Namaz Na Parhna to mera Zati msla hai | Sahil Adeem | why Punishment in Islam

  Рет қаралды 42,381

Sahil Adeem Podcast

Sahil Adeem Podcast

Күн бұрын

Praying Salah is my Personal Matter then why there are punishments in Islam for not praying Salah?
Sahil Adeem Responding to this strange Question Beautifully.
#SahilAdeem #SahilAdeemMotivationalSpeaker

Пікірлер: 85
@iramgosiya6956
@iramgosiya6956 3 жыл бұрын
Namaz padhna yani apne aap ko ALLAH Almighty ☝️ ka gulaam tasleem karna (ke hum uske hi bande hai wo jab kahega hum sajdah rez ho jayenge) Alhamdulillah Subhanallah !!!
@kenkenken628
@kenkenken628 3 жыл бұрын
Diligently intelligent man! I tried to answer to answer namaz part but his elaboration was superbly good
@ahsanabbas8471
@ahsanabbas8471 3 жыл бұрын
🙋‍♂️Bhi jan 1 misal ye b Hai k🤔nmaz behyai or bury kamo se rokti Hai "" but jb hmm nmaz hi nhi prhy ge tu dil phtr sa hota rhy ga bury kam hoty rhy ge tu is me dosru ka b tu🤷‍♂️ nuqsan phir Hana hi hai jb bury kam hony hai💯💯
@roshank9819
@roshank9819 Жыл бұрын
Quran answers every question but we don’t read and ponder
@ummesaadjan8016
@ummesaadjan8016 Жыл бұрын
Allah aap ko khush ore salamat rakhy aameen❤
@saeedkhansaeedkhan8358
@saeedkhansaeedkhan8358 9 ай бұрын
Sir you are really a legend❤❤
@tabishkhan260
@tabishkhan260 3 жыл бұрын
Sir apko sun kar akhrat ka concept smjh agea ❤️❤️
@samin7381
@samin7381 2 ай бұрын
Now start Amal and implement Islam in your life.
@knowledgeempire1170
@knowledgeempire1170 3 жыл бұрын
Summary of the lesson "WHAT WE DO EFFECT OTHERS AND WHAT OTHERS DO AFFECT US.
@shahzaditabassum6942
@shahzaditabassum6942 2 жыл бұрын
mashaALlAH ❤️ JazakALLAH Khair 🤲
@Fantastic-lq1py
@Fantastic-lq1py 3 жыл бұрын
Well explained
@arifkhilji547
@arifkhilji547 2 жыл бұрын
Excellent Sahil bhie Excellent 👍👍👍
@usmanfasih
@usmanfasih 3 жыл бұрын
Log sawal kese pochtey hain..
@LyncSoftConsulting
@LyncSoftConsulting 2 жыл бұрын
The major difference between Muslims and Non Muslims is only Namaz!!! If you not perform Salah you are not Muslim obviously!
@saronaldocr7559
@saronaldocr7559 2 жыл бұрын
Masha Allah zabardust 👍 bayan.
@iramgosiya6956
@iramgosiya6956 3 жыл бұрын
Apko nahi lagta ye sawal to Shaitan ne bhi ALLAH Almighty ☝️ se nahi kiya ke main agar sajdah Adam (A.S) ko nahi karta hu to ye mera zati masla hai (individual) isme kisi aur ka koi nuqsan to nahi !!! To mujhe jahannam me kyu phaika jaa raha hai ( Wo bhi maan gaya bhai saza ka mustahiq hai woh - bas sahi main usney ye dikhaya ke Insaan mein se bhi aise balki isse bhi bade bade Ajeeb nafarmaani kari jayengi ) Subhanallah Rabbi zidnee ilma Ameen
@shahkhan4347
@shahkhan4347 3 жыл бұрын
Yeh ek achha sawal hai jo yeh aadmi kar raha hai ! Har cheez ka jazbaato se jawab nhi dena chahiye !
@ahmedshinwari
@ahmedshinwari 2 жыл бұрын
Iblees ko sejday se inker per saza nahi mili thi. Iblees ne mazeed gustakhi ker di thi Allah k shan mein or dawa kia k wo insaano ko ghumrah ker k Allah se bedla le ga. It is on this reason Iblees has earned hell ! In other words, your question is misplaced. And, Sahil is also incorrect or has not clearly answered the question. In Quran, we do not find any punishment for leaving Salat !
