Bahot hi Aacha didu🎉sapot kariy hmra bhi pelush didu❤❤❤
@RajkumarHarmonium3 ай бұрын
Aapki videos bahut achche tareeke se samjhne me madad karti hain.
@aaryansingh39933 ай бұрын
बिना चावल से भरे पूर्ण के कलश पे नारियल नहीं रखते है , कृपया प्रमाणिक ग्रंथों का आश्रय ले । “नित्य कर्म पूजा प्रकाश- गीताप्रेस ” इसका उपयोग सभी सनातनी करे 🙏🏻
@parulmishra46103 ай бұрын
Very nice information mam
@saritamishra48503 ай бұрын
Bahut achi jankari hai aunty ji aapko dil se dhanyawad 🙏
@jaishreeram93043 ай бұрын
Namaste aunty 🙏
@prakritikeclose3 ай бұрын
Very helpful video ❤
@suryakantasikhwal86063 ай бұрын
Nice video Ram Ram Ji ❤❤❤
@jyotitrivedi86843 ай бұрын
Radhe Radhe dii Nice information Jaware vaala vlog kb aayegi
@AsanZindagi3 ай бұрын
kzbin.info/www/bejne/n2m1eJJ8qN9mhLM
@poonamyadav98773 ай бұрын
Mere Ghar Mein Kisi Ki death ho gai hai aur usko 3 mahine Ho chuke hain To Ham Kalash sthapna ghar mein kar sakte hain
@pujabharti153923 ай бұрын
Nhi
@alkasinha48843 ай бұрын
No
@barshachhetri28933 ай бұрын
Nhi
@POONAMSRIVASTAVAPOONAMSRIV-z4j3 ай бұрын
No
@AsanZindagi3 ай бұрын
ji ha
@sobhasrivastava40473 ай бұрын
जय माता दी 🙏
@MamtaDevi-kv5kz3 ай бұрын
🙏🙏 jai mata di anty Ji🌹🌹🙏🙏
@cookingwithanubhav16143 ай бұрын
Jay ho gaya ❤or ❤❤
@-RohanBohra3 ай бұрын
Happy Navratri.... Mujhe To Khushi Hori he bahut jayada🙏🏻😌
@sonamjaiswal47783 ай бұрын
Pranam maa ji 🙏🙏🙏🙏🙏🙏thank u maa ji ❤❤❤❤❤❤
@SeemaKumari-vi8cs3 ай бұрын
Bhutt bhutt Dhanyawad pranam 🙏🙏
@sunitasonurai24933 ай бұрын
Pranam aunty ji ❤️🙏 bhut achhi jaankari diye h
@ruchikasharma38523 ай бұрын
Bahut bahut dhanyawad 🙏🙏
@ranjeetgiri30543 ай бұрын
Prnam aanti ji 🙏
@aryansingh8463 ай бұрын
Thank you so much ❤ ji
@dilipkumarsoni98903 ай бұрын
Om namah shivaya 🙏
@harmansingh70553 ай бұрын
Pranam 🙏
@brijeshneha92963 ай бұрын
Dhnyawad mam jai mata ki 🙏🙏🙏🙏🙏🙏
@Artist_18_283 ай бұрын
Jay mata di maa je
@fashionhuballinone26553 ай бұрын
Dhanyawad ❤
@paromitahaldier97993 ай бұрын
Thank you aunty
@pinkytamiya51203 ай бұрын
Namaste mata ji 🙏🙏
@pinkytamiya51203 ай бұрын
Kya aap bhi navratri ka 9 din ka vrat karti hai or falahar karti hai ?
@raginisingh65623 ай бұрын
Dhanyvad didi aapane Mera Shanka dur Kiya nariyal rakhne ki vidhi batai Jai mata di
@harmanbanwait52783 ай бұрын
Mam jaware chonki ke paas hi ugana hai jaan kenhi v uga skte hain?
