Wah Mirza sahb Kia Explain kia Apny. Ab lazmi khayal karnga is bt ka
@dawatehaqq78757 ай бұрын
Khushi huvi ke apko iss jaankari se fayada hua
@AntoBhai-kr1oxАй бұрын
Aameen
@dawatehaqq787525 күн бұрын
Thanks
@beinghassamkhan5 ай бұрын
Masha Allah Mufti Akmal Qadri Madni ❤
@dawatehaqq78755 ай бұрын
Ye sabhi ulema mashallah hi hain
@beinghassamkhan5 ай бұрын
@@dawatehaqq7875 Jiska Aqeeda Sahi Hai Wohe Hamare Hai ❤️
@beinghassamkhan5 ай бұрын
@@dawatehaqq7875 Hum Sirf Ulamai Haq Ko Mante Hai❤
@nasreendar46447 ай бұрын
Thank you for this information
@dawatehaqq78757 ай бұрын
You are welcome, And share this...
@Vaice_of_islam_ Жыл бұрын
Mashallah salam ya nbi s.a.w❤
@mustafadharwad65222 жыл бұрын
Zabardast bro Nice explaination and information about this masala
@shehzadahamidshezada153 Жыл бұрын
Masha Allah best informatic video 👍🏼
@dawatehaqq7875 Жыл бұрын
Jazakallah
@FEEHAWAFA778 ай бұрын
ماشاءاللہ
@dawatehaqq78758 ай бұрын
Sukriya
@muslimshehzadi50732 жыл бұрын
Iss topic par apki video badi achchi hai
@dawatehaqq78757 ай бұрын
Sukriya
@reshmabijapur89242 жыл бұрын
Bohat bohat khub Engineer Muhammad Ali Mirza sahab
@dawatehaqq78757 ай бұрын
Sukriya
@akramakkishaikhshaikh1023 Жыл бұрын
Good jub 👍
@dawatehaqq7875 Жыл бұрын
Thanks for your support
@habibullahbinmaydul2198 Жыл бұрын
اَلْحَمْدُلِلّٰهِ. جَزَكُمُ اللّٰهُ خَيْرًا.
@dawatehaqq7875 Жыл бұрын
Sukriya aapka
@alishaikh24812 жыл бұрын
Nice information
@dawatehaqq78757 ай бұрын
Thanks
@truemuslim23082 жыл бұрын
Mash Allah
@dawatehaqq78757 ай бұрын
Keep sharing
@nityas23812 жыл бұрын
I really appreciate it...
@dawatehaqq78757 ай бұрын
Thanks
@Queen-gp1bp2 жыл бұрын
Very nice....
@dawatehaqq78757 ай бұрын
Thanks
@rafaqat.kohli.057 ай бұрын
Allah
@dawatehaqq78756 ай бұрын
Allah hi hifazat kare,
@gamechanger91192 жыл бұрын
Very nice
@dawatehaqq78757 ай бұрын
Thanks
@GafoorKhan-pc8hs4 ай бұрын
❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤
@dawatehaqq78754 ай бұрын
Sukriya apka
@NidaInnocent9 ай бұрын
Assalaam o Alaikum to all viewers. From Bareilly Shareef U.P.India.
@dawatehaqq78759 ай бұрын
Walekum assalam wa Rahmatullah.
@fantasyfootball98777 ай бұрын
Up me kya chal raha h bhai😢😢
@Uzair-w7o8 ай бұрын
Duty ke dauran agar janmaz ko fold Karke us per baith jaya karen to yah Amal kaisa hai jayz hai ya najaz
@dawatehaqq78758 ай бұрын
Ji bilkul jayaz hai
@altafkudle4433Күн бұрын
Ek Maulana Ne is Paint ke masale ko firaun se Jod Diya To fir kya firaun pant pahnata tha kya
@deadeye4380 Жыл бұрын
Moral of the story ye kay painchay fold karsaktay han 👍
@dawatehaqq7875 Жыл бұрын
Yes
@s.smotovlog91302 ай бұрын
Bhai tumne tariq Masood shab ki video ko cut ki hai .. unhone bola hai pant fold kr sakte hai ...
