Bhanteji mai sansarik hu kya mai bhi arihant awastha prapt kar sakta hu kripiya batay 🌷 namo buddhay 🌷🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻😊😊
@iBuddhism3 сағат бұрын
Harek prani aapne sanskaro se hee nirmit hai. Jab sabhi sanskar nashat ho jaate hai toh arhant awastha ko prapat kiya ja sakta hai. Jaise Thathagat Samyak Smbhuddh ne kaha hai, Saare sanskar anittay hai. Jo bhi prani aapne chitt ke sab kalesh khatam kar leta hai weh arhant awastha ko prapat kar leta hai. Chitt ke kalesho ko khatam krne ke liye Thathgat ne aary ashtangik marg bataya hai. Jo bhi iss marg me chalega wah kabhi na kabhi arhant awastha ko prapat kar hee lega, jab bhi uske chitt ke saare kalesh khatam ho jaenge. Namo Buddhay 🙏 🙏 🙏. May All Be Happy.