Yqinan,,, jab peer sahib ko suntay hain to sukoon milta hai. Haqiqatain bayan kartay hain.
@voiceofimrannpinjari63734 жыл бұрын
Main aaj hi Silsila-e-Naqshbandiya mein bait hua hu... Aur ye Hazrat ji peer sahab ka bayan sunte waqt badi lazzat haasil ho rhi hai... Ma Sha Allah... Allah Ka Shukr hai....
@rizwanalisalam10573 жыл бұрын
Peer saheb, bahut taajjub hota hai ki aap deobandi hokar tasawwuf (sufiat) ko maante hain. Zyadatar deobandi tasawwuf ko Nahi maante. Aap deobandi hokar tasawwuf ko maante hain, to phir barelvi aur deobandi me farq kya hua? Barelvi log tasawwuf ki wajah se gumrah hue. Tasawwuf ki wajah se barelvi logo me shirk, biddat, jahalat aur khurafat aaye. Saare barelvi tasawwuf ko sahih maante hain. Phir aap jaisa peer bhi barelvio ki Tarah gumrah aur jaahil hua. Aap khud gumrah hain aur logo ko gumrah Karne ki naajayez koshish Kar rahe hain. Nafs Ka tazkiya jis tarah Allah ke Rasool sallallaho alaihe wasallam ne karwaya usi tarah Karni Chahiye, na ke jis tarah biddati qabarparast sufio ne Kiya aur karwaya. Quran aur sunnat e Rasool sallallaho alaihe wasallam ki itaat me itni taaqat hai ki phir Kisi ki zaroorat Nahi. Allah ke Rasool sallallaho alaihe wasallam ki ittiba ke baad , chisti, qadri, Naqshbandi, suharwardi waghaira peero ki zaroorat hargiz Nahi. Ye peer khud gumrah hain to logo ko kaise hidayat denge? Bhaiyo , sufio peero faqiro, khanqaho ke gaddinashino ki itaat Nahi Karo, balki Allah aur Allah ke Rasool sallallaho alaihe wasallam ki itaat Karo. Allah aur Allah ke Rasool sallallaho alaihe wasallam ki naafarmani Karke Kisi ki bhi taqleed aur itaat Nahi Karo. Allah saare logo ko Deen ki sahih samajh ata farmaye aur Quran aur sunnat e Rasool sallallaho alaihe wasallam ke mutabiq aqida aur aamaal Karne ki taufeeq ata farmaye Aameen
@saimamiskeen370010 ай бұрын
Ap beit ksy huy hn .me ne b per je ke video sun k he hue Hun .
@saimamiskeen370010 ай бұрын
Ap boht ahmaq Han kya ap nai janty k Nabi Pak bad sufia KARAM ne he den KO phelya ha
@mohammadislam19936 жыл бұрын
اللہ رب العزت حضرت جی کی عمر مبارک میں برکت عطا فرماۓآمین ثمَّ آمین
@najmataj6605 жыл бұрын
100 martaba subah sham darood aur istighfar padho Quran Sharif ki tilawat karo Chalte phirte zikr karo Zikr qalbi karo Nek logon ki sohbat me raho ( Allah hum sab ko is par Amal ki toufiq de)AMEEN
@mianimranshafi673812 жыл бұрын
Main dill main bohat khawhish he k main hazrat sb sy baiyt loun lykin mulakat nhi huee, hazzrat sb app k biyanat ny meri zindgi badal kr rakh di he Allah kry k app lambay arsay tk isee tarah tableegh krty rahain........... jazakAllah Masha Allah
@jawadahmad70054 жыл бұрын
Hazrat se mulaqat zaroori nahi hai, aap apne ilaqe mein Hazrat Jee DB k kisi khalifa ko talash karen aur unse bayat kar len. Haqeeqat mein yeh Hazrat Jee DB ki he bayat ho gi
