Thanks rammy bhai ❤ clasic wali video m bhi samjhaya tha apne same problem😊😊
@moshakir54913 күн бұрын
Bhaijaan new bullet 350 stenderd 2024 ka silencer change krna shi h ya galat ..
@ProperGamingYT7775 күн бұрын
Bhai GT per turbo ka kya hua
@rajeshkumbhar34022 күн бұрын
Love from odisha ❤
@Rohankumar-uz4je6 күн бұрын
Good work bhai ji
@subratbhoi19863 күн бұрын
Sir ji eisa koi liquid hai kya jise ham petrol tank main petrol ke sath milakar ke clean kar sakte hai. Fule injection bike hai. Classic 350.
@udaygoyal49224 күн бұрын
Brother thand me bullet ka bhut jyada missing dene ka karan btai
@kiranr56434 күн бұрын
Sir new model royal Enfield 350 me 1st 2ñd 3rd etc service me kya kya karna jaruri hai har service ja batao sir
@Cyb3rx4046 күн бұрын
Mere ns200 me bhi same issue tha magneto coil change krne se ho gya
@rahulpanchal99865 күн бұрын
Brother same problem agar old standard me ho toh Kya kare ?
@mdjaved53595 күн бұрын
Bhai aap best ho
@kiratjandu99336 күн бұрын
Bkl turbo wali video kab dalega
@PriyanshuV86 күн бұрын
😂😂
@amanthakur7736 күн бұрын
😂
@vaibhavpareek24956 күн бұрын
Yaar bkl or Bhai me jyada farak nhi h...... Bhai hi bol le
@dipeshjoshi3365 күн бұрын
😂😂😂😂
@livebeyondlines16243 күн бұрын
Hi Rammy, Would love to see your videos for new classic/standard.
@sasta_gyan34883 күн бұрын
Bhaiya ek bar please comparison karo honda cb 350 classic or re classic 350 ka or please genuine review dena which one is better or kyu ?
@dharmendersingh87835 күн бұрын
Bhai head light bhut week hai kon si lgaye
@kaushaltrivedi77276 күн бұрын
Yes true I have classic 500 bs4 and I have been suffered from this issue.
@fisabilillah7864 күн бұрын
Bhai bike k race dene par......lights dim ho rhi hai toh kya problem hoskta hai??
@abhijitkundu18795 күн бұрын
Rameez bhai isiliye toh main Gun metal Grey ke liye ya Stealth black ya Redittch Series ke liye intezar nehi kiya tha kyou ke mujhe Amp meter chahiye tha taake mujhe Battery ka anode rays ko measure kar pau sirf isiliye bhai aur kuch nehi kyou ke agar Redittch series bhi mil jata usmain pehle prodcution line pe mujhe Amp meter ka needle aur meter mil jata magar uske baad wala series main nehi milta aur BS6 aur phase 2 main toh bilkul hi nehi .
@UmarFarooq-r7j6 күн бұрын
Rammy bhai can we use this processor in bs6 alos
@dabbikarnarsingh81405 күн бұрын
Nice information bhai
@kanhaiyagupta46416 күн бұрын
Nice video bhai 💯
@RAJ1V12175 күн бұрын
Bhaiya himalayan 411 ka misfiring ka problem kaise thik kare 😢
@sourabhshukla58426 күн бұрын
Love you bhai ❤❤
@richasharma24776 күн бұрын
rammy bhai please regular raha karo uploading mei
@SurajJaiswar712 күн бұрын
Mera alternator 4 phase wala hai.. usko kaise check kare? Please help, yaha mechanics theek se problem dhoondh nahi paa rahe.. 2 baar battery change kar chuka hu, 2 baar RR unit and 1 baar pura wiring harness.. accelerate karne par bhi multimeter mein 14.9 se upar nahi jata hai..
@kinshudhar77522 күн бұрын
I have a question jab m meri bike key se on krta hu tab kuch seconds ke baad on hoti hai light aise ku ho rha hai
@neerajpatel3623 күн бұрын
Bhai Mere paas Meteor 350 Achanak Chalte Chalte lower RPM Par Chali Gayi Abhi start Karta hoon Loohar RPM Par start Hoti Dheere Se accelerator Dena padta Hai Thoda Sa Tez Dene Par Band Ho Jaati Hai ek Mahini Pehle Bhi hua tha Apne Aap thi Ho Gaya
@j_sjorasvlogs87426 күн бұрын
Mere Electra ke sath same hi problem hai boss
@BalwinderSingh-zx1wg2 күн бұрын
Respect ❤❤❤
@tanmaygoswami32316 күн бұрын
Rummy bhai plzz tell me in reborn bullet fit amp meter
@gaminghubg18606 күн бұрын
Huge fan
@amanthakur7736 күн бұрын
Jab daba ke paise lega na tab pata chalega chor hai sab bahot Paisa lete hai
@harshitkumar91585 күн бұрын
Daily vedio laoo project paa
@HonkingHankHill696 күн бұрын
Bhai apne ek video me hunter me patakhe nikalne ke jugaad bare me bataya tha. Voh video Kab aa rahi Hai?