@sarajamil9165
@sarajamil9165 3 жыл бұрын
I think caption 1 bar show kr k baad m disappear ho jana chaheye... Irritating h ya side p..
@awahidsoomro3254
@awahidsoomro3254 3 жыл бұрын
Sahil adem sahab ka way of explaination with logical reasons👌🏻👌🏻
@hajeeramuskan9632
@hajeeramuskan9632 3 жыл бұрын
Big Fan of yours ❤❤❤❤❤
@qurranforall3384
@qurranforall3384 2 жыл бұрын
JizakAllah😌
@sheenamalik8537
@sheenamalik8537 3 жыл бұрын
How to ask a question or contact him directly
@khubaibqureshi3837
@khubaibqureshi3837 3 жыл бұрын
Big fan
@Ocean5-6
@Ocean5-6 Жыл бұрын
100%correct
@shahbano7206
@shahbano7206 3 жыл бұрын
My ideal ❤️
@zafarIqbal-fv3xy
@zafarIqbal-fv3xy 3 жыл бұрын
Great explanation
@akbarshamsi8255
@akbarshamsi8255 25 күн бұрын
Subhan allah 👌🏻👌🏻👌🏻👌🏻🌹🌹🌹👍🏻👍🏻👍🏻🌹🌹🌹
@maazahmad8937
@maazahmad8937 3 жыл бұрын
I agree 👍
@Dailyroutinelife786
@Dailyroutinelife786 3 жыл бұрын
God bless u sir
@junaidul_islam
@junaidul_islam 2 жыл бұрын
A part of world is equal to the whole world. -Cantor
@quranicpath4020
@quranicpath4020 3 жыл бұрын
Can I upload your videos on my channel?
@malikhamza9067
@malikhamza9067 4 ай бұрын
❤❤❤❤
@roshank9819
@roshank9819 Жыл бұрын
Insano ki fikar aur rab ki na fikar
@DeenDunyaMotivation
@DeenDunyaMotivation 2 жыл бұрын
Subhanallah
@simbacookie
@simbacookie 2 жыл бұрын
Please dont play the background music
@asadkhalil7398
@asadkhalil7398 2 жыл бұрын
Allah bless u
@roshank9819
@roshank9819 Жыл бұрын
And who said namaz is personal matter. It’s not. Agar hota to namaz Jamat key sath ada karney ka hukum hota
@nusrathayat5238
@nusrathayat5238 2 жыл бұрын
Yh kon hy aalim hy ya motivational speaker hy.
@abdullrafymughal2328
@abdullrafymughal2328 2 жыл бұрын
Bhai jawab kaha hai???
@tmr.mohsin8020
@tmr.mohsin8020 3 жыл бұрын
Plz stay away using exaggerated lines in thumbnails. He's doing nice but no need to exaggerate. Instead let people decide .
@ahmedshinwari
@ahmedshinwari 2 жыл бұрын
I second that.
@islamicworld.6644
@islamicworld.6644 3 жыл бұрын
💕💕💕💕💕💕💕
@FarhanaKhan-ts9ik
@FarhanaKhan-ts9ik 2 жыл бұрын
Which school of thoughts you follow?
@Journo5810
@Journo5810 2 жыл бұрын
The school of TRUTH!!!!
@ulfathumayoun4247
@ulfathumayoun4247 3 жыл бұрын
♥️♥️♥️♥️♥️♥️♥️♥️♥️👍
@hareemumair5381
@hareemumair5381 3 жыл бұрын
Apko dekh ker aik hadees ka khiyal a gia hia....plzz is ka matlub b samjhain...qurb e qiyyamat faasik log deen sikhain gy...?un k huliye kesy hon gy ?
@ahmedshinwari
@ahmedshinwari 2 жыл бұрын
With due respect to Sahil, however, I think he is not correct on this one. No where in Quran is it mentioned that there will be punishment for a missed/left Salat. Quran has set punishment for one and only one act - *Zulm* . Salat certainly is a personal matter, Allah has given it to us so that we may be guided. It is a *help* . If someone does not take this help, he may not succeed but he will not be punished for it, as per Quran.
