Namaz Parhne Aur Qaim Karne Mein Farq?!!!

  Рет қаралды 65,158

Fikar E Iqbal

Fikar E Iqbal

Күн бұрын

Assalam-o-Alaikum; Namaz parhne aur qaim karne mein farq kya hai? Allah pak ne namaz ke bare mein Quran-e-Pak mein bar bar farmaya ke namaz qaim karo. Lakin hum namaz parhte hain lakin qaim nahi karte. Hum jo namaz parhte hain ye namaz e waqti hai aur jo namaz qaim karna hai us ko daimi namaz kehte hain. Aisi namaz jo kabhi khatam hi nahi hoti daimi namaz aik aisi namaz hai jo hameshan qaim rehti hai jo hameshan hoti hi rehti hai. Namaz qaim ho jay to wo waqt ki muhtaj nahi hai namaz qaim ho jaye to wo zindagi ki muhtaj nahi hai. Jab Nibiyon ne namaz qaim ki to Rasool Allah Sallallahu Alaihi Wasallam ne meraaj se pehle jo Nabiyon ko namaz parhai thi wo jism to nahi thay wo kon si namaz thi? Wo roh ki namaz thi aur roh ki namaz aisi namaz hai jo qaim hai. Aur jo namaz qaim ho jaye wo phir marne ke bad bhi hoti hi rehti hai. Aur hum jo jism ki namaz parhte hain ye waqti hai aur jism ke zinda hone tak hi rehti hai jism ke is duniya se rukhsat hone ke bad phir ye namaz bhi khatam ho jati hai. Allah Pak ne Quran-e-Pak mein namaz qaim karne ke bare mein farmaya hai jo bar bar hukum hai wo namaz qaim ka hai. Ab namaz parhne aur qaim karne mein farq kya hai? Hum jo jism se namaz parhte hain ye namaz parhna hai qaim karna nahi hai. Jab ke jo ye namaz parhna hai ye wasela hai namaz qaim karne ka. Agar ap namaz qaim karna chahte hain to phir ap ko roh ki talem hasil karna pare gi. Kiun ke baghair roh ki talem ke ap namaz qaim kar hi nahi sakte. Us ke liye ap ko samjhna ho ga ke roh ki talem kya hai? Hazoor ghous pak farmate hain jab tu zuhab se zikr kare ga to taib kehlaey ga lakin jab tu batin se zikr kare ga to phir tu Arif kehlaey ga. Namaz qaim karne ke liye ap ko batin ko samjhna ho ga. Aik ap ka jism hai ye kya hai ye kaseef hai aur ap ki roh latef hai. Ap ki bilkul hamshakal hai jo ap ke andar qaid hai ap ki roh aur ap ke humshakal 7 aur hain jin ko lataif kaha jata hai. Aik bat yad rahe ke jism ki namaz waqti hai lakin wo namaz jo ap ke andar hai ap apne andar ki namaz ko ujagar kar lein aur wo kabhi khatam nahi hoti aur wo har waqt sajde aur raku hote hi rehte hain. #Namaz #FikarEIqbal #AdvZuhaibHafeez
More Information Vist For
/ fikar_iqbal
/ advocate-zuhaib-hafeez...
The Country Pakistan: What Will Happen To The Next Time?
• The Country Pakistan: ...
Divine Love True Love Of God!!!
• Divine Love True Love ...

Пікірлер
Imagination In Spiritualism!!!
14:05
Fikar E Iqbal
Рет қаралды 29 М.
REAL 3D brush can draw grass Life Hack #shorts #lifehacks
00:42
MrMaximus
Рет қаралды 12 МЛН
CAN YOU DO THIS ?
00:23
STORROR
Рет қаралды 32 МЛН
Life hack 😂 Watermelon magic box! #shorts by Leisi Crazy
00:17
Leisi Crazy
Рет қаралды 81 МЛН
Fake watermelon by Secret Vlog
00:16
Secret Vlog
Рет қаралды 29 МЛН
Allah Ki Zaat Ko Pane Ka Amal!!!
11:57
Fikar E Iqbal
Рет қаралды 87 М.
Zikr E Qalbi Tazkiya E Nafs Bhi Hai!!!
13:55
Fikar E Iqbal
Рет қаралды 40 М.
Namaz Parhne Ka Tarika!!!
10:45
Fikar E Iqbal
Рет қаралды 14 М.
Last advice | Reality Of Life | Purpose of Life | Dr Israr Ahmed Official
18:29
Rohaniyat Mein Rohani Dutiyan!!!
11:20
Fikar E Iqbal
Рет қаралды 45 М.
Zikr E Qalbi Ata Kaise Hota Hai???!!!
14:04
Fikar E Iqbal
Рет қаралды 454 М.
Third Eye Value Batni Ankh Ka Amal!!!
11:20
Fikar E Iqbal
Рет қаралды 45 М.
Zikr E Qalb Allah Ka Telephone!!!
9:37
Fikar E Iqbal
Рет қаралды 35 М.
Qalb Ki Fazilat!!!
9:14
Fikar E Iqbal
Рет қаралды 15 М.
Zikr Allah Aur Wilayat!!!
9:42
Fikar E Iqbal
Рет қаралды 29 М.
REAL 3D brush can draw grass Life Hack #shorts #lifehacks
00:42
MrMaximus
Рет қаралды 12 МЛН