Bhai meri bike me bhi same problem h jab light jalate h toh missing marti h or battery k ampere 11 tak chale jate h...isme kitna kharcha aata h???
@NOZf3atu6 күн бұрын
Rummy Bhai..mujhe mere tb350 bs4 me steel braided brake pipe dalna he rear brake me. Toh gunmetal grey ka lagega?
@umeshshukla3466 күн бұрын
Rummy Bhai kisi cheez ka jawab nahi dete😅
@atikahmad61286 күн бұрын
Kyse ho kha par te aap
@frankydifoe18105 күн бұрын
Muche himalayan bs6 k liye AHO socket chahiye tha.
@Bidawatvlogs6 күн бұрын
Bhai daily vedio dala kro
@sahilchaudhari52576 күн бұрын
Sir ye same cheez meri old bullet mein hori hai.
@haribabuv125 күн бұрын
Super👌👍❤
@jaycreations41605 күн бұрын
Idol RPM kitni hoti hai rummy bhai
@mohdansaruddin27936 күн бұрын
Timing gear setting upar complete video chahiye bhai
@shekharvashisht38075 күн бұрын
Bhai bs6 to bs3 convert ki videos or bnao please
@fitness_tube_00076 күн бұрын
Bhai ek old model bullet h aapse restore karwani h
@amitnariya28635 күн бұрын
Thank you so mnch sir
@savirider33886 күн бұрын
Bs3 cam spindle nikal ne ki ek video Karo bhai
@atharbabu79605 күн бұрын
Bde Bhaiya Meri classic 350 self kaam nhi kar rha hai new battery dalne ke baad Bhi... Light horn indicator sare sahi se kaam rhe fir bhi ... Local mechanic problem nhi pakad pa rha h please kuch suggestion do please ❤
@sanjayborah0415 күн бұрын
self motor nehi2 relay
@irshadirshad575 күн бұрын
Chahe ek video banaa dijiyega main dekh Lunga aapka video
@fisabilillah7864 күн бұрын
Bhai mere bike mei idle pe 14.17 volts hai-- no lights,nothing.............kabhi vi battery chk kru always 13.2 volts ..........charging vi mast hai......lkin batter approx 10months chalti hai. Byk hero hunk hunk carburator model 150cc. Please kindly reply. I dissonnected headlights,meter lights,break light rare . Only self, indicators,horn r connected.
@ganuganu15123 күн бұрын
I think it is light Rectifier problem.
@irshadirshad575 күн бұрын
Bhai Assalam walekum aap kaise hain Mai mein talab se jab gadi start karta hun royal Enfield to vah Kabhi start ho jata hai kabhi kit kit karta hai theek hai Uske bad main showroom jab le Gaya to vah kahta hai self kharab hai rs 8000 lagega kya aap bata sakte hain kya problem hai
@punjabistar19984 күн бұрын
Bhaiya apne address nahe de rakha kaha hain apka work shop ?
@amanrana37505 күн бұрын
Meri elctra ki newtan lite nhi jal ri
@ALIMSk-yd1nl6 күн бұрын
Bahut acchi baat hai
@sanjaynimje65675 күн бұрын
Very much👌👌👌👌👌
@sams2445 күн бұрын
Long time video nai dala. Kiya hua
@Pardeepsinghdeepa75245 күн бұрын
Meri bike jab teej krte eh to miss marti ah kyo.
@SagarKumar-bp2pw6 күн бұрын
sir my splendor 100cc bike missing at mid throttle please reply me 🙏🙏🙏
@chiragpilania39656 күн бұрын
Clean carb
@rajputcarrepairing91544 күн бұрын
Bhai kaha chale jate ho itne lambe dino baad video dala
@imrozsheikh54946 күн бұрын
Fan mar jayenge GT turbo GT turbo kehte kehte. Par ye banda nhi karega
@Jyshreram5 күн бұрын
Bhai meri interceptor 650 may low battery metre chalu rehta hai or samaj hi nahi Raha ki charge ho Rahi hay ya nahi😢2 say 3 hapta ho gaya lakin har bar indicator chalu rehta hai 🧐 kya hua hoga