@malikshaiz121
@malikshaiz121 2 жыл бұрын
“In Gardens (Paradise) they will ask one another, About Al‑Mujrimoon (polytheists, criminals, disbelievers) (and they will say to them): ‘What has caused you to enter Hell?’ They will say: ‘We were not of those who used to offer the Salah (prayers)’” (Al-Muddaththir 74:38-43)
@fouzanghauri4795
@fouzanghauri4795 2 жыл бұрын
مَا سَلَـكَكُمۡ فِىۡ سَقَرَ‏ (74:42) “What drove you to Hell?” قَالُوۡا لَمۡ نَكُ مِنَ الۡمُصَلِّيۡنَۙ‏ (74:43) They will answer: “We were not among those who observed Prayer,33 33. That is, we were not of those who after having believed in Allah and His Messenger and His Book, performed the foremost duty imposed by Allah, i.e. the Prayer. Here, it should be understood well that unless a person has believed he cannot offer the Prayer at all. Therefore, one’s being of those who performed the Prayer, by itself implies that one is a believer. But by attributing one’s going to Hell to his not being of those who performed their Prayer, it has been made explicit that one cannot escape Hell even after having believed if he does not perform his Prayers regularly.
@zahinazahoor7616
@zahinazahoor7616 2 жыл бұрын
Whenever we are not obeying Allah we are committing Zulm.
@zayankhan2544
@zayankhan2544 Жыл бұрын
Mere bahi....... Yahe problem hai bahi hun quran ko achi terha se Jan he nahe paye..... Gour o fikr kerne ki zarurat hai.... Quran main perde ka hum nahe namaz ki punishment nahe.... Wah re musalman..... Allah ke rasool ne jo bataya wo b kuch hai..... Donon ko milake sochna pedta hai.... Aur direct punishment na sahe.... But be namazi ko kafir se mushabahat di hai.... Aur quran main kafir ki saza to hai na..... Samjho mere bahi.... Quran ko beakli se pedne ka yahe natija hai.... Baki allahu alam....
@sunnyfitnessandworkout
@sunnyfitnessandworkout Жыл бұрын
U FREAK STOP TALKING RUBBISH PERSON WHO DOESNT OFFER EVEN ONE TIME DAILY NAMAZ IN DAY IS OUT OF ISLAM AND WIL BURN IN HELL FOR VERY LONG TIME GO DO RESEARCH INSTEAD OF MAKING UR OWN ASSUMPTIONS BUT THOSE MUSLIMS WHO OFFER 1 OR 2 TIME DAILY NAMAZ R SINNERS BUT STILL CONSIDERED MUSLIMS ACCORDING TO LACTURE OF SAUDI MUSLIM SCHOLAR LEGEND SHEIKH ASIM AL HAKEEM
@knowledgeempire1170
@knowledgeempire1170 3 жыл бұрын
Allah bless you for what you are doing.
@manikhan3174
@manikhan3174 6 ай бұрын
❤❤❤
@danishnazirr
@danishnazirr Жыл бұрын
Mashallah Sir! You are doing very good work. May Allah Pak protect you.
@shayanshaikh5015
@shayanshaikh5015 3 жыл бұрын
Allah ki ap pr rehmat ho Sahil sahab❤❤❤
@fbhotwire
@fbhotwire 3 жыл бұрын
In my opinion... Nmaz ka effect kya hota ha muslmano ki زندگی me wo ose آخرت ki yad dilati ha or ose ye remind krvati ha tmne ALLAH se milna ha aik din... So agr Muslims agr nmaz chore ga to wo یقیناً bhool jae ga آخرت ko or دنیا me فساد shru krde ga or دوسرے انسانوں ko نقصان ponchay ga... ALLAH TALA ni chaty k انسان duniya me انسانوں ko نقصان ponchay... Hope you can find big point.
@ahsanabbas8471
@ahsanabbas8471 3 жыл бұрын
Good bro 🥰🥰👍👍👍💯
@shahkhan4347
@shahkhan4347 3 жыл бұрын
Me abhi bas likhne hi waala tha lekin Masha Allah aapne isko wazih kardiya ! Sahil bhai ne iska sawal nhi samjha or munasib jawab nhi diya
@kibonigmbh4463
@kibonigmbh4463 7 ай бұрын
Plus namaz creates a good character...
@haidernawaid2086
@haidernawaid2086 5 ай бұрын
O M G! Today only he can have such vision mashaAllah!