@dawatehaqq78752 ай бұрын
Thik hai phir aap zaroorpant fold karein... Magar, main shaikh Abu zaid zameer aur Touseef ur rehman ki baat ko hi jyada taraji dunga.. Kyun ke isase ISLAMI sha' ar numaaya hota hai aur, kuffar se mukhalifat ki khuli alamat nazar aati hai... Ab aap ki marzi, Ek hai ijazat Aur ek hai sunnat Agar aap ijazat par amal karana chahate hain to aap ko pura ikhtiyaar hai. Magar, main chahata hoon aap ko sunnat ka sawal mile aur aap ke darjaat buland ho... Jazakallah Allah wa aalam....
@s.smotovlog91302 ай бұрын
@@dawatehaqq7875bhai mai hamesha pant ko fold kr Kai rakhta hun masjid ke andar bhi or bhar bhi .. to Aap mujhe ye btaye .. yai thik hai ya glat hai ... Bohot jada confused ho gya hun mai ... Koi bol rhe hai shi hai or koi bol rahe hai galat hai ... Isliye mai bhot confused ho gya hun .
@dawatehaqq78752 ай бұрын
Mashallah ye to badi achchi baat hai.. Magar ye koi aisa masala hai hi nahi ke aap confused ho jaayein. Aap bilkul pareshaan naa ho, sabse bada mufti aap ka khud ka dil hi hai, agar aapko pant fold karke rakhkar bhi itminaan nahi ho raha hai to, behatar aap niche utane hisse ko katawa hi do.. Kyun ke, jis chiz mein shaq ya confusion hai use chodakar sunnat jitana bataye aur jaisa bataye wahi karana behatar hota hai. Allah wa aalam bis sawab....
@naveedkhan5232 Жыл бұрын
Engineer sahab clear that's matter
@dawatehaqq7875 Жыл бұрын
Share this video to all your friends
@mughalsab_20026 ай бұрын
9:21 Hadith refrence?
@dawatehaqq78756 ай бұрын
Sunan Abu Dawood, Kitab ul libas Hadees No-4086.
@Clearpolitics6027 ай бұрын
MashaAllah sare ulma ne achi sahi baat ki sirf Barelvi ko chhodkr
@dawatehaqq78757 ай бұрын
Kisi ko bhi ijtahadi galati ho sakati hai, ye sab hamare ulema hain
@khajapasha1890Ай бұрын
Barelvi kaun hai isme Bhai
@Ababil-r4h7 ай бұрын
Behtar yahi hai ke namaz me ho ya kabhi bhi kapda takne se upar rakhe jaye Allah aur rasool ka farmaan mane.kyunki sabse behtar yahi hai
@dawatehaqq78757 ай бұрын
Jazakallah ye apne achchi baat kahi
@khajapasha1890Ай бұрын
Ehram ku fold karte upar se lungi ku fold karte upare phir kya kare miza sahab
@dawatehaqq7875Ай бұрын
Maine apka jawab aap ki dusri comment mein de diya hai. Allah wa aalam
@darmasood2801 Жыл бұрын
اگر پیٹ پر موڑنا کیا جایز ھے
@dawatehaqq7875 Жыл бұрын
Behtar hai ke, niche hi katawa le...
@Muhammadqasimkhan86647 ай бұрын
Mjy to aj pta Laga sae kya m glt hun Allah mjy maaf kardy ab nai kro ga pta chal gya ha😢😢
@dawatehaqq78757 ай бұрын
Mujhe badi khushi huvi hai ke, meri iss koshish se aap ko fayada hua, Ise abb aage aap apne dosto me share karate rahe...
@zainshah3437 Жыл бұрын
Pant ko nechy sy aur shalwar ko opar sy fold kar sakty hai?
@dawatehaqq7875 Жыл бұрын
Behtar hai aap fold karna chodkar apni shalwar aur pant ko takno ke barabar ya takno se upar kar lein yahi behatar hai.
