarbiyat ke liye jagah ki qillat aur khaas taur par khawateen ke liye Namaz ka koi Nazm na hone ki Wajah se Masjid ki Tausi ki sakht Zarurat Mahsoos horahi thi, ishi Madde Nazar Masjid ke bilkul Aage ka Makaan Jo karib 600 Sq ft ( 30x20 ft) hai usay Masjid ke liye kharida jaaraha hai.
Aap tamam ko yeh batate huwe khushi horahi hai ke Allah Subhanwatala ki Taufiq se bataur token 100000 Rs (One Lakh) dekar MOU Banaya gaya hai aur Sauda Karib 6000000 Rs ( Sixty Lakhs) Mein Final huwa Hai.
Raqm ko Ada karne ki Mohlat mehaz 6 Mahine ki mili Hai.
Waqt kam hai Raqm Badi hai lehaza Allah ke Is Ghar ke liye Aap Ahbab ke saath ki Zarurat hai aapke tawoon ki zarurat hai.
Masjid Usman Bin Affan ( R.A) ke Zariye mustaqbil mein bahut se Deeni kaam ko anjaam dena hai In Sha Allah
1) Hifz Madrasa with Hostel
2) Maktab for local Children
3) Islamic Library
4) Dawah Centre for Muslims & Non Muslims.
5) Darul Ifta ( Marriage Counseling Centre)
6) Marriage Bureau
7) Islamic Video Recording Room.
8) Islamic Competitions
9) Weekly & Monthly Programs.
10) Separate Ladies Section
11) Online Courses.
Etc etc.
Hum umeed karte hai ke jo loog Bhi is Masjid ke liye tawoon karenge In Sha Allah Is Masjid ke Zariye kiye jaane wale tamam kaam un tamam logo ke liye Sadqa e Jariya sabit honge.
Rasool Allah Salallahu Alaihi Wasallam ne Farmaya " Jab Koi Aadmi Mar jaata Hai toh uske Amal Khatum Hojaate Hai Siwaye Teen Cheezo Ke Sadqa Jariya ( Jaari Sadqa) Ilm jo Faida Mand Ho, Ya Neaik Aulad Jo Uske liye Duwa Kare. ( Muslim)
Masjid Ki Tamir karna Sadqa e Jariya Hasil karne Ka Ek behtareen Amal Hai, Masjid ki Tamir Ka Ajr Na khatum hone wala amal hai, Jab tak Loog Masjid Se Faida Uthate Rahenge Tab tak aapko iska ajr milta rahega hatta ke Aakhirat mein bhi Iska behtareen enaam milega.
Allah ke Rasool ( S.A.W) Ne Farmaya Jisne Allah ka Ghar ( Masjid) Is Duniya mein banaya Allah uske liye Jannat mein Ghar Banayega.
Aakhirat Sawarne ka Bahtarin Zariya, Aaye! Is Masjid ki Zameen Kharidne mein Allah hi ka diya huwa Maal Allah ke is Ghar ke kiye Tawoon kare aapka Chota sa Chota Contribution Bhi Is Masjid ke liye Badi Madad Sabit hogi,
Masjid ki Zameen 600 Sq ft Hai cost of purchase ke hisab se 1 Sq ft 10000 Rs Ka huwa aap ahbab ek ek Sq ft ke liye bhi tawoon kar sakte Hai is tarha se Masjid ke liye Funds Jama karna aasan hojayega In Sha Allah.
Note: 1 Musalle ki jagah karib 8 Sq ft hoti Hai app 10000x8=80000 Rs aap Tawoon Karke ek musalle ki jagah Masjid ko Kharid kar desakte hai.
Ya phir hummein ka har Fard jintak yeh msg pahuch raha hai kam as Kam 1000 Rs Zaroor Tawoon karein In Sha Allah Sab ka Tawoon milega toh yeh Raqm jald as jald jama hojayegi.
Aap chahe toh 100/200/500/1000/2000/5000/10000 Rs koi bhi Raqm Masjid ke liye Donate kar sakte hai
Google Pay 9920975597
For Online Transfer
Bank Details
Account Name : USMAN BIN AFFAN FOUNDATION
Account Number : 101205002652
Bank: ICICI
Branch: Versova Link Road
IFSC Code : ICIC0001012
For Any Queries Call +91-9920955597/9819603361

Пікірлер
Waledain ki ahmiyat wa fazilat by Khatib: Shaykh Hafiz Mohd Afzal Rahmani.
30:10
Usman Bin Affan Foundation
Рет қаралды 50
Quran aur fazilat by Shaykh Waleed Hussain Muhammedi.
25:06
Usman Bin Affan Foundation
Рет қаралды 69
ISSEI & yellow girl 💛
00:33
ISSEI / いっせい
Рет қаралды 20 МЛН
Look at two different videos 😁 @karina-kola
00:11
Andrey Grechka
Рет қаралды 14 МЛН
а ты любишь париться?
00:41
KATYA KLON LIFE
Рет қаралды 2,8 МЛН
SPILLED CHOCKY MILK PRANK ON BROTHER 😂 #shorts
00:12
Savage Vlogs
Рет қаралды 46 МЛН
Ummat-e-Muhmmediya ki khususiyat by Khatib: Shaykh Hafiz Mohd Afzal Rahmani.
32:11
Islami bhai chara by Shaykh Imamuddin Madani.
29:17
Usman Bin Affan Foundation
Рет қаралды 73
Ek musalman ka dusre musalman per huq by Khatib: Shaykh Hafiz Mohd Afzal Rahmani.
33:25
Donate For Masjid Usman Bin Affan ( R.A)
1:36
Usman Bin Affan Foundation
Рет қаралды 124
Noora Daku Ka Waqia | Allama Mudassir Muneer Qadri Razvi
11:17
Mudassir Muneer Official
Рет қаралды 74
ISSEI & yellow girl 💛
00:33
ISSEI / いっせい
Рет қаралды 20 МЛН