Bhaiyo aapko mola slamat rkhe is nohe ko jitni bar bhi sunta hun bibi sakeena s a ke itne masayab hai ke kaleja fat jata hai aankh se aansu nhi rukte 😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭
@sartajmirza81032 ай бұрын
Hay meri Bibi sakina app key katilo par beysumar lanat 😭😭😭😭😭😭😭❤
@HasanJafar-of5nz2 ай бұрын
Bibi zahera apne lale k sadke in zadaro ko hamesha sahlamat rakhe 🤲 heart touching noha hayai bibi sakina 😭😭😭😭😭😭😭😭😭zahera kobule kijiyai pursah husain ka
@RazaAhmed-w5m17 сағат бұрын
Mashallh maula salamat rakhe
@fatimaraza143Ай бұрын
Hay meri bibi sakina😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭
@imamali85052 ай бұрын
Mola Salamat rakhe sabhi azadaro ko sehat sukoon wali lambi umer ATA farmae Ameen
Lyrics: Aap ke liye 💙 Hayee Sakina haye yateema haye sakina Hai bachpan magar dikh rhi hai Zaeefa ,Sakina ko itna sataya gaya hai Esy qaid khaane talak karbala se chalakar ke panjo pe laya gaya Hai bachpan magar dikh rhi hai zaeefa ,Sakina ko itna sataya gaya hai Agar baap ko laash per roye beti Hai dastur dete hai usko tasalli Magar Sheh ki Dukhtar ko lashe padar se tamache laga kar hataya gaya hai Hai bachpan magar dikh rhi hai zaeefa ,Sakina ko itna sataya gaya hai Hai wahid sakina he aysi yateema Na koi tassali na koi dilasa Tamache laga kar rolaya gaya hai ,tamacho se he chup karaya gaya hai Hai bachpan magar dikh rhi hai zaeefa ,Sakina ko itna sataya gaya hai Sakina ke dil ko jalane ki khatir Bhateegi ka Sadma badhane ke khatir Bhari mashk pehle dikhaai gai phir, chacha ka kata sar dikhaya gaya hai Hai bachpan magar dikh rhi hai zaeefa ,Sakina ko itna sataya gaya hai Edhar dekhti hai to baba ka katil Udhar rukh ko phera to bhaiya ka katil Har ek samt se dukhtare shaahe de ke qaleje pe khanjar chalaya gaya hai Hai bachpan magar dikh rhi hai zaeefa ,Sakina ko itna sataya gaya hai Ye dar hai sahm ke na mar jaye bachchi Hai dhehshat thi masoom ke dil me aysi Gala jisse kata gaya tha padar ka wo khanjar dikha kar daraya gaya hai Hai bachpan magar dikh rhi hai zaeefa ,Sakina ko itna sataya gaya hai Tha Tashnadahani ka kuch aysa alam ke lagta hai bas ab nikal jayega dam Es alam me masoom bachi ko paani , dikha kar zamee par bahaya gaya hai Hai bachpan magar dikh rhi hai zaeefa ,Sakina ko itna sataya gaya hai Nadeem aysi gurbat na dekhi kahi bhi Hai kis qaifiyat me ye masoom bachi Nigahe bhi kamzoor hone lagi hai ,khuda jaaane kitna rulaaya gaya hai. Hai bachpan magar dikh rhi hai zaeefa ,Sakina ko itna sataya gaya hai 🥺🥺🥺🥺🥺🪻🪻🪻
@KashifZaidi-h9cАй бұрын
Hay hay janabe sakina 😢😢ki gurbat 😢😢😢😢
@MohdSonu-dk2zf2 ай бұрын
Maula salamat rakhe labbaik ya Hussain 😭😭😭😭😭😭😭😭
@NayabHusain-c4jАй бұрын
Masahallah
@shakilrizvi1662Ай бұрын
Haurt touching nauha....
@hddjhsnss2130Ай бұрын
Rooh ko chhu gayi.... mashallah moula salamat rakhe.