@Zuhairr. Жыл бұрын
taqabbur se niche rehna mtlb
@dawatehaqq7875 Жыл бұрын
Shayad apne video puri nahi dekhi
@LiaqatAli-rl7zw8 ай бұрын
مولوی طارق مسعود کا بیان درست ھے
@dawatehaqq78757 ай бұрын
Sahi hai lekin, behtar to yahi hai ke pant yaa pathloon ko takane se upar ke size ki hi banwayi jaye...
@mudasirhassan128 Жыл бұрын
Jo Takabur ki niyet say neeche rakhe yeh hukum uske liye hai
@Umarfarooq-ne6rv Жыл бұрын
Azaar ka neechy hona itself takabur k zumry ma ataa hai ye hadees b biyan ki gai ha Brah e karam video puri dekhy
@dawatehaqq7875 Жыл бұрын
Sahi kaha aapne Share this video ...
@alhamdulillahiammuslim20462 жыл бұрын
Ye aapne sachcha kiya
@dawatehaqq78757 ай бұрын
Sukriya apka
@sultansaladinayyubi1144 Жыл бұрын
meri hight kam hai, barabar size nahi milta ready made.. aksar namaz me paint fold karleta hun😢
@dawatehaqq7875 Жыл бұрын
Lagata hai Aap ne adv.faiz sayed ki baat thik se nahi suni...
@tradrwithme2447 ай бұрын
Sare hi apne gare hai koi hadis se hi bata do
@dawatehaqq78756 ай бұрын
Aapke samane isi masale ko hal karne ke liye yeh video banai hai pehale aap iss video ko pura dekhe...
@ZikraRanebennur-zr1vw Жыл бұрын
Deen ke masale Quran wa sunnat se sikhen
@khajapasha1890Ай бұрын
Lungi pahenne Wale upar se fold hi karte na
@dawatehaqq7875Ай бұрын
Apne sahi kaha magar, ye lungi yaa tai-band ka hissa hai. Aur ye apke kurte yaa jhubbe mein chip jaata hai. Lekin pant yaa paijaama ka upar ka hissa aisa nahi hota aur isaka pehaneka tariqa bhi alag hai, Kanhi ki bhi baat kanhi fit karke aap, apne aap ko bada logical hoshiyar duniya mein to aap sabit kar sakate hain, magar Allah ke yanha sab ki pol khul jaayegi, hamara islam aasani ke liye hai naa ke dushwari paida karke logon ko inhi masa'il mein ulajha ke rakhaneke liye nahi. Simple si baat hai musalmano ko kaha gaya ke apne paijaame, lungi, pant, ko takano se upar rakhe, ab mujhe aur apko chayiye ki iss hukm ko pura kare, agar aap lungi pehanate hain to lungi ke baare mein fikr kare ke wo takano se niche naa ho is tarah pant wala uski fikr kare baat khatam, kyunke sabse bada mufti to apka dil hi hai, jo bhi amal dil mein khatak aur be-itminani paida kare , wo amal durust nahi. Allah wa aalam....
@shoebakhtar53258 ай бұрын
Eng sahab thoda short bataye kahani mat bataye
@dawatehaqq78758 ай бұрын
Aap kehate ho short bataye, baki ke log to kehate hain daleel ke sath detail me samjhao...
@md.shoaibalam69138 ай бұрын
Tujhe samajhna hi hai..... Engineer saheb Kiya kr skte hai.... Pahli fursat me nikal...
@Cricket__addictzz Жыл бұрын
Agar koi hamesha se pant fold kar ke rakhta hai to ya koi gunah nhi hai namaz ho jayegi lekin agar koi sirf namaz ke time fold karta hai or pura time nicche latka ke rakhta hai to ya tandroost nhi hai
@mohammedarbaz2704 Жыл бұрын
kaha mana kiya thoda reference to dedo bhai kuch bhi ! sahih bukhari ki ahadees hai ki allah us shaks ki namaz khubul nahe karta jo apna izhar thaknou k nechay khichta hai
@mudasirhassan128 Жыл бұрын
Ponche ap usii btt pr Jo Barelvi ullama bolte hai Ullama e Ahlesunnat zinda bad
@dawatehaqq7875 Жыл бұрын
mere khayal se apko pura video sunana chayiye....