@jawadahmad70054 жыл бұрын
Aur Hazrat Jee DB se milte rehna aur islah karwana aur apne masail discuss karna to namumkin hai, Hazrat k khulafa k paas kam log hotay han to unke liye mumkin bhi hota hai
@SamadKhan-r8r20 күн бұрын
Jui❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤🎉🎉🎉🎉🎉🎉🎉
@Haqqkidawatmedia5 жыл бұрын
*Tasawwuf Kya Hai | Tasawwuf ki Haqeeqat | Maulana Makki Al Hijazi* kzbin.info/www/bejne/sIrLqX2ae9OZrNU
@tabassumkhan14145 жыл бұрын
Hazrat g Masha Allah Allah Pak apki umr Mai brkat kry apke bayaan apki Allah hmare Dil Mai utaar dy AML ki tofeeq dy or apka saya hmare upr bnaaye rakhy or apki brakt se Allah hmari duaao ko qubul kry
@sufighyassuddin39211 жыл бұрын
shukria,,,, haqiqat me hi,,,,,, ahmad ki zulfiqar hain jb. muqarrir..... sahab....shukria,,,,
@mamati19993 жыл бұрын
اونچی ٹوپی شیطان کی ہوتی ہے۔شرم کرو صوفی جی۔
@عبدالباسطفاروقی-ز1ض7 жыл бұрын
مجھے پیروں کی باتیں ما فوق العقل لگا کرتی تھیں مگر آپ کے بیان سے کافی فائدہ ہوا ہے اگر ایسا ہی ہے تصوف تو پھر تو اسکو سیکھنا چاہیے
@jasonmartin86996 жыл бұрын
They are specialists of deen.
@jasonmartin86996 жыл бұрын
After Quran and Hadees, do not miss Kashaf-ul-Majoob by Huzoor Data Ganj Bakhash...
@jawadahmad70055 жыл бұрын
Asal mein haqeeqi tassawuf itna nayab ho gaya hai k bas... lekin Alhumdulillah Hazrat Peer Zulfiqar DB k han haqeeqi tassawuf hai
@kashifmalik81714 жыл бұрын
@@InsightKnowlege I want to join
@kashifmalik81714 жыл бұрын
@@InsightKnowlege Rawat Islamabad
@sufighyassuddin39211 жыл бұрын
shukran,,,shukria,,,,, tasawwuf par buniyadi taqreer,,,,,, shukria,,,,
@gulabshafiuddun7417 жыл бұрын
1. eteqad 2. emaan 3. amaal 4. uqlaq 5. len den 6. ikhlas 7. taqwa 8. suhbat 9. ruh 10. sahat 11. dua 12. tarteeb tarbyat
@scatteredpearls44835 жыл бұрын
38:51 Definition of Tassawuf. Very very easy. Amazing
@meradeshmahan746411 ай бұрын
बहुत कठिन समस्या को अति सरल भाषा मै समझाने की कोशिश की है ईश्वर आपको तन मन से स्वस्थ्य रखे आमीन
@moh.danish62524 жыл бұрын
Mai tasawwuf ko nahi manta tha Jb hazrat ke bayan sune tu pata chala tasawwuf se insaan insaan banta hai
@MuhammadAbubakar-do5fr8 жыл бұрын
JAZZAK ALLAH
@auffansari76577 жыл бұрын
اللہ ہمکو پیر صاحب کے بیانات سے استفادہ نصیب فرماے
@tariqmahmood453811 жыл бұрын
Mashallah bahu acha bayan hai hafiz sahab ka, Tariq Butt - Sialkot
@farkhandajamal42693 жыл бұрын
Assalamu alaikum Aapke dars sunti hun meri zindgi ka dhaara badal gaya he allah aapko sehatwali lambi umr ata farmaye aamin...is dars ko sunker mujhe ane shareeke hayaat ki tarafse bohot fikr hogai ....men unko sharminda nahi kerna chahti aur yebhi chahtihun ke unkiis ruhani bimari kailaj bhi hojae ...kya aap ese aamaal bta daltehen jo men unkelie karun aur bad nazri se nijaat pa jaen ...hansi mazaq me is baat ko na uda en ... Jazakallah khair.....