@AsanZindagi3 ай бұрын
chauki ke pas
@prabhashah64613 ай бұрын
jai mata di 🙏🙏🙏
@poojasukariya-dt5ry2 ай бұрын
Diwali laxmi puja m bi rakh sakte hai
@AsanZindagi2 ай бұрын
ji ha
@nilimashinde24953 ай бұрын
दिदी प्रणाम 🙏🌹
@rangeenduniyafamily50553 ай бұрын
🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻
@anaya_ketiki17863 ай бұрын
Kya piriod ke 5 day se kalas rakh sakte hai.please anti bataiye.....
@AsanZindagi3 ай бұрын
ji nhi
@ruchikasharma38523 ай бұрын
🙏🙏
@advik873 ай бұрын
Namaste mataji, Mai Aapke videos bahut saalon se follow kar Rani hun. Aap he se Maine bahut kuch seekha hai, isiliye aapko koti Koti dhanyavad. Kya Navaratri pooja me Navagraha supari se sthapna karna Chahiye, aur Kaise, Vidhi Kya hai?
@amritatiwari43613 ай бұрын
Mata ji ke charno me pranam .mata ji navratri me kalash muhurt bataie
@AsanZindagi3 ай бұрын
subh aasirvad, aage video denge
@arjunpurohit783 ай бұрын
DIDI HAMARE YAHA JATA WLA NARIYAL ME PANI NAHI RAHTA YAHI MILTA HAI TO YAHI LE SAKTE HAI? PANI WALA JO MILTA HAI UNKE UPER JATA NAHI RHAHTI
@AsanZindagi3 ай бұрын
namaste, ji ha le skte hai
@ShortMEMES-b1w2 ай бұрын
Dipawali Puja mein hamara Kalash ke upar Rakha nariyal chatak Gaya iska matlab kya hai bataiye
@ranjeetgiri30543 ай бұрын
Aanti ji rojana ki puja me still ka diya lagana chahiye ya pital ka diya lgana chahiye kon diya subh hota hsi
@pujabharti153923 ай бұрын
Pital
@AsanZindagi3 ай бұрын
apke pas jo bhi ho aap usi se diya lga skti hai
@mamtasingh75053 ай бұрын
Tho hao ham bhi nariya ko chil sakte hai ya nhi🙏jay mata di 🙏
@AsanZindagi3 ай бұрын
chil sakte hai
@ranjuyadavvlog54453 ай бұрын
🙏🙏🙏🙏🙏
@maheshchourey25583 ай бұрын
Radhe Radhe aunty ji fir se grahan ke bare mein Bata rahe hain kya Bharat mein fir se grahan lagega
@AsanZindagi3 ай бұрын
ji nhi
@gyanwativerma32383 ай бұрын
❤ didi saadar charan sparsh. Aapne bahut achchhi jaankaari di. Didi mere pati ke bade bhhaayi ki death kayi saal pahle amaavasya ke din hui thi aur shaardiy navraatra ke pahle navraatra ko unka sanskaar hua tha to kya ye navraatra hmaare yahan rahe jaayenge kalash sthaapna hogi ki nahi kya kaise hoga kripya margdarshan karen dhanyvaad❤
@AsanZindagi3 ай бұрын
subh aasirvad,aap navratri kar skti hai or puja kar skti hai
@sarmiladevi83783 ай бұрын
🌹🙏🙏🙏🙏🌹🌹🌹🙏🙏🙏🙏🙏
@vimalbhai-i9x3 ай бұрын
Mem lal kitab purchase kar sakte hai?
@AsanZindagi3 ай бұрын
ji ha
@babitabhatt94543 ай бұрын
Ashtmi aur navami ek din hai kya mata jee..
@AsanZindagi3 ай бұрын
ji ha
@geetagusain19963 ай бұрын
Kya Navratri ka saman pitra Paksha mai la sakte hai saman bahut dor milta hai kal la sakti ho
@AsanZindagi3 ай бұрын
ji ha le skte hai
@divyasingh84463 ай бұрын
Didi sarvapitra wale din mahilao k liye ek video bnayea plz.