@aslamkhan5073 Жыл бұрын
सही बुखारी पढ़े 5787 जिसका टखना ढका बो हिस्सा जहन्नुम में है अगली एक सहाबी लूंगी पहने नमाज पढ़ रहा था उसकी नमाज तक नही हुई इसलिए की टखने से नीचे है सुन न अवि दाऊद 4086। तकब्बुर है ही कपड़े का लटकना ओके ये नबी ने किलीयर कर दिया रही बात हजरत अबू बकर की की तो बो अनजाने में उनके साथ उनके पेट से लूंगी चली जाती है फिर तुरंत ले लेते है समझे बरना तो आप कहना चाह रहे की अबू बकर किया टखना ढक के नमाज पूरी पढ़ते थे दो ज़बाब नही कोई नमाज नही जिसका टखना ढका हो हदीस के मुताबिक
@dawatehaqq7875 Жыл бұрын
Achchi clearance diya aap ne
@MuzaffarSayyed-uf3rc7 ай бұрын
Kaika Acha Jo Sahabi Ko Padrahatha Kaheta Ho Uski Nasihat Durust Kaise Ho Sakti Hai Chahe Wa Sahi Ho@@dawatehaqq7875
@altafkudle4433Күн бұрын
Iske Piche ki vajah koi bhi Maulana Nahin bata raha hai sirf bakbak kar rahe hain sahi jawab kahan se milega
@md.shoaibalam69138 ай бұрын
Kitna bhi kuch kr le Ali bhai... Ye log karenge apni firqe ki... Apne matlab ke deen bana liya hai sare log...
@dawatehaqq78758 ай бұрын
Aisa mat kaho bhai, deen ki khidmat ka jazba har ek mein hota hai, kiski niyyat kya hai ye Allah hi behtar janata hai
@mirali60475 ай бұрын
Ek jane ek bath bolte hai ek jane ek bath
@dawatehaqq78755 ай бұрын
Iss me basic baat kya hai usako samajhiye bas, Sab muslim ulema ke nazdeek pant ko har waqt takano se upar rakhana zaroori hai. Iqhtlaaf sirf isme hai ke namaz me agar kapada takano se niche latak raha hoto, uss kapade ko moda jaaye yaa kaata jaaye yaa yunhi rakha jaaye ... Inn me mujhe abu zaid zameer ji ki baat jyada achchi lagi
@Ponderofdepth3 ай бұрын
Patloon paajamaa fold karo yaa poora nikaloo kya farak hogaa iss mehnat se sab jalker khaak he hone wala hai. Q ke namaze padhne Aallahne kaha he nahi😮
@dawatehaqq78753 ай бұрын
Ye video unake liye hai jo namaz padhate hain. Agar aap nahi padhate to chodo, kyun yanha comment karke apna waqt barbad kar raho ho.????
@Ponderofdepth3 ай бұрын
@@dawatehaqq7875 Aap ko pershiyen majussi namaze padhnese kiss ne rookaa bhaisab suoobh se leker shaam tak aur ratoo may utt utt ker kerte rahe .
@Ponderofdepth3 ай бұрын
@@dawatehaqq7875 Aapko kaam dhande chodker subeh se leker raat tak aur neend se utt utt ker pershiyen majussi namaze padhne zameen per Maathe ragadne kiss ne manna kiya bhaisab? Aap kerte rahe.
@Ponderofdepth3 ай бұрын
@@dawatehaqq7875 Aap padhte rahe Subaah se leker raat tak aur raat may utt utt ker apna maathaa zameen per ragadte rahe aapko kissne manna kiya ye Pershiyen majusi namaaze padhne bhaisab🙏
@javed6105 Жыл бұрын
Abe takkabur wale hi takne ke neeche pehnte hai ye bhi nabi ne farmaya ye kyon chupaate ho?
@dawatehaqq7875 Жыл бұрын
Sahi kaha, magar logo mein bohat si galat faimiya pehale se phaila di gayi hain...