@zainulabedin9353
@zainulabedin9353 Жыл бұрын
Yeh koun si zuban hai bhai
@anjalipriyanka6356
@anjalipriyanka6356 3 жыл бұрын
Just ❤️❤️❤️❤️❤️💝
@billinioreteachings
@billinioreteachings 3 жыл бұрын
Hey he is so knowledgeable and wise person na
@tasnimnahidshaikh335
@tasnimnahidshaikh335 2 жыл бұрын
ماشا۔اللہ۔جزا۔کللہ۔خیر
@NONEVERNEGATIVE
@NONEVERNEGATIVE 3 жыл бұрын
ma nmaz ni parta to mujay gunah kuon milay ga ye mera individual masla ha is ka jwab ni diya baki sari cheezain bata di hain .
@khalidshamsi8979
@khalidshamsi8979 3 жыл бұрын
ghor se sunain tu samaj a jaye gi k jwab dya k nahi
@NONEVERNEGATIVE
@NONEVERNEGATIVE 3 жыл бұрын
@@khalidshamsi8979 sir Jo hukam app ka
@shahkhan4347
@shahkhan4347 3 жыл бұрын
Aap sahi keh rahe hain inhone jawab nhi diya ! Shayad inko sawal shi se samajh na aaya ho Dekhiye Namaz chhodne me Gunah isliye hai kyunki Namaz Allah ko mustaqil yaad karne ka raasta hai jo Insaan par farz kiya hai usne Ab insaan usse ghaflat bartega to vo kisi na kisi darje me Allah ko lightly le raha hai Ab Allah ko lightly le raha hai to yeh bhool jayega ke ek din uske saamne apni kartuto ka jawab dena hai Or agar ye bhool gaya to phir burai ko bhi halka lena shuru kar deta hai or logon ka mazak udana, dilo ko todna (jo ke Allah ke nazdeek bohot badi baat hai) , fraud yeh sab cheezen itni buri maaloom nhi hongi or karega bhi jaisa ke kar hi rahi hai duniya Phir namaz agar sahi se padhi jaaye to aakhirat yaad rehti hai or yeh yaad rehta hai ke duniya ke dukh o sukh temporary hain lihaza is wajah se depression nhi hota Ab namaz nhi parhta to ye nemat nhi milti or depression ki wajah se achhe se acha insaan mood swings or bure kaamo me lag jaata hai jo ke psychologically proven hai or doosro ke dilo ko bhi todta hai or nahoosat phelata hai or yeh har thode dino me uske saath hota hai chaahe kitna bhi bazahir achha insaan ho Lihaza is wajah se namaz chhodne wala Gunahgaar hai
@mahadali5340
@mahadali5340 3 жыл бұрын
Jis ne kalma prh lia ,to ab us ki apni mrzi nhi chle gi ,ab wo Allah k hukm ki pervi krne k lie bound hai
@NONEVERNEGATIVE
@NONEVERNEGATIVE 3 жыл бұрын
@@mahadali5340 sae bola Bhai I agree
@Sports7-u6b
@Sports7-u6b Жыл бұрын
Namaz zaruri ha 🥰
@HeenaQadeer
@HeenaQadeer 3 жыл бұрын
Allah bless you
Kya Qabar mn Azab hoga? | Sahil Adeem
15:51
Sahil Adeem Podcast
Рет қаралды 151 М.
iPhone or Chocolate??
00:16
Hungry FAM
Рет қаралды 37 МЛН
Spongebob ate Patrick 😱 #meme #spongebob #gmod
00:15
Mr. LoLo
Рет қаралды 16 МЛН
Why Muslims are so Oppressed and Non Muslims are so Blessed | Sahil Adeem
36:20
Ap Islam ko Poori Dunya mn q Nafiz krna Chahty hain? | Sahil Adeem
22:40
Sahil Adeem Podcast
Рет қаралды 41 М.
How to Differentiate between Right and Wrong? | Sahil Adeem
23:35
Sahil Adeem Podcast
Рет қаралды 113 М.
Islam mn Itni Zyada Namazy Q hain | Sahil Adeem
10:08
Sahil Adeem Podcast
Рет қаралды 311 М.
Spiritual Health | Purpose of Life | Sahil Adeem and Dr. Waseem
36:31
Log kya khy gy | The Biggest Fear | Sahil Adeem
21:07
Sahil Adeem Podcast
Рет қаралды 37 М.
Hazrat Ayesha RA ki Shadi 9 years ki age mn? | Sahil Adeem | @ASimpleArgument
11:20