@nishashaikh70262 ай бұрын
Maula salamat rakkhe is anjuman ke har bacche,budhe aur jawano ko
@ithrathfathima2 ай бұрын
Moula salamath rakhe kitne dard bhare jumle
@yaverali12872 ай бұрын
Khuda koi gham na de siwaye gha e mazlume karbla k khuda slamat rkhe in awaaz ko labbaik ya Hussain
@babuabbas2 ай бұрын
Haye meri bibi sakina ko kitna sataya gaya hai 😭😭😭😭
@MohammadAbbas-s2 ай бұрын
Mola salamat rakhe sabhi Azadari ko❤❤
@akhtarmirza1988Ай бұрын
Mashallha mola salmat rakhe
@igtehadraza76042 ай бұрын
Masahalla maula salamat rakhe azadaro ko 🤲
@anwarabbas26682 ай бұрын
Jazakallah 😭😭😭😭 Khuda slamat rkhe 😭😭😭😭
@rashidmirza74402 ай бұрын
پُرسوز آواز میں پُردرد مصائب 💔😭 زندہ باد سلامت رہیں
@namehndiofficial84182 ай бұрын
Haye Sakina 😭 Haye Yatima 😭
@shamim_kazimАй бұрын
Mashallah Allah salamat rakhe sabhi Anjuman ke bachcho ko
@AmreenFatima-er7ji2 ай бұрын
Mashallah maula salamat rakhe aap sab azadaro ko 😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭💔💔💔
@Ashrafhussain-lz1ysАй бұрын
कितना रो ले कोई हद हि नही मसायब की
@nfatima36862 ай бұрын
Khuda tum sab ko salamat rakhe har pareshani aur takleef see door rakhe.bibi Fatima ke chaparral ke saaya rahe tum sab par aam
@Mohammad-x8b2 ай бұрын
Kuda salamat rake
@kulsumfatima1zainab453Ай бұрын
Haaye mere bibi sakina 🥺😭😭
@Kashifali-z3y2p2 ай бұрын
Labbaik ya moula immam Hussain a .s🇮🇳😭😭😭💔💔😭😭😭😭🇮🇳🇮🇳😭😭💔💔💔💔💔💔😭😭😭😭😭😭😭🇮🇳🇮🇳😭😭😭😭😭
@ghazipur-e-aza53362 ай бұрын
Mashallah 🙌🏻🙌🏻
@darbar-e-hussain2 ай бұрын
Hai bachpan magar dikh Rahi hai zahifa Sakina ko itna sataya gaya hai-2 Ishe qaid khane talak karbala se chala kar ke panjo se laya gaya hai Hai bachpan magar dikh Rahi hai zahifa Sakina ko itna sataya gaya hai Agar baap ki laash par roye beti Hai dastoor dete hai usko tasalli-2 Magar shah ki dukhtar ko lashe padar se Tamache laga kar hataya gaya hai Hai bachpan magar dikh Rahi hai zahifa Sakina ko itna sataya gaya hai Sakina ke dil ko satane ke khatir-2 Bhatiji ka sadma badhane ki khatir Bhari mashk pehle dikhayi gayi fir Chacha ka kata sar dikhaya gaya hai 😢
@TakmeelFatimaKhan2 ай бұрын
Are allah bibi sakina k masayeb
@haiderraza37095 күн бұрын
mashaallah bhai
@AamirJafri-ur8tg2 ай бұрын
Labbaik ya mola imam Hussain a s 😭
@indiabharat1654Ай бұрын
Salamat rahiye bhai
@abbasraza43712 ай бұрын
Salamat rahen nadeem bhai bahot hi masaib khaiz noha likha hai
@HiiUz252 ай бұрын
Mashallah mola slmt rkhe apko ❤️ 😭😭😭💔
@mohdzakihasankhan4152 ай бұрын
جزاک اللّہ
@abbassultanpuri98102 ай бұрын
Mashallah bhai logo bahut hi dardnak nauha h Shahzadi zahra sa qabool kare is purse ko Allah aap sabko salamat rakhe
@MahdiNaqvi7862 ай бұрын
Hay skina😢😢
@noorzehra.37832 ай бұрын
Khuda salamat rakhe ap sab ko . Mashaallah. Hy gurbate Hussein 😢