@dollyjksingh06063 ай бұрын
Mata ji pranam kya may navratri me kalash rakh sakte h Q ki mera piriyad ka pachwa din rhe h pls btadijiye plz Q ki hum hamesha rakhti hu
@AsanZindagi3 ай бұрын
subh aasirvad, 7ve din kalas rakhe
@gurleenkaur57363 ай бұрын
Mata ji keya hum ek nariyal hi kalsh wala rakh sakte hai ???????????
@tapotishaw64903 ай бұрын
Aunty ji pitra amavasya me ghar se chul dadi nakhun katke ganga ji jana chahiye ya nahi
@AsanZindagi3 ай бұрын
aap ja skte hai
@khushbugaur29633 ай бұрын
❤❤
@poojashah31523 ай бұрын
Kya navrathri me nibu paani pi sakte hai ?please reply
@AsanZindagi3 ай бұрын
ji ha
@mannat31493 ай бұрын
Navratri me nariyal kaise rakhe bataiye please
@AsanZindagi3 ай бұрын
kzbin.info/www/bejne/gIuzdKyLgruSi6M
@reenuchaudhary23012 ай бұрын
Pooja me jo nariyal use krte hain ...kya usko prasad k roop me kha sakte hai
@AsanZindagi2 ай бұрын
sva mahina rakh kar visarjan kar dijiye
@reenuchaudhary23012 ай бұрын
❤❤@@AsanZindagi
@Somu-hm3tl3 ай бұрын
Mai to ulta rkh di hu kya sam ki puja m shi kr skti hu
@AsanZindagi3 ай бұрын
ji ha
@manjuverma55063 ай бұрын
Mam kya mitti ke kalash ko puja ke baad 1 saal tak ghar par hi rkhna chahiye
@AsanZindagi3 ай бұрын
ji ha rakh skte hai
@mamtaverma75943 ай бұрын
Hm agar kalash isthapna or jawar lagate hai to kya akhand Jyoti jlana jaruri hai ?
@AsanZindagi3 ай бұрын
akhand Jyoti jlana jaruri nhi hai
@ShriShri-qf1rm3 ай бұрын
Kalas sthapna jaruri hai@@AsanZindagi
@rajani72353 ай бұрын
Namste guru maa 🙏 kya pregnant women mata ka puja nhi kr skti mai do saal se mata rani ka vrat kr rhi hu aur abhi 7month chal rha hai to is saal bas puja kr skti ki nhi kyoki log hai jo mna kr rhe hai puja krne ke liye please reply kriye 🙏🙏🙏
@AsanZindagi3 ай бұрын
namaste,aap puja kar skte hai
@nitukumari35893 ай бұрын
Radhe Radhe aunty ji dipawali mein puja karne ke bad Bahar deep jalana chahiye kya ya pahle jalana chahiye please bataiye
@AsanZindagi3 ай бұрын
pehla deep puja ke liye jlane ke bad fir bahar deep jalva skte hai
@sapnachaturvedi90223 ай бұрын
Jsk 🙏 puja mai last navratri ka jo jatta wala nariyal rakha h, wo toh sukh gya h..kya visarjan kare ya kha sakte h ?