@tajammulhasan33204 жыл бұрын
Mashaallha 💞💞💞
@quddusn12 жыл бұрын
very nice bayan specially for people residing in saudi arabia
@mohdwaghoo20067 жыл бұрын
mashallah
@azradar79367 жыл бұрын
Jazak Allah khier
@fatimamahjabeen12 жыл бұрын
MASHA ALLAH JAZAK ALLAH
@mdriyazmarkaj5364 жыл бұрын
جزاك اللهُ
@worldtravelling76488 жыл бұрын
MashaAllah
@aftabmohammed734710 жыл бұрын
I love the Sheikh for the sake of Allah Almighty
@afzal219911 жыл бұрын
جزأء الله ماشاءالله
@scatteredpearls44835 жыл бұрын
21:50 Subhan Allah
@nazishmuneerofficial5 жыл бұрын
Huzrat mujhy ap.sy rehnumai chahiye
@atifsaeed725812 жыл бұрын
Masha-Allah
@gulsnober43364 жыл бұрын
ماشاءاللہ
@MuhammadAbubakar-do5fr8 жыл бұрын
SUBHAN ALLAH
@sadeeksayyad93444 жыл бұрын
🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹
@azradar79366 жыл бұрын
subhan Allah jazak Allah khier
@navidkhan48618 жыл бұрын
subuanallh.....
@mohammedrashid31189 жыл бұрын
jzk
@kbpgang84717 жыл бұрын
Be shak
@parveenshaik43029 жыл бұрын
mash Allah
@Taimoor8174 жыл бұрын
ماشاءالله
@aiyubabdulsattar561011 жыл бұрын
Jazzakallah khair
@alabidtraders64308 жыл бұрын
ALLAH AKBER KABIRA
@azradar79366 жыл бұрын
jazak Allah khier
@tariqmasood9910 жыл бұрын
subhanallah
@armir69076 жыл бұрын
Nagin3 latest episode
@ShahbazAli-il2qb5 жыл бұрын
what is aqida of tauheed of sufia and ilm e ludnai????
@aiyubabdulsattar561011 жыл бұрын
Very nice
@mahmodobaidi857411 жыл бұрын
Very useful information for salikeen.
@hassanazmi99588 жыл бұрын
masha allah olmae deoband zindabad
@aliyousaf33847 жыл бұрын
hassan azmi ALLAH KA NAAM HAMESHA CAPITAL MAY LIKHA KAREIN
@mdashrafali35098 жыл бұрын
Mashallah
@durdanataria25229 жыл бұрын
aap ka boht bayan sunti hoin aap sa baat hona chati hoin ya bayan sun ka dil ma kuaish ha Allha muja bhi Allah walo ki sobat naseeb kary aap mary lia dua karin .Allah muja bhi apna rasta ma qubool ker la.Allah aap ko jazay khar or saht ata fermay. Ameen
@Aftabalam-bx9vc4 жыл бұрын
Ap kaha se ho
@jawadshah51114 жыл бұрын
Nice
@kbpgang84717 жыл бұрын
Masha allah
@hfonline19887 жыл бұрын
Assalamu Aleikum Hazrat Ustad Peer Zulfiqar ko kaha Milega hum unse bait karna hai please unse milado baraye meharbani hogi
@Aftabalam-bx9vc4 жыл бұрын
Ap kaha se ho
@amirashraf379710 жыл бұрын
subhan Allah,
@mohdkhaja18179 жыл бұрын
Thank u
@alsaeed00013 жыл бұрын
jazakullah
@naveedahamedpti37018 жыл бұрын
Saeedullah Saeedullah ja
@atyabali78396 жыл бұрын
badiya
@ruslaiismail22718 жыл бұрын
anyone can translate in english
@kasihfhussain20178 жыл бұрын
mere nazdiq TASAWUFF ka matlb SHARIYAT E MUHAMMADI pe ISHQ E MUHAMMADI se amal krna
@parnany7 жыл бұрын
Kasihf Hussain 8
@Aftabalam-bx9vc4 жыл бұрын
Bahot pyara jawab diya apne bhai
@zaidmomin24617 жыл бұрын
D.B Ka full form?
