जय श्री माता आदिशक्ति भवानी मां जी प्रणाम आपके श्री चरणों में जी ❤❤❤
@preetiverma44159 ай бұрын
Jai mata di 🙏🙏
@cute_Kittys9999 ай бұрын
Thanks ma'am 😊😊😊❤❤❤
@GyanAnusar9 ай бұрын
Most welcome 😊
@parisingh69939 ай бұрын
Mam plz dusre teesre din ki bhi puja jaroor share kren
@GyanAnusar9 ай бұрын
Ji jarur ♥️
@JyotiSangwan-iv6hp9 ай бұрын
Bhog k sath apne jo jal rakha hai uska kya kare please batana
@GyanAnusar9 ай бұрын
Prasad ke Swaroop use Pi sakte hain
@riyajindal61579 ай бұрын
Didi agar bich me period ho jate h toh toh vrat nhii rkhna chahiye kya
@GyanAnusar9 ай бұрын
Agar vrat shuru kar diye Hain tab use continue Karen Puja na Karen .
@riyajindal61579 ай бұрын
Thnq soo much❤
@Jaya_Kishori_Motivational_1m9 ай бұрын
Mam apko bahut sukriya kyon ki aap comments ka answer jarur deti hain.
@GyanAnusar9 ай бұрын
Thank you so much 😊 And you are most welcome
@komalverma629 ай бұрын
Mam chunri aur kuchh samaan ji pehle ka rakh hoga wo use kr skte hai pooja mein ya nahi??????????? Ye hawan daily krna hai???
@GyanAnusar9 ай бұрын
Ji havan daily Karna hai . baki ka saman gangajal chhidak kar aap dobara use kar sakte hain
@DrAthiraJayaprakashEngoor9 ай бұрын
Should we change kalash water every day ?
@GyanAnusar9 ай бұрын
No
@deepikamaletha74959 ай бұрын
Mam bhog ka baad me kya krte hai
@GyanAnusar9 ай бұрын
Prasad Swaroop ghar ke sabhi sadasya ise kha lete Hain
@Vanshkumarshorts9 ай бұрын
Mam akhand Jyoti jalana jaruri hai kya please batayi
@GyanAnusar9 ай бұрын
It's totally depend on you .. agar ichcha ho to jalayen Varna jaruri nahin
@manasi33259 ай бұрын
Parva tithi konsi hoti h? First day ??
@GyanAnusar9 ай бұрын
Pratham din
@JanviGadhvi-jy2vc9 ай бұрын
Humra mandir hall me h toh me kya kru
@GyanAnusar9 ай бұрын
Tu Jahan per Mandir hai vahin per आजू-बाजू Mein Mata ki chauki Ki sthapna kar le
@deepavarshney93739 ай бұрын
Aap ne joo alg lgya h or klas alg rkha h joo ke upr hi kals rhkte dekha h hmne to kon sa trika thik kirpiya btaye
@priyankatyagi11989 ай бұрын
Alag rakhte h Joo or kalash
@JanviGadhvi-jy2vc9 ай бұрын
Balu na ho toh kya kre
@GyanAnusar9 ай бұрын
Gamle Ki mitti Mein Ganga jal dalkar shuddh karke prayog mein laen
@garimayadav65719 ай бұрын
Jo bhog maa ko lagaya ha uska next day kya kre ?? Us bartan ko saaf kre next day ya pure 9 din prasad ko vhi ralha rhne dr
@GyanAnusar9 ай бұрын
Jis tarah hum har bar khana khakar bartan dhulkar dobara khate Hain usi tarah bartan dulkar dobara naya bhog Rakha jata hai Bhog ko aap sabhi Parivar ke sadasya Prasad Swaroop kha sakte hain
@Ansh_Gaming_139 ай бұрын
Mam app ne jo kalash me supari paise or haldi dali h to baad me kya kery plz batana ji. Jai mata di
@GyanAnusar9 ай бұрын
Sikka kisi Kanya ko de den aur haldi aur supari ko visarjit kar sakte hain ya dobara gangajal chhidakkar Puja Mein reuse bhi kar sakte hain
@sanchaitaheera34919 ай бұрын
Mam main Kolkata se huin as a Bengali. To mainne aphiki vedio dekh kar issbar Gupta Navratri se maa ko thapit kiya huya h. Issbar vi karungi Chaitra Navratri ki. Bohot log Akhandya Jyoth jalayenge. But problem eye h ki humare ghar keval 2 members h. To bahar jana hota h. Plz Jyoth k bare main vi bataiye k Din Raat ki bati jalayu kya koyi problem h kya ???
@GyanAnusar9 ай бұрын
Koi problem nahin aap subah Sham jab Aarti Karen tabhi jyot jala le. And thank you so much for connecting with our channel.
@bbrahmbhatt55359 ай бұрын
Mene kalash ki sthapna krke puja kri he jese btaya he , mataji ki achese puja kri he...muje 9 me naurte pe subh bhar jana he to me subh uthapan kr skti hu kripya btaye
@GyanAnusar9 ай бұрын
Ji
@kamalpriyapatel9 ай бұрын
Jware aur Kalash konsi Disha me sthapit kare?
@GyanAnusar9 ай бұрын
Kalash maa ke dahine hath ke side aur agar jagah ho to jaware bhi ISI Disha Mein rakhe Na Ho to fir Jahan jagah ho vahan rakh de
@mr.ritwikraj54349 ай бұрын
Mam apne swastik galat banaya he 😢 Swastik kabhi andar se bahar ki or nhi bani chahiye swastik ki sari line bahar se andar ki kichi jati hai please ye galti next time se na kijiye ga