@AsanZindagi3 ай бұрын
visarjan kar dijiye
@sapnachaturvedi90223 ай бұрын
@@AsanZindagi ji thank you 🙏
@VaishnaviSagar273 ай бұрын
Didi Radhe Radhe Gaya ho chukihai tokya pittar pash mañana chaiye
@AsanZindagi3 ай бұрын
ji nhi
@ashoksainee24653 ай бұрын
Aunty ji pranam kya Navratri vrat mein paath karte samay naye kapde dharan karna chahie yah purane kapde dho kar istemal Kiya ja sakta hai kripya margdarshan Karen
@AsanZindagi3 ай бұрын
subh aasirvad,purane kapde dho kar istemal Kiya ja sakta hai
@renuchahar57643 ай бұрын
Aunty ji namaste aunty ji mujhe yah Bata dijiye Bina akhand jyot jalaye kya ham Kalash aur jaware ki sthapna kar sakte hain
@AsanZindagi3 ай бұрын
namaste,ji ha Bina akhand jyot jalaye aap Kalash aur jaware ki sthapna kar sakte hain
@happyworldd18123 ай бұрын
Meri ma nhi hai ....aap meri ma ki trah lgti ho❤🙏🙏
@singhdeepika12073 ай бұрын
Namaste aunty ji Mera beta ka munden karna kya main Kartik ekdashi kar sakte hu 12 November ko ekdashi wala din munden kar sakte hai
@AsanZindagi3 ай бұрын
namaste,abhi koi muhurt nhi hai 2025 me krvaye
@singhdeepika12073 ай бұрын
@@AsanZindagi likan Mera babu January main 3 saal pura hoga aunty ji pandit bol raha hai ekadashi din kar sakte hai isliye ap thi kya ekdeshi din hota hai kar sakti hu ekdashi ko aunty ji
@sheelagupta61393 ай бұрын
Didi navratra mein mitti ke Jo Kalash rakhte Hain use visarjan kar dena chahie ya rakhna chahie
@AsanZindagi3 ай бұрын
ghar me bhi rakh skte hai
@pinkisingh72693 ай бұрын
Lekin mam Koi bhi puja ke Saman Nariyal kuch bhi mandir ke pass Nadi mein Rakhana mana hai Kanunan Apraadh hai Jurmana hai Beijjati hai fir kya karen please yeh bhi batayen
@AsanZindagi3 ай бұрын
kisi ped ke niche gadda karke dba skte hai kzbin.info/www/bejne/pGbIgX5mp8t4g6s
@tusharshortsgaming3 ай бұрын
Mam ji namaskar kalash jo shika dhalte hai kya tamba ka use kare aur jab kalash rakkana ho tho kya use kar sakte hai aur use ke baad kaha rakhe please bataye❤
@AsanZindagi3 ай бұрын
namaskar, jo sikka chalan me ho.use dale,aap sone ya chandi ka sikka dal skte hai,dubara kalas use kar skte hai use ke bad puja ghar me rakhe
@tusharshortsgaming3 ай бұрын
Thank you ❤
@dipikasingh42763 ай бұрын
प्रणाम दीदी क्या नवरात्री व्रत में कमलगट्टा और तिखुर का हलवा कहा सकते है कृपया बताये
@AsanZindagi3 ай бұрын
ji ha
@babitayadav24953 ай бұрын
Hamare naye ghar me ye pehli navratri hai.. Kya hame kalash sthapna karni chahie? Kya ne navratra shubh hai?
@AsanZindagi3 ай бұрын
ji ha aap navratri kar skti hai
@AnjaliSrivastav-l1o3 ай бұрын
Mam maine nariyal ko galat rakha hai aab kya kiya jaye
@AsanZindagi3 ай бұрын
sahi rakh skte hai kalas hilaye bina
@abhimanyuray82253 ай бұрын
Mata ji hamari gotiya me ek Jan ka swargwas ho gaya hai to aise me Durga path kare ya na kare kripa karke batayea 5 October ko 13 din hoga to kya kare
@AsanZindagi3 ай бұрын
agr sage sambhandi hai to 13 din bad puja kare
@abhimanyuray82253 ай бұрын
@@AsanZindagi Mata ji hamare paros ke gotiya hai
@poornimayadav4093 ай бұрын
Mam Karwachoth ke time period aa jaye to kya pooja kr sakte h
@AsanZindagi3 ай бұрын
aap puja na kare
@komalkori78863 ай бұрын
Aunty ji 2 October ko sasural jana thik h
@AsanZindagi3 ай бұрын
ji ha
@pokesquad27843 ай бұрын
Nhi ja skti ho. ..pitra visrjn h amvsya h ...
@gurleenkaur57363 ай бұрын
Mata ji keya hum Ek kalsh bhi rakh sakte hai? Or jo jwar ugate hai usko jal prwah karna hai or kalash ko parshad mein khana hai???????????????