@richardcrown2767 жыл бұрын
Zaid Momin ....my friend..D.B means Daamat Barkaatuhum
@aqeeljavedqureshi29464 жыл бұрын
Ju cheez deen say sabit ho us par itna bara lecture dainay ki koi zaroorat nai parti, aap nay aik bhi direct hadeeth ya quran say reference nai dia keh jis say yeh sabit ho keh aap aik banday kai saath apnay aap ku bait kar lu aur us say wazeefay lai lai kar parho. wazeefay zaroor parhnay chahiyay magar yeh ju aik beech mai process add kar dia hai yeh kuch baat hazam nai ho rahi.
@Muslimah674711 жыл бұрын
Subhan Allah
@scatteredpearls44835 жыл бұрын
45:50
@scatteredpearls44835 жыл бұрын
1:06
@Surat-Yaseen-quran-suratrehman7 жыл бұрын
good
@ark694212 жыл бұрын
Zikre hae sakune Dil!!!
@sufighyassuddin39211 жыл бұрын
maaf kijiye,,,,, imaan ki defination jo batayee gayee ke imaan to kahte hi maan lene ko hain,,,,,, us se ye ghulam muttafiq nahin hai,,,,,,, shukria,,,leqin phool ke saath kante hote hi hai,,,,ham phool ko dekhen,,, kaanton ko nahin,,,shukria,,,,
@masoodahamad36876 жыл бұрын
Hazart app sunni alim hai ya Deoband ke alim hai
@0ArshKhan03 ай бұрын
Deobandi Ulema are of course Sunni Ulema.
@mamati19993 жыл бұрын
تصوف کا دین سے کوئی دور کا رشتہ بھی نہیں ہے۔
@0ArshKhan03 ай бұрын
Tazkiya is an important part of Deen.
@abdulwakeel45653 жыл бұрын
Ye tasawf nahi... tasawuf main vahi ka nazool b hota hai
@mianimranshafi673812 жыл бұрын
bhae app apna id name sahi kro kiya Allah k name k app ka ye id name acha lgta he Astagfarullah Astagfarullah Astagfarullah Astagfarullah Astagfarullah
@muhammadsalim35092 жыл бұрын
Too much confusing. If tasawuf is part of Deen it must have been explicitly described in Holy Quran. Prophet Muhammad (saw) and his companions had not practiced any thing that is distantly related to ways of Sufias. It emerged as a result of blending Greeks philosophy with the belief system of Islam. Sufias believe that the meaning of Quran and the divine injunction included in a verse is different for common people and learned man.Every verse has a hidden meaning which only sufise are able to comprehend while the expressed meanings are for the consumption of common Muslims .
@muhammadsalim35092 жыл бұрын
kzbin.info/www/bejne/j6qkXnqnhLCDfdE
@gghskhohargujrat20028 жыл бұрын
***************
@fazalhakeem19102 жыл бұрын
Ghair mussedeqa guftogo
@TalhaWaqar-kal9 жыл бұрын
obvious troll is obvious
@fidahussain-qd3ol4 жыл бұрын
kahania han sab
@_holaladies4 жыл бұрын
Hazrat Sahab gherne ki koshish kr rhe or Masha Allah awaam 🤷🏻♂️
@wildcampingadventurebyasif86148 жыл бұрын
tasuwf is not badat it's kufer
@shaikhzaa7 жыл бұрын
Simon Vampier wight house ka ya israil ka fatwa hai
@atifqayyum59557 жыл бұрын
Simon Vampier how
@vaseemakram43786 жыл бұрын
Simon Vampier what you know , you don't know anything
@moh.danish62524 жыл бұрын
Mai tasawwuf ko nahi manta tha Jb hazrat ke bayan sune tu pata chala tasawwuf se insaan insaan banta hai