@ALiShaikh-mk2gg11 ай бұрын
Abu zaid zamir ahle hadees khud kah rahe h ki pant fold karna galat h.... Haq wahi jo sar chad kar bole kzbin.info/www/bejne/rITQp6qOl6aomassi=4H9HFUMBnnW18dwQ
@dawatehaqq787510 ай бұрын
Ye to achchi baat hai.. Hame sab ko pant yaa patloon ko utani hi lambi rakhani chayiye jitani ke takane se upar rahe... Allah ham sab ko iss par amal karne ki toufeeq de...
@JahidulRahaman-j7p Жыл бұрын
Sabse bada bdati tarik msod
@dawatehaqq7875 Жыл бұрын
Toh tarik masood ki islah ke liye aap kya karna chahenge???
@JahidulRahaman-j7p Жыл бұрын
@@dawatehaqq7875 ye hamari aur aaki baat kiya sunega aur manega ye to wo jo quraan o hadith ko bhi miscourt karta hai .. In logon se bhole mslman ki hifazat kare
@burma3714 ай бұрын
SA Aap log pagal hochukay ho....apni sahi taleem hasil karo.... Hazrat Aadam Alai Assalaam nay kin kapdon mein ibadat kia thaa uska zikar karkay daleel Dakar batayein......Kia aap kee ibadat Allah Taala qubool nahi karegaa??? Apnay bawaqquf dimaagh say yeah devbandi barelvi ahel e hadees or sunnatiyon kaa farq par toe yakjaa hojao....apnay aimano ko toe Durust karlo.... Waqt board kee zameenon ko bech bech kar yeah miulana crorepati horahaa hai....unki dadhee zameen tak aarahi hai aor eimaan janwaron say bhi badtar hai inko sazaa daina seekho....uspar toe bolna seekho.... Dunyaa mein tabdeeli Allah kee moujood shuda cheezon say aarahi hai....log usay sirf explore kar rahay hai Yeah woh jamat walay hai jo TVs per hindustan kay musalman ko jeena dobhar kardia thaa aor aab khud mobile per apny taang oper karkay hidayatein kar rahay hain....afsos hai kay inka ilm itna mehdood hai kay yeah dunyaa kay hadiyon ok hi nahi samajh payay....haan 72 hooron kaa khoobssorti dikhaa kar eimaan ko pukhtaa karnaa aor dekhaa theek say aata hai.... Apnay iss kaa ilm say bahar aakar qoum kee sahi zurooraton per kaam karein.....likes lekar apni rozi KZbin say banarahay ho ....yeah rozi nahi apni nafs ko dhokaa daina hai.... Kama Alaina Illal Balagh
@dawatehaqq78754 ай бұрын
Ws Apki aksar baato se me muttafiq hoon , raha masala paiso ke liye youtube video dalna, iss ke liye aap ko naye youtube policy padhani chayiye, aage raha deen ki khidamat ka masala, iss ke liye hum kab se tayyar bhaithe hai. Ke aap jaise log uthakar aaye to kaam hoga naa, hum apni taqat ke baqadr koshish to kar rahe hain, aapke paas kya meyar aur tarteeb hai wo to batayiye, jab hame deen ke kaam ko karna hi hai deen ko nafiz karna hai to uski shuruwat ke liye apke paas kya tarteeb hai wo bhi batayiye, abb apki baato se to mujhe laga aap adam a.s ki shariat ke mutabik ibadat karwana chahate hain. Shariat to mukammil huvi hai Rasoolullah sallallahu alaihi wasallam par, aur mujhe isi shariat ke mutabik ibadat karni hai, naa ke adam a.s ke tariqe ke mutabik, adam a.s kya pehane ya nahi pehana wo unake liye tha, iss jadeed dour me jo masale hain, unhe aap ki tarah besabri wali soch se nahi hal kiya jaa sakata, aap ek chote se masale par itana bhadak rahe hain, toh deen ko nafis karne ke liye jo jadeed masale hain unhe kaise hal karenge, sabse pehale ye batayiye iski shuruwat kanha se karenge, uski ek timeline, tareeqa, pehal kadmi ka zaabta to ummat ko batayiye, Main apke jawab ka muntazir rahunga