@AsanZindagi3 ай бұрын
Ek hi kalsh bhi rakha jata hai jwar ugate hai usko jal prwah bhi kar skte hai ya gaay ko de skte hai kalas ka nariyal visarjan kar dijiye
@gurleenkaur57363 ай бұрын
@@AsanZindagi shukriya apka bhut bhut
@sarojpandey33193 ай бұрын
दीदी प्रणाम श्राद्ध अमावस्या पर कद्दू की सब्जी पंडित जी परोस सकते हैं। पितृ पक्ष में पीला सिंदूर लगाया जाता है plz reply
@AsanZindagi3 ай бұрын
subh aasirvad, ji ha kaddu ki sabzi de skte hai or sindur lga skte hai
@guptapooja19933 ай бұрын
Karwa chauth ka puja bidhi bataiye mata ji
@AsanZindagi3 ай бұрын
kzbin.info/www/bejne/fYS8po2vptubeKc&pp=gAQBiAQB
@happyworldd18123 ай бұрын
Aunty ji mujhe ye btao na ki mai sirf phle din aur Astmi ke din fast rakhti hoo to mai shree Kailash rkh sakte hai ....aur vo kalash kab htana hai ...please rply
@AsanZindagi3 ай бұрын
pehle din kalas rakhna hai or dashara ke din kalas hataye
@happyworldd18123 ай бұрын
Mai sirf ...phla din aur Astmi ke vart karti hoo...to kya shree.... kalash rkhna hai?...agar rakhu to Kab tak rakhu
@AsanZindagi3 ай бұрын
pehle din se bhi kalas rakh kar puja kar skti hai
@happyworldd18123 ай бұрын
@@AsanZindagius kalash ko Kab tk rakhna hai?
@pinkisingh72693 ай бұрын
Mam mere ghar mein Chachere devar ji ke Death hoga hai 13/9/2024 ko Barshi bhi Sath mein hi kardiye hain to Chatthpuja apne ghr mein Kar Sakte hain arag de Sakte hain ki nhi bataiye please🙏
@AsanZindagi3 ай бұрын
ji ha puja kar skte hai
@NishayadavNisha-b9e3 ай бұрын
Ma ji mere yahan dath ho gai hai kya ham Navratri vrat kar sakte hain❤❤❤,🙏🙏🙏
@AsanZindagi3 ай бұрын
agr sutak chal rha hai to vart na kare
@vibharoy34283 ай бұрын
Colours per Jo chadhai Hui Nariyal ko khana chahie ya Visarjan kar dena chahie
@AsanZindagi3 ай бұрын
visarjan kariye
@Sweetybose70503 ай бұрын
Mam Mera av 16 Somvar k vrat chal ra h or Mai is bar navratri karna chah rahi hu . To somvar k vrat k din kaise karungi plz bataye ...
@AsanZindagi3 ай бұрын
navratri ke somvar me namak or anna na khaye apka vart mana jayega dono
@Sweetybose70503 ай бұрын
Navratri k pehle din jo khaungi wahi 9 din khana hoga n mam jse halwa fruits ye sb kha sakte h
@SnehBela3 ай бұрын
Mam agar juware ugate hain ghar me to 9 din ka fast rakhna jarori hai ? Ya sirf first aur ashtami rakhte hain to bi Kalash aur jaware laga sakte hain ?? 🙏🙏
@AsanZindagi3 ай бұрын
first aur ashtami ka vart kar skte hai Kalash aur jaware laga sakte hain
@SnehBela3 ай бұрын
@@AsanZindagi matlab juware lagane k liye poore 9 din fast ne rehna jarori nai hai na ? 🙏🙏
@beenayadav8433 ай бұрын
Pranam mataji, meri devrani mayk m h jise baby hua h to kya mai kalash rakh skti hu ya fir sutak ka palan hame bhi Krna chahie kripya margdarsan kare
@AsanZindagi3 ай бұрын
subh aasirvad,12 din agr nhi huva hai to kalas na rakhe
@jyotimishra62733 ай бұрын
Kya kalaha Lagann ka bad 1 2 din chodkar Bahar ja Saket hai
@AsanZindagi3 ай бұрын
jab bahar se aaye laut kar aaye tab kalas sthapna kare
@sangeetamrityunjaysharma4543 ай бұрын
Nariyal mukh apne or rakhna hai or yadi bina kalsh ko chawal ke plate ko rakhe nariyal rakh diya ho bhul kr to kya kre?
@AsanZindagi3 ай бұрын
kalas par aam ki patti par nariyal rakha jata hai
@manoharsinha22023 ай бұрын
Jo pahale puja ka nariyal h use kya Karen, bisarjan n kya Karen, pas suvidha n h
@AsanZindagi3 ай бұрын
jo pahale puja ka nariyal h use visarjan kar dijiye new nariyal le aaye
@lokeshsahu72613 ай бұрын
Mata ji , Mai Shree Durge Saptashati ka path Mahavidya karm se karta hu , lekin iss bar panchmi 2 din par raha hai (7 Oct or 8 Oct) tho jo panchmi ke din 9th or 10th adhya ka path karte h usse 7oct ko hi dono path karenge ya fhir ek 7 ko or ek 8 Oct ko ? Please marg Darshan kare
@AsanZindagi3 ай бұрын
apko 9 din me 13 adyaay pura krna hai ap jaise bhi padh skte hai
@lokeshsahu72613 ай бұрын
@@AsanZindagi thank you so much Mata ji
@AbdeshShakya-cj1fc3 ай бұрын
😊❤❤❤❤❤❤🎉🎉🎉🎉🎉🎉
@poojajanshu.74833 ай бұрын
Aunty ji mujhe please btye mai kya kru nariyal k fool ko nariyal to kha liye the prasad k roop me sb log jamun jitna bada fool h mere ghar me sb log nolte h isko lal kapde me rakh k locker me rakh lo but ap btye kya krna chahiye maha laxmi maa ko chadya tha maine last wale din jo nariyal usme nikla h olease auty btye kya subh h please
@poojajanshu.74833 ай бұрын
Please aunty ji btaiye
@UshaShrivastav-iq9cx3 ай бұрын
दीदी जी नमस्कार मेरे घर मे पंडित जी कलश पर सीधा ही नारियल रखवाते है तो क्या करे
@AsanZindagi3 ай бұрын
namaskar,ped me lga bhag upar ki taraf rehta hai pandit ji ko btaye
@sheelagupta61393 ай бұрын
Didi ghar mein nariyal Rakha hai Sukh Gaya use kahan Mandir bhi Dena chahie ya pravahit kar dena chahie
@kanhakibhakti55813 ай бұрын
Mera first life first comment hai bahan mujhe bataiye aap Mera do hi Kamra hai ek mein khana banati hun ek mein ham log rahte hain Navratri mein lahsun pyaj ka kya kar deti hun aur kya jismein khana banate Ho usi mein Puja kar sakti hun Navratri ka aur mujhe bich mein periods bhi a jaate Hain 9 din mein please reply me sister 🙏🙏 koi Kamra nahin hai jismein main Puja kar sakun
@AsanZindagi3 ай бұрын
aise me kalas sthapna or murti sthapna na kare aap vishesh thithi me mandir jakr puja kar skti hai
@vibharoy34283 ай бұрын
Ham Teej Mein chadhae the usmein ankuran ho gaya tha Jo Main kha gai ab kya hoga
@Ska06-s7c3 ай бұрын
प्रणाम दीदी जी घर में नवरात्रि में कलश रखा हो और तेरहवीं मे जाना जरूरी हो तो क्या करे वहाँ कुछ खाना है या नहीं
@AsanZindagi3 ай бұрын
subh aasirvad, jo puja krta hai wo na jaye ghar ke dusre sadasy ja skte hai
@Ska06-s7c3 ай бұрын
🙏🙏
@divyasingh84463 ай бұрын
Didi sarvapitra amavsya k din suhagan aurat ko hairwash kb krna chahiyea. Subah hi krna chahiyea ya sab kaam ho jane k baad.